I am one of the most Fortunate person to be Student of A.M.U.from 1961-1967.Khuda se yahi Dili khwahish hai ke yeh University hamesha Taraqqi kare aur Allah se bhee dua hai ke University mein wahee Puraney Traditions vapis A jayen jo Sir Sayyed sahib ke time mein, Tayyabji ke Zamaney mein Sharafat,Izzat aur Purkhuloos ke Misal hotey thee,Aaj ke tarah Hostels ke Varandey mein Kacha,Baniyan Dho,Dho ke sukhaney Waley nahin,aur na hee Bina Sherwani pehney Chappal pehney Shamshad Market Ghoomna.Meri es 80 Yrs .ke Age mein a kar University Traditions ke yeh Gat pitna dekh kar Dili Takleef hotee hai .Shayad Hostel ke khaney ka Meenu Aaj bhee agar aisa hee hai ,jaisa hamarey time mein tha,yani ke Break Fast- 2-Matri ,1/2 Goli Champion Dairy ka Makhan aur 2-Cup tea Lunch and Dinner-3-Boti,Char Dunlop(Roti) aur. Zara see Daal Friday Dinner mein Sweet Dish,jo Juniors ko pehley Saal unkey Senior Bearer ke Nazar ho jatee thee.,lekin koi larka eska Bura na Maan kar ,esko bhee Tradition mein Maan leta tha. Sunday Lunch- Koi bhee Namkeen Special Dish. Mujh ko bhee Merey Senior Bearer ne Pehley Saal ek Maheena Zameen par Sulaya .Jab main os se Bed ko kehta ke merey Baaqi Teen Front Room Partner Bed par so rahey hain aur main Zameen par,to woh Sakht Awaz mein kehta"Mian chup raho,Allah ka Shukra Karo ,tum ko Daakhila mil gaya,Kamra mil gaya,Doosrey larkey to Lawn mein so rahey hain".Main chup ho jata tha,ek Maheeney ke Baad Merey Senior Back Room Partner ke Dost ,Room se gaye ,woh bed Khali hua to mujhey Mila .Lekinen baton ko yaad kar ke ,eska ek alag apna Maza hai.Ab to Main Zindgi ke Aakhri sirey par hoon.
Aligarh old boys have established an engineering university named after sir Syed Ahmad khan in Karachi & they celebrate sir Syed day on 17 October every year. Students & aligarians gathered and sing this tarana
In memories of Habib Hall, Chemistry Department, late nights in the Library, Canteen lunches, Shamshad market...everything...salute to all Aligrhians...with love from Canada❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
When I was in 11th standard, I used to watch this video and now I'm 2nd year student in Physics Department at AMU. It's my huge pleasure to be a part of this wonderful university. Live Long AMU❤❤
How can you love Aligarh when you hate Urdu language and Urdu speakings!!? You haters narrow minded Bengali nationalist you can never shun your petty nationalism for the broader muslim nationalism!! You people are suffering from a fear of getting vanished out by others you are just a psychopath lot of the people!!
AMU ka taraana sun kay mearay jazbaat kiya tah bayan nahi kar sakta is liya Dushman zamana is ki Azmat ko mitanay may laga hai Ya Allah is ki hifazat karna hamesha Sir sayad ji ko jannat ataa fama jisnay Itna khoobsurat Taleem hasil karnay ka Markaz diya Allah hifazat karna
Happy Sir Syed Day to all the aligs May Allah swt keep AMU safe and protected and keep its students rightly guided and give them knowledge that is beneficial.
more iconic shots with collage of photos, most IMP is the University Canteen jahan pe 5/- mein Dosa, Chai Idli Wada milta tha, kya khushboo hoti thi, lagta hai jaisi kal ki hi baat ho... now thats a Museum 🙁 Plus Tibbya College, students union hall, so many buildings, mostly all covered... at the ground level... and the best is Urdu subtitles 🙂 simply superb though still repetitions of many building like Sir Syed Residence, Strachey Hall ... Minto circle is also covered 🙂 .. but not City High School 🙁 and the AMU flag, simply summing up all proud to be an Alig 🤓 sab se zara hatt ke
Tarana bohat zabardast hai. Hum har saal apne functions mein karwate hein. Afsoos is ka instrumental original wala nahi milta. Hum bohra community wala use karte hein. Kisi ko koi link maloom ho to kindly share kijye. جزاک اللہ
At present the identities of having an alig are as follows: •Dealing •Katta •senior h tumhara tahzeeb se baat karo •1st,2nd,3rd year student ko provost office ka chaakar kat kar office me deling dene ka hunar •12 saal ki standing hai tahzeeb se •and many more sab yhi bata dene se dikkat hai🤭
Kash sir Syed ye Pakistan me bnwate ... Rona ata h ye dekh kr k Muslims ne kitni mushkilen kaati hn or aj hm araam se Europe ko follow krte hn jin se sir Syed jese musalmano ne jihaad kia .... Kash me is me prh skti
I am one of the most Fortunate person to be Student of A.M.U.from 1961-1967.Khuda se yahi Dili khwahish hai ke yeh University hamesha Taraqqi kare aur Allah se bhee dua hai ke University mein wahee Puraney Traditions vapis A jayen jo Sir Sayyed sahib ke time mein, Tayyabji ke Zamaney mein Sharafat,Izzat aur Purkhuloos ke Misal hotey thee,Aaj ke tarah Hostels ke Varandey mein Kacha,Baniyan Dho,Dho ke sukhaney Waley nahin,aur na hee Bina Sherwani pehney Chappal pehney Shamshad Market Ghoomna.Meri es 80 Yrs .ke Age mein a kar University Traditions ke yeh Gat pitna dekh kar Dili Takleef hotee hai .Shayad Hostel ke khaney ka Meenu Aaj bhee agar aisa hee hai ,jaisa hamarey time mein tha,yani ke
Break Fast- 2-Matri ,1/2 Goli Champion Dairy ka Makhan aur 2-Cup tea
Lunch and Dinner-3-Boti,Char Dunlop(Roti) aur. Zara see Daal
Friday Dinner mein Sweet Dish,jo Juniors ko pehley Saal unkey Senior Bearer ke Nazar ho jatee thee.,lekin koi larka eska Bura na Maan kar ,esko bhee Tradition mein Maan leta tha.
Sunday Lunch- Koi bhee Namkeen Special Dish.
Mujh ko bhee Merey Senior Bearer ne Pehley Saal ek Maheena Zameen par Sulaya .Jab main os se Bed ko kehta ke merey Baaqi Teen Front Room Partner Bed par so rahey hain aur main Zameen par,to woh Sakht Awaz mein kehta"Mian chup raho,Allah ka Shukra Karo ,tum ko Daakhila mil gaya,Kamra mil gaya,Doosrey larkey to Lawn mein so rahey hain".Main chup ho jata tha,ek Maheeney ke Baad Merey Senior Back Room Partner ke Dost ,Room se gaye ,woh bed Khali hua to mujhey Mila .Lekinen baton ko yaad kar ke ,eska ek alag apna Maza hai.Ab to Main Zindgi ke Aakhri sirey par hoon.
Aligarh old boys have established an engineering university named after sir Syed Ahmad khan in Karachi & they celebrate sir Syed day on 17 October every year. Students & aligarians gathered and sing this tarana
If this is the case you are great to inform us good luck
Thanks madom for giving knowledge like this.
Aap logo ko aligarh bhi study k liye ana chahye........
@@AsadUllah-vm8bd yes why not good idea!!
GREAT. DIN DOONI RAT CHOWGUNI TARAQQI HO. YEH HAMARI DUA.
ماشاءاللہ کیا خوب ترانا ہے
کیا خوب درسگاہ ہے
اللہ تعالیٰ اِس درسگاہ کو ہمیشہ سلامت رکھے
آمین
Aameen Suma Aameen
@@sabasahermalik7101 Ameen
Shukriya
Aameen
واااہ بہت خوب اک اک لفظ قابل داد۔ اے اردو تجہے سلام۔اللہ کرے تو سلامت رہے۔آمین
Man krta hai sunte hi rahe baar baar ...
Sahi kaha
Right
Me too
Correct 💯
In memories of Habib Hall, Chemistry Department, late nights in the Library, Canteen lunches, Shamshad market...everything...salute to all Aligrhians...with love from Canada❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
love u Amu from Islamabad Pakistan. urdu💓💕💚💜❤️
Aligarh Muslim University Ko kamyabi ata farmay
Allah har Aafat nazre bad sy mahfooz rakhy syed sb k darjaat buland farmayee
Allahswt ise din duni raat chaugni taraqi de aur iski hifazat kare Aameen summaAameen
Tarana e AMU ..lajawaab ..Majaz k alfaaz bemisaal..Yaadgaar e Sir Syed ahmad khan
Allah Sir Syed Ahmed sir ko jannatul firdous me aala maqam ata kare
ماشاءاللہ بہت خوب
اللہ تعالیٰ اس درسگاہ کو ہمیشہ قائم و دائم رکھے آمین یارب العالمین
When I was in 11th standard, I used to watch this video and now I'm 2nd year student in Physics Department at AMU. It's my huge pleasure to be a part of this wonderful university. Live Long AMU❤❤
Mashallah bahut khoob jazakallah jawab nahi is nazm ka wah wah wah
Allah is university 🎓 ku be inteha aur tarakhki ata kare 👌🌹🌷💐🌺
Best tarana of my life
I wish to get admitted in AMU
May Allah accept my dua
insha'Allah apka ho Jaye admission
اسرار الحق مجاز تم ہمارے دلوں میں بستے ہو۔۔۔ہم تمھیں بھول نہ پائیں گے
Sir Syed ki har bat ko agar har insaan ne Apna Liya to har aadmi acha ho jayenga so beautiful tarana 😀😀😀😀😀😀😀
Saad choudhary
So melody anthem ❤️❤️
I am from Dhaka but i love also Aligarh Muslim University 🧡🧡🧡
How can you love Aligarh when you hate Urdu language and Urdu speakings!!? You haters narrow minded Bengali nationalist you can never shun your petty nationalism for the broader muslim nationalism!! You people are suffering from a fear of getting vanished out by others you are just a psychopath lot of the people!!
Great Greatest of all time AMU
I want to go there 😭😭🤲🤲
The Aligarh Muslim University is the arsenal of Muslim India- Quid-e-Azam❤️
Proud to be an aligarhian
Really
can I get entrance for b tech in amu after diploma
@@shadalam9711 there's age limit in each department which you should check then you can apply in any course.
@@factfile6823 thankyou so much
@@code_with_john5662 ml
BEAUTIFUL AND VERY MELODIOUS...... WISH I WAS A PUPIL IN THIS PRESTIGIOUS UNIVERSITY OF INDIA...
Lovely Tarana!
Very Soothing and Inspiring one!
May I also get the apportunity to study here I love A.M.U.
Tarana buhut behterin hai masha allah
Mashllaha ❤❤
ماشاہ اللہ
بہوت خوبصورت آواز ہے اور اس کے ساتھ ساتھ آپ بہی
Thanks to Awais Khan. I love this song so much.
Best,
Mohammad Basir Ul Haq Sinha
This is just sooo beautiful soo meaningful... may ALLAH bless the ummah
Masahallah ki khub tarana hai
Dil pe lagti hai
Live long AMU.. You are my dream University... Love you too..
غضب الفاظ
جذبات کی حسین ترین عکاسی
اللہ اے ایم یو کو سلامت رکھے
اس کو اپنے حفظ و امن میں رکھے
دشمنوں کے ناپاک ارادوں کو نیست و نابود کرے۰۰۰
AMU ka taraana sun kay mearay jazbaat kiya tah bayan nahi kar sakta is liya Dushman zamana is ki Azmat ko mitanay may laga hai
Ya Allah is ki hifazat karna hamesha Sir sayad ji ko jannat ataa fama jisnay Itna khoobsurat
Taleem hasil karnay ka Markaz diya Allah hifazat karna
Vary unfortunate.. I had done my btech and mtech but i must say I missed the land of education...
Proud of Aliger...
It's a very motivational and inspirational song. About heart says to run to the university and spend whole life there love you
Allah mujhe amu me padhne ki taufiq ata farmayen.
Ameen
best tarana of the universe ❤️
इस संगीत में लय उत्कृष्ट/सम प्रकृष्ट है
Allah sir syed khan Ko janat at karai
ameen
Ameen
Aameen Suma Aameen
Ameen
Ameen
Masha Allah Beautiful Tarana
Allah amu aur musaomano ko salamat rakhae ameeeeen
Missing those days a lot
Allah AMU ko forever salamat rakhe
Love from sir syed university karachi Pakistan ❤
i listen it everyday
It gives me pleasure and make me proud, when i listen this TARANA ❤
It's My favorite taraana
Masha Allah
Allah Sir Sayed Ko Jannat Naseeb Farmain Ameen !!!!...Aur Mughe Bhi Selection Hoti Kaash Itni Tamana Thi!!!
I am doing this, I am listening again and again 🎧
Mashaallah alhamdulillah Allah taraqqi ata farmaye Allah hifazat farmaye
All the best tarana of AMU.
My favourite Tarana ❤️❤️❤️
Sir syed Ahmad khan was great leader
Voice and lyrics 👍👍👍👍👍
Sir syed Ahmed Khan was great leader
It's true bhai
scholer bhai
Proud to be an alig
The best
Aligarh Muslim University 😘😘😘😍😍😘😘😍😍😍😘😍😍😍
We are proud to Aligarians
This is soooooooooo beautiful ! ❤
Proud to be an Alig 😘
Proud to be an alig❤️
Allah Pak AMU ko humasha Kamyaabee daa Aor( sir sayeed )ko janaat ma Aayla mukaaam daa
Best line..
Jo taaq e haram me raushan hai.
Wo. Shama yahan bhi jalti hai..
Dr.Shahina Matin. Very Nice. Masha Allah Masha Allah.
Happy Sir Syed Day to all the aligs
May Allah swt keep AMU safe and protected and keep its students rightly guided and give them knowledge that is beneficial.
Allah sir syed Ahmed khan ko jannat adaa farmaae massallah 🙂👌❤️💕💞 💖🙂
allah sar syed ahmed khan ki maghfirath farmaye
I Love amu...
ماشاءاللہ بہت خوبصورت انداز بہترین شعر
Great photography
amu Aligarh University
Meri Jaan
In sha Allah I'll be there. I'm obsessed with AMU university 🌝
Nice hum log bhi apne colleg me ga chuke hai nice tarana
more iconic shots with collage of photos, most IMP is the University Canteen jahan pe 5/- mein Dosa, Chai Idli Wada milta tha, kya khushboo hoti thi, lagta hai jaisi kal ki hi baat ho... now thats a Museum 🙁
Plus Tibbya College, students union hall, so many buildings, mostly all covered... at the ground level...
and the best is Urdu subtitles 🙂 simply superb
though still repetitions of many building like Sir Syed Residence, Strachey Hall ...
Minto circle is also covered 🙂 .. but not City High School 🙁
and the AMU flag, simply summing up all
proud to be an Alig 🤓 sab se zara hatt ke
Tarana bohat zabardast hai. Hum har saal apne functions mein karwate hein. Afsoos is ka instrumental original wala nahi milta. Hum bohra community wala use karte hein. Kisi ko koi link maloom ho to kindly share kijye. جزاک اللہ
میوزک ہٹا کر اس خوبصورت کلام کو پڑھا جائے تو مزید خوب ہو اللہ اس ادارے کو تا دیر سلامت رکھے
Nice well done shar shaiyad khan
Allah Aligarh ko aur taraqqi de
Badly missing my campus 😔😢😔😢
This Tarana has boost up my confidence to enter in amu
Thanks
Me tooo am coming 2020 .... inshallah
QQ
@@farhatparween2380 good
Saad choudhary
Allah Pak huma AMU ma pdna ki Heamat daa
Mashallah..
Allah is mere chaman ki hifazat farmae aur mazeed taraqqi ATA farmae aameen
Beautiful ❤️❤️ Goosebumps 😊😊
Proud to be an Alig💞💞
Masaallah kiya khob tarana hai
Allah amu ko salamat akhe aamin
At present the identities of having an alig are as follows:
•Dealing
•Katta
•senior h tumhara tahzeeb se baat karo
•1st,2nd,3rd year student ko provost office ka chaakar kat kar office me deling dene ka hunar
•12 saal ki standing hai tahzeeb se
•and many more sab yhi bata dene se dikkat hai🤭
Sir Syed Ahmed Khan Ko Allah Pak Jannat de Ameen
MashAllah Subhan Allah 😭😭
I love this tarana
What a nice taran by top university that is Amu
I love amu taranah and also amu University ❣️❣️💛
I like it ,I listen amu tranaa daily 😎😋😃
Masha allah very nice anthem
Kya likhu iski tarif m ab
I love this tarana❤♥
Kash sir Syed ye Pakistan me bnwate ... Rona ata h ye dekh kr k Muslims ne kitni mushkilen kaati hn or aj hm araam se Europe ko follow krte hn jin se sir Syed jese musalmano ne jihaad kia .... Kash me is me prh skti
Awesome tarana