Arun Vastra Bhandar, Chandni Chowk || अरुण वस्त्र भंडार चांदनी चौक || Arun vastra bhandar Delhi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 30 ก.ย. 2024

ความคิดเห็น • 24

  • @tasneemkauser5269
    @tasneemkauser5269 4 หลายเดือนก่อน +4

    Kya liya wo to dikhate,price batati

  • @rajnitokas6385
    @rajnitokas6385 14 วันที่ผ่านมา +1

    Wakwass h sb sarees

    • @Travelling_worm
      @Travelling_worm  8 วันที่ผ่านมา

      Ho skta hai apka experience acha nhi Raha ho... But mrkt ke compare me thik hi rahta hai...🎉

  • @Anuragpal-d2h
    @Anuragpal-d2h 8 วันที่ผ่านมา +1

    Line me lagne ke baad average time kya hai shop ke andar jaane ka

  • @rajnitokas6385
    @rajnitokas6385 14 วันที่ผ่านมา +1

    Pta nhi ladies kse wha se shoping kr leti h no fabric check Karate Hain dhang se Na colour dikhai deta hai

    • @Travelling_worm
      @Travelling_worm  8 วันที่ผ่านมา

      Har kisi ka apna tajurba hota hai. Lekin Arun Vastra Bhandar ke kai regular customers hain jo yahan ki quality aur service ko pasand karte hain. Yahaan ke kapdon ki range aur variety logon ke liye ek major attraction hai. Ho sakta hai aapka tajurba alag ho, lekin bahut se log yahan se shopping kar ke khush hain.

  • @rajnitokas6385
    @rajnitokas6385 14 วันที่ผ่านมา +1

    Jitna bhi staff hai janvaron ki tarah bolata hai aage chalo aage chalo
    Koi free mein to ham le nahin rahe vahan se
    Payment dekar shopping karte Hain at least market staff ko to tamiz se baat karni chahie

    • @Travelling_worm
      @Travelling_worm  8 วันที่ผ่านมา

      Agar aapko lagta hai ki Arun Vastra Bhandar ka staff aksar customers ke sath aise hi bartav karta hai, to yeh ek serious issue hai jo management ke dhyan mein lana zaroori hai. Customers ka payment karke shopping karna ek transactional relationship hota hai, jisme professionalism aur respect zaroori hai. Agar jyada logon ke sath aisa hota hai, to shayad unhe apne staff ko customer service ke maamle mein training dene ki zaroorat hai.
      Aap yeh baat management tak politely pahuncha sakte hain, ya phir online reviews ke zariye apni feedback dekar doosre customers ko bhi aware kar sakte hain. Achhe stores apne customers ki baat sunte hain aur customer satisfaction ko priority dete hain.

  • @snehkashyap6193
    @snehkashyap6193 หลายเดือนก่อน +1

    Aaj main jo aap ko dikhane wali hu.......whi dikhana bhul gyi ....sach me sb shocked ho gye.😂

  • @ArchanaWalia-pn1th
    @ArchanaWalia-pn1th 27 วันที่ผ่านมา +2

    Kis Rang se start he sadi or suite

  • @romypunjabi6404
    @romypunjabi6404 15 วันที่ผ่านมา +1

    mai punjab k jalandhar se kll e delhi aaya tha kisi kaam se or is shop pr b gye but maine itna rash or bheed shyad kahi dekhi hogi , but hm jitni late yha aaye usse bhi jaldi yha se niklna chahte the Karan bheed 😂😂😂😂

    • @shivamgautam771
      @shivamgautam771 14 วันที่ผ่านมา

      Same price were too high i don't know why there is a huge rush!
      Idk is it because Sunday or what?

    • @Travelling_worm
      @Travelling_worm  8 วันที่ผ่านมา

      Arun Vastra Bhandar par bheed hona bilkul normal hai, kyunki yeh kai customers ki favorite shop hai. Iska ek aur reason yeh hai ki yahan ki quality aur fabric market ke hisaab se updated hai, jo logon ko attract karta hai.🎉

  • @saumyamishra7115
    @saumyamishra7115 2 หลายเดือนก่อน +2

    Cotton ki saari h kya ???

    • @Travelling_worm
      @Travelling_worm  2 หลายเดือนก่อน

      Haan all type Mai available hai.. 😊

  • @PradeepChandra-ls1nc
    @PradeepChandra-ls1nc 2 หลายเดือนก่อน +1

    Sunday shop open hoti hai?

  • @rameshgupta8338
    @rameshgupta8338 หลายเดือนก่อน

    Incomplete वीडियो

  • @utkarshsingh7464
    @utkarshsingh7464 3 หลายเดือนก่อน

    Jhole dekhne aye h?

  • @sanjaymadan433
    @sanjaymadan433 3 หลายเดือนก่อน +1

    Aap kaun se month me gaye the??