Eid ud Fitr Ki Namaz Covid19 Lockdown Me Kaise Padhe By

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 15 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 1K

  • @IRCTV
    @IRCTV  4 ปีที่แล้ว +166

    Fatawa URLs:
    01:06 Majlis Darul Ifta (Mansoora): Ref. No. 20/5/10, Mulk Me Lockdown Ki Surat e Haal Barqarar Rahne Par Eid Ki Namaz Padhne Ka Tariqa, 11 May 2020
    facebook.com/jmessharia/photos/a.365209167209910/1028006974263456
    01:31 Sh-AlBarrak.com/article/18234: حكم صلاة العيد في البيت بسبب وباء كورونا 19 وكيفية الصلاة
    11 May 2020
    02:00 IslamQA.info : Q No. 339140, Ruling On Offering The Eid Prayer At Home Because Of The Curfew Due To The Coronavirus Epidemic, 20 May 2020
    islamqa.info/en/answers/339140/ruling-on-offering-the-eid-prayer-at-home-because-of-the-curfew-due-to-the-coronavirus-epidemic
    Assalamu Alaykum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh.
    In Sha Allaah Ye Clip 22th May 2020 Ko Indian Time Ke Mutabiq Shaam 09:00 pm Ko IRC TV Par Premiere Hoga Aur Iska Duration 05:17 Hai.

    • @jimmychoudry9895
      @jimmychoudry9895 4 ปีที่แล้ว +7

      Assalmualekum faiz bhai hamare yha chasht ki namaz ko padne ke liye kha gya he kya ye shi he I'm from moradabad up India

    • @NoorFatima-tz8qf
      @NoorFatima-tz8qf 4 ปีที่แล้ว +4

      @@jimmychoudry9895 nhi bhai Eid ki Namaz Ada kre ghar pr hadith se sabit h

    • @jimmychoudry9895
      @jimmychoudry9895 4 ปีที่แล้ว +3

      @@NoorFatima-tz8qf ji shukriya apka Allah apko jazaye kher de🙂🙂

    • @itslucky9871
      @itslucky9871 4 ปีที่แล้ว +5

      AssalamuAlaikum

    • @salmanpasha9915
      @salmanpasha9915 4 ปีที่แล้ว +2

      Akele hain to chasht ki namaaz padhenge ya eidul fitr ki 6 takbeer ke saath

  • @nikkirajput9509
    @nikkirajput9509 4 ปีที่แล้ว +729

    Main Pehli Baar Roza Rakha Hai main Hindu hun aur Rajput Main Allah se Dua karungi Mere Dua Qubool kare Allah Hafiz

    • @koihai8779
      @koihai8779 4 ปีที่แล้ว +27

      Allah paak Aap hedayat de ameen

    • @sahzadkhan7530
      @sahzadkhan7530 4 ปีที่แล้ว +8

      Ameen

    • @sahzadkhan7530
      @sahzadkhan7530 4 ปีที่แล้ว +6

      N k rajput Bhai my imo number 00966590486229 add me ya miss call me aap se baat karni hai Sukriya

    • @salimmalik3887
      @salimmalik3887 4 ปีที่แล้ว +5

      Allah apko hidayat de or apko aakhirat me jannat me Ala makam Ata Farmay aap aap Muslim ban jao

    • @sarukbhai449
      @sarukbhai449 4 ปีที่แล้ว +3

      Masha Allah

  • @jalaluddin-rm9mn
    @jalaluddin-rm9mn 4 ปีที่แล้ว +281

    Kash log Farz namazon ke bare main bhi itna sochte .... jitna eid ki namaz ke bare mai discuss kar rahe hain

    • @nizamshaikh5414
      @nizamshaikh5414 4 ปีที่แล้ว +14

      Tumhara ye comment mai status rakhuga kya baat kahi

    • @Youtubesalahh
      @Youtubesalahh 4 ปีที่แล้ว +9

      Eid ka masla aise pehli bar aya Hai mere Bhai, usliye iska masla Aya Hai, sab ko pata hai farz namaz ka masla ghar me padneka,

    • @AslamKhan-lr8du
      @AslamKhan-lr8du 4 ปีที่แล้ว +3

      Bohot sahi bole bhai app

    • @Anas_Ansari421
      @Anas_Ansari421 4 ปีที่แล้ว +1

      @@nizamshaikh5414 Mai v😋😋😋. bahut afsos ki baat he

    • @oldisgoldofficial3464
      @oldisgoldofficial3464 4 ปีที่แล้ว +1

      Bohut assa se bataya sukriya

  • @SirImran
    @SirImran 4 ปีที่แล้ว +85

    May your worries end with the day and the sunrise bring in new hopes in your life. Best of luck and keep smiling always.

    • @baktawarbilla7861
      @baktawarbilla7861 4 ปีที่แล้ว +2

      Walaikumassalam warehmatullahiwa barkatahu video pasand Aya lekin app ne Eid ki namaz me ju 6 Zaid taqbirat hoti hai uske bare me nahi bataya uske bhi baRe me batao

    • @mubasheerasaif71
      @mubasheerasaif71 4 ปีที่แล้ว

      K

  • @ayanfaiz07
    @ayanfaiz07 4 ปีที่แล้ว +91

    Ya Allah Hum Sab Ko is Baat per Amal karne ki Taufeeq Ata farmaye Ameen

  • @theadnankhan1838
    @theadnankhan1838 4 ปีที่แล้ว +2

    I m big fan of your speech

  • @cuterahman.1250
    @cuterahman.1250 4 ปีที่แล้ว +4

    *Thanks sir aapne meri baat rakhi aur video banayi iss topic pe..🙏🙏💕*

  • @shareenamohammed3842
    @shareenamohammed3842 4 ปีที่แล้ว

    Alhamdulillah n Jazak Allah khair

  • @ikbalhussain9195
    @ikbalhussain9195 4 ปีที่แล้ว +20

    Din ki 5 wakt Namaz chhod
    kar log is baat se pareshan hai ki
    Eid ki Namaz kese hogi
    Hala ki Eid ki Namaz Wajib or 5 wak Namaz Farz hai. 😭😭😭

    • @JokeFunFunny
      @JokeFunFunny 3 ปีที่แล้ว

      Bahot sahi dost

    • @fraddyfanz
      @fraddyfanz 3 ปีที่แล้ว

      Eid ki Namaz Wajib matlab Farz se thoda kam lekin Wajib ko chhodna nahi hai. Wo Farz Jaisa hi hai.

    • @shahidkhan-iq1gt
      @shahidkhan-iq1gt 3 ปีที่แล้ว

      Bohot se log aise hain jo 5 wakt ki namaz bhi padhte hain aur wo eid ki namaz bhi nahi chhodna chahte

  • @sonusing7575
    @sonusing7575 4 ปีที่แล้ว +2

    Sabhi Muslim bahiyo ko eid mubark ho

  • @AfnanKhan-rf1uy
    @AfnanKhan-rf1uy 4 ปีที่แล้ว +31

    EID SALAAH PROCEDURE
    FIRST RAKAAT
    1 x Takbeer
    Dua of Istftaah
    7 x Takbeer fold hands after each one
    Fatiha, Surah
    Ruku
    Sajda.....
    SECOND RAKAAT
    5 x Takbeer fold hands after each one
    Fatiha, Surah
    Roku
    Sajda
    Salaam

    • @fayazmohammad5595
      @fayazmohammad5595 4 ปีที่แล้ว +4

      Bhai 6 takbeer ka sath padna hai pahle... Rakath sana padneka bad..
      1)Allahu akbar, bolk hath chod dena hai
      2)Allah hu akbar,
      3)Allahu akbar bolk hath banlena hai uske bad surah fathiya aur surah.. Padke poora ek rakath complete karna aur uske bad 2nd rakath me surah fathiya ke bad surah padke ruku me janese pahle..
      1)Allah hu akbar,
      2)Allahu akbar,
      3)Allahu akbar,
      ...4ke bad Allahu akbar bolk rukume jake.. Aur subhahanal rabbil azeem padke bad me sajdha me jake apne poora 2 rakath complete karna..

    • @bilalbilal1956
      @bilalbilal1956 4 ปีที่แล้ว

      ji affa bhai ap ne Sahi tareka bataya jazakmulallha

    • @technoakhtar6306
      @technoakhtar6306 4 ปีที่แล้ว

      Bhai ye tarika nhi hai....
      Phli rakat me 7 takierat hai aur
      Dusri rakat me 5 takbeerat hai...
      Ye hai sahi tareeka aap ne glt bayaan kiya hai bhai

    • @bilalbilal1956
      @bilalbilal1956 4 ปีที่แล้ว

      @@technoakhtar6306 bhai ye abudaud ki rivayat hy aur ye Hades Sahi hy ap search karo Abu Daood 1151

  • @yasminkamil2467
    @yasminkamil2467 4 ปีที่แล้ว +1

    MashAllah

  • @qaziwaqar299
    @qaziwaqar299 4 ปีที่แล้ว +51

    Masha ALLAH ♥️

  • @noorikhan7684
    @noorikhan7684 4 ปีที่แล้ว

    Masa alhha bahot achchi zaankari h

  • @sahilahmad6702
    @sahilahmad6702 4 ปีที่แล้ว +3

    Love you Faiz Bhai from Kashmir

  • @sabeen7794
    @sabeen7794 4 ปีที่แล้ว

    JazakAllah khairyun kaseer

  • @suhailansari4631
    @suhailansari4631 4 ปีที่แล้ว +6

    السلام علیکم ۔
    سبھی اہل ایمان والوں کو سلام وعقیدت
    اور ۔ عید مبارک ۔ کویت میں اتوار کو عید ھے۔
    2 020/ 5 / 24

  • @Sealogs1991
    @Sealogs1991 4 ปีที่แล้ว

    Jazakallahu khair brother @Adv faiz syed

  • @mohdkhaled4999
    @mohdkhaled4999 4 ปีที่แล้ว +7

    Assalamu alaikum..
    Mashallah very useful information shared..

  • @mohammedmisbaullah6175
    @mohammedmisbaullah6175 4 ปีที่แล้ว

    Mashallah Mashallah shukreya bhai

  • @priyankachopra2280
    @priyankachopra2280 4 ปีที่แล้ว +4

    Asslamu alaikum..eid Mubarak sabko.....me hindu ghar se hu par Mene Islam qubool Kiya he mere ghar walo Ko Abhi nahi paata q k me ghar me chhoti hu to Mai namaz nahi pad skti meri mazburi he 🥺to kya Allah musse naraz honge plz reply me🙏🙏🙏😭😭

    • @kartiksharma-hd9by
      @kartiksharma-hd9by 4 ปีที่แล้ว +2

      ARBO KI GHULAM MAT BANO, OM NAAM SABSE BADA ISSE BADA NA KOI, JO ISKA SAMRAN KARE SHUUDH AATMA HOYE (kaha se ho tum ) Satya sanatan channel dekho Sister, mujhe apna bhai mano , sanatan hi satya hai

    • @kartiksharma-hd9by
      @kartiksharma-hd9by 4 ปีที่แล้ว +1

      @@mohammadaasif2493thk hai, bgho ab

    • @priyankachopra2280
      @priyankachopra2280 4 ปีที่แล้ว +1

      @@kartiksharma-hd9by Mai Mumbai se hu

    • @priyankachopra2280
      @priyankachopra2280 4 ปีที่แล้ว +2

      @@kartiksharma-hd9by Mai Allah Ko manti hu q k Allah ne hmesha mera sath diya he hr musibat se nikala he to Mai kisi aur Ko manu hindu thi mjhe sukun nahi tha par ab he bhale kitni bhi musibt he Mai khush hu Allah ke karam se inshallah aage bhi rahungi ameen

    • @priyankachopra2280
      @priyankachopra2280 4 ปีที่แล้ว +1

      @@kartiksharma-hd9by Bura Lage to sry bhai but ye mera iman Allah ke liye he aur kisi ke samne me apna sir nahi jhukati hu

  • @zulfimansuri2223
    @zulfimansuri2223 4 ปีที่แล้ว +1

    Thanks Faiz bhai mai yaha pr akela fasa hwa tha to sochta tha ki nawaaz nhi hogi but ab mai nawaaz e eid padunga

  • @farazkhan21fierce
    @farazkhan21fierce 4 ปีที่แล้ว +8

    Shuqriya Dr. Faiz sahab bht shuqriya, apko Allah khush rakhe

  • @syedzahidali2375
    @syedzahidali2375 4 ปีที่แล้ว

    Jazakallah khair

  • @imran6864
    @imran6864 4 ปีที่แล้ว +30

    5 waqt ki namaz chodke awaam soch rahi hai k eid ki namaz kaise ada ki jaye tajub hai

    • @alampanaloundpana5711
      @alampanaloundpana5711 4 ปีที่แล้ว +7

      5,time ki Namaz apni Jaga hai aur Eid ki Namaz apni jaga hai,, Allah ka Shukr karo apne Qoum ke log atleast Eid ki namaz toh attend karre,,aisa criticize math karo kisi ko apne Jazbathi Irade buland karke..

    • @faizzeyakhanofficial
      @faizzeyakhanofficial 4 ปีที่แล้ว +2

      @@alampanaloundpana5711 jazbati to aap horahe janab momin agar 5 time farz namaz ki agar aise gaur o fikra kare to aaj hamari qoum bahut aage jati allah swt hmse unhappy na hote R eid ki namaz malum hona chahye unke liye hai jo RAMADAN ko follow karte ache se nahi to waise log eid keliye khush v na ho jisne roza namaz na kiya ho

    • @iftekharahmad2283
      @iftekharahmad2283 4 ปีที่แล้ว

      Sahi bole bhai

    • @mohammadaamir3278
      @mohammadaamir3278 4 ปีที่แล้ว

      Bro bahut se 5 waqt bhi padhte h aur chhoota namaz Ko qaza bhii kiya ja skta h par eid ka nhi

  • @akbardr297
    @akbardr297 4 ปีที่แล้ว +24

    JazakAllah faiz bhai,,, May Allah bless you and bless whole muslim ummah and humanity at large,, May Allah provide immunity to whole humanity against COVID19.. Ameen

  • @skmukhlaajam2374
    @skmukhlaajam2374 4 ปีที่แล้ว

    Eid Mubarak

  • @khanzaid69
    @khanzaid69 4 ปีที่แล้ว +7

    Your explanation is just awesome faiz sir...allah aapko kamyabi de👍

  • @mohammedishaqron1563
    @mohammedishaqron1563 4 ปีที่แล้ว +2

    Walikumasalam

  • @nabeelzubair8458
    @nabeelzubair8458 3 ปีที่แล้ว

    Eid mubarak

  • @mohammedarif-jc7bi
    @mohammedarif-jc7bi 4 ปีที่แล้ว +44

    *السلام علیکم و رحمۃ اللہ و برکاتہ*
    Corona Virus Ki Wajha Se Abhi Lock Down Chal Raha Hae isliye Eid Ki Namaz Wajib Nahi Hae
    Lehaza
    Humko Chahiye K Apne Apne Gharon Me 2 Rakat Shukrana Aur 2 Rakat Chaasht Ki Namaz Ada Karen

    • @faheemshaikh1055
      @faheemshaikh1055 4 ปีที่แล้ว +4

      This is what I'm also saying

    • @imteyazahmad2232
      @imteyazahmad2232 4 ปีที่แล้ว +1

      Bilkul sahi baat yahi shart h ye to ladies aur jense ok bhi bta rha jamaat krne ko

    • @danishkhan-wc5qh
      @danishkhan-wc5qh 4 ปีที่แล้ว +3

      Hasees ka reference hai video me aap ghar me bhi eid ki namaz padh skte ho

    • @mohammadaamir3278
      @mohammadaamir3278 4 ปีที่แล้ว

      @@danishkhan-wc5qh kaha bhai can u plz tell me?

    • @nigarahemad4229
      @nigarahemad4229 4 ปีที่แล้ว +6

      @@imteyazahmad2232 ha to sahi bta rh h nabi k jamane me bi orte masjid me namaj padti thi mardo k piche jamat k sath samj ayi .. jakr deen padho fitno me na pado

  • @mdshoaibakhtar897
    @mdshoaibakhtar897 4 ปีที่แล้ว

    جزاک اللہ خیر

  • @mohsinshaik7181
    @mohsinshaik7181 4 ปีที่แล้ว +19

    Allah aap ki hifazat farmaye ameen

  • @salmanali-my6dv
    @salmanali-my6dv 4 ปีที่แล้ว

    Shoukria bohat auchi information

  • @EmiratesKing
    @EmiratesKing 4 ปีที่แล้ว +7

    JazakAllah Khair... 💐

  • @munnashaikh2258
    @munnashaikh2258 4 ปีที่แล้ว

    Subhanallha mashaallha

  • @abdulrahimkhan205
    @abdulrahimkhan205 4 ปีที่แล้ว +9

    Shukriya achchese samjhane keliye

  • @mdirfanirfan8990
    @mdirfanirfan8990 4 ปีที่แล้ว

    Jazak allhahu Khair 👌

  • @shaikhsumsunisha7185
    @shaikhsumsunisha7185 4 ปีที่แล้ว +8

    Assalamwalikum Warahmatulahi barkahatuhu
    Mera ek que hai
    Kya ldki parde k sath badminton khel sakhti hai state level or international

  • @AbdulAziz-fx3rt
    @AbdulAziz-fx3rt 4 ปีที่แล้ว

    Shukriya Faiz sahab

  • @islamicgroupquranandhadees7173
    @islamicgroupquranandhadees7173 4 ปีที่แล้ว +3

    Faiz Bhai Allah apke ilm our umr jyada barqat de aur

  • @karamatmulla6100
    @karamatmulla6100 4 ปีที่แล้ว +4

    Masahaallaha

  • @muhammadayan8433
    @muhammadayan8433 4 ปีที่แล้ว +8

    Mufti tariq masood sahab bol rahe hai eid ki namaz ghar pe nhi hogi

    • @blackashif9460
      @blackashif9460 4 ปีที่แล้ว

      q

    • @mdimtiazmoin2533
      @mdimtiazmoin2533 4 ปีที่แล้ว

      Sayyidina Anas ibn Malik ki riwayath hai bhai, ghar man Eid ki namaz ada karne ki.

    • @rukmankhan
      @rukmankhan 4 ปีที่แล้ว

      @@mdimtiazmoin2533 kaunsi? Please batayein

  • @arztubeofficial3687
    @arztubeofficial3687 4 ปีที่แล้ว +4

    Are yar samjh nhi aa raha udhe mufti tarik mana kr rhe h or idhr Kuch or Bola ja rha h
    Kaise aakhir kaise Sahi baat Ka pata chale 😔

    • @alamHelp
      @alamHelp 4 ปีที่แล้ว

      Ji m v confused hu

    • @ibbudigital
      @ibbudigital 4 ปีที่แล้ว

      इस सुतीये की बात न मानो
      किसने खोला यार इस गधे को लोकडौन में बाहर साल ज़ाहिल

  • @zubershaikhactordirector2160
    @zubershaikhactordirector2160 4 ปีที่แล้ว

    Shukran shaikh

  • @habibantulay2961
    @habibantulay2961 4 ปีที่แล้ว +8

    Jazakallah faiz bhai ..mere pairon me takleef hai kursi pe namaz padhta hun.sajda zameen pe nahi karta. to kya mai apne ghar walon ko imam ban k namaz padha sakta hun ?..plz batayuega .

    • @zainji4729
      @zainji4729 4 ปีที่แล้ว

      Assalam O Alaikum
      Ji aap inshaAllah ic halt main jmaat bhi krwa skty hyn.......

    • @wasimakram3567
      @wasimakram3567 4 ปีที่แล้ว +1

      Ji Han ap kr skte hain... Hazrat Mohammad sallallaho wa alaihi wasallam ki hadees hai agr imam baith kr imamat kre to muktadi bhi baith kr namaz padhega.. Baki ap ulma deen se rabta kren...

  • @suhailansari4631
    @suhailansari4631 4 ปีที่แล้ว +1

    ماشاءاللہ ۔
    سبحان اللہ ۔

  • @kazimansari6233
    @kazimansari6233 4 ปีที่แล้ว +5

    Tanha ya ghar me aap eid ki namaj nahi padh sakte hai usse behtar hai aap 4 rakaat nafal namaj padh le.

    • @wasimakram3567
      @wasimakram3567 4 ปีที่แล้ว

      Char rikat nawafil namaz koun si padenge bhai sahab

    • @sadiquekhan2279
      @sadiquekhan2279 4 ปีที่แล้ว

      Ekdm sahi bole bhai aap👍

  • @Fgtguh7865
    @Fgtguh7865 3 ปีที่แล้ว

    Thanks faiz bhi

  • @echoimran8227
    @echoimran8227 4 ปีที่แล้ว +13

    Sir Islam me agar majbori me only isharo se namaz pad skte h to majbori me Allah har namaz ko qabul Karta hai Allah niyat Dekhta h..

    • @skartschool143
      @skartschool143 4 ปีที่แล้ว

      Isharo se tab padhna hai jab aapka haath pair na kaam karta ho

    • @mahmuddinansari7981
      @mahmuddinansari7981 4 ปีที่แล้ว

      Ekle nmaaz naihi ho sakta hai shariyat jaez mai jaez nahi

    • @skartschool143
      @skartschool143 4 ปีที่แล้ว

      @@mahmuddinansari7981 konsi shariyat padhe ho

    • @rafidmohammad5637
      @rafidmohammad5637 4 ปีที่แล้ว

      apne dimagh se fatwe diya karo or mufti madrso ko band karwa do aaj k modern ullumae deeno

    • @Asif1998
      @Asif1998 4 ปีที่แล้ว

      @@mahmuddinansari7981 Saboot lao bro... Daleel deke baat kro

  • @NadeemAnsari-ds7jk
    @NadeemAnsari-ds7jk 4 ปีที่แล้ว

    Alhumdulilla
    Thank you very so much

  • @mehakkhan5528
    @mehakkhan5528 4 ปีที่แล้ว +5

    Assalamu alaikum, sir agar aap apne bayan me whatsApp ke status per aadhi adhuri hadise daalte hai is per bayaan kare to bohot bohot shukriya. Aaj kal ke log aadhi adhuri hadeese dalte hai or dhyaan bhi nahi dete.

    • @faatehbaig4945
      @faatehbaig4945 4 ปีที่แล้ว

      Bohut khoob.... Is issue par ghaur karna chahiye

    • @reshumansoori5008
      @reshumansoori5008 4 ปีที่แล้ว

      Sister eid ki nmz girls pdhti h plzz rply
      Main pdhti hu hmesha pr is br youtube pr bht se logo se suna h ki girls ki eid ki nmz nhi hoti kya ye shi h plzz btaye mujhe koi bta nhi rha shi se

    • @syedkabeer1970
      @syedkabeer1970 4 ปีที่แล้ว

      @@reshumansoori5008 Allaah ne shariyat m aap khaatoono ko eiden,juma, ki namaz se free kiya hua h

    • @md.salmamehmoodhaniffmd9614
      @md.salmamehmoodhaniffmd9614 4 ปีที่แล้ว

      Dghfjekw

  • @jasmeetsingh2773
    @jasmeetsingh2773 3 ปีที่แล้ว +2

    Thank you ❤️

  • @malikaamir6565
    @malikaamir6565 4 ปีที่แล้ว +3

    Brother jabb khutba hi nahi hogaa...fir tou voh naffil namaz huvi naa....vo thodi eid nimaz huvi....plz brother correct me

    • @fahadahmad5727
      @fahadahmad5727 4 ปีที่แล้ว

      Bilkul shi bhai

    • @papadapapa
      @papadapapa 4 ปีที่แล้ว

      eid ki namaz farz nahi hoti bhai

    • @mohammedpatel7454
      @mohammedpatel7454 4 ปีที่แล้ว

      Bhai nabi saw kya krte the wo dekho always
      Nabi saw namaz k baad khutba dete
      Khutba dene se pehle keh dete jo bethe afzal he uske lie nai bethe to kuch nai
      Aur eid ke regarding hadees its weitten by imam bukhari at the end of volume 25
      This is supported by the chapter heading (no. 25) in Sahīh Al-Bukhāri: “Chapter: Whoever missed the Eid prayer should offer two rak’ahs prayer.” Then Imām Al-Bukhāri (rahimahullāh) stated: And likewise for the women, and those who are in their homes and villages due to the saying of the Prophet (صلى الله عليه وسلم), “This is our ‘Eid, O people of Islam!” And Anas bin Mālik (radiyallāhu ‘anhu) commanded their freed slave, Ibn Abi ‘Utbah, at his place at Az-Zāwiyah, so he gathered his family and children and he prayed just like the people of the town pray and made the takbīrs just as they do. And ‘Ikrimah (rahimahullāh) said: “The people an outlying village should gather together on the day of ‘Eid and pray two rak’ahs just as the imām would do.” ‘Atā (rahimahullāh) said: “If a person misses the ‘Eid prayer, he should pray two rak’ahs.”
      The one who misses the congregation, or cannot attend the musallā and therefore prays at home with his family does not deliver a khutbah after the prayer.

    • @malikaamir6565
      @malikaamir6565 4 ปีที่แล้ว

      @@papadapapa vo patta hai meray bhai....but without i think it naffl nimaZ

  • @FaizanShaikh-pp1kg
    @FaizanShaikh-pp1kg 4 ปีที่แล้ว +6

    Wajib , sunnat, ya nafil padni h, zaed takbiro k sath ya bagair is bare me kuch batae hi nhi apne.

  • @THEFASCIAROOM
    @THEFASCIAROOM 4 ปีที่แล้ว +25

    Assalamualaikum is it halal to earn on TH-cam through ad sens

    • @imrankhan-tw4di
      @imrankhan-tw4di 4 ปีที่แล้ว +5

      You should not display ad like liquor , sex etc and you should not spread false information. I am not mufti just study of Islam you can better to consult mufti .

    • @MuhammadHassan-qf6ie
      @MuhammadHassan-qf6ie 4 ปีที่แล้ว +1

      Adsense ke add apke control mein nahi hote wo Google control karta hai aur usmein haram adds bhi hote hai to earning bhi haram hogi.

    • @wajidbigstyle6088
      @wajidbigstyle6088 4 ปีที่แล้ว

      Haraam haraam haraam haraam

    • @titans2654
      @titans2654 4 ปีที่แล้ว

      Mje lgta h har wo kaam jisme aap mehnat kr rhe wo halal hi hoga

    • @imrankhan-tw4di
      @imrankhan-tw4di 4 ปีที่แล้ว

      In Google Ad sense you can allow or block advertising so it can control . Simply google search it . Allah prohibit halal to haram and haram to halal so don’t listen people but do simple research and ask knowledgeable mufti who is aware about technology

  • @mohsinshaik7181
    @mohsinshaik7181 4 ปีที่แล้ว

    Shukran faiz bhai

  • @abdulsamisohail4747
    @abdulsamisohail4747 4 ปีที่แล้ว +7

    Anas bin Malik (RaziAllahu tala) waali ye hadis kis hadis ki kitaab me hai.
    Reference nai kuch nai, khali hai bole to kaisa .
    Ye hadis sahi hai, za'eef hai wo to batao zara....

    • @shariqahmed12
      @shariqahmed12 4 ปีที่แล้ว

      Musannaf abdur razzaq 5855

    • @kizm2723
      @kizm2723 4 ปีที่แล้ว

      Thankyou....

  • @servantofalmumin9392
    @servantofalmumin9392 4 ปีที่แล้ว +6

    _Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu (Ikhwan wa akhawat)_
    *_▪ Eid ki namaz ka tareeqa :_*
    *_▪ Eid ki namaz 2 rakatein hain :_*
    _عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ، قَالَ: خَرَجَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَوْمَ فِطْرٍ، فَصَلَّى رَكْعَتَيْنِ، لَمْ يُصَلِّ قَبْلَهُمَا وَلَا بَعْدَهُمَا-_
    _"Abdullah bin Abbas razi allahu anhuma kehte hain ke Nabi ﷺ Eid ul fitr ke din nikle aap ne 2 rakat namaz padhi phir na aap ﷺ ne ussey pehle koi namaz padhi aur na uske baad."_
    _{Abu dawood : 1159/Sahih bukhari : 989/ Tirmizi : 537}_
    *_▪ Eid ki namaz me na azan hai na iqamat:_*
    _عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ صَلَّى الْعِيدَ بِلَا أَذَانٍ وَلَا إِقَامَةٍ-_
    _"Hazrat Ibne Abbas razi allahu anhu se riwayat hai ke Nabi ﷺ ne Eid ki namaz azan aur iqamat ke bagair ada farmae."_
    _{Abu dawood : 1147}_
    *_▪ Pehli rakat me qirat se pehle 7 takbeerein aur dusri rakat me 5 takbeerein kahin jaeinge :_*
    _Hazrat Amr bin shoaib apne baba se aur wo apne dada se riwayat karte hain ke Rasool ullah ﷺ ne farmaya :_
    _التَّكْبِيرُ فِي الْفِطْرِ: سَبْعٌ فِي الْأُولَى، وَخَمْسٌ فِي الْآخِرَةِ، وَالْقِرَاءَةُ بَعْدَهُمَا كِلْتَيْهِمَا-_
    _"Eid ul fitr ki pehli rakat me 7 aur dusri me 5 takbeerein hain aur dono rakaton me takberaat ke baad qirat hai."_
    _{Abu dawood : 1151}_
    _________________________
    *_•_*_ Imamat wo kare jisko Quran sab se zyada yaad ho....(Yani sirf males hi)_
    _{Tafseel keliye dekhein Bukhari : 4302 / Abu dawood : 585}_
    *_•_*_ Takbeer (Allahu akbar) kehkar hath bandlein._
    *_•_*_ Sana padhein._
    *_•_*_ phir 7 takbeerein kahein (yani 7 martaba Allahu Akbar kahein)_
    _[Eidain ki takberon me raful yadain karna (yani har takbeer ke sath hath uthana) kisi sahih hadees o asar se sabit nahi.]_
    *_•_*_ Surah fatiha ke baad Surah Aala aur Surah ghashiya ya Surah qaaf Surah qamar padhna sunnat hai._
    _{Abu dawood:1154/1122}_
    _[Yaad rahe yahi Suratein padhna wajib nahi...koi bhi Surah padh sakte hain lekin sunnat se sabit suratein padhlein to behtar hai.]_
    *_•_*_ Phir Ruku, sajde karlein._
    *_•_*_ Dusri rakat keliye khade hojaein takbeer kahein (Allahu Akbar) hath bandlein._
    *_•_*_ Phir 5 takbeerein Zayed kahein yani 5 martaba (Allahu Akbar) kahein._
    *_•_*_ Surah fatiha uske baad koi Surah padhlein._
    _(Sunnat se jo suratein sabit wo upar zikr ki gae hain)_
    *_•_*_ Ruku, sajde, tashahhud, salam ke sath dusri rakat mukammal ada karlein._
    _Bas itna hi eid ki namaz ka tareeqa.._
    _Sahaba razi allahu anhum Eid ke din jab ek dusre se milte to in alfaz me dua dete :_
    _تَقَبَّلَ اللّٰهُ مِنَّا وَ مِنْكَ-_
    _Taqaballahu minna wa minka. 🤝🏻_
    _{Tamaam um minna pg : 355}_
    _Allah Hamare gunahon ko maaf farmae hamari ibadaton ko qubool farmae aur ham sab ko jannat ul firdous naseeb farmae._
    _آمين يا رب العالمين_
    _{Wallahu aalam}_
    _________________________
    _Share Karein aur mere channel ko subscribe bhi karlein..._
    _Jazakumullahu khairan._

    • @afzalayez7032
      @afzalayez7032 4 ปีที่แล้ว +1

      Walaikum asslam wa rahmatullah w barkatuhu

  • @faratnazim3587
    @faratnazim3587 4 ปีที่แล้ว

    Mashaallah bht Achi vidio kagi

  • @therealtech1819
    @therealtech1819 4 ปีที่แล้ว +4

    Baki to samjh aa gya par ek baat nahi samjha dislike kon si baat par kiya 4 logon ne

    • @AfnanKhan-rf1uy
      @AfnanKhan-rf1uy 4 ปีที่แล้ว

      Zyada shamajdar log

    • @NishaKhan-er4xx
      @NishaKhan-er4xx 4 ปีที่แล้ว

      Jinko shi bt smjh nhi aati nasli tor pr jo chla arha h usko mante hn bus wo na smjh log. Allah unko hidayat de

  • @GulzarAhmad-jc4ix
    @GulzarAhmad-jc4ix 4 ปีที่แล้ว

    Bhut acchi baat batai..

  • @theadnankhan1838
    @theadnankhan1838 4 ปีที่แล้ว +5

    Asslamualicom

  • @87TARANNUM
    @87TARANNUM 4 ปีที่แล้ว

    Very nicely explained Ma Shaa Allah

  • @shakirqureshi1861
    @shakirqureshi1861 4 ปีที่แล้ว +11

    EID KI NAMAZ GHAR ME NAHI PADSAKTE HE ,AAP SABHI CHAST KI NAMAZ PADE.AFZAL AUKAT HE 9TO 1O.

    • @NishaKhan-er4xx
      @NishaKhan-er4xx 4 ปีที่แล้ว +1

      Q nhi padh skte

    • @gulammohiuddinansari5465
      @gulammohiuddinansari5465 4 ปีที่แล้ว +1

      @@NishaKhan-er4xx kyunki uski aham sharto me ek ye bhi hai ki hukumat ki taraf se koi manahi na ho ab agar aisa hai to nahi padh sakte

    • @mohammednaveed4141
      @mohammednaveed4141 4 ปีที่แล้ว

      Ya eid ki namaz ghar me ada nahi kar sakte

    • @nigarahemad4229
      @nigarahemad4229 4 ปีที่แล้ว

      Bhai kaha se hadeesh padhte ho koe dalil do jese faiz bhai ne di h bs uhi gumrah kr rh ho logo

    • @farmanansari9515
      @farmanansari9515 4 ปีที่แล้ว +2

      Eid ki namaz unhi per wajib hai jin per per Juma farz hai isliye ghar me nhi ho sakti na jamat se na tanha padh sakte aurto per eid aur Juma ki namaz nhi

  • @zahidtechnical9574
    @zahidtechnical9574 4 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah such a wonderful knowledge

  • @sifankhan1504
    @sifankhan1504 4 ปีที่แล้ว +3

    डॉ. Zakir naik ने पेहली रकात मे कुल 7 तकबीर बताई आप 8 बता रहे हो..

  • @adnansiddiqui4748
    @adnansiddiqui4748 4 ปีที่แล้ว +2

    Masha Allah Allah paak aapko hamesha sehat ata farmaye Allah paak Qubool farmaye Aameen.

  • @abdulsamisohail4747
    @abdulsamisohail4747 4 ปีที่แล้ว +5

    INCOMPLETE INFORMATION.
    NO PROOF, NO REFERENCE.
    SINGLE RAHE TO KOUN SE NAMAZ PADHNA, CHASTH KI KYA EID UL FITR KI WO TO BOLO ZARA

    • @AfnanKhan-rf1uy
      @AfnanKhan-rf1uy 4 ปีที่แล้ว

      Watch his full live video for more information

  • @syedhabeeb597
    @syedhabeeb597 4 ปีที่แล้ว

    Masha Allah Bhai

  • @slansari8157
    @slansari8157 4 ปีที่แล้ว

    bhut ackhi bat batae ...

  • @khalikansari9161
    @khalikansari9161 4 ปีที่แล้ว +1

    masha allah

  • @ashrafsiddiqui898
    @ashrafsiddiqui898 4 ปีที่แล้ว

    faiz bhai bahot shukriya itne ache se batane k liye🙏

  • @RinkuRaaz786
    @RinkuRaaz786 4 ปีที่แล้ว +1

    MaShaAllah

  • @sadamquraishi5583
    @sadamquraishi5583 4 ปีที่แล้ว +1

    Nice,

  • @muneerahmedallabaksh3498
    @muneerahmedallabaksh3498 4 ปีที่แล้ว

    Jazakallah khair Faiz syed Bhai.

  • @cryptoart0
    @cryptoart0 4 ปีที่แล้ว

    Jazak Allah

  • @naushadahmad707
    @naushadahmad707 4 ปีที่แล้ว

    Subhan Allah

  • @pathanayzal1130
    @pathanayzal1130 4 ปีที่แล้ว +1

    Ya gaus almadad

  • @technicalasifgudha
    @technicalasifgudha 4 ปีที่แล้ว

    bhut bhut dhanyawad

  • @SaifSaif-wb3ui
    @SaifSaif-wb3ui 4 ปีที่แล้ว +1

    Masha Allah

  • @shabeebuddin7067
    @shabeebuddin7067 4 ปีที่แล้ว +2

    Ma shah Allah shukriya adv sahab

  • @dr.mdateequrrehman9473
    @dr.mdateequrrehman9473 4 ปีที่แล้ว

    Thanks jazakallah khair

  • @shadabkhan2369
    @shadabkhan2369 4 ปีที่แล้ว +1

    Saf ka tariqa jo aapne bataya wo really Benefited us !

  • @Akleema222
    @Akleema222 4 ปีที่แล้ว +1

    Bohot behtar faiz sahab👍

  • @samvidhangreat5686
    @samvidhangreat5686 4 ปีที่แล้ว +1

    Zazak Allah

  • @anjumanjum8364
    @anjumanjum8364 4 ปีที่แล้ว

    Very very very very thankful to u faiz sir
    Eid ki bare me batane ke liye

  • @redhook3227
    @redhook3227 4 ปีที่แล้ว

    jazakalllahukhair

  • @RizwanAli-fj9xw
    @RizwanAli-fj9xw 4 ปีที่แล้ว

    Bhut hi bhetreen jazakallah.

  • @mohammednasirshaikh2215
    @mohammednasirshaikh2215 4 ปีที่แล้ว +1

    Nice video 👍❤️🇮🇳

  • @imroznoor7052
    @imroznoor7052 4 ปีที่แล้ว

    Poori dunia ka musalman eid ki rounak ko miss kar raha hai. Allah ta'la rehem farmaye.

  • @taowabkhan9256
    @taowabkhan9256 4 ปีที่แล้ว

    Sukriya bataane ke liye

  • @skanwar9715
    @skanwar9715 4 ปีที่แล้ว

    Jazaaqallahuqhairan wa ahsanaljazaa fidduniya Wafil

  • @imranmomin2368
    @imranmomin2368 4 ปีที่แล้ว

    Thank you

  • @mdadapeer3244
    @mdadapeer3244 4 ปีที่แล้ว +1

    Lockdown ke vajah se hamen bahut taklif hui hai paison ki bahut taklif zakat dena jaruri hai

  • @afreen_dar_0762
    @afreen_dar_0762 4 ปีที่แล้ว +2

    Eid mubarak to everyone from.kashmir💜

  • @shakeelnumaankhan3513
    @shakeelnumaankhan3513 4 ปีที่แล้ว

    Thanks sir

  • @saramalwansheepfarm1497
    @saramalwansheepfarm1497 4 ปีที่แล้ว

    JAZZAKALLAH KHAIR

  • @khanraufkhan2624
    @khanraufkhan2624 3 ปีที่แล้ว

    Mashaallah ❤️

  • @bablutoper5156
    @bablutoper5156 4 ปีที่แล้ว

    Islam kitna piyara dharam h