Bhai, betterioko 10.5 ke(sngle ke hisab se) niche bar bar na le jaye, jaldi kharab ho ja sakta hai, matlab 6-7 sal nahi chalega, agar 11 ke aspas rakho to best rahega👍
@@heernaaz me to khudd 550 vale lene ke soch raha tha abi jab video dakha to 1100 watt me only 6 amper he a rahe h tabi mene apna check kea mere 7 8 amper a rahe the mane 330 k panal laga rakhe h
Induction or heater chulha din me chalega
Apana solar se batari va invaitar ka kaneksan dikha do
7:25 bhai power factor bhi dekhana hota hai watt nikalane ke liye
❤❤😊
1 hp solar motar कितने rs
Sir 2 pannel ke connection kaise kiye h sereis me ya parallel ? Yadi 4 pannel ho to pannel k connection kaise karenge?
Bhai, betterioko 10.5 ke(sngle ke hisab se) niche bar bar na le jaye, jaldi kharab ho ja sakta hai, matlab 6-7 sal nahi chalega,
agar 11 ke aspas rakho to best rahega👍
Load kitne watt ka h ye bhi smjna chahiye
Bhai 21.2 k niche mat le jao battery ko kabhi gravity gir gyi to bkup kam ho jayega
Old utl gama Plus sell Karo ge
Aap kahan se ho
Bhai waaree solar panel black colour 400x2 Watts ka 13000 mein Amazon pe mil raha hai.kya ye black colour ka panel kaysa hai.
नही hamara bioficial 550Watt Hai 11000हजार ka एक
13000 me 570 watt ke panel mil rahe hai
@@CharwaKaBhai-bhai inverter hybrid hai kya
550 watts vale panal ka koe faida nahe h
fir kitne waat ka liya jaaye jo fayda ho mujhe bhi lagwana hai
@@heernaaz me to khudd 550 vale lene ke soch raha tha abi jab video dakha to 1100 watt me only 6 amper he a rahe h tabi mene apna check kea mere 7 8 amper a rahe the mane 330 k panal laga rakhe h
@@heernaaz 3500 watt support Bala eapro inverter le lo best hai sab inverter se
Contact number please jankari Lena hai
Apana solar se batari va invaitar ka kaneksan dikha do