Very nice design. Can you please share the video of the shaded sweater on ur channel and measurement and stitches for size 0-6 months and how many stitches. Thanks.
Anjanaji aap ne bahut achha explain kiya. Phir be aap step by step jaise hai ke kitna stitch increase or decrease karna hai kar ke bhata sakthi hai kya
Hello mam..hmme apke designs bhut ache lagte hai...mere pass double coloured wool black with white hai ...mene 2.5 years ke baby ka sweater banana hai...Mujhe uski measurement btaoo plzzz....
Neha Pui 2'5 sal k liye back me 80 fande n front k dono piece me 47 47 fande dal lena baju me 40 fande dalkr har panchvi salai me 1 1 fande badhana hai upar tk75 fande kr lena
mam reglan gtai krni hai to kya hr silai mai dono trf se 1 1 fanda krna hai ja firtisri slai mam mai 1 sal ke bche ka bna rhi hu 38 fnde rkhe hai pichle gtai krke kitne fande rkhne honge please reply jroor krna kio ki maine gtai dalne hai
Anjana ji apke sweater ka design dekhne me bahut sunder lg ra.isiko dekh kr mera bhi man hua ki mai apni baby ke liye banau.par jab maine ye design dala to apke jaisa sunder ni lag ra ,kyooo,ab mera man ni kr ra bnane ko,par maine wool dher sari khareed li.ab kya karu, koi ar design bhi ni aata meko
nice cardigan isme 70 fnde pr design fit nhi ho rha tha esliye 75 fnde rkhe mam mai isk sath hi hood bnana chahti hu means gla nhi tb 85 fnde thk rhenge pehle b bnaya h pr fnde yad nhi h hood k liye sath hi mam frnt k fnde border se count krne h ya border k fnde chorkr 15 lene mene border k sath hi 18 rkhe h hood k liye kuch bta dena
anjana creations apne ek green hood wala cardigan btaya h jise 90 fnde ka bnaya h or or 80 fndo ka plz 75 se bne sweater k liye hood me kitne fnde rkhe
10 sal ki ladki ke liye back side par kitne fande dalna hai or frant par kitne fande dalna h monde ki ghatai kitni karna h or kitne fando ki batan patti rakhna h plz jadli reply karna
+Naim Khan 10 sal k liye back me 100 fande n front k dono piece me 56 56 fande kr lena isime se 11 11 fande ki batan patti bana lena muddo k liye 3 2 2 1 ki ghatai karni hai
@@anjanacreations5515 thanks for reply 3 2 2 1 to normal sweater ki ghatai h aapne jo ye white sweater banaya h us tarike ki ghatai bataiye har salai par 1 1 khatana h ya ek salai chor kar plz reply
mam plzzz iske uper mtlb ki gle ke ke bare me ache se bta dijiye ...me apni ldki ke liye bnana chahti hu... mam me abi nyi nyi hu isliye utna ni pta.... plzzz mam uper ka hissa bta diye man please
+Rekha Bhadauria aap mere channel ko subscribe kr lena jisase aap mere sari video dekh sakte hai usme maine bahut sundar round neck k design banana bataya hua hai aapko jo bhi sundar lagega aap mujhse puch lena
very nice and beautiful please let me know how many fandy for 4 years old baby .please tell in detail how many fandy in back and front when we reach near to neck then how many fandy remaining i mean how many fandy when we make a neck
Rubina Shaheen back me 80 fande n front k dono piece me 47 47 fande n baju me 40 fande dalkr har panchvi salai me 1 1 fanda badhana hai upar tk 72 fande kr Lena fir 3 2 1 ki ghatai karke fir sare fande ghatane hai
Rubina Shaheen sorry ye to reglane banega isliye baju me upr tk 70 fande hone k bad reglane ghatai karni hai neck k liye hamare pass dono baju me about 25 25 back me 30 n front k dono piece me 18 18 fande kr lena neck banate time 16 fande ghta lena n 100 fande ka neck bun lena
anjana jii iss sweter mai aage k kitne fande badenge aur peeche k kitne badenge aur sleaves mai kitne fande badenge pure sweater mai kitne fande badenge aur kitne gatenge plzzzz reply me
mam iska plane wala pattern samajh nhi aaya h.gala or baju kese nikala h... designe or button patti acchhe se samatha aai h. aapko ye chiz bhi sahi se btana tha....
jhooma jhooma plane wale part me har salai me suru me 1. 1 fanda ghatana hai baju me bhi dono side 1. 1 fanda ghatana hai jab ghatak puri ho jae tab pancho piace ko ek sath salai me lekar gala banana hai gale ki koi ghari nahi karni hai reclame me gale ki ghatak nahi hoti hai agar samajh na aaye to mujhe whatsapp massage kr lena mera no 9149277947hai
@@anjanacreations5515 ok mam..btt nw its nt posibl to show ur all vdos becoz mujhe abi baby hui h...so plz mam select dt vdo jisme aapne nk ka tutoiral dala h
garima singh 8 sal k liye back me 100 fande n front me 58. 58 fande kr lena n sleeves me 45 fande dalkr had 5th salai me 1. 1 fande badhakar 100 fande kr lena
Bahut sunder hai
So sweet naration
Apka ye design easy hai,main do sweater main daal chuki hoon❤️
Anjanaji.apney.dizayento.bata.deya.buho.acha.hai.lakin.didi.ap.pura.swatr.bana.bataye.thanks
+syed suhaib pura sweater banana possible nhi hai aap ko jo samajh ni aaya hai wo puch lena
Very beautiful and easy
Really it is soo easy. apne ache se smjhaya desin simple ka simple or trendy ka trendy thanku mam u helps me aloot
Very nice design. Can you please share the video of the shaded sweater on ur channel and measurement and stitches for size 0-6 months and how many stitches. Thanks.
Mam aap back side bhi dikhao jo biggners hai unko kaise pata chalega...aggey-2 ka hi dikgaya sirf..clear nhi hua🤔
Back plane banega
Very nice Mam....
mam plzz aap muje baataye agr 2 color ki sweater ho tu us me button putty 1 hi color ki kaise bannani hai plz explain
Very nice
Kitna acha andaz he samjhane ka . God bless u
Very nice video
pls jhan bunai band hui h uske baad kaise bnaya h pla btabna mujheabhi bnana h
Anjanaji aap ne bahut achha explain kiya. Phir be aap step by step jaise hai ke kitna stitch increase or decrease karna hai kar ke bhata sakthi hai kya
Hello mam..hmme apke designs bhut ache lagte hai...mere pass double coloured wool black with white hai ...mene 2.5 years ke baby ka sweater banana hai...Mujhe uski measurement btaoo plzzz....
Neha Pui 2'5 sal k liye back me 80 fande n front k dono piece me 47 47 fande dal lena baju me 40 fande dalkr har panchvi salai me 1 1 fande badhana hai upar tk75 fande kr lena
anjana creations mam jo wool mene li hai us ke upar salai ka no. 6 or 7 hai...sorry main likhna bhul gyi
mam reglan gtai krni hai to kya hr silai mai dono trf se 1 1 fanda krna hai ja firtisri slai mam mai 1 sal ke bche ka bna rhi hu 38 fnde rkhe hai pichle gtai krke kitne fande rkhne honge please reply jroor krna kio ki maine gtai dalne hai
38 jor rkhe
how many stitches put in1 year baby
Mam 15 fande patti k sath h plzreply
Nice deszien
very nice pattern thanks so much
anjana mam aap na is baby sweater ma gale ka Jo 15stichies liye ha with buttan patti ka saath liye ha
मुडे से ऊपर का measurement तो आपने बताया ही नहीं
Anjana ji apke sweater ka design dekhne me bahut sunder lg ra.isiko dekh kr mera bhi man hua ki mai apni baby ke liye banau.par jab maine ye design dala to apke jaisa sunder ni lag ra ,kyooo,ab mera man ni kr ra bnane ko,par maine wool dher sari khareed li.ab kya karu, koi ar design bhi ni aata meko
Mera apki design ke jaisa kyo ni lg ra, ar design maine blkl sahi dala jesa apne btaya.
Titu Sing aap tension na le apna sweater pura kr le jab pura ho jae ga to mujhse bhi pyara lagega
super cute nice beautiful or v kuj hai vo v 🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
V nyc
Plz ma'm.... Hme is baby sweater me reglan gatane ke baad gale me kitne fande rahne chahiye
+Poonam Gautam 25 fande backbme 15 15 fande sleeves me ,14 14 fande front k dono piece me
@@anjanacreations5515 ..thnku ma'm..for reply
Mam butten patti k 7 fandey k baad 2 fandey ulte banane h ?
+Sanjeev Gupta yes
Mam fir butten patti 9 fandey ki nahi lagegee maine front part 44 fanday se banaya h
Hello mam xl size me kitne fande honge reply fast plzz
nice cardigan isme 70 fnde pr design fit nhi ho rha tha esliye 75 fnde rkhe mam mai isk sath hi hood bnana chahti hu means gla nhi tb 85 fnde thk rhenge pehle b bnaya h pr fnde yad nhi h hood k liye sath hi mam frnt k fnde border se count krne h ya border k fnde chorkr 15 lene mene border k sath hi 18 rkhe h hood k liye kuch bta dena
Renuka loving border k sath hi 18 fande rakhne hai hood k liye 90 fande kr lena
anjana creations thank u so much
anjana creations apne ek green hood wala cardigan btaya h jise 90 fnde ka bnaya h or or 80 fndo ka plz 75 se bne sweater k liye hood me kitne fnde rkhe
Renuka loving 75 fande k liye bhi hood 80 fande ka hi banega kyoki isase km fande ka bachche k sir me aata nhi hai
anjana creations thank u so much
mam raglan ki ghatai ek ek kaise krnge...har ek salai m ya sidhi salai m...plz rply de
Archana singh ye ghatai keval sidhi Salai me hoti hai ulti salai plane banane hai
Wat size of niddle it is.?
how many stitches required for 4 year old baby sweater ?
😊
Ma'am button patti front ke saath hi knit karni hai ya alag se bana kar stich karni hai
+Nishi Jindal sath hi banani hai
New born baby ke liye kitne stitches dalne chahiye
Sharmeen Abbasi new born baby k liye back me 60 ya 65 fande n front k dono piace me 35 35 fande kr lena
10 sal ki ladki ke liye back side par kitne fande dalna hai or frant par kitne fande dalna h monde ki ghatai kitni karna h or kitne fando ki batan patti rakhna h plz jadli reply karna
+Naim Khan 10 sal k liye back me 100 fande n front k dono piece me 56 56 fande kr lena isime se 11 11 fande ki batan patti bana lena muddo k liye 3 2 2 1 ki ghatai karni hai
@@anjanacreations5515 thanks for reply 3 2 2 1 to normal sweater ki ghatai h aapne jo ye white sweater banaya h us tarike ki ghatai bataiye har salai par 1 1 khatana h ya ek salai chor kar plz reply
كتير حلوين الله يحمي هاالايدين
Mam es sweater me kitne gram wool lga hai plzz bataye
mam plzzz iske uper mtlb ki gle ke ke bare me ache se bta dijiye ...me apni ldki ke liye bnana chahti hu... mam me abi nyi nyi hu isliye utna ni pta.... plzzz mam uper ka hissa bta diye man please
superb design ma'am
madam pichly side mei 70 phandy sy jo kanda bna ha agli side sy 42 phando sy kaisy kndy ki cutting ho gi plz bta dyn
Mam ap bahut acche se batati h
v nice mam
अंजना जी बच्चे के सवेटर मे दोनो तरफ से घर घटाने है क्या कंधे मे
aur 7 saal ke bacche ke liye kiran fande lene hai ye bhi bataye, mai beginner hu to ye try karna chahti hu.
Nice but pl tell how back side cutting d joining also thks
madam beautiful sweater par aapne ye nahi bataya ki kitni wool chahiye. 2yrs ke bachhe ke liye kitne phande aur wool chahiye
shalini kulshreshtha 2 sal k liye back me 75 fande kr lena n front k dono pieces me 45. 45 fande kr lena baju me 40 fande kr lena
shalini kulshreshtha
Good morning How much wool is required for the baby sweater
+Devyani Trivedi 200 gm for sweater cap n socks
Anjana ji border k fando ko kaise buna hai jig jag aaya hai plzz bataye
Jyoti Trivedi jb hm ek bar 3 ka ek n ek bar 2 jali dalte hai to zig zag border ban jata hai iske liye suru me 2 ka 1 karte hai
Anjana ji aap kahase he aapke yaha Ian bhot achai milti he
Manjula Makwana mai dehradun se hu aap kaha rahte hai
Lokar kitni lagegi. Har aek paten ko. Ye batate jana
suchita negi
nice mam
Hi mam isme button Patti iske sath hi banegi
mem ji mujhe shedad wool ka 8 months ke beby ka round neck ka swetar pls jaldi btayen wool le rkhi h pls pls pls
+Rekha Bhadauria aap mere channel ko subscribe kr lena jisase aap mere sari video dekh sakte hai usme maine bahut sundar round neck k design banana bataya hua hai aapko jo bhi sundar lagega aap mujhse puch lena
+Rekha Bhadauria
Aap ye design bhi bna sakte hai
th-cam.com/video/MYBpGrycyW4/w-d-xo.html
+anjana creations
th-cam.com/video/Ujc1ee8azU8/w-d-xo.html
Anjana ji salai pr fande kaise dale hai jig jag sa aaya hai fande dalana bataye plzz
Anjana ji aage ke 15 fnde ir 7 fnde patti ke alag se hai
nice video mam par start se end tak bunke dekhaiyana mam or description boxme iska detail rakhona jaise fande rakhana etc
please make full video of sweater
Ulte hath wali ka fanda kashe banye
Msg samajh ni aa rahi hai dobara msg kr Lena
very nice and beautiful please let me know how many fandy for 4 years old baby .please tell in detail how many fandy in back and front when we reach near to neck then how many fandy remaining i mean how many fandy when we make a neck
Rubina Shaheen back me 80 fande n front k dono piece me 47 47 fande n baju me 40 fande dalkr har panchvi salai me 1 1 fanda badhana hai upar tk 72 fande kr Lena fir 3 2 1 ki ghatai karke fir sare fande ghatane hai
Rubina Shaheen sorry ye to reglane banega isliye baju me upr tk 70 fande hone k bad reglane ghatai karni hai neck k liye hamare pass dono baju me about 25 25 back me 30 n front k dono piece me 18 18 fande kr lena neck banate time 16 fande ghta lena n 100 fande ka neck bun lena
very neat
12years ki ladki ke liya cardigan kaise banaye plz reply
3. 4 sal kay boy ka kurta bnaye pl
is jarsi ke upar ka part bhi to btayein ye golaayi kaise aayi
Mam apki sabhi degine muje bhut auchi lagi please mam muje reglean sweatr kaise banate h bata dijiy
mam bahot achha pattern hai, lekin aap plz iske 5 parts kaise jodane hai ye bataye .
Plz ma'am 5parts jodna sikaiye
anjana jii iss sweter mai aage k kitne fande badenge aur peeche k kitne badenge aur sleaves mai kitne fande badenge pure sweater mai kitne fande badenge aur kitne gatenge plzzzz reply me
muddon ke baad kaise bna h pls jaldi btayen mem
+Rekha Bhadauria kya aapne muddo ki reglane ghatai bnali hai
ji nhi yhi to aapse punchhna h pls jaldi btana mai wait kr rhi mem
Quero muito aprender estemodelinho!
very beautiful design 👍👍
mam baby sweater bahot pyara hai aap iska full tutorial bataye
How u do back side ghatyee
mam mera beta 3 - 4 years ka ha kitne fande dalker bana sakti hoon
+Seema Tawar 4 sal k liye back me 80 fande dalna n front k dono piece me 45 45 fande dalkr isime se 9 9 fande ki batan patti bana lena
Mam please explain ghatana air silana jara vistarse bataiye Vidya kutumbe
mam regling kyaa hota hai mujhe samjh nhi aaya please btaye
Reglane ghatai wo hoti hai jisme muddo ki ghatai nhi hoti har salai me dono side 1 1 fande ghatane hote hai gale tk
OK thank u mam.... but mai ye puri sweater bnana sikhna chahti Hu. ... mujhe nhi aata kuch bhi... mera 1 saal ka bachaa hai..
mam iska plane wala pattern samajh nhi aaya h.gala or baju kese nikala h... designe or button patti acchhe se samatha aai h. aapko ye chiz bhi sahi se btana tha....
jhooma jhooma plane wale part me har salai me suru me 1. 1 fanda ghatana hai baju me bhi dono side 1. 1 fanda ghatana hai jab ghatak puri ho jae tab pancho piace ko ek sath salai me lekar gala banana hai gale ki koi ghari nahi karni hai reclame me gale ki ghatak nahi hoti hai agar samajh na aaye to mujhe whatsapp massage kr lena mera no 9149277947hai
anjana creations thank for the reply
anjana creations 9149277947
jhooma jhooma mam gala battun Patti ke sath kaise Banay?
Nice teaching...
1 saal k bachay k liyay border main Pitney fan day dalnay hai
Mam gents ka v neck full sleeve sweater buana sikhayiye please
Nice
Anjana ji. Aap page so Suru karte he borddar kese banani he ye bataye plz
Mam border ke bad kitna fanda badhana he
mam aasteen ki ghati btaye kese kerte h
Mam Es me uper se koi fnda bdana nhi
Upr kha
Border ke uper se
Nhi border k bad fande nhi badhana hai
Please advertise in english
Helloo mqm ek bar neck ka vdo b daale
+lovely song Maurya neck ki video maine bataya hua main aap mere channel ko subscribe kr lena jisase aap meri sari video dekh sakte hai
@@anjanacreations5515 ok mam..btt nw its nt posibl to show ur all vdos becoz mujhe abi baby hui h...so plz mam select dt vdo jisme aapne nk ka tutoiral dala h
A njanajii how much. Wool required for this sweater
Nilima Gokhale 200 gm
New born baby ke liye kitne 2 fande daalne hn
Maam is baby sweater mei aage aapne 20 ghataye hai lekin peeche zyada ghatai hai Ye to Galat bataya aapne check kijeye nd reply kijie mujhe
mam plz baby cap bnana btade
उलटी सिलाई में उलटे फंदे उलटे और जाली वाले फंदे भी उलटे बुने जायेगे क्या
Anju Kalra ultimate salai me sare fande ultra June jaenge ultra wale bhi n jali wale bhi
Anju Kalra
Mam isme border ke baad fande kitne banane hai plz rply me
Tappu Pooja ye baby sweater hai is me border k bad fande nhi badhane hai jitne border k hai wohi rakhne hai
Sweater ki silai karni hai both sides sidha dikhe
पुरा स्वेटर बुनना सिखावो मॅडम......ऐसे समझ नहीं आ रहा है
MAm gale me kitne fande rakhu
80 fande
mem 2 se 3 sal k beby k liy kitne fande dalenge kitne aage peche padege vo b btat
Sunita Sharma back me 80 fande n front k dono piace me 47. 47 fande dalkar 7 7 fande ki batan patti banani hai
How can I buy this type wool online ...?
hlw mam 8year baby k liye kitne fnde shi rhenge
or sleeve m b btana
garima singh 8 sal k liye back me 100 fande n front me 58. 58 fande kr lena n sleeves me 45 fande dalkr had 5th salai me 1. 1 fande badhakar 100 fande kr lena
anjana creations measurements for 4 year old please
Kavita.mam thanks.you tell very well each and every thing.
mam lenth or gle ki golai kaise ki hai
Whether the border 7 rings is also added for neck or separate 15 rings plus border 7 ringd pl reply immedtly
Thank you. I am really impressed of your talent.I got lot of help watching your videos and getting reply to my questions
Madam muze 1.5 se 2 saal k bache ka banana he to kitne fande dalne chahiye?
2 sal k liye back me 80 fande kr lena n front k dono piece me 44 44 fande kr lena n isime se 7 7 fande ki batan patti bana lena