Maine video mein jaisa kia hai aap bhi waisa hi karein. Mera charging aur backup kafi achcha chal raha hai isi setting mein. Thank you for the comment.
High and standard mai kya difference hai Maine install kiya hai toh problem ye aa rhi hai ki light rhti hai phir v inverter ups mode mai aa jati hai, mostly day time m ye problems aa rhi hai
Sir, standard option mein normal charging aur back up hoga dusri aur se high mein fast charging le lega shayad, aap inverter k cabinet mein ek toll free number hai usmein call karke pura jaankari aur demo le lijiye aap k liye asan hoga. Thank you for the comment.
Connection check karein plz. 1. Battery connection, 2. 3 pin socket connection with tester or voltmeter. Fir bhi nehi ho raha to customer care se sampark kar ke technician ka appointment fix karwa lein. Aur ha ghar ki sari equipments jo connected hii use unplug karwa lein taki koyee pareshani na ho.Thank you for your comment sir
Microtek 1550 12V DG ye sine wave inverter hai k nhi
No sir, iska wave type =
Trap Zoidal Wave Form hai. Agar aap sine wave chahte ho to Microtek Heavy Duty 2350 (24V) SW Sine Wave Inverter
Lena padega.
Luminous ke 220 battery is microtek inverter ke sat kaysa hogi
Bura nehi hai. Achcha hi chalega. Thank you for the comment
Bhaiya 230 battery me seting konsa rakhe charging ka
Maine video mein jaisa kia hai aap bhi waisa hi karein. Mera charging aur backup kafi achcha chal raha hai isi setting mein. Thank you for the comment.
High and standard mai kya difference hai
Maine install kiya hai toh problem ye aa rhi hai ki light rhti hai phir v inverter ups mode mai aa jati hai, mostly day time m ye problems aa rhi hai
Sir, standard option mein normal charging aur back up hoga dusri aur se high mein fast charging le lega shayad, aap inverter k cabinet mein ek toll free number hai usmein call karke pura jaankari aur demo le lijiye aap k liye asan hoga. Thank you for the comment.
sir charging light blink ni hori kya kre
Connection check karein plz. 1. Battery connection, 2. 3 pin socket connection with tester or voltmeter. Fir bhi nehi ho raha to customer care se sampark kar ke technician ka appointment fix karwa lein. Aur ha ghar ki sari equipments jo connected hii use unplug karwa lein taki koyee pareshani na ho.Thank you for your comment sir
Ye aapne new nahi liya hai purana hai iska skru jang laga huva hai dhyan se dekkhi 8:29
Nehi sir, ye naya hi hai, fan ka awaz jyada karne ka do wajah hai hamara, 1 . Load jyada hai, 2. Battery purani hai
Price bro
We bought it for 8000/- in the offline market. You can check its price online. Thank you for the comment.
New invetar ka fan itna aavaj nahi krta