Bhai farmtrac 1800 pr 540 nikalta h or best torque bhi or Holland 2000 pr 540 aur uska best torque bhi to rpm se diesel m antar aa skta h lekin uska best torque 1800 pr h aur Holland ka 2000 pr to performance m antar nhi aana chaiye pr pto m sayad Holland best h
farmtrac 60 King Ha bhai
60 king h bhai hollend uncha h isliye rotary upar lagti h
Holland lift farmtrac se v jada niche chali jati he
Escort ki khasiyat y hy ki wo slow rpm par jyada power nikalta hy or tractors k muqable to. Kahi na kahi y plus point hy
Farmtrac 60 🚜🚜👑
Ft60.king👑👑+jhotta💪💪
Donon ka Diesel average batao
Farm 60 ❤❤
Farmtrac nicha tractor h isliye jyada lagta h rotawetar
Namder 1 hai Holland
फार्म 60
60 best h
Farmtrac 60💪
New holland ki speed bhi badiya hai
No challenge to Farmtrac 60 in 55 hp 🇮🇳🇮🇳💖💪💪💪💪👑👑👑👑👑
New Holland king 👑👑
Farmtrac jhota hai bhai
दोनों के लिए अलग रूटर लाने होंगे अलग चकर के हिसाब से
60
Farmtrack ke PTO chakkar kam hote hai new holland tractor se
चाल का अंतर है farmtrac की ज़्यादा है
3630
New Holland 3630 ki aur video dalo bahut
60 popular tractor h bhai❤❤❤
Farmtrac ke rotavator me konsi grari (gear) match krta hi complet video bnao bhai ek aur chla ke bhi dikhana
60❤
60 acha h
Holland ❤
60 no 1
Moj krdi 💯
Jha pe holland chlaya vhi chla
Bhai ek Faramtrac Aur new holland in dono ka mukabala ACE Tractor ke sath Kara do Kasam se dono ko Hara dega❤❤❤❤
Holland ki pto power 51.5 h 60 ki 49.5
Farm
Gahrai bhi dikhao kiski jyada h
Bhai ek Ace Tractor ke sath takkar Kara do dono ko Hara dega ❤❤❤❤❤
Turbo bhi h bhai
Inka avrage test nahi kiya
Karo Bhai test
Me bhi new holland new year pr lekr aaya hu
Tel ka average nikal ke bata bhai .
Bhai farmtrac 1800 pr 540 nikalta h or best torque bhi or Holland 2000 pr 540 aur uska best torque bhi to rpm se diesel m antar aa skta h lekin uska best torque 1800 pr h aur Holland ka 2000 pr to performance m antar nhi aana chaiye pr pto m sayad Holland best h
Holland ka bhi lal leaver niche ni kra mitrr
Farmtrac 60 👑
Holland ❤
60 is best