Thankyou Sir Bahut aachi video banai hain aap ne. Sir mere pass Bolero Power+ 2017 model hai. Main jab bhi bolero ko bina start kie AC bloore chala deta hu to gadi statt nahi hoti balke Einjane wibrate karne lagta hain or band ho jata hain....iska kaya karan hain...
*Same here, mere pass bhi bolero power+ zlx h meri gaadi me bhi bilkul yahi problem aata h lekin agency wale aaj tak uski actual problem ko pkd nhi paye usko thik karne ke liye maine starter motor change kara diya battery bhi badal ke dekh liya lekin problem abhi bhi chalu h,agency wale problem ko pkdne aur thik karne me asmarth hain.*
Nice video vai. Thank you. Vai Bolero, Scripo ka camshafts sensors, crankshaft sensors kese check kare ? Sensor ka kaflar kese check kare or kaflar par kitna voltage atahe ispar ak video banaya. Please.....
Dear sir i watched your vedios like supply to ECU via fuse n relay, and liked, subscribed. Now i need to watch 1)battery suppy via fuse to ignition switch, 2) battery supply via fuse to immobiliser control unit. Thanks n regards, Lokare Vijay
Sir one time mera mahindra bolero me same problem aaya tha dash board me 160 show karta tha gaadi start nahi ho rahiti.... Mahindra service center me toying karke leke gaye tho.... Vo bhole aapke gadi ka ecu karab huva hai... Baad me replace bhi kiye..... Kbhi bi ecu karab hoga kya...?
Tq But aaj me bhi phas Gaya bhai jab mene TH-cam par vidio search ki Aapne jo vidio me dikhaya h bas vhi problem aaj gaadi me ho gyi night Ka time koi mechanic Nahi Mila fir mene search Kiya you tube par mitter me sweech on Karne par 160 Likha ana ISKA rejaion to pta Chala lekin yha problem thodi alag ho gyi sweech on Karne par to sab Kuch Shi Likha a rha tha but jese hi self mara to fir display par 160 Likha Aya fir self choda to sab thik fir self mara to or 160 Likha Aya aakhi solution Mila Nahi ab kal Kisi mechanic bhai ko milenge jab taq gadi me hi bethta hu or Kar bhi kya Sakta hu high way ki Sait se gadi khadi h nind aayegi nhi lekin ab time Jada ho Gaya yar so hi jate he Lekin bhaiya ISKA rejaion aap jaroor btaiyega kya problem hogi fuej bhi check Kar liya thik h o qwail bhi check ki to lga ki ha qwail jli ho Sakti h fir o Jo Apne Mahindra Scorpio Ka vidio bnaya hai us vidio ko dekha usme aap ne ek tar se direct Karne Ka tarika btaya O bhi Karke dekha nhi start huyi or ab betha hu highway ki Sait gadi ke under man Kar rha hai aapko call hi Kar ke Puch Lu sayd gadi start ho Jaye or me Ghar ja saku But time bhi Jada ho Gaya hai aap dister"b. Honge or Aapke no. Bhi nhi hai
sir bolero m2dicr hai fuel line ok hai, but start nahi ho rahi petrol sunghne se start ho jati hai, but acceleration nahi leti plus injector se koi back leak bhi nahi aata, no fault code kya ho sakta hai
Hello sir. Mera bolero zlx model hai, jo voice message system hai wo thik se kam nehi kar raha hai. Reset kar ke dekh liya phir b nehi ho raha hai. Steering ke niche jo reset switch dia hai. Plz reply me
Fuel pump relay pe voltage check karo. relay ke 30 87pin ko aapas me conect karo Agar fuel pump chalta hai aur fuel relaly pe 86 85 pin pe 8th ya 7 voltage deta hai iska matlab ecu Lock hai
Ecu power supply ki jo line hai hi usmein uski fuse aur uske relay ko acche se clean kara do agar carbon ho to naya Dala do kahin per is supply mein carbon hai ya FIR koi component Luse ho raha hai isliye Aisa problem a raha hai
Sir sab kuch check kar ke dekh liya, nehi ho raha hai, mere ko lag raha hai ki speed sensor main problem hai, but mujhe pata nehi kahan pe speed sensor kahan pe laga hei, reply me
Sir Bolero ki stereo Power Acc wire kaha pe hoti hai Jo Acc on pe Stereo Start ho Maine To Lighter Charger se Stereo ki wiring ki jisme proper nhi chal raha hai ruk ruk kar chalta hai load nhi le raha sayd isliye stereo ki wiring ka btao
During starting my bolero, immediately after inserted key its showing one indicator and if try to start vehicle its not starting, plse suggest what is the problem
sir mere bolero pickup me Sem problem tha Aur eng ke pas beeb ka sound ara tha full pump Ya comenrail ke pas se ara tha wo konsa sound hai Aur kyu ata hai
Sona bhai sell and alternate par 10-15 video banao na full detail problem and repairing ka. Plz Apko bot sare subscriber milenge kyo ki you tube par repairing ke aur. Problems ke videos nhi he
सर ! मैंने बोलेरो di turbo में मोबाइल charging होल्डर को फिट किया था , जब उसमे इग्नीशन on करके उसमें सिगरेट lighter लगाया , तो उनकी पावर सप्लाई चली गयी तभी से मोबाइल चार्जिंग होल्डर में इग्निशन on करने की बाद भी पावर सप्लाई नही आ रही है , इसे कैसे ठीक करें , कृपया करके सर इसका समाधान जरूर बताएं , कि इसको कैसे ठीक करें । धन्यवाद
sir mere pass 2012 model bolero slx hau usme jab drive karte hai 3 rd gear ke bad rpm increase nahi hota koi light bhi detect nahi ho rhi hai .jab gadi khadi hoti hai to 4 tak rpm jata hai drive karte hai tab nahi jata
Bhai ji...mereko ek help chahiye...mera Bolero ZLX Power Plus me brake lights nahi jal raha hai. Tail lights jal raha hai. Maine bulbs bhi change kar k dekh liye pfir bhi nahi jal raha hai. Abhi lockdown k liye sare garage bhi bandh hai. Humko brake lights k fuse gadi me nahi mil raha hai. Mera Bolero lag bhag har roz nikalti hai, hospital k liye. thoda help kijiye kaise hum khud se isko thik kare? Brake light switch kharab hua hai kaise pata kare? PLEASE HELP!
sir mere car bolero ka starting ok but jb car running krte h toh chlte chlte bnd ho jate h accretor work nhi krta h or meter bhi up down khud hota rheta h
मेरे पास बोलोरो एसएलएक्स है मेरी दिक्कत यह है कि डीजल का मीटर डीजल रहते हुए में उसका metre आप डॉन होते रहता है जैसे कि डीजल रिजर्व में गाड़ी हो चुकी है इसके बारे में बताएं
aise mein cluster metre bhi kharab ho sakta hai aur uska wiring bhi gadbad ho sakta hai aur fuel tank mein fluter gej hota hai use bhi check karna hoga
Helo Sir sab dakh liya magar nhi horaha hain power cut kar ne se v nhi hota or oil motor nhi chal ta pls mera problem ko koi v mera Bhi solve kar dain to acha hoga
Thankyou🙏bro.... Aapke wajah se meri gari start ho gaai... Nhi toh mechanic bulana parta..or mechanic ka charge hai 1500... Thanks for saving my money
बहुत अच्छी जानकारी,,बहुत धन्यवाद आपका
बहुत अच्छा जानकारी दी आपने ,मेरी गाड़ी 3 दिन से इसी प्रॉब्लम बंद पड़ी है ,आप की जानकारी काम कर जाएगी, धन्यवाद सर् जी
Thankyou Sir Bahut aachi video banai hain aap ne.
Sir mere pass Bolero Power+ 2017 model hai. Main jab bhi bolero ko bina start kie AC bloore chala deta hu to gadi statt nahi hoti balke Einjane wibrate karne lagta hain or band ho jata hain....iska kaya karan hain...
*Same here, mere pass bhi bolero power+ zlx h meri gaadi me bhi bilkul yahi problem aata h lekin agency wale aaj tak uski actual problem ko pkd nhi paye usko thik karne ke liye maine starter motor change kara diya battery bhi badal ke dekh liya lekin problem abhi bhi chalu h,agency wale problem ko pkdne aur thik karne me asmarth hain.*
Samjane ka tarika bahut hi sahi hai, thank you boss
Aap bahut achaa batate hain
Sir apka bahu bahut dhanyawad mere gadi me same problem hai mecanic bolte hai waring change karna hai bolte hai 10000 lagega batate hai
Bahut acchese samjhake bataya sir apne thank you
Thankyou sir meri car start ho gya❤❤😊
Sir me technician hu me tumhe bamhe bahut like karta hu apki vidio verynice
Bhai send ur whats up numbar
Aa whatsup numbar pe sabhi technician ke app ke sare doubts and question answers vaha par bathai jainge ok
Bahut badiya sir
Yeh bhi ek smaj seva hai
Log thago se Bach jate hain
Thank you sir is tarah ka video dikhana ke liye thanks
Bhai jaldi Banakar send karna TH-cam par main aapka bahut bada fan Hoon
Thank u so much.. I was solve my car problem after wating this video
Bahut bahut dhanyavad aap ko is tarah samjha ne ke liye
Nice video vai. Thank you. Vai Bolero, Scripo ka camshafts sensors, crankshaft sensors kese check kare ? Sensor ka kaflar kese check kare or kaflar par kitna voltage atahe ispar ak video banaya. Please.....
Kya dimak lagaya h sir bahut ache trike bataye aap ne thank
Ase hi video dalna ache ache shortcut.......
Dear sir i watched your vedios like supply to ECU via fuse n relay, and liked, subscribed. Now i need to watch 1)battery suppy via fuse to ignition switch, 2) battery supply via fuse to immobiliser control unit.
Thanks n regards,
Lokare Vijay
Send ur whatsup numbar
Plz send u r whatsapp no
Bhot achi tarike se samjaya he Ji aap ne
Thanks friend achi trha samjhate hai aap.
Jawab nahi is video ka . 👨🔧☝️
Very nice video mai bhi bolero owner hu mera kam ka video h
Crde bolero me डीजल टैंक full hota h but meter me show nhi hota... डीजल flute nya dalne pr bhi..... Kya problem ho skti h
Wiring fault hai
Thank you sirji itni saral tarike se samjane ke liye
sir mai ingine ok karaa too self lia too sir kame toot gaia too sir matlab batia
Thanku bhai bahut achchi जानकारी
Bahut ache se samjhane ke liye
Dhnyawad
Bai app boottt achhiii achhiii video dalte ho thanks bai aesi hor video bhi dala kro
Sir vo video fast banavo bahot kam ka hai sir i am wait 😁😁😁
Very good amazing video bhai thanks bhai xylo black smoke deti hai egr clean kar diya but problem wahi hai solution batayen
Abdul Ateeq Abdul Ateeq
1-Tarbo
2-Intarcolar ya paipe leack
3-injector
Sir one time mera mahindra bolero me same problem aaya tha dash board me 160 show karta tha gaadi start nahi ho rahiti.... Mahindra service center me toying karke leke gaye tho.... Vo bhole aapke gadi ka ecu karab huva hai... Baad me replace bhi kiye.....
Kbhi bi ecu karab hoga kya...?
ECU khrab hoga to Bhi istrh problem ayega
sona motors auto service OK thank you sir
Thank you sir very good information thank you so much
Nice video ustad . Bahut use full he Bhai. Ustad mahindra bolero hi preshar pump ki tdc uor rocker setting ka video banaye please full video .
आपने बताया बहुत अच्छा है
Mai app ka vidyo dekhta hu bahut axh video naye vidyo nahi milta hai sar g
ECU ka fuse karab hone par 160 km ki hi reading ayegi ya dusara bhi aa sakta hai batao bhai
Tq
But aaj me bhi phas Gaya bhai jab mene TH-cam par vidio search ki Aapne jo vidio me dikhaya h bas vhi problem aaj gaadi me ho gyi night Ka time koi mechanic Nahi Mila fir mene search Kiya you tube par mitter me sweech on Karne par 160 Likha ana ISKA rejaion to pta Chala lekin yha problem thodi alag ho gyi sweech on Karne par to sab Kuch Shi Likha a rha tha but jese hi self mara to fir display par 160 Likha Aya fir self choda to sab thik fir self mara to or 160 Likha Aya aakhi solution Mila Nahi ab kal Kisi mechanic bhai ko milenge jab taq gadi me hi bethta hu or Kar bhi kya Sakta hu high way ki Sait se gadi khadi h nind aayegi nhi lekin ab time Jada ho Gaya yar so hi jate he
Lekin bhaiya ISKA rejaion aap jaroor btaiyega kya problem hogi fuej bhi check Kar liya thik h o qwail bhi check ki to lga ki ha qwail jli ho Sakti h fir o Jo Apne Mahindra Scorpio Ka vidio bnaya hai us vidio ko dekha usme aap ne ek tar se direct Karne Ka tarika btaya
O bhi Karke dekha nhi start huyi or ab betha hu highway ki Sait gadi ke under man Kar rha hai aapko call hi Kar ke Puch Lu sayd gadi start ho Jaye or me Ghar ja saku
But time bhi Jada ho Gaya hai aap dister"b. Honge or Aapke no. Bhi nhi hai
But wonderfull job 👌
All the best 👍
Sona bhai key coding ka 2-3 videos banao .
New key set ke sath
Sir scorpio ya bolero bs 6 me bhi 160 likha aata hai kya bataiye pleas
Sir , mere pas Mahidra bulero maxitruck plus h gadi kabhi kabhi start nhi Hoti jab gadi Ko 24 hour tak start nhi Kiya to fir kya kre
Live long life brother best of luck
, धन्यवाद आप ने यह जानकारी दी उसके लिए
Thank u so much sona autos it was so helpful I got out of a difficult situation bcoz of ur video. Keep up the good work
nice video ..sir....bolero ka horn ..jaha fit ho hai ...uska front gril kaise opn hoga ....horn change krwana ho toh problem aati hai
Ok bhai
Jo fuse box engine bonnet hai wha par fuse kharab ho jaye ya wo fuse break ho jaye to ye problem hoti h
sir bolero m2dicr hai fuel line ok hai, but start nahi ho rahi petrol sunghne se start ho jati hai, but acceleration nahi leti plus injector se koi back leak bhi nahi aata, no fault code kya ho sakta hai
भाई जी नमस्कार, स्कार्पियो 2010 abs लाइट जल रही है ऑरेंज कलर में क्या करें प्लीज बतायें
Hello sir.
Mera bolero zlx model hai, jo voice message system hai wo thik se kam nehi kar raha hai. Reset kar ke dekh liya phir b nehi ho raha hai. Steering ke niche jo reset switch dia hai. Plz reply me
Bhai ye batao mahindara bolero fyul pump rile activate nahi hoti hai hai iska reason kya hai motor direct chalao to chalti hai
Fuel pump relay pe voltage check karo. relay ke 30 87pin ko aapas me conect karo Agar fuel pump chalta hai aur fuel relaly pe 86 85 pin pe 8th ya 7 voltage deta hai iska matlab ecu Lock hai
Agar relay pin 30 pe voltage nahi hai to fuse check karo aur uska wir check karo ok
Can we change the sensor by ourself without using scanner softwear.. please help me out. I will b greatful to you.
nice .bhai ecu unluck ka video jaldi dalna
अगर डीजल बत्ती फुल जलता रहे तो क्या होता है
h 160reeding AA rahi h ek bolero me to Maine uska fiyuj badal diya h lekin thodi der baad fiyuj ud rahe h kya problem ho sakti h
Nice Bro 101%Work 👍👍
Sir mera bolero jab chalta to bhic bhic main 0 se 160,160 se 0 ho jaharahai. Main kya karu. Kuch suggestion dijiye
Plz reply me
Ecu power supply ki jo line hai hi usmein uski fuse aur uske relay ko acche se clean kara do agar carbon ho to naya Dala do kahin per is supply mein carbon hai ya FIR koi component Luse ho raha hai isliye Aisa problem a raha hai
@@Tariktechnician thank you
Sir sab kuch check kar ke dekh liya, nehi ho raha hai, mere ko lag raha hai ki speed sensor main problem hai, but mujhe pata nehi kahan pe speed sensor kahan pe laga hei, reply me
Sir plz call me +919438294617
First time nice👍👍👍
Engine bonnet me fuse lagao 30a fuse ecu apne aap shi ho jayega
you taught very well
Sir Bolero ki stereo Power Acc wire kaha pe hoti hai Jo Acc on pe Stereo Start ho
Maine To Lighter Charger se Stereo ki wiring ki jisme proper nhi chal raha hai ruk ruk kar chalta hai load nhi le raha sayd isliye stereo ki wiring ka btao
Sir mere power plus me 160 show kar raha bina flickering ka . Or sara fuse or relay thik hai kya karon mai
*Tata safari dicor 3.0 ltr ke bare mein bataye ho sake toh ek video bajaye plzzzzz*
Powerful sir ak daut hai ecu fuse kharab ho jayga to fule pump Moter kam Karta h na
Ustad bolero ECU lock . VIDEO banaye please.
Ok
Bhai Meri zlx new modal main trip ki jagah ODO likha Aa rha Hain Or start hone main problem Aa rhi hain
Scan karo
Sir Mahindra sleep chate chate 160 dikahta hai agnisian shwch on off karo to gadi chalu ho jata hai kya problem ho sakte hai place sar Ripley
Very good Bhai ek dam
Sir mere pass skenar nahi h aap batao aapke hisab se kya ho sakta h
During starting my bolero, immediately after inserted key its showing one indicator and if try to start vehicle its not starting, plse suggest what is the problem
sir mere bolero pickup me Sem problem tha Aur eng ke pas beeb ka sound ara tha full pump Ya comenrail ke pas se ara tha wo konsa sound hai Aur kyu ata hai
nic bhi laga aap kaa video tnx so much
Nic sarrrr soo good nolegg dete hoo sarrrr ap
Sona bhai sell and alternate par 10-15 video banao na full detail problem and repairing ka. Plz
Apko bot sare subscriber milenge kyo ki you tube par repairing ke aur. Problems ke videos nhi he
Bike to Marlene oil
Bhai ye batao fyul pamp ki rile mein kitna voltige aata hai and ecu ki rile me kitna aata hai
सर ! मैंने बोलेरो di turbo में मोबाइल charging होल्डर को फिट किया था , जब उसमे इग्नीशन on करके उसमें सिगरेट lighter लगाया , तो उनकी पावर सप्लाई चली गयी तभी से मोबाइल चार्जिंग होल्डर में इग्निशन on करने की बाद भी पावर सप्लाई नही आ रही है ,
इसे कैसे ठीक करें , कृपया करके सर इसका समाधान जरूर बताएं , कि इसको कैसे ठीक करें ।
धन्यवाद
Fuse change Karo
sir mere pass 2012 model bolero slx hau usme jab drive karte hai 3 rd gear ke bad rpm increase nahi hota koi light bhi detect nahi ho rhi hai .jab gadi khadi hoti hai to 4 tak rpm jata hai drive karte hai tab nahi jata
Other mahindra gadiyopar bhi ye trick apply hota hai ya nahi
Nice video.par look k baray may bataw vhiya.unlock kasay karu?
2010 slx model me bhi ye obd hota hai kya ya scaner
Sir mere pas mahindera bolero zlx hai usme bar bar oil pressor low batata hai warning deta aisa kyn ho raha hai plz batayein thanking u
Sir agar speed sensor kharab hoga to meter me kya show karega
Bhai ji...mereko ek help chahiye...mera Bolero ZLX Power Plus me brake lights nahi jal raha hai. Tail lights jal raha hai. Maine bulbs bhi change kar k dekh liye pfir bhi nahi jal raha hai. Abhi lockdown k liye sare garage bhi bandh hai. Humko brake lights k fuse gadi me nahi mil raha hai. Mera Bolero lag bhag har roz nikalti hai, hospital k liye. thoda help kijiye kaise hum khud se isko thik kare? Brake light switch kharab hua hai kaise pata kare? PLEASE HELP!
Front LH side me chhota si fuse box hota hai ussi me hota hai
sir mere car bolero ka starting ok but jb car running krte h toh chlte chlte bnd ho jate h accretor work nhi krta h or meter bhi up down khud hota rheta h
Engine repayreng Kitna kharcha ATA hay full bolero power+ 3cylendar
Is kam ki liya kitna charge?
Sir
क्या आप बता सकते है
Belero fault code: 8044
को हम कैसे solve कर सकते है।
Thankyou
I smart se hoga ,
Flashing karna padega
Flashing ki video bayo Piz
Bhai bolero crdi fiyuj sahi h rile sahi injector tak tel bhi aa raha h fir bhi start nahi ho rahi h kya ho sakta h plz batao yaar
Dianos karo
bolero starting ma long slaf lati ha slaf krab h ka pump problem a
Hello sir my bolerio first gear se slow race per sound tak tak karta ha please comment
Sir Mahindra Xylo E8 ka speedometer & RPM & Fluel indicate nahi chal Raha hai light ok hai please batai kya kare
Bhai bolero slx ki bettry low hone par car start nahi hone pr kya kre
Charge battery lagakar start karo
2 battery ko charge karo
मेरे पास बोलोरो एसएलएक्स है मेरी दिक्कत यह है कि डीजल का मीटर डीजल रहते हुए में उसका metre आप डॉन होते रहता है जैसे कि डीजल रिजर्व में गाड़ी हो चुकी है इसके बारे में बताएं
aise mein cluster metre bhi kharab ho sakta hai aur uska wiring bhi gadbad ho sakta hai aur fuel tank mein fluter gej hota hai use bhi check karna hoga
Thankyou sir 🙏👍👍👍
⛽ fuel light regular aane ke upar video banao bhaya Ji.
Very nice video sir.... Sir upp headlight.. Alternator issue ka vi video banaye plz
Sir ji 160 vi arahahe or stad vi horahahe iska ka problem he?
सर स्पीडो मीटर सेंन्सर की वायर एकदूसरे टच होती हे तो १6० रिडींग मिटर में आतीहे.
Very nice mathod Bhai
Bhai bolero ke sare fuse ke upar ek video bnao
Ok
Helo Sir sab dakh liya magar nhi horaha hain power cut kar ne se v nhi hota or oil motor nhi chal ta pls mera problem ko koi v mera Bhi solve kar dain to acha hoga
Huaa ki nahi
@@Tariktechnician nhi hoa hain
@@Tariktechnician agr aap such main madad kar na chahte hain then plz contact 8257013522 what's app no.
thanks for increase my knowledge
Hi