Bahut achha sr samjh gaya meri beti 18 month ka hai ham uska khata esi mant kholva dete hai aap ne sab samjha diya jo chahta to o sab samjh gaya.thinku
Excellent video. Mera 2 sawal hai... 1) apki 2 video maine dehka hai, salana 1.5 lakh jama karne pe, ek video me apne bataya maturity pe 70 lakh milega, ek video pe apne bataya 63/65 lakh milega, konsa sahi hai? 2) Maturity se pahle saadi hone par, main apni marzi se, beti ke Saadi ke samay payse na nikal ke, maturity ke waqt nikal sakta hu? Yah maturity se pahle agar sadi hoti hai, to us samay amount nikalna mandatory hai?
डियर सर,सपोज हमने 1000 का सुकन्या ओपेन कर दिया,15 साल तक हमने किसी साल 5000 हजार,किसी साल 1.50 लाख ,किसी साल 10000 दस हज़ार,किसी साल 12000 हजार ,किसी साल 250 रुपए जमा किया । टोटल हमने तीन लाख जमा किया,21 साल पे हमे लगभग कुल कितना मिलेगा ,बेटी की विवाह के लिऐ ???
Sir Apne Bahut Achhi Jankari Di hai.Please ye Bataye ki Month ki kis date tak paise jama karvane per us mahine ka interest milta hai.It may be 5th or 10th.Please clear it.
Too good explanation, bt sir agar jiska b bachho ka Sukanya me nahi hai, aur already ladki ya ladka 15 saal ke ho gayee hai tho unke liye government through koi naya plan hai kya pl bataiye.
Sir maine apni sister ki beti adopte krni ji but uska khata unhone pahle hi khulvaya hua hai sukanya samriddhi main jo unke naam se chal rha hai to ab mujhe kya krna chahiye kya vh change ho skta hai ji??
Sir, agar ssy me 500 se account open Kiya hai to 15 saal me 90000 hoga lekin kya isme isse jyada jama ker sakte hai ya fix hota hai ya 90000 pahle hi saal me jama kar de to
Sir... Hume nominee mein confuse ho rahe hai. Kya Sukanya mein ladki ki death pe father ke name dena nahi hota hai kyuki maine suna hai ki sukanya yojana ke rules ki According, by default, father already nominee hai. Kya aisa hai? Kya iss yojana ke form mein nominee dena father name?
Hello sir , sir fir v mujhe ek bat samajhme nehinaya ki beti ka khata kholne ka 05/10 sal bad murtyu ho jati he to(bhagwan na kare kisiki beti ki jindegi me esa koi samya aye) khata hun band kardenge to jama kiya hua Paisa kab milega ?##(job hum khata band kartehain tabhi ya 18 sal ke bad ya fir 21 sal ke bad. Sir) !
धन्यवाद भाई साहब आपने बहुत अच्छे से समझाया है
मुझे इस व्हिडिओ मे. मेरे सारे मन के सवालो का जवाब मिल गया... कोटी कोटी धन्यवाद सर🙏🙏🙏🙏🙏
आज का वीडियो बहुत ही अच्छा था समझ आया है
सर आप का बहुत बहुत धन्यवाद जो जानकारी नहीं थी वह इस विडीयो मे देख कर समझ मे आ गया
Thanks sir we are understood
Bahut achha sr samjh gaya meri beti 18 month ka hai ham uska khata esi mant kholva dete hai aap ne sab samjha diya jo chahta to o sab samjh gaya.thinku
Bahut sunder video sir 🙏🙏🙏
Sab clear ho gya sir ji 💯✨
सर जी आपको कोटि कोटि धन्यवाद जो आप ने इतना अच्छा से समझाया 🙏🙏🙏🙏👌👌
बहुत अच्छा लगा सर सब समझ में आगया
Nic video sir sb samjh me agya
Aachhe se samjhaya bhai thanks
हम तो दुबिधा में फसा था लेकिन मुझे सारे सवाल का जवाब मिल गया 😊😊
Thank you Bhai...
Aapne bahot achchhese samjaya. Sari problem clear ho gai thank u
Bahut sundar video aapke samajhne ki. Shaly bahut sundar hai 👌👌
बहुत बहुत शुभकामनाएं
Sir apne jo samjhaya bhahot achcha laga thank you
Thanku so much sir
Achcha Laga
Apka video dekh kar bahut achcha laga sir ✍️👍👍👍
Bahut acha laga sir
सर आप बहुत ही अच्छा समझा रहे हैं बहुत बहुत धन्यवाद
Bahut achchha
Bahut mast sr
Bahoot acha laga
धन्यवाद भैया जानकारी देने के लिए
Sir ji aap ka video dekhi acha se samajh gayi
Very good sir ❤❤❤❤❤
Sukriaa sir
Good information sir
Nice 👍 video
Thank you bhai
Nice video bhai
Very nice sir .
Super
Very nice sir g
Thanks g
Thank you sir
ધન્યવાદ સાહેબ.
Thanks sir
अति सुन्दर सर
यदि किसी कारणवश सुकन्या खाता 5साल के बाद बंद हो जाता है तो भुगतान की क्या प्रक्रिया है।
Sir very good
Par ye unke kam ka hai jinko rupya hai or garib ko jo milega wo hai 👍👍👍ye
Bahut hi achchi jankari diye h bhaiya ji 😍😍😍😍
एक वीडियो और और बनाइए श्रम कार्ड पर जो वर्तमान पता अपडेट करने पर जैसे मैं स्टेट में ही काम कर रहा हूं तभी वर्तमान पता है वेट करना
Sir ji nagrikta kese sabit krni hogi
Excellent video.
Mera 2 sawal hai...
1) apki 2 video maine dehka hai, salana 1.5 lakh jama karne pe, ek video me apne bataya maturity pe 70 lakh milega, ek video pe apne bataya 63/65 lakh milega, konsa sahi hai?
2) Maturity se pahle saadi hone par, main apni marzi se, beti ke Saadi ke samay payse na nikal ke, maturity ke waqt nikal sakta hu?
Yah maturity se pahle agar sadi hoti hai, to us samay amount nikalna mandatory hai?
सर इसमें एक बार जमा कराना पड़ता है क्या मैं राजस्थान का रहने वाला हूं गांव मेरा खारोल वास है
👍
डियर सर,सपोज हमने 1000 का सुकन्या ओपेन कर दिया,15 साल तक हमने किसी साल 5000 हजार,किसी साल 1.50 लाख ,किसी साल 10000 दस हज़ार,किसी साल 12000 हजार ,किसी साल 250 रुपए जमा किया ।
टोटल हमने तीन लाख जमा किया,21 साल पे हमे लगभग कुल कितना मिलेगा ,बेटी की विवाह के लिऐ ???
Excellent sir
Aapka dhanyawaad
But
Ae khata khulwana ab bekar lag rha
Sir hme kitna jma krna chahiye pr month
सर साल मे कभी भी जमा कर सकते हे या नही
Sir keya ham khata se paisa transfer kar sakte hai jab khata kholenge tab
Sar ji kya beti Bina माता-पिता ki ijaajat ke bagair paise nikal sakti hai
Kaya is me ek pita ki 3 beti ho to vah us teesri betee ka khata khol sakte hi
सर, मैच्योरिटी अवधि के पहले ही पढ़ाई और शादी दोनों बिना SSY से पैसा निकले ही हो जाय तो क्या मैच्योरिटी पर भुगतान मे कोई दिक्कत तो नही आएगी?
Abhi sukanya khata open Karne ke pan card bhi lag rha h . Jara bataye
Agr kisi ne tin ldkiyo ka a/c khulwa liya to tisri ldkika khataband krwana padega k please btay
Sar vridhavastha pension Yojana ke bare mein bataiye aur video banaaiye
Jarurat parne par jama Paisa nikal sakte
LIC kya hota hai LIC ke kya fayde Hain please video banakar bataiye sir🙏
Ok cool l
Kis date tak deposit karne se us month ka interest milega
Ķhata kulwaya tha 5saal bad adharcard me 1saal umra kamm kara di ab k y c nahi kr raahe kya hoga
Gargen me fater ki deth ho gai hai uske lie government cleme kya milega
Sr 21 sal bad kitna pesa milega
रूस और यूक्रेन पर video जरूर बनाइए सर PlZ 🙏 औरplz upp ke exam ka class chalu kigiye sir 🙏
Shraddha avastha pension ke bare mein video banaaiye
Sir paise mahine me dalne hai ya sal me
Ek baar me hmesha ke liye
Ek ladki ka do account ho sakta hai kya
Sir Apne Bahut Achhi Jankari Di hai.Please ye Bataye ki Month ki kis date tak paise jama karvane per us mahine ka interest milta hai.It may be 5th or 10th.Please clear it.
Kindly reply
Too good explanation, bt sir agar jiska b bachho ka Sukanya me nahi hai, aur already ladki ya ladka 15 saal ke ho gayee hai tho unke liye government through koi naya plan hai kya pl bataiye.
tik sir
Sir maine apni sister ki beti adopte krni ji but uska khata unhone pahle hi khulvaya hua hai sukanya samriddhi main jo unke naam se chal rha hai to ab mujhe kya krna chahiye kya vh change ho skta hai ji??
mjhe ye jana h ki har mahine 1000 jama karen to kitna milega or 2000 kare to kitna milega
भाई भाग्य लक्ष्मी यूपी में कोई योजना है कया
Sir, agar ssy me 500 se account open Kiya hai to 15 saal me 90000 hoga lekin kya isme isse jyada jama ker sakte hai ya fix hota hai ya 90000 pahle hi saal me jama kar de to
Sir s.s.y. khata me father ka naam galat ho jaye to kaise sudhare
mata aur pita dono ki mityu ho gayi ho aur undo ne bachhi ka account open kiya tha nahi kaise pata kare jisse ki usse chalu rakh sake
Sir...
Hume nominee mein confuse ho rahe hai. Kya Sukanya mein ladki ki death pe father ke name dena nahi hota hai kyuki maine suna hai ki sukanya yojana ke rules ki According, by default, father already nominee hai. Kya aisa hai? Kya iss yojana ke form mein nominee dena father name?
Pita ke sath joint hai ssy account pita ki death ho jane par mother ke nam par kaise alye
Sir.
Sukanya samridhi yojana me
Pita ke sath ladki ka khata khula
1sal ke bad pita ka death ho gya
Tab kya hoga
Sir suknya account 2016 me khole h aur paisa avi tak jama nahi kiye h
Hello sir , sir fir v mujhe ek bat samajhme nehinaya ki beti ka khata kholne ka 05/10 sal bad murtyu ho jati he to(bhagwan na kare kisiki beti ki jindegi me esa koi samya aye) khata hun band kardenge to jama kiya hua Paisa kab milega ?##(job hum khata band kartehain tabhi ya 18 sal ke bad ya fir 21 sal ke bad. Sir) !
सर जी सुकन्या योजना के खाता धारक की मृत्यु होने पर क्लेम या बीमा नहीं मिलता है
2014 me kab lagu hua tha
sir mne canara me sukanya account khulaya hai kya may post office me transfer kra sakta hu account plj tell me
Sir aap ye bato agar nominee maa ho or maa baap ka talak ho gaya ho or betiya b
Sir ishme Koi fix nahi 250 se lekar kitna tk jama kr sakte he
Jab Se Khata khulvaya Tab Se Humne abhi tak Jama nahin kiya kya vah Ham chalu kar sakte hain Koi dikkat To Nahin Hogi
9year me khata khula hai to kya 14year Tak jama karna hi hoga ya 21 ya 18 year jab pura Paisa nikalne ki naubat aayegi tabhi Tak Paisa jama karna hoga
21 sal ke baad automatic aajaega ki koi prosess ho ta hai
Aur sar ji khata khulvane ke liye mummy papa donon ka naam dalvana jaruri hota hai kya
Sir har mahina jama karna padega
Mera bhi prashn aur duvidha Ko dur kijiega please sar iske liye aapko koti koti pranam🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏 please answer sar ji please
Agar koi manth nahi jama ho paya to usake liye keya karege
अगर कुछ साल तक बीच में पैसा किसी कारणवश नहीं जमा न करवाए। बाद में जब 2 साल बाद पैसा जमा कराए हैं 3 साल बाद कराएं तो खाता चालू रहेगा या बंद हो जाएगा।
पैसा हर महीने जमा कराना चाहिए या साल में एक बार ही जमा करा सकते हैं
Sal me bhi kar sakte ho or mahine me bhi
Sukanya main online paisa jama kar sakte hain sar
Sir Lumsup amount ek sath jama karkay iss plan ka benefit lay saktey hai kya