Thank you, Alfaazz 🙂 Actually maine Honda City, VW Virtus, aur Skoda Slavia, teeno consider kari thi. Lekin bahut saare reviewers, jaise ki Car Guru and My car helpline, ke videos dekhne ke baad samajh aaya ke car sirf uski lo jo company India mei achi chal rahi hon. And yeh companies sadly bahut bure time se chal rahi and koi pata nahin kab India se chali jaayein. Yeh tha sab se bada reason inki cars na lene ka. Vaise bhi mujhe Hyundai ki cars pasand hain. Pehle bhi 3 cars use kar chuka hun, Accent, Xcent and Verna.
@@DeepakOffline Sx Variant mai wo Voice Command waala option bss Andriod auto aur Apple CarPlay mai kaam kar sakta hai.....Sx(optional) Variant mai wo Voice Command se puri gaadi ka kaam karna jese ki Sunroof Kholna , Ac ke Saare parameters ko control karna aur bhut kuch......Isiliye Maine kaha wrong information di hai
@@Adwatism i see. haan ho sakta hai ki features batate waqt woh bhool gaye hon. human error. variants hi itne de dete hain company waale ke banda confuse ho jaaye. thanks for clarification 🙂
@@DeepakOffline Humne First Batch li thi Sx(o) Variant tab pure showroom waalo ko features hi nhi pata the humko 1 mahina lag gaya saare features ko explore karne mai
hi sir , apki car/bumper kabhi road pe touch hui hai bottom se as ground clearance is low ?
Hello. Bumper hua hai ramp pe jaise parking se nikalo. Ya potholes mein. Low hai no doubt.
Heartiest congratulations
Drive safe
Thank you 🙏🏼
Congratulations uncle ap mohali se ho m bhi same car purchase ki h same color same model
Good to know. Congratulations to you too 😊
Lekin ‘uncle’. Na dost… bhai hi kehlo 😁
😂@@DeepakOffline
Congrats
Thank you so much
Videos achi hei microphone lo todha air ki awaz ati hei kaka
You are absolutely correct. I don’t know which Mic will work with iPhone. I can’t afford a costly one. Can you recommend some?
Sir aapne aur konse options dekhe the verna lene waqt? congrats btw❤🎉
Thank you, Alfaazz 🙂
Actually maine Honda City, VW Virtus, aur Skoda Slavia, teeno consider kari thi. Lekin bahut saare reviewers, jaise ki Car Guru and My car helpline, ke videos dekhne ke baad samajh aaya ke car sirf uski lo jo company India mei achi chal rahi hon. And yeh companies sadly bahut bure time se chal rahi and koi pata nahin kab India se chali jaayein. Yeh tha sab se bada reason inki cars na lene ka. Vaise bhi mujhe Hyundai ki cars pasand hain. Pehle bhi 3 cars use kar chuka hun, Accent, Xcent and Verna.
@@DeepakOffline Aapne suv options nahi consider kiye? jaise creta, seltos, grand vitara?
Actually mai Venue aur Bolero Neo use kar raha tha. Requirement ab thi ek sedan ki. Isliye Verna pick kari.
Congratulations bhaiya🎉
Thank you 😊
Congratulations brother
Thank you so much 😀
3:52 Wo Feature bss Sx(o) Variant mai aata hai😂😂
kaunsa option? voice command wala?
@@DeepakOffline Sx Variant mai wo Voice Command waala option bss Andriod auto aur Apple CarPlay mai kaam kar sakta hai.....Sx(optional) Variant mai wo Voice Command se puri gaadi ka kaam karna jese ki Sunroof Kholna , Ac ke Saare parameters ko control karna aur bhut kuch......Isiliye Maine kaha wrong information di hai
@@Adwatism i see. haan ho sakta hai ki features batate waqt woh bhool gaye hon. human error. variants hi itne de dete hain company waale ke banda confuse ho jaaye. thanks for clarification 🙂
@@DeepakOffline Humne First Batch li thi Sx(o) Variant tab pure showroom waalo ko features hi nhi pata the humko 1 mahina lag gaya saare features ko explore karne mai
Sx h kya kitni ki pdi on road
Many many congratulations
Thank you, Mr Thakur 😊
Cool uncle
Thank you 😊
Suv sell krke sedan li... reason?
Reason…
1. 4 mahine mein Mahindra Bolero Neo N10 kardi SALE | Hyundai Venue bhi kardi sale sath sath
th-cam.com/video/6vEE878mGF0/w-d-xo.html