Assalamualaikum Sir, (K aur C tax) on immovable property. Is mai hum pehly *9999997-8* Sub Rigistrar, witholding agent's tax particulars mai laga kar and then neechy form mai tax payer ki data add karty thy to tax prepare hojata tha. Ab jo new e_payment aaya hai iris ki portal mai us mai wo kaam nahi kar raha hai aur jo valid NTN number hai wo work kar raha hai. Is mai jo non filer hain unka tax nahi bana pa rahy unko register karna zaroori hai? Aur jab hum valuation aur property details add karty hain us mai bhi ek section ka error aa raha hai. Like *Tax Amount at Sr.1 is not calculated as per rate (10) for this section.*. Aur Is mai District Matiari hai hi nahi. Agar aap ko pata ho ky kis tarah hum is new portal mai C aur K tax bana sakty hain to batain. Thanks 👍
Assalamualaikum sir, Main iris par 28/Feb/2024 ko rigister howa thaa, 30/sep/2024 ko apni return submit kar Chuka hon. Aaj mujah ko FBR Pakistan ki janib se 114(4) ka notice aya hay aur mujay ko 01-July-2022 - 30-June-2023 Tak return file karne ka kaha gaya hay. Ap se puchna yeh hay ke main is date ki income tax return kese submit karon. Is tax year Main to main iris par rigister nahen thaa aur is year ka data bhii nahen mere pass, guide kar dain ge to apki meherbani hogi. Jazakallah khair sir.
A my friend send money into my bank account from Canada then I draw cash from my bank account n give this to my friend's family, how it will be reported in i.tax return
thank you for such informative videos
Thank you buddy
Assalamualaikum Sir, (K aur C tax) on immovable property. Is mai hum pehly *9999997-8* Sub Rigistrar, witholding agent's tax particulars mai laga kar and then neechy form mai tax payer ki data add karty thy to tax prepare hojata tha. Ab jo new e_payment aaya hai iris ki portal mai us mai wo kaam nahi kar raha hai aur jo valid NTN number hai wo work kar raha hai. Is mai jo non filer hain unka tax nahi bana pa rahy unko register karna zaroori hai?
Aur jab hum valuation aur property details add karty hain us mai bhi ek section ka error aa raha hai. Like *Tax Amount at Sr.1 is not calculated as per rate (10) for this section.*.
Aur Is mai District Matiari hai hi nahi.
Agar aap ko pata ho ky kis tarah hum is new portal mai C aur K tax bana sakty hain to batain.
Thanks 👍
very good and easy method
Sir ma ny ak filer Kiya Hy 24hr phly but ab ma uska status check krti ho to no record a Raha hy plz reply me
Assalamualaikum sir,
Main iris par 28/Feb/2024 ko rigister howa thaa, 30/sep/2024 ko apni return submit kar Chuka hon.
Aaj mujah ko FBR Pakistan ki janib se 114(4) ka notice aya hay aur mujay ko
01-July-2022 - 30-June-2023
Tak return file karne ka kaha gaya hay. Ap se puchna yeh hay ke main is date ki income tax return kese submit karon. Is tax year Main to main iris par rigister nahen thaa aur is year ka data bhii nahen mere pass, guide kar dain ge to apki meherbani hogi. Jazakallah khair sir.
114(4) ka notice apko aa Sakta he peechly 5 salon ka so you don't need to worry.
@@Legalversity last year main, main rigister nahin thaa so main ne 0 return submit kar diya hay
maine 2022-2023 ki file return jami ki hei atl form mei 2023 select krna 2024 ?
easy pezy. Good step by fbr.
❤❤🎉🎉🎉🎉
A my friend send money into my bank account from Canada then I draw cash from my bank account n give this to my friend's family, how it will be reported in i.tax return
Dear try to open the bank account of their family member rather your own.
Ye zayda asan lag rha he.
Sir Ph.D ki degree attestation k liye kesy apply karengy or PCD number kesy milyga ?
The method is same as shown in this video.
I have submitted challan as per previous practice but status still not shown active since yesterday!
What I'll do?
Kis year ka challan jama kerwaya ?
2024 Ka. ATL
@@hammadulhaq693hoga active k ni ? Mara b ya issues Hy
Sir I can revised the return/wealth Statement tax year 2024 with in the period of 60 days without the Approval of commissioner
3:12
Good 👍