Majaz - 02

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 7 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 24

  • @drgalibhussain
    @drgalibhussain 7 หลายเดือนก่อน

    What a great selection of Ghazals and soul wremnching singing. Majaz is indeed Keats of Urdu.

  • @abdullahkhan-bt8pd
    @abdullahkhan-bt8pd 6 ปีที่แล้ว +8

    Waah Dr.Saahiba..
    Ek meri nazm..
    Raat ka aakhri pahar..
    Ek Rumaani Nazm
    ------------______-----------
    Woh Barhum hai Magar nigah e shauq rakhti hai
    Gungunati hai ashaar mere husn e zauq rakhti hai
    Nuktadaan hai woh paaye ki Magar mera paas rakhti hai
    Her Shaam o Subh mere naghmo ki bepanah aas rakhti hai
    Chashm e purnum deeda e tar ke afsane
    Zulaikha o Yusuf sheerin Farhad ke fasane
    Jo bhi main likhta hun woh takiye ke aas paass rakhti hai
    Mujhe yaqeen hai woh mujhe ab bhi yaad kerti hai
    Mere husn e kalaam ke liye khuda se feryaad kerti hai
    Mere siwa koi aashna uska pata Paa hi nahin Sakta
    Mere siwa koi uss Kuu e Naaz tuk Jaa hi nahin sakta
    Pata maloom hai uska magar qadum mere sakit hain
    Main chah ker bhi uss bargah e naaz tuk Jaa hi nahin Sakta....
    Self n instant n extempore written
    Dr.Abdullah Khan
    (Majaaz Alig)
    31-03-2018@03:36am,
    Abu Dhabi,UAE
    00971-552231772.

  • @sabirajamal2615
    @sabirajamal2615 4 ปีที่แล้ว +3

    Dr radhika u have a wonderful voice and beautiful selection of ghazals

  • @baldevchadha-g1h
    @baldevchadha-g1h ปีที่แล้ว +2

    Heart touching presentation
    ❤❤❤

  • @kamleshkumardiwan
    @kamleshkumardiwan 2 ปีที่แล้ว +1

    बहुत मुश्किल है दुनियां का संबरना
    तेरो जुल्फों का पेंचोखम नहीं है .......बहुत खूब कहा है मजाज जी ने अच्छा गाया है राधिका चौपड़ा जी ने अभिनंदन💐💐

    • @syedkader8712
      @syedkader8712 ปีที่แล้ว

      "Screwing" of you hair?
      Where did you get that, man?
      You are 'screwing' Urdu😟😏

  • @drgalibhussain
    @drgalibhussain 11 หลายเดือนก่อน

    Beautiful singing and every word of Urdu pronounced properly

  • @khoshalmokamel8615
    @khoshalmokamel8615 4 ปีที่แล้ว +1

    Dr Radhika is the God's of Classics in the world ! God bless Radhika ji !

  • @sargam7693
    @sargam7693 ปีที่แล้ว +1

    मैं तो आपकी गायकी की दीवानी हूं

  • @user-ym2ig8tn8b
    @user-ym2ig8tn8b 10 วันที่ผ่านมา

    God's blessings to her pl

  • @sabirajamal2615
    @sabirajamal2615 4 ปีที่แล้ว +2

    Behtreen

  • @drgalibhussain
    @drgalibhussain 10 หลายเดือนก่อน

    Bahut mushkil hai duniya ka sawarna.
    Teri zulfon ka pechon kham nahi hai.
    Meri barbadi yo ka hamnasheeno.
    Tum hi kya Mujhe bhi gham nahin hai.
    Abhi bazme tadab se kya uthoon main.
    Junoon e shauq
    Magar o aaj bhi barham nahin hai.

  • @sabirajamal2615
    @sabirajamal2615 4 ปีที่แล้ว +1

    Beautiful

  • @abdullahkhan-bt8pd
    @abdullahkhan-bt8pd 6 ปีที่แล้ว +3

    Raat ka bilkul aakhri pahar aur yeh nazm huyi
    Dosto misre uthhaana
    Ek Rumaani Nazm
    ------------______-----------
    Woh Barhum hai Magar nigah e shauq rakhti hai
    Gungunati hai ashaar mere husn e zauq rakhti hai
    Nuktadaan hai woh paaye ki Magar mera paas rakhti hai
    Her Shaam o Subh mere naghmo ki bepanah aas rakhti hai
    Chashm e purnum deeda e tar ke afsane
    Zulaikha o Yusuf sheerin Farhad ke fasane
    Jo bhi main likhta hun woh takiye ke aas paass rakhti hai
    Mujhe yaqeen hai woh mujhe ab bhi yaad kerti hai
    Mere husn e kalaam ke liye khuda se feryaad kerti hai
    Mere siwa uska pata koi aashna Paa hi nahin Sakta
    Mere siwa uss Kuu e Naaz koi Jaa hi nahin sakta
    Pata maloom hai uska magar qadum mere sakit hain
    Main chah ker bhi uss baargah tuk Jaa nahin Sakta....
    Self n prompt written
    Dr.Abdullah Khan
    (Majaaz Alig)
    08-02-2017@04:12am
    Abu Dhabi,UAE
    00971-552231772.

    • @abdullahkhan-bt8pd
      @abdullahkhan-bt8pd 6 ปีที่แล้ว

      Bilkul Sachha kheyaal,, Sachhi Baat........lafzon ke motion men..
      Raat ke iss aakhri pahar men ...
      Ek khubsurat choti si Nazm.
      SABAQ e AASHIQI
      _____*****______*****______
      Woh bazidd thi ke tum mujhe Jaan naa kaho
      Muhabbat karo mujhse apna iemaan naa kaho
      Maan Lo baat meri jo mujhse Zara bhi Mohabbat hai
      Khud ko peyaar se mera Salmaan naa kaho
      Main bekas wahshat o Junuun kaa maara
      Sab haar ker Dil e Masoom uss Naaz pe waara
      Samaan e tash'heer tha lekin khuch kami si thi
      Deeda e Surkh men mere yaksaan ek nami si thi
      Padha nahin tha main ne kabhi jo Ishq ke afsaane
      Na padha tha kabhi jo Farhad o Qais ke karnaame
      Bas yahin ek chook thi jiska ghum aksar sataata hai
      Koi moallim phir kion tifl Ko naya sabaq padhata hai.....
      Self n extempore n instant written
      Dr.Abdullah Khan
      (Majaaz Alig)
      10-04-2018@02:51am,
      Abu Dhabi, UAE
      00971-552231772.

  • @sabirajamal2615
    @sabirajamal2615 4 ปีที่แล้ว +1

    Bohat khob

  • @YogeshKumar-jb8hu
    @YogeshKumar-jb8hu ปีที่แล้ว +1

    Kya Kashish hai

  • @preetam3700
    @preetam3700 4 ปีที่แล้ว +1

    Shandar