Jazakallahu khair shaikh. Aap ne bahut hi authentic proofs ke saath baat ki hai. Dr. Israr sahab ka ilm aur unki khidmaat apni jagah.. Allah un par rahem farmaaye. Kisi bhi insaan se galati ho to us ki islaah Quran o Hadees se zaroor ki ja sakti hai.
@@ahmedbhatti2559you r ignorant about truth! He is giving TRUE information and you don't know that thing! Fitna is spread by the person like you !so stop writing this stupid things
dr Israr was a good speaker in urdu language. His style was good, fluent. But he was not mufassir or scholar. He was Hanafi deobondi, and maturidy Aqeeda. So, dr Israr was confused about ARSH of Allah.
May Allah guide us all from any fitna ameen... Dr. Isar Ahmed said Allah knows the best and all unseen only Allah knows everything... He said nothing wrong it might be
When every thing is clear from quran o hadees.doctot sab was not alam but he did put his own wisdom in religion which itself not straight path and sahi menhaj.
Dr. Israr Ahmed was great a scholar and he might have said something which was later on seems to be wrong but at the same time he said Allah knows best.
Please dont blindly follow anyone. The Quran is clear about the reality of the Throne and so was the Prophet Peace Be Upon Him and His Companions. Dr Israr can make a mistake but the Prophet Peace and Blessings Be Upon Him cant
@@fountainofspeech1379 dr israr sahib say mistakes hui hain . lekin ... kia aap aisay alim e deen ka naam bata saktay hain jis say khabi bhe koi bhe ghalti nahe hui ho ?
@@nightwolfnightwolf3729 no definitely not. When did I claim I can. Abu Bakr RA was the best man after the Prophet ﷺ yet he still made mistakes. But this issue of not being certain on the reality of the Arsh is not right for someone of this status
@@fountainofspeech1379 dr sahib nay lafz mutashabehat ya istara hamain samjhanay kay leay kia hay . aap khud faisla karain kay woh arsh jis par Allah kareem ki zaat mastwi hay osay 8 farishtay uthain gay .. yeh mohakkimat main say hay ya mutashabihat main say . dr sahib nay been ke bhe raag nikali . woh hay istaAra .. yani , Arsh istara hay jiski haqeeqat Allah he janta hay .. lekin istara ya mutashbehat kehnay say arsh ka haqq na hona sabit nahe . na he oskay wujood ka ikar hay. keon kay istaray ka matlab hargiz yeh nahe hay kay woh cheez siray say wujood he nahe rakhti .
@@fountainofspeech1379 I m not follower of dr Israr . But respect him .. but , just alfaz ko pakar kay ... kisi par tabsara karna .. kisi alim e deen ko shobha nahe deta . istara mean ... hamain kisi cheez ko samjhanay kay leay misal dena ... zahir hay Arsh ki haqeeqat ko hum nahe samjh satkay is leay arsh os muqam ka istara hay jis par Allah kareem mastwai hua or hay . kia arsh solid iquid , gas ya plasma hay ...? nahe ... woh kuch or cheez hay .. Arsh ka lafz istara hay os muqam ka . itni se baat hay.
Ha sahi kha apne galti ho skti hy insan se par ap kise ki galti pr uski or bhot si kidmaat ko bhol jaye or uski izzat utarne me lag jaye to apki jo bhi sahi daleel hai wo bhi apke. Insan ko sahi rha nhi dikhaye gi ap log ek dosre aalim ki. Jab khud izzat utarne me. Lgy rehty hai to ummat se bhi ap. Log ye ummed na rkkhe ki apki izzat salamat rhy gi
Today's so called salfies and their fallowers are considering themselves as "Janaties" and others particularly "Hanfia Fiqa Fallowers" as mushrikeen. Their officail youtube chanal Noor tv jiddah openly claims that Asrar RA died as mushrik. Allah will decide it on the day of judgement in the life hereafter.
@@KhanAurangabadi wah wah Bohot khoob kya sawal kiya hai isiliya bhai Deen ulma Say sekho Jo manhaj E salaf ki takleef detay hai Jo Ahle Huq Ulma manhaj sikha tay, Dr Eng say ILm hasil karingay tu phir jaisa aap nay sawal kiya hai vaisa hi bina suchay samjhai sawal karingay
@@KhanAurangabadi janab Quran Hadith kisnay Kis par nazil ji hai, thora sucho bhai aram say suchna mere maqsad aap ko nicha karna nahi hai Allah hum sab ko Sahi manhaj Sahi Deen ki samajh day
leejeay .. jis jaga par kisi nay Dr Israr kay baray main achay comments huay... foran , say comments aajatay hain. agar aisee baat inkay aqeeday kay kisi buzurg nay ke hoti tu taweelat kay ambaar lag jatay.
@@hanzalabdullah2120 konsi history ki book likhi ? aap logo kay maktaba fikar kay ilawa jo bhe quran ki baat karay ga , oss main ghalati zaroor hogi ? right? is that u wanted to say ?
Sare duniya Mein Musalmanon ki koyee haisiat nahee Hai. Islam ka mazaq udaya ja raha hai. Aur Yeh Moulvi deen Islam ke liye kaam krne walon ko neecha dekhane ki koshish kr ta hai. Fitna perwer moulvi hai.
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ۔ شیخ ابو رضوان صاحب آپ کی یہ دلیل بلکل صحیح حدیثوں سے ثابت ہوتی ہیں ۔اللہ تعالیٰ سے دعا ہے کہ اللہ تعالیٰ آپکو جزائے خیر عطا فرمائے، آمین یارب العالمین
Janab unki zindagee mai 10 saal pehlay hi daleel say baat kardi thi.... Agar deen Quran hadith uskay saath manhaj e sahaba hai tu aap samaj jaingay nahi tu phir issi tarha Dr Eng kay pichay bhatak tay rahingay
القرآن - سورۃ نمبر 3 آل عمران آیت نمبر 7 أَعُوذُ بِاللّٰهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ هُوَ الَّذِىۡۤ اَنۡزَلَ عَلَيۡكَ الۡكِتٰبَ مِنۡهُ اٰيٰتٌ مُّحۡكَمٰتٌ هُنَّ اُمُّ الۡكِتٰبِ وَاُخَرُ مُتَشٰبِهٰتٌؕ فَاَمَّا الَّذِيۡنَ فِىۡ قُلُوۡبِهِمۡ زَيۡغٌ فَيَتَّبِعُوۡنَ مَا تَشَابَهَ مِنۡهُ ابۡتِغَآءَ الۡفِتۡنَةِ وَابۡتِغَآءَ تَاۡوِيۡلِهٖۚ وَمَا يَعۡلَمُ تَاۡوِيۡلَهٗۤ اِلَّا اللّٰهُ ؔۘ وَ الرّٰسِخُوۡنَ فِى الۡعِلۡمِ يَقُوۡلُوۡنَ اٰمَنَّا بِهٖۙ كُلٌّ مِّنۡ عِنۡدِ رَبِّنَا ۚ وَمَا يَذَّكَّرُ اِلَّاۤ اُولُوا الۡاَلۡبَابِ ۞ ترجمہ: وہی اللہ تعالیٰ ہے جس نے تجھ پر کتاب اتاری جس میں واضح مضبوط آیتیں ہیں جو اصل کتاب ہیں اور بعض متشابہ آیتیں ہیں۔ پس جن کے دلوں میں کجی ہے وہ تو اس کی متشابہ آیتوں کے پیچھے لگ جاتے ہیں، فتنے کی طلب اور ان کی مراد کی جستجو کے لئے، حالانکہ ان کی حقیقی مراد کو سوائے اللہ تعالیٰ کے کوئی نہیں جانتا اور پختہ اور مضبوط علم والے یہی کہتے ہیں کہ ہم تو ان پر ایمان لا چکے ہیں، یہ ہمارے رب کی طرف سے ہیں اور نصیحت تو صرف عقلمند حاصل کرتے ہیں،
Wah ,Badi achhi baat hai Shaikh sahab . Dr Israr jab Zinda the tab kisi Ahle Hadees K Alim ne ye baat nahi ki. Ab jab wo duniya me nahi ,tab ye baat kar rahe hai. Zara Sharm kare ,aur apne hi qaum k logo ko social media par badnam na kare. Allah aap jaise logo ko nek taufiq ata farmaye,Aameen
Assalamualaikum Sheikh, Woh clip Bayan Ul Quran 1998 ki hai, Tab se lekar 2010 Dr Israr Ahmed saab wafaat tak , koi Ahle hadees aalim unse is galti k baare baat nahi ki, Aaj unke 14 saal k baad aap woh video clips par videos bana rahe hai. Jo Quran ki Dawaat me aapne saari zindagi laga di. Har insaan se galati hoti. Allah un galtiyon ko maaf kare, Jannat e firdose ki dua kare.
Tum pahalay ahla Saud ki gaaaltiya nikalau kaab taak ahla saud zulm shirk kuffur chuppatay sirf chaaand paise ka liya aour duniya ki choti izzat ka liya.....ang 😢😢😢😢😢😢😮😮
Maulana, God makes rain from 'heaven' to earth, as it says in the Qur'an.. Have you travelled in an aeroplane and saw the clouds below, from which the rain comes. So, is this ' heaven ' something solid or can it be seen?
Badi izzat o ahatram k sath tum log ye kaam chhod do ek dusre ki kami nikalna swagat unke jo khule aam shirk o bidat aitraaf karte ho is trah ka koi aalim se aap ikhtilaf kar sakte hain wo aapka haq hai aap apna aqeeda bayaan kare Bina unka naam liye dunya mein kisi se bhi galti ho sakti hai siway Allah k rasool k Dr israr saab ka khidmat deen k liye alag hi maayna rakhti hai unhone ye kaam nahi kiya jo aap kar rahe ho bus ek dusre mein kami nikaalna
Aap ne kaha tadad se nahi daleel se mutassir hona chahiye. To Isiliye hum sahi buqari, 2812, 4108, 2704, sahi muslim 240, 6229, 4776 , Abu Dawood 4131 se mutassir hogaye hai.
Assalamu alaikum. Allah aap ko khush rakhay. Janab Shaikh aap apni dawat dey jitna aap ko ki samjh hai. Kesi dusray Shaikh ko aap kyu baat kar rahay. Aap Quran hadees ki roshni mey apna beyan deyai. Aurangabad.
Jo aayat mutashabihat mein se hai uska zaaheri maana lenge ke nahi? Aur isee liye Allah ne farmaya: { وَٱلرَّ ٰسِخُونَ فِی ٱلۡعِلۡمِ یَقُولُونَ ءَامَنَّا بِهِۦ كُلࣱّ مِّنۡ عِندِ رَبِّنَاۗ وَمَا یَذَّكَّرُ إِلَّاۤ أُو۟لُوا۟ ٱلۡأَلۡبَـٰبِ } [Surah Âl-`Imrân: 7]. Jo mazboot ilm waale hain wo kahte hain ham ispe eeman laaye ke ye sab hamare Rubb ki taraf se hain. Aur doctor sahab batake gaye k eeman hi na laao k Arsh hai Imam Abu hanifa se poochha gaya k ek shakhs hai, usko nahi maloom k Arsh kahan hai. Uske baray mein kya hukm hai? Imam sahab ne jawab diya usne kufr kiya jisko nai maloom k Arsh maojood hai. Aur daleel uski imam sahab ne ye bata kar dee, kyunke Allah Ta'ala farmata hai, "Ar Rahman Arsh par mustawi hai. Aur Arsh Allah ke aasmano ke oopar hai". Imam sahab to aise shakhs ko kaafir honay ka fatwa deke gaye hain. Ab ya to abu hanifa Rahimahullah ka 1300 saal purana sahaba ke daor ke qareeb Walon ka aqeeda maano ya abu hanifa Rahimahullah ke 1400 saal baad paida honay waale muqallid ka Naya banaya hua fatwa maano.
je haan .. sari univers main Allah ki ayat ( nishaniyan ) hain jisay istelah main scientific phenomenon kaha jata hay .. din raat ka ana jana , aasan say pani barasna or qous e qazah ka namoodar hona ... yeh sab scientific phenomenon hain .. .. on par ghor karna he science hay
احسن البیان مفسر: حافظ صلاح الدین یوسف سورۃ نمبر 3 آل عمران آیت نمبر 7 ترجمہ: وہی اللہ تعالیٰ ہے جس نے تجھ پر کتاب اتاری جس میں واضح مضبوط آیتیں ہیں جو اصل کتاب ہیں اور بعض متشابہ آیتیں ہیں۔ (1) پس جن کے دلوں میں کجی ہے وہ تو اس کی متشابہ آیتوں کے پیچھے لگ جاتے ہیں، فتنے کی طلب اور ان کی مراد کی جستجو کے لئے، حالانکہ ان کی حقیقی مراد کو سوائے اللہ تعالیٰ کے کوئی نہیں جانتا (2) اور پختہ اور مضبوط علم والے یہی کہتے ہیں کہ ہم تو ان پر ایمان لا چکے ہیں، یہ ہمارے رب کی طرف سے ہیں اور نصیحت تو صرف عقلمند حاصل کرتے ہیں، تفسیر: 7۔ 1 محکمات سے مراد وہ آیات ہیں جن میں اوامر ونواہی، احکام و مسائل اور قصص و حکایات ہیں جن کا مفہوم واضح اور اٹل ہے اور ان کے سمجھنے میں کسی کو اشکال پیش نہیں آتا اس کے برعکس آیات متشابھات ہیں مثلا اللہ کی ہستی قضا و قدر کے مسائل، جنت و دوزخ، ملائکہ وغیرہ یعنی ماوراء عقل حقائق جن کی حقیقت سمجھنے سے عقل انسانی قاصر ہو یا ان میں ایسی تاویل کی گنجائش ہو یا کم از کم ایسا ابہام ہو جس سے عوام کو گمراہی میں ڈالنا ممکن ہو۔ اس لئے آگے کہا جا رہا ہے کہ جن کے دلوں میں کجی ہوتی ہے وہ آیات متشابہ کے پیچھے پڑے رہتے ہیں اور ان کے ذریعے سے فتنے برپا کرتے ہیں جیسے عیسائی ہیں۔ قرآن نے حضرت عیسیٰ ؑ کو عبد اللہ اور نبی کہا یہ واضح اور محکم بات ہے لیکن عیسائی اسے چھوڑ کر قرآن کریم میں حضرت عیسیٰ کو روح اللہ اور کلمۃ اللہ جو کہا گیا اس سے اپنے گمراہ کن عقائد پر غلط استدال کرتے ہیں یہی حال اہل بدعت کا ہے قرآن کے واضح عقائد کے برعکس اہل بدعت نے جو غلط عقائد گھڑ رکھے ہیں وہ انہیں متشابہات کو بنیاد بناتے ہیں۔ اور بسا اوقات محکمات کو بھی اپنے فلسفیانہ استدلال کے گورکھ دھندے سے متشابھات بنا دیتے ہیں اعاذنا اللہ منہ۔ ان کے برعکس صحیح العقیدہ مسلمان محکمات پر عمل کرتا ہے اور متشابھات کے مفہوم کو بھی اگر اس میں اشتباہ ہو محکمت کی روشنی میں سمجھنے کی کوشش کرتا ہے کیونکہ قرآن نے انہی اصل کتاب قرار دیا ہے۔ جس سے وہ فتنے سے بھی محفوظ رہتا ہے اور عقائد گمراہی سے بھی جعلنا اللہ منہم 7۔ 2 تاویل کے ایک معنی تو ہیں کسی چیز کی اصل حقیقت اس معنی کے اعتبار سے الْا اللّٰہُ پر وقف ضروری ہے۔ کیونکہ ہر چیز کی اصل حقیقت واضح طور پر صرف اللہ تعالیٰ ہی جانتا ہے تاویل کے دوسرے معنی ہیں کسی چیز کی تفسیر و تعبیر اور بیان، اس اعتبار سے الْا اللّہ پر وقف کے بجائے (وَالرّٰسِخُوْنَ فِي الْعِلْمِ ) 3 ۔ آل عمران :7) پر بھی وقف کیا جاسکتا ہے کیونکہ مضبوط علم والے بھی صحیح تفسیر کا علم رکھتے ہیں تاویل کے یہ دونوں معنی قرآن کریم کے استعمال سے ثابت ہیں (ملخص از ابن کثیر)
سر جی چلئے عرش اور کرسی کو ہم ایک مجسم شے مان لیتے ہیں جس پر کائنات کا خالق مستوی ہے تو پھر اللہ کو بھی نعوذباللہ ایک مجسم ذات ماننا پڑیگا جو کوئی شے مجسم ہو تو گویا وہ مخلوق ہے اور جب مخلوق ہے تو اس میں کچھ خامیاں اور کمالات بھی ہونگے حالانکہ ایسا نہیں ہے لیکن اگر ہم استعارہ مان لیں کہ اللہ نے یہ بات ہمیں سمجھانے کے لئے ہماری زبان میں یہ بات کہی جیسے ہم کہتے ہیں کہ فلاں کے سر پر تو فلاں صاحب کا ہاتھ ہے اب اس کا یہ مطلب تو نہیں کہ ان صاحب کا ہاتھ واقعی میں ہمیشہ اس کے سر پر رکھا ہوا ہے ہو سکتا ہے ایسے ہی یہ بھی بطور استعارہ مستعمل ہو یعنی کائنات کو کنٹرول اپنے ہاتھ میں لیا یا اس سے بہتر کوئی استعارہ آپ مراد لے سکتے ہیں
Mai peer to peer ke chakkarme islam barbad hogaya 15sau sal beetgaye musalman aiseehi fizool chakkar me 1se 72firqe banadale halanke ye jantehuve bhee ke ye yahoodi chal hai phirbhee nahee sudre, allah bachaye to bhi nahee bachpaye islam, sudharjavo abhee bhi wakht hai hatavo ye deewar siya sunny ki varna mushkil hai donka bachna 😭
AAP KI FIKAR KI QADAR KARTA HOON. ALLAH SUBHANHU TAALA HAR EK KO JUDAGNA AQAL SE NAWAZA HAI. (1) AQAL (2) AQLAY SALEEM (3) AQLAY'KULL. .YE ZAROORI NAHI KE SARA EILM KISI EK SHAKS KE PAS MAUJOOD HO. DAR ASAL AQLAY KULL KE LIYE BAHES-O- MUBAHES NAHI BALKAY GAOR WO FIKKR *EIJTEHAD* WO TAHQEEQ KI ZARORAT HAI.
Bhai aaplog ki jamaat ahle hadees dr.israr Ahmed sahab se itna threat kyun feel karte ho.......aap ki poori jamaat k ulma ko jama b agar karle to ek Dr. Israr Ahmed sahab k ilm o fehem k barabar nahin bansakte........
Janab agar aap ki Nazar me Doctor sahab koi galti hoi hai to uski islah kar dijiy lekin unky aqidy or ilm per ungli utana bilkul galt nahi hai. Tanqeed or islah ka sahi istimal kijiy.
Aaisa kehna achay baat lelo yehi sab say bari galti hai deeni achi baat Allah aur uskay Rasoollallah nay bata diya, sirf wohi baat achi hai bas uskay baad koi aur baat kaisay achi hosakti hai jab tak us par rasool Allah pbuh ki mohar na lag jayai
He is crystal clear, you are unnecessarily inventing a controversy and scavenging on his name. Main noor ban ke zamaane mein phail jaaonga.. tum aaftaab mein keeday nikalte rehna
ڈاکٹر اسرار رحمۃ اللہ علیہ سے بولنے والے اپنے عملی زندگی بھی دیکھ لو ایک وہی عالم تھا ڈاکٹر اسرار احمد جو ہمیشہ باطل نظام کی خلاف رہے یہ بہت بڑی گردے اور ایمان کی بات ہے اج اس طاغوتی دور میں اللہ کے نظام کی بات کرنا
Dr. Israr not Dr. Asrar.... please correct yourself... you see its human you do silly mistake ... pls. correct yourself. May be mistake can happen from any one ... lets correct any such interpretation and but you dont give Fathwa of Kufr and do fitna amongst Umman... May Allah swt give hidaya to you and all of us ...to correct ourselve and stay away from dividing the Umma with Fithna and Fatwa ... Allahuaalum ..
Yeh fitna parwe Moulvi log sabhi deen ke kaam krne wale pr bela wajah tanqeed krte hain. Jo Kuchh hai, uski wazahat maujood nahee Hai. Allah hi behtr jaanta Hai.
Bezaroorat logon ku confuse math karo Dr.sab aisa hi hai nahi kaha aur kaha Allah hu Aalamu is ke baad,kya tum ku zaroorat thi is baat ki.apna maslak sahih aur bawi sub ghalath kab tak is zid may gumrah kartey rahogey,jab tak zinda they himmat nahi jab marhoom hogaye ab himmat ayi.
Maslak mere ya tum ya Dr Eng ka nahi Maslak Manhaj Sirf aur Sirf Rasool pbuh ka... Jaisa rasool pbuh nay samjhaya Jaisa sahaba raziAllah unhoum nay samjha... Yeh deen ka mamla hai Dr ya Eng ka nahi
Gumra tu Dr eng kartay hai Deen kay naam par, rahu baat himmat ki bohot pehlay say jab woh zinda thai jab hi Ahle ILm Ulma Nay kehdiya tha Dr israr ka manhaj sahi nahi
Better to rename this TH-cam channel anti-Dr.Israr Ahmed channel Allah unki magfirat farmaye...Jannat ul firdous mein aala maqaam ataa farmaye... Don't you know that Dr.Israr Ahmed is a Marhoom not alive to clarify now? 13 years after his demise you are questioning him? Aren't you too late?
Janab. Aap us. Waqt kahan they jab. Dr saheb se galat hadees byan kiye to. Aap unki zindagi. Mei baith kar baat kar. Liye hote jo. Aadmi is waqt zinda nahi hai us. Aad. Mi ka naam le kar kiya message dena chahte hai liken. Aap jitna bhi hath pair maar lei. Aap unkea barabri nahi kar sakte. Allah dr saheb ki. Darjaat buland kare
Unki zindagee mai hi bohit say ulma nay kaha tha unka manhaj sahi nahi daleel kay saath, unki zindagee ya unki mout kay baad bhi log unko follow kar rahai hai blindly isiliyai jab ulma say kisi bhi Dr ya Eng kay baray mai Deen ko lekar sawal hoga tu sahi manhaj batana Farz hai
Maulana tumhari khopri me bheja hi itna hai, tum khud bhi mutashabhat bolte ho fir uske aage aitraj karte ho . Mutashabhaat maan ne ke baad koi bahas ki gunjaish nahin hai. Faltu ka bahas karna bund karo, apni aadat se baaj aao.
رضوان احمد ، آپ ڈاکٹر صاحب کا پورا بیان اپ لوڈ کریں ۔ تاکہ علم حاصل ہو ۔ دنیا جانتی ہے کہ ڈاکٹر اسرار وحدت الوجودی تھے اور ابن عربی گمراہ کی بہت عزت کرتے ہیں اور ابن عربی لعنتی کو رحمت اللہ لکھتے اور کہتے ہیں ۔ استغفر اللہ العظیم ۔
I love shaykh Abu Rizwan Muhammadi Hafezahullah
mere madarse k ustaad hain❤❤
So what if you love him I don’t love him because he’s spreading the hate among the Muslim Ummah He is no more than a fina baz that’s it
@@itzz__loser so what? He is.a fitna baz molvi nothing more than that
@@ahmedbhatti2559Tum khud fitnabaaz jaahil ho, jisko Haq aur baatil ko samajh mein nahin aata
جزاک اللہ خیرا وأحسن الجزاء
Jazakallahu khair shaikh. Aap ne bahut hi authentic proofs ke saath baat ki hai. Dr. Israr sahab ka ilm aur unki khidmaat apni jagah.. Allah un par rahem farmaaye. Kisi bhi insaan se galati ho to us ki islaah Quran o Hadees se zaroor ki ja sakti hai.
صحیح معلومات پہنچانے کا شکریہ
جزاک اللہ خیرا کثیرا
اللہ تعالیٰ شیخ رضوان صاحب کو لمبی عمر عطا فرمائے آمین اور دین کی خدمت کی مزید توفیق عطا فرمائے آمین
Ameen
Give him long age so he can make more fitna & fasad Spread more hate
@@ahmedbhatti2559you r ignorant about truth! He is giving TRUE information and you don't know that thing! Fitna is spread by the person like you !so stop writing this stupid things
جزاک الله خیرا
JAZAKALLAH KHAIR YOU HAVE GIVEN AUTHENTIC REFERENCE OF ISLAMIC SCHOLARS TO KNOW AND BELIEVE.
ماشاللہ 💗💗💗💗💗 اللہ تبارک و تعالی آپ کو ہمیشہ خوش رکھے 💗💗
Sab se badi baat yah hai dr israr sahab ne wallahu alam kaha is per .
Ise tafweezul maana kehte hein .jo jaiz nhi..
Jazakallahu Barakallah
MA SHA ALLAH ❤️
JAZAK ALLAH KHIRA
Mashaallah jazakallah
Jazak allah aap ne sahi farmaya.
Dr Israr Saheb was a great mufassir of Quran
dr Israr was a good speaker in urdu language. His style was good, fluent. But he was not mufassir or scholar.
He was Hanafi deobondi, and
maturidy Aqeeda. So, dr Israr was confused about ARSH of Allah.
mashaAllah beautifully explained...jazakAllahu khairan sheikh
Allah aap ka darje buland kara Allah aap ki hifazat kara haq baat bolte rahe ne takat de ameen ya rabbilameen
Jazak Allah
May Allah guide us all from any fitna ameen... Dr. Isar Ahmed said Allah knows the best and all unseen only Allah knows everything...
He said nothing wrong it might be
When every thing is clear from quran o hadees.doctot sab was not alam but he did put his own wisdom in religion which itself not straight path and sahi menhaj.
جزاكم الله خيرًا شيخنا الفاضل الله ایسے باطل عقائد سے دور رکھے،
I love you sir nice speech
Dr. Israr Ahmed was great a scholar and he might have said something which was later on seems to be wrong but at the same time he said Allah knows best.
ماشاء اللہ بہت خوب ❤
بہت ہیارا چینل ہے بادشاہ آپ کو شاد اور آباد رکیں
Sayad Dr saheb ye sahi kha tha ye log dusare ki bat par khamiya jaroor nikalte
Dr...israr sahab,,The most telanted 💯✍🏻 scholar 💯✍🏻
Miss Dr... Sahab 😭😭😭
Please dont blindly follow anyone. The Quran is clear about the reality of the Throne and so was the Prophet Peace Be Upon Him and His Companions. Dr Israr can make a mistake but the Prophet Peace and Blessings Be Upon Him cant
@@fountainofspeech1379 dr israr sahib say mistakes hui hain .
lekin ... kia aap aisay alim e deen ka naam bata saktay hain jis say khabi bhe koi bhe ghalti nahe hui ho ?
@@nightwolfnightwolf3729 no definitely not. When did I claim I can. Abu Bakr RA was the best man after the Prophet ﷺ yet he still made mistakes.
But this issue of not being certain on the reality of the Arsh is not right for someone of this status
@@fountainofspeech1379 dr sahib nay lafz mutashabehat ya istara hamain samjhanay kay leay kia hay .
aap khud faisla karain kay woh arsh jis par Allah kareem ki zaat mastwi hay osay 8 farishtay uthain gay .. yeh mohakkimat main say hay ya mutashabihat main say .
dr sahib nay been ke bhe raag nikali . woh hay istaAra .. yani , Arsh istara hay jiski haqeeqat Allah he janta hay ..
lekin istara ya mutashbehat kehnay say arsh ka haqq na hona sabit nahe . na he oskay wujood ka ikar hay.
keon kay istaray ka matlab hargiz yeh nahe hay kay woh cheez siray say wujood he nahe rakhti .
@@fountainofspeech1379 I m not follower of dr Israr . But respect him ..
but , just alfaz ko pakar kay ... kisi par tabsara karna ..
kisi alim e deen ko shobha nahe deta .
istara mean ... hamain kisi cheez ko samjhanay kay leay misal dena ... zahir hay Arsh ki haqeeqat ko hum nahe samjh satkay is leay arsh os muqam ka istara hay jis par Allah kareem mastwai hua or hay .
kia arsh solid iquid , gas ya plasma hay ...?
nahe ... woh kuch or cheez hay .. Arsh ka lafz istara hay os muqam ka .
itni se baat hay.
Ha sahi kha apne galti ho skti hy insan se par ap kise ki galti pr uski or bhot si kidmaat ko bhol jaye or uski izzat utarne me lag jaye to apki jo bhi sahi daleel hai wo bhi apke. Insan ko sahi rha nhi dikhaye gi ap log ek dosre aalim ki. Jab khud izzat utarne me. Lgy rehty hai to ummat se bhi ap. Log ye ummed na rkkhe ki apki izzat salamat rhy gi
Today's so called salfies and their fallowers are considering themselves as "Janaties" and others particularly "Hanfia Fiqa Fallowers" as mushrikeen. Their officail youtube chanal Noor tv jiddah openly claims that Asrar RA died as mushrik. Allah will decide it on the day of judgement in the life hereafter.
Right 👍
Allah Hu Akbar 😣
Bahut acha
❤❤❤
JAJAKALLAHKHAIR
Israr Ahmad is good scholer
Scholar???? From which university or school or Madrasa,
Aap SAW ki kes madarsay ko.
Kis University ko tasdeeq hasil hai kya
@@KhanAurangabadi wah wah Bohot khoob kya sawal kiya hai isiliya bhai Deen ulma Say sekho Jo manhaj E salaf ki takleef detay hai Jo Ahle Huq Ulma manhaj sikha tay, Dr Eng say ILm hasil karingay tu phir jaisa aap nay sawal kiya hai vaisa hi bina suchay samjhai sawal karingay
@@KhanAurangabadi janab Quran Hadith kisnay Kis par nazil ji hai, thora sucho bhai aram say suchna mere maqsad aap ko nicha karna nahi hai Allah hum sab ko Sahi manhaj Sahi Deen ki samajh day
Ha meray bhai
Dr.israr sahab best scholar....Allah unki maghfirat kare.....
Scholar nahi historian the
Aur unke aqeede mein bigad tha
Wahdatul wajud=kufr
leejeay .. jis jaga par kisi nay Dr Israr kay baray main achay comments huay...
foran , say comments aajatay hain.
agar aisee baat inkay aqeeday kay kisi buzurg nay ke hoti tu taweelat kay ambaar lag jatay.
@@hanzalabdullah2120 konsi history ki book likhi ?
aap logo kay maktaba fikar kay ilawa jo bhe quran ki baat karay ga , oss main ghalati zaroor hogi ?
right?
is that u wanted to say ?
AAMEEN
Aameen ya rabbul alameen
Dr Israr❤
Sare duniya Mein Musalmanon ki koyee haisiat nahee Hai. Islam ka mazaq udaya ja raha hai.
Aur Yeh Moulvi deen Islam ke liye kaam krne walon ko neecha dekhane ki koshish kr ta hai.
Fitna perwer moulvi hai.
Br is best any wahabi firqa
اللہ کریم کی زات پر کوئی بحث کوئی دروغ گوئی نہیں کرنی چاہئے
اللہ کریم کی صفات سے ہی ماننے کا حکم ہے
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ ۔
شیخ ابو رضوان صاحب آپ کی یہ دلیل بلکل صحیح حدیثوں سے ثابت ہوتی ہیں ۔اللہ تعالیٰ سے دعا ہے کہ اللہ تعالیٰ آپکو جزائے خیر عطا فرمائے، آمین یارب العالمین
Walaikum salam wa rah math ullah Ameen
Beshak
👍👍👍
Molvi sahb baat ko samjene mein ikhtlaf ho raha hai. behter tha k un ki zindagi mein aitraz kerty
Janab unki zindagee mai 10 saal pehlay hi daleel say baat kardi thi.... Agar deen Quran hadith uskay saath manhaj e sahaba hai tu aap samaj jaingay nahi tu phir issi tarha Dr Eng kay pichay bhatak tay rahingay
Bilkol mufti sahib ny dalel sy tek kaha
Yahan ghalati hoi hai Dr. sb. se..
Allah pak inki ghalatiyan muaaf kry.. aaameen
Aameen
Aameen
ہر بات کو کفر کہنے سے اجتناب کرنا چاہئے
اختلاف رکھنے کا حق آپ کو ضرور ہے اور اپنے رائے دینے کا حق بھی آپ کا ہے
Sahi kaha aap nay,,, lekin jo amal quran hadith say Kufr mai ajata hai awam ko batana zarori hai
Waise kufr ki baat kuch kiya ni Dr sahab ne
القرآن - سورۃ نمبر 3 آل عمران
آیت نمبر 7
أَعُوذُ بِاللّٰهِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
بِسْمِ اللّٰهِ الرَّحْمٰنِ الرَّحِيْمِ
هُوَ الَّذِىۡۤ اَنۡزَلَ عَلَيۡكَ الۡكِتٰبَ مِنۡهُ اٰيٰتٌ مُّحۡكَمٰتٌ هُنَّ اُمُّ الۡكِتٰبِ وَاُخَرُ مُتَشٰبِهٰتٌؕ فَاَمَّا الَّذِيۡنَ فِىۡ قُلُوۡبِهِمۡ زَيۡغٌ فَيَتَّبِعُوۡنَ مَا تَشَابَهَ مِنۡهُ ابۡتِغَآءَ الۡفِتۡنَةِ وَابۡتِغَآءَ تَاۡوِيۡلِهٖۚ وَمَا يَعۡلَمُ تَاۡوِيۡلَهٗۤ اِلَّا اللّٰهُ ؔۘ وَ الرّٰسِخُوۡنَ فِى الۡعِلۡمِ يَقُوۡلُوۡنَ اٰمَنَّا بِهٖۙ كُلٌّ مِّنۡ عِنۡدِ رَبِّنَا ۚ وَمَا يَذَّكَّرُ اِلَّاۤ اُولُوا الۡاَلۡبَابِ ۞
ترجمہ:
وہی اللہ تعالیٰ ہے جس نے تجھ پر کتاب اتاری جس میں واضح مضبوط آیتیں ہیں جو اصل کتاب ہیں اور بعض متشابہ آیتیں ہیں۔ پس جن کے دلوں میں کجی ہے وہ تو اس کی متشابہ آیتوں کے پیچھے لگ جاتے ہیں، فتنے کی طلب اور ان کی مراد کی جستجو کے لئے، حالانکہ ان کی حقیقی مراد کو سوائے اللہ تعالیٰ کے کوئی نہیں جانتا اور پختہ اور مضبوط علم والے یہی کہتے ہیں کہ ہم تو ان پر ایمان لا چکے ہیں، یہ ہمارے رب کی طرف سے ہیں اور نصیحت تو صرف عقلمند حاصل کرتے ہیں،
Allah hum sab ko hidayat day our ulama ko apni zati baat ko deene islam ke peraye main nafiz karne ke fitney se bachae ameen
Wah ,Badi achhi baat hai Shaikh sahab .
Dr Israr jab Zinda the tab kisi Ahle Hadees K Alim ne ye baat nahi ki. Ab jab wo duniya me nahi ,tab ye baat kar rahe hai. Zara Sharm kare ,aur apne hi qaum k logo ko social media par badnam na kare. Allah aap jaise logo ko nek taufiq ata farmaye,Aameen
Janab woh jab Hayat say thai jab hi kaye sa ray ulma nay inki islah ki thi
Qoum kay log ummat ko deen kay naam par gumra kar rahai hai
Assalamualaikum Sheikh,
Woh clip Bayan Ul Quran 1998 ki hai,
Tab se lekar 2010 Dr Israr Ahmed saab wafaat tak , koi Ahle hadees aalim unse is galti k baare baat nahi ki,
Aaj unke 14 saal k baad aap woh video clips par videos bana rahe hai.
Jo Quran ki Dawaat me aapne saari zindagi laga di.
Har insaan se galati hoti.
Allah un galtiyon ko maaf kare, Jannat e firdose ki dua kare.
Bahut sahi kaha aapne. Ye log Ayaash Arab leaders ko kabhi galat nahi kahenge.
💯💯💯💥💥💥👌👌👌👍👍👍
The ummah is waiting to see the ulema of ahl hades going out with the tableeghi jamaat for their islah.
Ager arsh makhlookh he to kahaliq waha kesy fit ho Sakta he
Tum pahalay ahla Saud ki gaaaltiya nikalau kaab taak ahla saud zulm shirk kuffur chuppatay sirf chaaand paise ka liya aour duniya ki choti izzat ka liya.....ang
😢😢😢😢😢😢😮😮
Maulana, God makes rain from 'heaven' to earth, as it says in the Qur'an.. Have you travelled in an aeroplane and saw the clouds below, from which the rain comes. So, is this ' heaven ' something solid or can it be seen?
Badi izzat o ahatram k sath tum log ye kaam chhod do ek dusre ki kami nikalna swagat unke jo khule aam shirk o bidat aitraaf karte ho is trah ka koi aalim se aap ikhtilaf kar sakte hain wo aapka haq hai aap apna aqeeda bayaan kare Bina unka naam liye dunya mein kisi se bhi galti ho sakti hai siway Allah k rasool k Dr israr saab ka khidmat deen k liye alag hi maayna rakhti hai unhone ye kaam nahi kiya jo aap kar rahe ho bus ek dusre mein kami nikaalna
Aap ne kaha tadad se nahi daleel se mutassir hona chahiye. To Isiliye hum
sahi buqari, 2812, 4108, 2704,
sahi muslim 240, 6229, 4776 ,
Abu Dawood 4131 se mutassir hogaye hai.
Assalamu alaikum.
Allah aap ko khush rakhay.
Janab Shaikh aap apni dawat dey jitna aap ko ki samjh hai.
Kesi dusray Shaikh ko aap kyu baat kar rahay.
Aap Quran hadees ki roshni mey apna beyan deyai.
Aurangabad.
Jo aayat mutashabihat mein se hai uska zaaheri maana lenge ke nahi? Aur isee liye Allah ne farmaya:
{ وَٱلرَّ ٰسِخُونَ فِی ٱلۡعِلۡمِ یَقُولُونَ ءَامَنَّا بِهِۦ كُلࣱّ مِّنۡ عِندِ رَبِّنَاۗ وَمَا یَذَّكَّرُ إِلَّاۤ أُو۟لُوا۟ ٱلۡأَلۡبَـٰبِ }
[Surah Âl-`Imrân: 7].
Jo mazboot ilm waale hain wo kahte hain ham ispe eeman laaye ke ye sab hamare Rubb ki taraf se hain.
Aur doctor sahab batake gaye k eeman hi na laao k Arsh hai
Imam Abu hanifa se poochha gaya k ek shakhs hai, usko nahi maloom k Arsh kahan hai. Uske baray mein kya hukm hai? Imam sahab ne jawab diya usne kufr kiya jisko nai maloom k Arsh maojood hai. Aur daleel uski imam sahab ne ye bata kar dee, kyunke Allah Ta'ala farmata hai, "Ar Rahman Arsh par mustawi hai. Aur Arsh Allah ke aasmano ke oopar hai".
Imam sahab to aise shakhs ko kaafir honay ka fatwa deke gaye hain.
Ab ya to abu hanifa Rahimahullah ka 1300 saal purana sahaba ke daor ke qareeb Walon ka aqeeda maano ya abu hanifa Rahimahullah ke 1400 saal baad paida honay waale muqallid ka Naya banaya hua fatwa maano.
Dr Asrar Sahab ka naam le kr famous hone ka acha formula apnaya h ye Farzi mulla,
scientific phenomenon = سائنسی رجحان
je haan .. sari univers main Allah ki ayat ( nishaniyan ) hain jisay istelah main scientific phenomenon kaha jata hay ..
din raat ka ana jana , aasan say pani barasna or qous e qazah ka namoodar hona ... yeh sab scientific phenomenon hain ..
.. on par ghor karna he science hay
scientific rujhan nahe , scientific mazhar ya mazahir
Masha-Allah, Maulna...
Ek Guzarish hai, ki Video Recording karte waqt thoda voice Ka Dhyan dijiye, Background Men Noise Bahut hai.
احسن البیان
مفسر: حافظ صلاح الدین یوسف
سورۃ نمبر 3 آل عمران
آیت نمبر 7
ترجمہ:
وہی اللہ تعالیٰ ہے جس نے تجھ پر کتاب اتاری جس میں واضح مضبوط آیتیں ہیں جو اصل کتاب ہیں اور بعض متشابہ آیتیں ہیں۔ (1) پس جن کے دلوں میں کجی ہے وہ تو اس کی متشابہ آیتوں کے پیچھے لگ جاتے ہیں، فتنے کی طلب اور ان کی مراد کی جستجو کے لئے، حالانکہ ان کی حقیقی مراد کو سوائے اللہ تعالیٰ کے کوئی نہیں جانتا (2) اور پختہ اور مضبوط علم والے یہی کہتے ہیں کہ ہم تو ان پر ایمان لا چکے ہیں، یہ ہمارے رب کی طرف سے ہیں اور نصیحت تو صرف عقلمند حاصل کرتے ہیں،
تفسیر:
7۔ 1 محکمات سے مراد وہ آیات ہیں جن میں اوامر ونواہی، احکام و مسائل اور قصص و حکایات ہیں جن کا مفہوم واضح اور اٹل ہے اور ان کے سمجھنے میں کسی کو اشکال پیش نہیں آتا اس کے برعکس آیات متشابھات ہیں مثلا اللہ کی ہستی قضا و قدر کے مسائل، جنت و دوزخ، ملائکہ وغیرہ یعنی ماوراء عقل حقائق جن کی حقیقت سمجھنے سے عقل انسانی قاصر ہو یا ان میں ایسی تاویل کی گنجائش ہو یا کم از کم ایسا ابہام ہو جس سے عوام کو گمراہی میں ڈالنا ممکن ہو۔ اس لئے آگے کہا جا رہا ہے کہ جن کے دلوں میں کجی ہوتی ہے وہ آیات متشابہ کے پیچھے پڑے رہتے ہیں اور ان کے ذریعے سے فتنے برپا کرتے ہیں جیسے عیسائی ہیں۔ قرآن نے حضرت عیسیٰ ؑ کو عبد اللہ اور نبی کہا یہ واضح اور محکم بات ہے لیکن عیسائی اسے چھوڑ کر قرآن کریم میں حضرت عیسیٰ کو روح اللہ اور کلمۃ اللہ جو کہا گیا اس سے اپنے گمراہ کن عقائد پر غلط استدال کرتے ہیں یہی حال اہل بدعت کا ہے قرآن کے واضح عقائد کے برعکس اہل بدعت نے جو غلط عقائد گھڑ رکھے ہیں وہ انہیں متشابہات کو بنیاد بناتے ہیں۔ اور بسا اوقات محکمات کو بھی اپنے فلسفیانہ استدلال کے گورکھ دھندے سے متشابھات بنا دیتے ہیں اعاذنا اللہ منہ۔ ان کے برعکس صحیح العقیدہ مسلمان محکمات پر عمل کرتا ہے اور متشابھات کے مفہوم کو بھی اگر اس میں اشتباہ ہو محکمت کی روشنی میں سمجھنے کی کوشش کرتا ہے کیونکہ قرآن نے انہی اصل کتاب قرار دیا ہے۔ جس سے وہ فتنے سے بھی محفوظ رہتا ہے اور عقائد گمراہی سے بھی جعلنا اللہ منہم
7۔ 2 تاویل کے ایک معنی تو ہیں کسی چیز کی اصل حقیقت اس معنی کے اعتبار سے الْا اللّٰہُ پر وقف ضروری ہے۔ کیونکہ ہر چیز کی اصل حقیقت واضح طور پر صرف اللہ تعالیٰ ہی جانتا ہے تاویل کے دوسرے معنی ہیں کسی چیز کی تفسیر و تعبیر اور بیان، اس اعتبار سے الْا اللّہ پر وقف کے بجائے (وَالرّٰسِخُوْنَ فِي الْعِلْمِ ) 3 ۔ آل عمران :7) پر بھی وقف کیا جاسکتا ہے کیونکہ مضبوط علم والے بھی صحیح تفسیر کا علم رکھتے ہیں تاویل کے یہ دونوں معنی قرآن کریم کے استعمال سے ثابت ہیں (ملخص از ابن کثیر)
kya aap bata sakte hai real me arsh hai kya
Aap dr israr ke samne bhut chote hein bs aap logo ke samne famous hone ke liye ap unki galtiya jo he nh wo bana rahe he
💯 percent yahe baat hy ye log khuda darty b ni
Uske aage bhi farmaya , Allah ho aalam . Ye aap ko nazar nahi aata. Q k kuchh logon ki fitrat aib dudhneki hi hoti h.
اس کا مطلب تو یہی ہے کہ اللہ نے جو بھی تخلیق کیا اور قیامت تو تخلیق کریگا اس سب پر اس کا کنٹرول ہے
Apni zuban ki hifazat karo.aur daro us din se hisab dena hai.daro qabar se mouth se .
Aap ikhtelaf ko wese tool dete hay warna os ne b kaha walloho aalam or Dr sahib b ahle sunat hi ta...
مستوی کا اردو معنی کیا ہے؟؟؟؟؟
سر جی چلئے عرش اور کرسی کو ہم ایک مجسم شے مان لیتے ہیں جس پر کائنات کا خالق مستوی ہے تو پھر اللہ کو بھی نعوذباللہ ایک مجسم ذات ماننا پڑیگا جو کوئی شے مجسم ہو تو گویا وہ مخلوق ہے اور جب مخلوق ہے تو اس میں کچھ خامیاں اور کمالات بھی ہونگے حالانکہ ایسا نہیں ہے
لیکن اگر ہم استعارہ مان لیں کہ اللہ نے یہ بات ہمیں سمجھانے کے لئے ہماری زبان میں یہ بات کہی جیسے ہم کہتے ہیں کہ فلاں کے سر پر تو فلاں صاحب کا ہاتھ ہے اب اس کا یہ مطلب تو نہیں کہ ان صاحب کا ہاتھ واقعی میں ہمیشہ اس کے سر پر رکھا ہوا ہے ہو سکتا ہے ایسے ہی یہ بھی بطور استعارہ مستعمل ہو یعنی کائنات کو کنٹرول اپنے ہاتھ میں لیا یا اس سے بہتر کوئی استعارہ آپ مراد لے سکتے ہیں
Janab Aap woh mano Sirf Jo Allah mannay ko kehta hai, aap apni taraf say example nahi Desaktay Deen mai
وہ صرف ایک ڈاکٹر تھے اور ڈاکٹر کیا جانے قرآن کریم کو اور تفاسیر کو
Doctor israr was only Doctor not alam.
Brother keep the video simple, these sophisticated editings doesn't benefits, not sure its a effect or bug
Shab E Qadr Me Sabse Behtar Ibadat Kounsi Hai? by Adv Faiz Syed 👇
th-cam.com/video/oLyqge9FG60/w-d-xo.html
Mai peer to peer ke chakkarme islam barbad hogaya 15sau sal beetgaye musalman aiseehi fizool chakkar me 1se 72firqe banadale halanke ye jantehuve bhee ke ye yahoodi chal hai phirbhee nahee sudre, allah bachaye to bhi nahee bachpaye islam, sudharjavo abhee bhi wakht hai hatavo ye deewar siya sunny ki varna mushkil hai donka bachna 😭
اپ ڈاکٹر صاحب سے بغض نہ رکھے۔😂❤انھوں نے کویی حکم بیان نہ کیا بلکہاخر میں وللہ اعلم سے معاملہ ختم ھوا اور بلکہ انھوں نے ختم کیا
dr sahab ne wallahu aalam bhi kaha apne nahi suna
Janab wallah hu Alam hi kehna tha tu pehlay kehdena tha.... Itna sab explanation denay kay baad kyo
AAP KI FIKAR KI QADAR KARTA HOON.
ALLAH SUBHANHU TAALA HAR EK KO JUDAGNA AQAL SE NAWAZA HAI.
(1) AQAL
(2) AQLAY SALEEM (3) AQLAY'KULL.
.YE ZAROORI NAHI KE SARA EILM KISI EK SHAKS KE PAS MAUJOOD HO.
DAR ASAL AQLAY KULL KE LIYE BAHES-O- MUBAHES NAHI BALKAY GAOR WO FIKKR *EIJTEHAD* WO TAHQEEQ KI ZARORAT HAI.
Bhai aaplog ki jamaat ahle hadees dr.israr Ahmed sahab se itna threat kyun feel karte ho.......aap ki poori jamaat k ulma ko jama b agar karle to ek Dr. Israr Ahmed sahab k ilm o fehem k barabar nahin bansakte........
Shayad abi arab se Paisa nahi aaya rizwan sahab ko
Janab agar aap ki Nazar me Doctor sahab koi galti hoi hai to uski islah kar dijiy lekin unky aqidy or ilm per ungli utana bilkul galt nahi hai.
Tanqeed or islah ka sahi istimal kijiy.
Dr israr Ahmed nay bhi bohot say tanqeed ki hai... Above All Jis wajih say Deen kay mamlay mai galti ho uski islah karna zarori hai
Israr sahab ne inkar toh nahi Kiya arsh ka....unhone apni la ilmi btayi k arsh kaisa h wo jante nahi....ap btayye arsh kaise hai agar ilm hai apko
Dr Israr sahab nay wallaho alam bol diya tho,
Phir tujhay kya jarurat fatwa laganay ki ulma suu
مولانا اسرار کا کسی مسلک کے خلاف نہیں تھے وہ تو کہتے تھے جتنی اچھی باتیں ہیں وہ لے لی جائے مسلکوں میں سے
Aaisa kehna achay baat lelo yehi sab say bari galti hai deeni achi baat Allah aur uskay Rasoollallah nay bata diya, sirf wohi baat achi hai bas uskay baad koi aur baat kaisay achi hosakti hai jab tak us par rasool Allah pbuh ki mohar na lag jayai
He is crystal clear, you are unnecessarily inventing a controversy and scavenging on his name.
Main noor ban ke zamaane mein phail jaaonga.. tum aaftaab mein keeday nikalte rehna
Do U agree arsh nahi hai ❓
بے مقسد بھونکبے کا کوئی فایدہ نہین ڈاکٹر صاحب کے جوتے کے برابر نہئی ڈاکٹر ہمارے دلوں میں بستے ہیں ان کے لیےبہت دعایں
تمھارے تحریر سے معلوم ہوتا ہے کہ تم جاھل ھو
ڈاکٹر اسرار رحمۃ اللہ علیہ سے بولنے والے اپنے عملی زندگی بھی دیکھ لو ایک وہی عالم تھا ڈاکٹر اسرار احمد جو ہمیشہ باطل نظام کی خلاف رہے یہ بہت بڑی گردے اور ایمان کی بات ہے اج اس طاغوتی دور میں اللہ کے نظام کی بات کرنا
Dr. Israr not Dr. Asrar.... please correct yourself... you see its human you do silly mistake ... pls. correct yourself.
May be mistake can happen from any one ... lets correct any such interpretation and but you dont give Fathwa of Kufr and do fitna amongst Umman...
May Allah swt give hidaya to you and all of us ...to correct ourselve and stay away from dividing the Umma with Fithna and Fatwa ...
Allahuaalum ..
Yeh fitna parwe Moulvi log sabhi deen ke kaam krne wale pr bela wajah tanqeed krte hain.
Jo Kuchh hai, uski wazahat maujood nahee Hai. Allah hi behtr jaanta Hai.
Bezaroorat logon ku confuse math karo Dr.sab aisa hi hai nahi kaha aur kaha Allah hu Aalamu is ke baad,kya tum ku zaroorat thi is baat ki.apna maslak sahih aur bawi sub ghalath kab tak is zid may gumrah kartey rahogey,jab tak zinda they himmat nahi jab marhoom hogaye ab himmat ayi.
Maslak mere ya tum ya Dr Eng ka nahi Maslak Manhaj Sirf aur Sirf Rasool pbuh ka... Jaisa rasool pbuh nay samjhaya Jaisa sahaba raziAllah unhoum nay samjha... Yeh deen ka mamla hai Dr ya Eng ka nahi
Gumra tu Dr eng kartay hai Deen kay naam par, rahu baat himmat ki bohot pehlay say jab woh zinda thai jab hi Ahle ILm Ulma Nay kehdiya tha Dr israr ka manhaj sahi nahi
معاف کردو اب انکو اب تو فوت ہوگیے ہیں زندہ ہوتے تو جواب دیتے
Jawan kya Dingay??? Manhaj Sahi hota tu jawab detay
@@cal2tawheed جو اب بڑی بغلطیاں کر رہے ہیں اور زندہ ہیں انکی غلطیوں کو درست کرو انکا منحج درست کرو
Better to rename this TH-cam channel anti-Dr.Israr Ahmed channel
Allah unki magfirat farmaye...Jannat ul firdous mein aala maqaam ataa farmaye...
Don't you know that Dr.Israr Ahmed is a Marhoom not alive to clarify now? 13 years after his demise you are questioning him? Aren't you too late?
In his life time ulma already told abt his Aqeda is not clear
Above all his video are stil Alive and people ask abt his Aqeda and manhaj, it's Ulma Duty to tell the truth
A moulan ko kal apane Jai my Dalnach hiy
چا چا انجینئر بانے چھا تے ہیں
Only muslim not any firka😂😂😂. Phle to to maan lo
Janab. Aap us. Waqt kahan they jab. Dr saheb se galat hadees byan kiye to. Aap unki zindagi. Mei baith kar baat kar. Liye hote jo. Aadmi is waqt zinda nahi hai us. Aad. Mi ka naam le kar kiya message dena chahte hai liken. Aap jitna bhi hath pair maar lei. Aap unkea barabri nahi kar sakte. Allah dr saheb ki. Darjaat buland kare
Unki zindagee mai hi bohit say ulma nay kaha tha unka manhaj sahi nahi daleel kay saath, unki zindagee ya unki mout kay baad bhi log unko follow kar rahai hai blindly isiliyai jab ulma say kisi bhi Dr ya Eng kay baray mai Deen ko lekar sawal hoga tu sahi manhaj batana Farz hai
Itni gahrayi mei q jatey ho .beshak allah ki zaat hai
Maulana tumhari khopri me bheja hi itna hai, tum khud bhi mutashabhat bolte ho fir uske aage aitraj karte ho .
Mutashabhaat maan ne ke baad koi bahas ki gunjaish nahin hai. Faltu ka bahas karna bund karo, apni aadat se baaj aao.
Right
Kuch samjha nahi to aeteraz kyun kar rahe ho bhai. Pahle achchi tarah suno. Maulana ne barabar samjhaya hai.
ڈاکٹر اسرار کی بے شمار باتیں غلط ہیں
حصہ نکال کر بات کرنا مجرمانہ حرکت ہے۔پوری بات سنیں اس کے بعد تقریر کریں۔
رضوان احمد ، آپ ڈاکٹر صاحب کا پورا بیان اپ لوڈ کریں ۔ تاکہ علم حاصل ہو ۔ دنیا جانتی ہے کہ ڈاکٹر اسرار
وحدت الوجودی تھے اور ابن عربی گمراہ کی بہت عزت کرتے ہیں اور ابن عربی لعنتی کو
رحمت اللہ لکھتے اور کہتے ہیں ۔ استغفر اللہ العظیم ۔