ماشاء اللہ ۔ عام فہم انداز میں بہترین طریقہ سے حضرت نے لیز کا مسئلہ سمجھایا اللہ تعالی حضرت مفتی صاحب دامت برکاتہم و عمت فیوضہم کو صحت و عافیت عطا فرمائے،نظر بد سے بچائے اور مزید امت مسلمہ کو استفادہ کی توفیق عطا فرمائے اس ویڈیو کو عام مسلمانوں میں زیادہ سے زیادہ پھیلانا چاہیے تاکہ جو اس میں مبتلا ہیں وہ سمجھ کر اس سے رک جائیں
Muje to sare fatwe samj ni aate girvi makan jo deta hai use pata hota hai ki ghar me vo Banda rahega or girvi makan pe paisa lega uspe vo fayada le uska kya uspe. Ku fatwa nhi bata re
Acha aap ye batayie k koi kisi ko baghair kisi faide k raqam nhi deta to kya kare makan le kar paise de to wo bhi to paison se faida uthate hai aisa hai to koi kisi ko raqam nhi dete makan ka mamla hat kar hai na khali bhi raha to waiste hi hota na
Shariat mutahhara sirf malik e makan ki taraf dari nahi kar sakthi, balke mera manna ye hai ke ulama ek amount taiy karein malik e makan se 1bhk ka rent itna ho 2bhk ka itna ho i,e Adban arz kar raha hu. Wallahualam Galat hu toh maaf karein
Assalamu alaikum hazrat agar hamen kisi ko ghar sale karva kar denge yah kisi ko kirae per Ghar Dil aaenge to Kya uska jo Paisa Jo commission lete hain kya hua jayaz hai ya nahin agar vah Khushi se denge to jayaj hai ya nahin assalamu alaikum
Asalamu Alekum Mufti sahab agar kisi sahibe ghar ka ek kiraye denewala ghar hai aur usko paise ki bhi zarurat ho to usne paise ki khatir bajaye kiraya lene ke leazpe ghar dideya aur jisne paise diye usse ghar ki bi talaash(zarura)t ho to mtlb isme dono ku bhi ek dusre ki zarurat hoskti hai to iske bareme islam ki tarafse kuch tartib hai kya
@@MUFTIASLAMSABOFFICIAL assalamualaikum hazrat .my ek ghar me 10 lack advance dekar 3 saal rehta hun rent ny so .3 saal ke bad o advance wapas aajayega .aisa rehna jayez hay kya hazrat
Assalamu Alaikum warahmatullahi wabarakatuhu. Please recommend any DUA or wazifa or Amal for s good tenant for my house 🏡 and shop. Nobody is coming. I am very much depressed please help me.
ماشا ء اللہ بہت ہی بہترین انداز میں سمجھا یا حضرت والا نے اللہ حضرت کی عمر میں بر کت عطا فرمائے
ماشاء اللہ ۔ عام فہم انداز میں بہترین طریقہ سے حضرت نے لیز کا مسئلہ سمجھایا
اللہ تعالی حضرت مفتی صاحب دامت برکاتہم و عمت فیوضہم کو صحت و عافیت عطا فرمائے،نظر بد سے بچائے اور مزید امت مسلمہ کو استفادہ کی توفیق عطا فرمائے
اس ویڈیو کو عام مسلمانوں میں زیادہ سے زیادہ پھیلانا چاہیے تاکہ جو اس میں مبتلا ہیں وہ سمجھ کر اس سے رک جائیں
Aameen
آمین..
Pppl
ماشاءاللہ بہت خوب👍
Mashallah daut clear huws
Beshak 😮
Allahuakbar
Masha Allah
Laikin mufti sab maalike makaan adwaance jo ziyadah leta hai jabke us makaan ko aam tawr par utna adwaanc nahi lete uspar farmayen
Muje to sare fatwe samj ni aate girvi makan jo deta hai use pata hota hai ki ghar me vo Banda rahega or girvi makan pe paisa lega uspe vo fayada le uska kya uspe. Ku fatwa nhi bata re
السلام وعلیکم
گھرلینے کےلےبینک سےلونلےسکتے ہیں کیا
As salam o alaikum wa Rahmathullahi wa Barkatu
Kiya Malik e Makan advance ki raqam businesses are may istamal karke fayede utha saktay hain,?
😂 yahi fatwa koi ni de raha na girvi makan bhi anjan insan se lete hai or vo paise ka ismal businesse m kare to kya fatwa hoga
Mufti sab insurance policy lena kaisa hai jaroor batai
Iss number pe aap ka sawaal kare 9620847841 imran
Acha aap ye batayie k koi kisi ko baghair kisi faide k raqam nhi deta to kya kare makan le kar paise de to wo bhi to paison se faida uthate hai aisa hai to koi kisi ko raqam nhi dete makan ka mamla hat kar hai na khali bhi raha to waiste hi hota na
Advance zyada lekar malik e makan apna business aur mazeed construction ka fayda uthate hain uska kya..?
Bahut saare IMA jaisi company me invest kar k doob jaate hain un ka kya?
Matlab maalik e makan kya karta hai. Kamaata hai ya ganwta hai. Masale ka us se ta'alluq nahin hai.
Shariat mutahhara sirf malik e makan ki taraf dari nahi kar sakthi, balke mera manna ye hai ke ulama ek amount taiy karein malik e makan se 1bhk ka rent itna ho 2bhk ka itna ho i,e
Adban arz kar raha hu.
Wallahualam
Galat hu toh maaf karein
Assalamu alaikum hazrat agar hamen kisi ko ghar sale karva kar denge yah kisi ko kirae per Ghar Dil aaenge to Kya uska jo Paisa Jo commission lete hain kya hua jayaz hai ya nahin agar vah Khushi se denge to jayaj hai ya nahin assalamu alaikum
Jayaz hai.
Asalamu Alekum Mufti sahab agar kisi sahibe ghar ka ek kiraye denewala ghar hai aur usko paise ki bhi zarurat ho to usne paise ki khatir bajaye kiraya lene ke leazpe ghar dideya aur jisne paise diye usse ghar ki bi talaash(zarura)t ho to mtlb isme dono ku bhi ek dusre ki zarurat hoskti hai to iske bareme islam ki tarafse kuch tartib hai kya
Walekumsalam aap ka sawaal iss number pe whatsaapp kare 9620847841 imran
Bilkul raight sawal pucha mere bhai iska farwa bataye
Assalamualaikum hazrat .10 lack me 3 saal k ke lea girvi me rehna jayez hay ya nahi hay hazrat
Wa alaikumussalam aap ka sawal samajh me nahin aaya.
@@MUFTIASLAMSABOFFICIAL assalamualaikum hazrat .my ek ghar me 10 lack advance dekar 3 saal rehta hun rent ny so .3 saal ke bad o advance wapas aajayega .aisa rehna jayez hay kya hazrat
Assalamwalekum warahamathullahi wabarakatuhu
Ha Iska jawab mila toh bohoth meharbani hogi
Zajakallah khair
Ye kasa hai 10 lakh de uper 10 hazar bhi de ey kasa hai
Assalamu Alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
Please recommend any DUA or wazifa or Amal for s good tenant for my house 🏡 and shop. Nobody is coming. I am very much depressed please help me.
Sura e falaq aur sura e naas 111 baar padhkar dua kijiye.
Assalamu Alaikum warahmatullahi wabarakatuhu.
I am very much thankful to you. Insha'Allah I will follow up.
Assalamu alaikum
Walikumssalmuwarahmatullhi wabarakatuhu
Masha allah