सर जी आप बहुत बढ़िया काम कर रहे हो, बहुत से बेचारे लोग हैं जो मजबूरी में डिफॉल्ट हुए हैं या उनको फंड का इशू चल रहा है, लेकिन यह बात बैंक नहीं समझती है। लेकिन आप इस झंझट से निकलने का रास्ता दिखाते हो। ऊपर वाला आपको सेहतमंद रखें और ऐसे ही अच्छे आइडिया आप देते रहो।
Hmse 4 chake liye h manager ne hmse lon भरा नहीं gya usne chake bounce का kes lga diya court me fr 1 lakh 10 hjar pra ab 3 chake aur h unke pas ab kya kre sir payment prne k liye hai nhi
Sir mere husband ne b loan liya tha aur uski emi nhi bhar paaye kyuki unka acdient ho gya tha aartik sithi thik nhi chal rhi h wo log ne notice v bheja h kya kare sir main emi nhi de paungi kya kar saktey h
Sir ek card ka account civil mai write off dhikha raha hai but koi agency wale phone Karte hai wo statement bhee provide nahi kar rahe hai. Sirf closing balance wala statement bhejte hai.
Mera ac npa me gaya hai credit card union bank wale 95thousands par settlement bol rahe he mera salary ac bhi union bank hai kuch apke pas solution hai kya
सर मेरी प्रॉपर्टी के कागज बैंक में गारंटी के तौर पर रखे प्रोपराटर लोन बंद नहीं करना चाहता है और मुझे कागजों की जरूरत है क्या करे खाता एनपीए हो गया है क्या करे
Unko Garam pani dal ke Nishan na dikhe ese marna nahi chahiye Kabhi kabhi log ese bhi karne ki sochte he ki Davaze pe bord laga dete he ki kisiko izazat ke bina andar nhi aana or koi izazat ke bahar undar aaya to unke bad jo accident hoga unka jimmedar Anadhikrut pravesh karne vala khud jimmedar hoga unke Upar garam tel dal ke unko Get ke undar Band kar dena chahiye nhi 🎉
Sir mera credit card ka bill 28000 hai mai every month 2000 ya 3000 payment kr deta hu but minimum due nh kar pa raha hu kya krna chahiye settlement ke liya bola to ab nh hoga settlement kya kare please suggest me sir
Sir agar mere friends aur colleagues ye bata ke ki aap ka mobile number reference me diya hai ye bol ke harrass kare to kya kare. Ye money view Wale kar rahe hai
Sirji hdb ka personal loan 180000 ka thaa monthly emi 6600 hei or mei 22 month pay kor suka hoon ab 6 mahinese pay nehi kor parahahu recovery wala dhomkaraha hei kya koru please rply. Sattelment late kornese yelpg court case korega kyaaa
Sir mera ek kcc loan npa Ho gaya hai please bataiye ab main kya karo main bank ka. Paisa dena chata hu par kisto main kyuki abhi mere pass paisa nahi hai main kya karo please advice thanks
Setalment कर लेना पर पहली बार मे ही मत करना कम से कम 2 से 3 बार मे करना सीशी बीओल देना में इतने पैसे हाईड पाऊंगा है ही नही मेरे पास पैसे रही सिविल की बात तो बो तो बिगाड़ ही गयी है
Sir ji mera krishi card tha 110000 ka or meri arthiksatiti thik nahi mere se bich main 2/3 saal bare nahi gay the or mere se 70000 hajar laykar krib 2 sal se ab bank pnb wale card nahi banna rahe ab kya karan
Ager credit card me kyc ke name par syber scam hua h uski sari details help line par diya gaya h but credit card company bill generate kr diya h aise me kya karna chahiye
Sir mera home loan h or mai construction loan nhi chati husband se distribute h bank muge construction loan band karne ka koi legal paper nhi de rahe kya karu
,,, Sar namaskar Mere Pati ki accident Mein death Ho Gaya Hai Mere Naam Se loan liye hain Pradhanmantri Mudra loan bank se notice a Raha Hai Sar Kya Karun Sar man ghabra raha hai koi Salah dijiye
Sir mre pita ne bank se personal loan liya tha or unka death ho chuka h..or bank Wale pressure bna rhe h ki paisa bharna hoga or hmre family members ka usi bank k bamk account ko hold m kra diya h...ky kre ?
Humara l&t se personal loan hai Jo bar bar coart ka police ka dhamki aa raha hai aur bol Raha hai papa mummy bhai ko girftar kar liya jayega aur Ghar nilami kar dunga kya sahi hai
Sir mere 2 loan hai ek 3 lakh ka or ek 1.5 lakh ka 10 emi tk gyi hai ab mera Business mai nuksaan ke karan nhi bhar pa rha to kya hmari property pr koi action ho skta hai vo hmari mother ke name pr hai
Me Bandhan Bank se Liya hai unsecure loan hai 36emi hai me 29emi de diya hai ab mera business kharab ho Gaya EMI de nohi pa Raha hu Bank walu mentally hereshmen kor raha keya koro sir
सर जी आप बहुत बढ़िया काम कर रहे हो, बहुत से बेचारे लोग हैं जो मजबूरी में डिफॉल्ट हुए हैं या उनको फंड का इशू चल रहा है, लेकिन यह बात बैंक नहीं समझती है। लेकिन आप इस झंझट से निकलने का रास्ता दिखाते हो। ऊपर वाला आपको सेहतमंद रखें और ऐसे ही अच्छे आइडिया आप देते रहो।
Hmse 4 chake liye h manager ne hmse lon भरा नहीं gya usne chake bounce का kes lga diya court me fr 1 lakh 10 hjar pra ab 3 chake aur h unke pas ab kya kre sir payment prne k liye hai nhi
sar aap achhi bat smjha dete h .🙏🙏🙏
Sir kissht me loan lia tha but abi thoda medical problems me nehi deparah collection agents aki parisan katha he keyakaru
Sir tata finance se truck ka payment NPA ho gaya hai kya karenge deli fone karta hai kya karenge please 🙏🙏 please ditels me
Sir Vare Nice Information God Bless You & JAI HIND
Mainey 3 mahino se RBL credit card ka payment nahi kia leko phir bhi ye bank Waley NPA me nahi dal rahey payment kr de rahey ha iska kya matlab ha
Thanks for this video sirji🎉
Sir mere husband ne b loan liya tha aur uski emi nhi bhar paaye kyuki unka acdient ho gya tha aartik sithi thik nhi chal rhi h wo log ne notice v bheja h kya kare sir main emi nhi de paungi kya kar saktey h
Sir, Sarfaisi act bhi kuchh hota he kya ?🎉
Sir ek card ka account civil mai write off dhikha raha hai but koi agency wale phone Karte hai wo statement bhee provide nahi kar rahe hai. Sirf closing balance wala statement bhejte hai.
Bank wale is video ko dekh rahe ho ya jo bhi apka jankar dekh raha ho wo to galti se bhi apko paisa dene ki galti nahi karega😂
Thanks for Advice
बहुत ही अछि जानकारी दी सर जी आपने
Sir.aapne bahout achha bataya.ECS kya hota hai?isme paise kyo cutting hote hai?
Mera ac npa me gaya hai credit card union bank wale 95thousands par settlement bol rahe he mera salary ac bhi union bank hai kuch apke pas solution hai kya
Change salary account
Sir 138 ka notice aane ke bad bell kya turant karwana padta tha ya thane me jane ke bad bell hogi kya process hai iska is par koi video baniye
Cort.se.hojatibell
@@RajindarKumar-j6skitne paise lagte hein bhai
NI Act or payment and settlement act ke according court se notice aata hai kya
Thanks sir 🙏🙏
Sir gadi lone h 11lkh bank vle bol rehe h npa hoga npa hoga 4 kist bounce ho chuki h
M pocket se loan liya hai... 400 din ke uper ho Gaye hai to kya karna chahiye mein unhe loan repayments nahi kar sakta
सर मेरी प्रॉपर्टी के कागज बैंक में गारंटी के तौर पर रखे प्रोपराटर लोन बंद नहीं करना चाहता है और मुझे कागजों की जरूरत है क्या करे खाता एनपीए हो गया है क्या करे
Sir finance company se ya bank se jo recovery agent ghar aate Hain unka kya Karen
Unko Garam pani dal ke Nishan na dikhe ese marna nahi chahiye
Kabhi kabhi log ese bhi karne ki sochte he ki Davaze pe bord laga dete he ki kisiko izazat ke bina andar nhi aana or koi izazat ke bahar undar aaya to unke bad jo accident hoga unka jimmedar Anadhikrut pravesh karne vala khud jimmedar hoga unke Upar garam tel dal ke unko Get ke undar Band kar dena chahiye nhi 🎉
Sir agar lon garnter ka presan kre to kya kre
Sir mera ek CC loan hai 300000/-ka jo ki unsecured hai bank kya kya action le sakti hai ye samajhna tha please reply kare
Sir mera credit card ka bill 28000 hai mai every month 2000 ya 3000 payment kr deta hu but minimum due nh kar pa raha hu kya krna chahiye settlement ke liya bola to ab nh hoga settlement kya kare please suggest me sir
Emi bna lo bhai
Bas yahi best h
Sir agar mere friends aur colleagues ye bata ke ki aap ka mobile number reference me diya hai ye bol ke harrass kare to kya kare. Ye money view Wale kar rahe hai
Axis bank se personal credit card home loan car loan he. Ab kisi me bhi payment nahi kar sakta hu to kya kare. इस महीने npa हुआ.
Ab kya huva home loan k aapke
@@tribhuwanpandayye to batao 5 sal lo to ye bhut preshan krege call kr k ghr aa kr uskey liye kya kre
Call
Secured loan me NPA hone se kya hota pmegp loan hai Rs.124500/- subsidy bhi bank ke pass hai
Sir 2007 sal me 70000 loan liatha ak vi Paisa Nehi dia to Mera kea hoga botaia sir
Sirji hdb ka personal loan 180000 ka thaa monthly emi 6600 hei or mei 22 month pay kor suka hoon ab 6 mahinese pay nehi kor parahahu recovery wala dhomkaraha hei kya koru please rply. Sattelment late kornese yelpg court case korega kyaaa
Moneyvew se mera loan chalraha filhal 3emihatei ek emi vhardeta hu tabvi notice Mila Mera keyakarna
Acha video hai desh ka paisa khakar hum deshbhakt hai
Sir lap ka loan 4cr ka NPA HO JAY PHIR KYA HOGA,BANK PROPERTY SALE KARKE WASOOL LEGA YA CLIENT KE PEECHE PADA RAHEGA
Sir. Aap. Ka bat sun kar.bahut faida. Huwa. 140000.rupya ka. Faida. Huwa. Fir. Lon. Bhi. MiLa
Kaise bhai.
Auto rikshaw pe loan liya tha lekin auto chori ho gaya jiski nc report bhi hai to esse main kya kar sakte agar payment nahi bhar sakt
Sir namaskar ji lon account NPA ho gya h ajent nagad pement magta h sir
Agar npa ke bad 4 kist jma karde to civil sahi ho jayega
Sir mera ek kcc loan npa Ho gaya hai please bataiye ab main kya karo main bank ka. Paisa dena chata hu par kisto main kyuki abhi mere pass paisa nahi hai main kya karo please advice thanks
Setalment कर लेना पर पहली बार मे ही मत करना कम से कम 2 से 3 बार मे करना सीशी बीओल देना में इतने पैसे हाईड पाऊंगा है ही नही मेरे पास पैसे रही सिविल की बात तो बो तो बिगाड़ ही गयी है
Sir ji mere lone account me new npa recovery charg kata hai or hum har mants lone ka intarest jama kar rahe to bhi sir ji koi kya upaye bataye sir ji
Sir house lone ots Kiya tha March me abi bank ne phir se auction me dal diya abi me Kiya koru sir
Sir ji mera krishi card tha 110000 ka or meri arthiksatiti thik nahi mere se bich main 2/3 saal bare nahi gay the or mere se 70000 hajar laykar krib 2 sal se ab bank pnb wale card nahi banna rahe ab kya karan
Ager credit card me kyc ke name par syber scam hua h uski sari details help line par diya gaya h but credit card company bill generate kr diya h aise me kya karna chahiye
Sir kisi government karamchari ki salary par personal loan liya ho or uski martu ho jaye agar loan par insurance nahi hoto bharn pdega ya nahi
Kya bank property take over kar sakta h
Sir NPA ka bad pura amount charged panalaty ka sath pay kor diya jai kiya hoga cibil thik hoga kiya
Npa mein Bank ka notice aaye To kya Karen cote jana padega
Hom loan me proptijama ha tho ky hoga jmin lilam hoga
Suit fill willful write off settled likha aa rhaa sir iska kya mtlb hai iske bare me video bnaye
Kya huya bhai apka
@@SRV.77 kuch nahi hua
@@mastimojnikhojwithgujju3642 matlab koi rupay nhi diye
@@SRV.77 nahi
Aap Sahi Hai Sar madad kijiye please
Sarfesai notice hone ka bad kya karenge. Property ka paper's Bank ka pas he to woh kya kare
Mera loan restructure likha hai civil defence ka kya hoga
Sir npa k bad mudra loan kaise settlement hoga kaise court m chla gya h
Bhai mera bhi mudra loan npa h.. Apka kitna din me case kar diye, aur kitna amount tha
Mera bhi court me case hai
@@lifemotivations1 apka kaun sa loan h, aur kab se case chal raha h
You tube की यही खासियत है की तुम जैसे असामाजिक प्राणी को भी कुछ भी रायता फैलाने का मौका दे देता है
Sir house loan m kya kre
Sir you are a good man
Sir me ak sequr lon ki gerenter hu aur mere bap ki adress me notice aya lekin mera to adress dusra diya huwa he
Great sir
Sir agar property morgej ho tab ky hoga,
Sir mera home loan h or mai construction loan nhi chati husband se distribute h bank muge construction loan band karne ka koi legal paper nhi de rahe kya karu
,,, Sar namaskar Mere Pati ki accident Mein death Ho Gaya Hai Mere Naam Se loan liye hain Pradhanmantri Mudra loan bank se notice a Raha Hai Sar Kya Karun Sar man ghabra raha hai koi Salah dijiye
❤ अच्छा लगा 🎉
Sir mere saath credit card froud huaa kyaa kare
Sir हमने हाउस लोन 4 lakah लिया था
10 लाख पे कर चुके हे
अभी भी प्रिंसिपल 3.5 लाख दिखा रहा h
Loan NPA ho gya h
लूट मचा रखी है
Yes kaunsa interest de raha hai bhayee///...4 ka 10 ....Ya 10 ka 4...
Sir mere pass zamin hai nehi toh ky hoga,
Business loan jo ki unsucured hai usme co applicant ko pareshan nhi karenge kya
great work sir👍
Sir mre pita ne bank se personal loan liya tha or unka death ho chuka h..or bank Wale pressure bna rhe h ki paisa bharna hoga or hmre family members ka usi bank k bamk account ko hold m kra diya h...ky kre ?
Bhai kya huya apke loan kya please reply bhai same case mera bhi h
Bhai kya huya apke loan ka
Humara l&t se personal loan hai Jo bar bar coart ka police ka dhamki aa raha hai aur bol Raha hai papa mummy bhai ko girftar kar liya jayega aur Ghar nilami kar dunga kya sahi hai
Sir settlement ke bad bhi Paisa kam ho sakta hai.why?
Thank you sir😊
Unsecured loan me sarfaesi ka notice aata hai kya???
Nahi
sir 5lacks ka cc hai..but cc holder expired ho chuka hai ye kaise settle hoga
बॅंक वाले के मां को सिर्फ विजय माल्या ललित मोदी नीरज चौपड़ राहुल गांधी सोनिया गांधी हीं पेल सकते हैं
Npa types
Sub standard NPA
Doubtful npa
Loss asset NPA type 1.written off 2. billfull default
After all this what can happen ? Jail? Faasi?
Koi mudra loan liya ha payment karne me dikkat aa rahi ha kya ho sakta ha
sir bank wale NPA notice me pulice ko ghar bhejne ko bol raha hai mai kya help us
Police ka koi matlb he nhi h inkaamo me ..
Ye recovery agent sab fake bolte and krte h
Sir kaise pata chalega ki account NPA ke kaun se category me hai ??
Sir Jo account no se Loan liya h agar usme paisa rahega to kya debit ho jayega
Sir jee aapka kis place ke hai. Bihar me hai. Bhagalpur me koi hai
Sir ji Lon Wale check lagne ki dhmki de rahe hai. Kiya karu
Home loan me bhi yahi hota hai kya
Sir mere 2 loan hai ek 3 lakh ka or ek 1.5 lakh ka 10 emi tk gyi hai ab mera Business mai nuksaan ke karan nhi bhar pa rha to kya hmari property pr koi action ho skta hai vo hmari mother ke name pr hai
unsecure लोआन में प्रॉपर्टी का कोई जोड़ नही है।
Court se japti ki notice kar sakti hai kya
Unsecured loan me surfacing act hota hai kaya sir
No
Sr abh mai loan ki e.m.i.nh bhar
P rh hu..plz sr hame sahi margdarsan d.
Nbfc apps me se kya contact list remove kara sakte hai kya
Kaise remove kar sakte hai boliye
NPA hotane ka kyakarana padega sir plz batao
Aj lagbhag 5year ho gaye.
Abhi tak Maine bank ke sabhi e.m.i. har mahine regular jama kiya hu.
NPA mai Jane k bad intrest charge krte hai kya
Sir account NPA HO jane ho jane k baad v interest laghta h kya
Loan,setalment,ke,kitne,din,badcivil,thik,hota,hai
Sir hmare papa ne koyi loan nahi liya hai sirph vijali ka vil hai to bhi npa ki astiyo me dhal diya our do baar message aa chuka hai
Sir meri husband ka cc loan tha lakhin abhi unka account NPA kor diya gha. Abhi kiya korna hai
Bank to abhi legal notice vaj rahi hai
Dusri shadi krlo aap
Kya huya loan...husband ki death hogyi h kya
Me Bandhan Bank se Liya hai unsecure loan hai 36emi hai me 29emi de diya hai ab mera business kharab ho Gaya EMI de nohi pa Raha hu Bank walu mentally hereshmen kor raha keya koro sir
Sir ji 1 lec ketane main statement karana cheye
Sir mere ghar me lok adalat se notice aaya h kya karu plzzz sir ji
CAR LONE BHI HOTA HAI UNSECURED MA
सर मेरे पिता जी का देहान्त हो गया है बैंक से केसीसी लॉन लिया था तो क्या उसका बेटा को चुकाना होगा क्या हम बहुत परेशान हैं बैंक से अधिकारी सब आते हैं
Fir kya kar rhe ho aap mujhe bhi pareshan kar rahe he sir
Sir Mera ek loan hain msme Jo mera fail hogaya hain ek mahina aur ek mahina ka adha th abhi Mera pass Paisa nhin hain th main kya karu
Bike or car loan onawr death hone ke bad loan maf hota he kya🙏?