Good Step by Aligarh Muslim University to remember and acknowledge the life ahievements and contribution of the founder chairman of Shia Theology Allama Naqqan Saheb
Numainde Wali e Faqih Ayatullah Mahdavipour ne apne key note address mai Sayyed ul Ulama ki ilmi khidmaat ki ijmali tasweerbahut achche andaaz mai bayaan farmayee. Subhan Allah
Ayatullah Syed Ali Naqi Naqvi's books and his works are still relevant. I have read English translation of some of his books like History of Islam, Martyr of Humanity etc. They are master pieces.
Ye wahi Ali Naqi Naqvi Naqqan hai jinhone apni Kitab Shahide insanyat me Imam Hussain a.s ki pyas ka inkar kia hai? Or ghusl karne ki bat bhi likhi hai un per seminar ho rha hai.
App khud kitaab parhen haqiqat jaanne ke liye. Ye hasidon ka propaganda hai, jinke paas khud to ilm nahin tha ke ilmi muqabla karte. 300 se ziada kitaben, hazaare se ziada articles aur hazaron majlisen. kahin ek jagah bhi imam husain a.s. ki pyaas ka inkaar nahin balke hazaron baar pyaas ka tazkera farmaya hai.
humne tu na aisa padha unki kitabo main aur na hi taqareer main unki khidmat shiat ke liye bemisal hain unko bhool kar hum kya baat karne lagte hain woh ilme ke samandar thai phir woh aisa kyon likhenge ghalat bayani nahi karni chahye
Maine Shaheed e insaniat bhi parhi hai aur kayee aur kitaben bhi ye haqiqat nahin hai ke Sayyed ul Ulama atash e Imam Husain ke mukhalif Thai. Balke unhone jitna mazloomiat e imam Husain ko shion aur ghair shiyon ke saamne paish Kiya aur unko mutassir Kiya utna aur kisi ne Kam hi Kiya hoga

Subhan Allah. Sayyed Ulama Syed Ali Naqi Naqvi was the greatest Islamic scholar of 20 th century
Syed ul Ulama was the Greatest Islamic scholar of 20th century
NAQQAN SB was best speaker orater writerand had command in different Urdu Arabic Farsi
Numainde Wali e Faqih Ayatullah Mahdavipour ne apne key note address mai Sayyed ul Ulama ki ilmi khidmaat ki ijmali tasweerbahut achche andaaz mai bayaan farmayee. Subhan Allah
Allama Sayed Ali Naqi Naqqan saheb was the most learned person of the time. He had written more than 300 books in various subjects
Ayatullah Syed Ali Naqi Naqvi's books and his works are still relevant. I have read English translation of some of his books like History of Islam, Martyr of Humanity etc. They are master pieces.
Behtreen Aaleme Deen Hai Moulana Naqqan Sahab,
Mashaallah
Subhan Allah. Jazakallah
Masha Allah . Well deserving seminar.
Mashallah
Naqqan Saheb ilm wa akhlaq ki misaal thai. Fiqh, Kalaam, Tafseer, Tarikh, Hadees, Falsafe, Irfaan aur adabyaat ki fields mai sahebe nazar thai.
Urdu zabaan ke khateeb aaj bhi Sayyed Ul Ulama ki majlison ko sun kar kitaben parh kar daad o tahseen haasil karte hain.
Aaj bhi uniki taqriron ko shia sunni sub log yaad karte hain
syedul ulema ki taqreer wo tahreer ka koi jawab nahi
حديث کا ترجمہ مولانا نے نہیں کیا
Ye wahi Ali Naqi Naqvi Naqqan hai jinhone apni Kitab Shahide insanyat me Imam Hussain a.s ki pyas ka inkar kia hai? Or ghusl karne ki bat bhi likhi hai un per seminar ho rha hai.
Jhoot kyon phailate ho, aapne kitaab oarhi hi nahin, maine kitaab parhi hai kahin bhi aisa nahin likha. Ke woh pyaase nahin thai. Balke sainkron baar unhone imam husain a.s. ki pyaas ka tazkera kiya hai
Naqqan saheb was the most learned scholar of 20th century. He has written more than 300 books. U haven't read few books