Delivery kisi bhi mausam me ho ajwain jarur deni chahiye...is se internal body ki cleaning hoti h or maa or bacche ka digestion bhi acha rahta h...summers me bhi ½ se 1 kg tak ajwain de sakte h..Ghee me bheegi hui ajwain garam nahi hoti
Generally jinka C- section hua h wo stitches katne ke baad ya 15 din ke baad ajwain khana shuru kar sakte h...baaki jaise aapka doctor advice kare....ajwain digestion ke liye achi rahti h to aap ½ - 1 kg ajwain jitne din me khana chahe kha sakte h.
Badam aur khopra aur gondni Daliya Apne aur ekatthi bnao to bhi gud Khilauna Jahan per main shakkar kaun khilata hai shakkar ki jagah Mishri Dal Do PCB Barik
Ghar ke bade bujurgo ka kahna h ki jab tak ajwain khayen tab tak khatai nahi khani, garam paani se nahana h, mausam thanda h to thande paani me koi kaam nahi karne, sir dhak kar rakhe or shoes pahan kar rakhe
Ajwain ke sath Bura Ko bhi to ghi mein bhigoya jata hai Kya ?
Nahi....sirf ajwain ko bheego kar rakha jata h
Thankyou
useful 👌
Thank u apne bahut ache se bataya hai
Thank you for your appreciation 😊 🙏🏻
Maine bhi ye khayi thi, or aaj apni beti k liye bnane Vali hu
😍😍
Very nice
Very nice 👍
Thank you
Bahut badhiya
Thank you 🙏😊
स्वास्थ्यवर्धक...
🙏
Dry fruit ko piskar dalna chahie jacha ke dant kacche hote Hain
Thank you for your suggestion
Kaya summers me ise diya ja sakta h ,r de to kitni quantity me dena chahiye
Delivery kisi bhi mausam me ho ajwain jarur deni chahiye...is se internal body ki cleaning hoti h or maa or bacche ka digestion bhi acha rahta h...summers me bhi ½ se 1 kg tak ajwain de sakte h..Ghee me bheegi hui ajwain garam nahi hoti
Aap thida ir guide kar sakti hai pls jaape ke baare mein kya khana chahiye or kulya nahi
C sec wale kitne din kha skte hai...hum log me panjiri khate hai starting ke days agr ye khana hai toh kitne din
Generally jinka C- section hua h wo stitches katne ke baad ya 15 din ke baad ajwain khana shuru kar sakte h...baaki jaise aapka doctor advice kare....ajwain digestion ke liye achi rahti h to aap ½ - 1 kg ajwain jitne din me khana chahe kha sakte h.
Badam aur khopra aur gondni Daliya Apne aur ekatthi bnao to bhi gud Khilauna Jahan per main shakkar kaun khilata hai shakkar ki jagah Mishri Dal Do PCB Barik
Hamare yahan gond ajwain ke baad diya jata h...or isme shakkar use nahi hoti khand dali jati h...khand or shakkar bilkul different h
al
Iske saath koi parhej bhi karne hai?