डॉ राम मनोहर लोहिया अवध विश्वविद्यालय अयोध्या और अन्य विश्वविद्यालय में BA BSc BCom की परीक्षा के लिए 2 घंटे का समय मिलेगा, और कुछ विश्वविद्यालय 3 घंटे का समय मिलता है।
Ya FIR uska result nahin aaega agar yah Gole galat bhar jaaye BSc walon ke aur use bacche ko bahut der mein pata chale kiske Goli galat bhare hue Hain to
Sir ..ye jo copy me already side line khinchi hui hai ...kya iske bad bhi hame lining karna zaroori h side me ? Ya aese hi likhna start kar sakte h ? Plzzzz reply sir
Bhai please ye batao ki faile maine nhi taiyarr ki hai kyoki mera regular college nhi jati hu to koi problem to nhi hogi RMLAU college se hu please bhai tell me
Sir sir please ek cheej bta dijiye Aaj mera physics ka exam or maine phle page me paper code or apna naam likhna bhul gyi please sir bataiye koi dikkat to nhi hogi please sir mujhe bhot tension ho rhi h please reply dijiye sir
डॉ राम मनोहर लोहिया अवध विश्वविद्यालय अयोध्या और अन्य विश्वविद्यालय में BA BSc BCom की परीक्षा के लिए 2 घंटे का समय मिलेगा, और कुछ विश्वविद्यालय 3 घंटे का समय मिलता है।
Kanpur university mai bhi 2 ghante ka time hai
@@HimanshuYadav-o2f4n ok
Good morning
Lnmu University me 3
2 ka Mila hai
एैसा विडियो सर आप हमेशा बनाते रहीये गा अच्छा समझ में आता है
Thank You bro,,, Bahut help Milli is video se
wlcm bro🥰
Itni axi information diye h sir jam k like thoko yrr ,thankyou very very much sir apne hmare man ka der door ker diya bhagwan apki her iccha puran kre
thanku so much 🥰
Thank you very much brother this is video very helpful 😊
Kal morning me 8 bje exam h thanku bhaiya ❤
👍
Brother koi problem ho jaye jaise to teacher se puchhne par bata denge koi dat to nhi padegi kyoki yahi college me admission liya hai hamse
bata denge sir
Thanks🙏🙏🙏@@AvanishXYZ
Very good sar AAP bahut achha pahbhte hai
Thank you bhaiya aapka bahut bahut dhanyawad
थैंक यू भैया धन्यवाद आपका बहुत बहुत धन्यवाद
Thank you so much dear ❤❤❤sir next day my exem ❤❤❤😊
All the best
Kiyahamsir dahine taraf line khinch sakte hai copy likhate samayrmlauke copy mein please bata dijiye sir
Bilkul kheech sakte ho
Thank you so much 😊😊😊
Most welcome 😊
Sir ddu me 32 page mile the MA 1 semester me itna छोटा quetion tha copy nhi bhari 😢
15 20 page bhi nahi?
Yahi mera college hai ji thanks bhai 🙏🙏🙏
Thanks a lot sir 🙏
Thank u so Mach sar aapane meri problem solve kar di Kya avath university me do ghante paper hota h kya plz bta dijiye ap sir😢🙏
hum 2hours
@@AvanishXYZ thankyou sir🤗
Very nice video bhaiya ji
thanku 🙏
TQ mare bhai😊
Thanks bhai aapne bahut Achha samjhya
wlcm sister
Thank you so much
Thanku sir❤️
Signature nahi kiya roll number sahi mahavidyalaya code sahi hai parkisha Kendra code sahi hai koi dikkat hoga ya back lagaga
Thank you so much bro ❤❤❤❤❤
You're welcome 😊
Bhai abhi tak m. A 3samester ka scheem hi nhi आया kab ayega aur exame kab se hai
Thanku so much bhaiya
Ks saket main 1 sem k examination form kab se fill hona start hoga
abhi 1st semester ka nahi start huaa jai jb start hoga tb information de diya jayega
Sir minor valo ka objective exam hoga.. Sir uspe bhi ek video bna dijiye english valo ka
bhai sereje le lo english me ye both language me hoga hindi/english don't worry
6 semester ke paper MCQ hi honge ya likhne ka v aayega please bataiye
Thank you sir ji
Welcome
Thank bhai
Thank you
Thanks sir
Thanks😊
Sir Mari booklet series C thi
Or mai ne A kar diya fir
Cross kar ke C kar diya kiya Mari copyright ho gye gi
Hi ser meri ek badat kar jijiye
Mere roll number sabdo me galat ho gaya hai mai kya karu😢
koi problem nahi hoga don't worry
Sir aap Online class chalte hai kya 5th semester ba ramelo
nahi
Ok sir
सर मेरा physics में copy भरते समय मैने प्रश्न कोड और प्रश्न संख्या गलत भर दिया है क्या मेरी कॉपी चेक होगी please reply sir 😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
Thank you so much sir
Most welcome
Bhaiya main ek paper me apni sign krna bhule gya answer sheet filling me... invigilator ne sign kiya tha...kch hoga to nhi?
No problem
@@AvanishXYZ bhaiya ek baat aur ek paper me maine prasan Patra sankhya me III (third) bhar diya koi dikkat ho skti h?
Thanks 🙏🙏🙏 bhai ❤❤❤❤
Thanks bhai
Bhaiya agar uin no. Galat ho jayega to copy check hogi ki nhi
check hoga roll no to sahi hona chahiye
Agar kisi per yah Gole galat bhar jaaye to kya hoga kya voh baccha fail ho jaega
Nahin
Ya FIR uska result nahin aaega agar yah Gole galat bhar jaaye BSc walon ke aur use bacche ko bahut der mein pata chale kiske Goli galat bhare hue Hain to
@@PriyanshiMavi-if2ts roll no sahi hai to koi problem nahi hoga
Thanks Bhai 🥹
Sir maine admit card pe dusri signature aur exam mein dusri signature ki hai isse problem hogi???
Koi problem nahi roll no sahi hona chahiye
Thanks 🙏🙏🙏
You’re welcome 😊
Sir ..ye jo copy me already side line khinchi hui hai ...kya iske bad bhi hame lining karna zaroori h side me ? Ya aese hi likhna start kar sakte h ?
Plzzzz reply sir
jaisa aap likhna chaho
@@AvanishXYZ thanks for reply✨❤️
Sir aik or question h mera ..(jo opjective type exam hongy unme black pen se omr sheet fill krni hoti h ya blue ka use bhi kar skte h ..?/)
@@taskeenfatimarizvi6755 anyone
Very very thank you sir 😊👍
Most welcome
Brother kya es baar economic me RMLAU me objective question aayenge ya aise hi hoga please answer de do
Only 1st sem minor subject ka objective hoga
@@AvanishXYZ thank you🙏🙏
Bhai please ye batao ki faile maine nhi taiyarr ki hai kyoki mera regular college nhi jati hu to koi problem to nhi hogi RMLAU college se hu please bhai tell me
@@DivyaMishra-o6q prepare kr lo
Hello bhaiya DDU gorkhapur University ka exam date sheet bataiye ga please 🙏
ok
Bhaiya ji aap ye batao rmlua me mainer subject ka paper objective hoga ki subjective
Objective hoga
Aur agar whitener laga diya hai to
Sir matic ya inter me first page ko chordkar likha jata tha isme vaise nahi likhega
roll no fill karne ke baad usi ke niche se start kar sakte ho likhna
Sir filling krne me paper no. 1,2,3,4 bhi puchta hn kya??
No
@@AvanishXYZ but it is asked in today's paper
@@varanasisharma1141 only 3rd year me 2 paper hota hai usme fill hoga aur me 1 hi fill hoga
Sir plesae batayiye ho paper coad likhana h vo bhul Jaye to kya hoga
koi prblm nahi but paper ka nane to jarur likha hona chahiye
Aapka result aaya kya please reply 😢
Sir roll number anko me likhna tha aur mai sabdo me likh di koy result me dikkat to nhi hogi?
koi problem nahi bs roll no likha hona chahiye
Bhaiya ager ba 3rd samester ka exam sara pepar na de to kya back daal ke baad mein de sakte hi please reply bhaiya 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
back aa jayega
@@AvanishXYZ to baad me sara exam de sakte hi
Reply kijiye 6se exam hi mera exident ho gya hi pair me plastur bandha hua hi
@@SurajTiwari-wg1bo baad me ho jayega back paper
@@AvanishXYZsare subject ka ho jayega bhaiya ji back pepar🙏
❤
Sir sir please ek cheej bta dijiye Aaj mera physics ka exam or maine phle page me paper code or apna naam likhna bhul gyi please sir bataiye koi dikkat to nhi hogi please sir mujhe bhot tension ho rhi h please reply dijiye sir
ager roll no uin no sahi hai to copy check hoga ye bato jo slip mila us per sign kiye ho ya nahi
Thank u so much sir so far video sir 🙏🙏🙏🙏
Most welcome
Sir 2022-2025 season ke liye btaiye sir zoology horns hai
Sir bsc ke 1st semester paper 1 me uin number likhna bhul gaye to kya number nahi milega
koi problem nahi roll no to hsi
Thank you sir
Shukriya
Thank you ❤❤
Sahi hai
You're welcome 😊
Sir Thora hamlog 2022-2025par bhi dhyan dijiye
Tq bro
Mai UIN NUMBER nhi fil koya aur na hi signature nhi kiya hai koi problem to nhi hogi
Koi problem nahi roll no to sahi hai na
Bhai jo copy ki information hoti hai usko Hindi English dono me fill ker sakte hai ki only ek hi me
only one language
Bhiya ks saket main 1 sem bsc k exam kab se hoga aur examination schedule kab ayega
may be 15 dec
Thank you sir ❤❤😊😊
Most welcome 😊
Thank you sir
Dosri side line khichne m koi dikkat to nhi
No problem
Sir 1 paper me uin number likhna bhul jaye the Dusre paper me uin number likh salti hu
hum likh sakte ho
Thank you sir ji
Bhaya ba 2022-2025 1st samester ka exam kab se hoga
18 se to start hai
Roll number sahi bhra tha lekin pareeksha code thoda mistake ho gaya tha result aajajayga na
usse koi dikkat nahi hoga don't worry
Bhai copy meh question likh ke tab answer h kya
nahi direct ans
@@AvanishXYZ answer number dal ke jaise 2 nhi ata to 3 ka answer dal ke
@@naruto78629 likh sakte ho
Bhai bca 1 sem ka examination form kb fill hoga
May be start 2 -3 dec
Bhaiya .. kya B.A.1st semester new admission walo ka examination form fill ho raha hai
abhi nahi jb start hoga information de fiya jayega
सर मै m a 2nd सेमेस्टर का स्टूडेंट हूं और आज पेपर में मैं uin नंबर नहीं भरा है क्या मेरा रिजल्ट आएगा
Ayega
Bhiya ks saket main 1 sem walo k exam form abhi fill nhi ho raha h toh exam December main hi hoga
abhi 1st semester ka nahi start huaa jai jb start hoga tb information de diya jayega
Sir ba me kitne page ki copy milti hai
31 page
Yes
Kya uin registration ki date extend hoga 1st semester walo ka reply plzz.. Kya bina uin registration ke exam form fill nhi hogaa
Ab nahi extend hoga kyonki ab examination form bhi fill hona hai
@@AvanishXYZ Kya bina uin no. ke 1st semester ka form fill hogaa
@@fact_knowmore6356 nahi bina uin ke admission kaise aur kon se college me kr liye
@@AvanishXYZ Shri vishwanath college sultanpur me BA 1st semester me admission hua hai iis year..
Sir Uin number kya hota h
Jiss examination form bhare ho wahi no
Thanks for you my dear sir
Or btawo sir badge dino ke baad aapka face dekha
Bhai M.A me bhi yahi board copy same hogi ya change rhegi
yahi sabhi ke liye rahega
B Sc ka pepar hindi me likhna hai ki English me 😢ham up board se padhe hai bhaiya
Please 🥺 reply 🙏
jisme ache se likh sako
Very much
Bhai maine roll no, aur enrolment, paper code ye sb sahi sahi bhara h aur kuchh nahi bhara hai koi duiikkata h kya
Koi problem nahin
Did u tell me how many pages are there in exam copy
31
Bhai aap sai कॉनटेक्ट हो सकता हैं
Sir mjpru university ka bhi laye
Yes same
Minor subject ka paper kab Hota hai
major wale exam ke saath me
Sair sab btate hai but jo upar likhta hai isse dikhta nhi
Saket me kitna time milega exam ke liye
2Hours
Special result kb aayega 2020-23 ka 😢😢😢😢😢 nhi aa raha h
ak saath milega
Bhai m. A 3 समेस्टर ka exam kab se hua अभी तक स्कीम नही आया है kab tak aaye ga exame 10 तक खतम हो जाता तो अच्छा होता
ab ye maan ke chalo ki exam December me kabhi start ho sakta hai
B a firt alag se kitane subject aata hai
Total 5 paper hoga
Bhai keya B copy bhi mil sakta hai exam me🤔🤔🤔🤔🤔🤔
nahin
Sir copy kitne page ki hoti hai
31