Bhai mere pass ek 1.5HP (1.12kw) ki single phase Motor hai usme Sirf 2 Start Capacitor hai aur Running capacitor Nahi hai... Aur vo without load 9Amps Le Rahi Hai Load pe 10 Amps.... Aur 5min Chalane pe Garam Ho Jaarahi hai ... Aur Winding Short Nahi Bata rahi Multimeter ... Kyu ho sakhta hai? Running Capacitor Lagale toh Thik hoga kya??
@@raojielectricalmotorwinding Bahut jaldi Heat hone lagta hai 5 min mein hi heat ho Jaata hai .. mere pass ek aur motor hai 2 HP ka vo 7Amps leta hai par ye 1.5HP vaala 9-10 amps le raha hai.....
Bhai mene 3hp chakki motor rewanding kar di hai or me ek ek do do turn kam kar diye par ab wo motor 1 gante me bhut garam ho rahi hai kya karu bhai batao
Turns aakhir kam kyu kiye? Agar pehle motor sahi chalta thha toh utne hi turns rakhne thhe. Gauge bhi same rakhna thha. Kuchh bhi parameter change karne se dikkat aa jati hai. Ekadh turns faaltu daal doge toh bhi heating ki dikkat nhi hoti. Winding resistance itna kam hota hai ki motor ke turns ka load par fark nhi padta.
@@technicalrajsingh7183 Ab ek hi upaay hai ki ab wires nikaal kar sahi turns daalna padega jaisa pehle thha. Thoda extra wire ki jarurat padegi. Ummeed hai ki aap ne varnish nhi daala hoga warna wire kaatna pad sakta hai.
Ekdam sahi jankari diya hai aapne,,
Naya sikane vale ko kafi
Help milegi ye vdo se,
Very nice bro
Wow nic brother good video
Very nice bro ma Sikh gya
SUPER SIR JI
Bhai ek baar single winding ki video bnya aur bina oth coil
SIR AAAP NE CONFUSION DOOR KERDIYA ALLAH AAP KO LAMBI UMAR DEY OR KHOOB ROZI DEY AMEEN MD SHAFIQUE
Good bhai
Double winding ki video bnya aur bina oth coil kie
Thanks brother muje jehi video chahe tha thanks
Thanks for watching my video
Good information off HP ka collection dekana sir
Ok sir
Bhai mere pass ek 1.5HP (1.12kw) ki single phase Motor hai usme Sirf 2 Start Capacitor hai aur Running capacitor Nahi hai... Aur vo without load 9Amps Le Rahi Hai Load pe 10 Amps.... Aur 5min Chalane pe Garam Ho Jaarahi hai ... Aur Winding Short Nahi Bata rahi Multimeter ... Kyu ho sakhta hai? Running Capacitor Lagale toh Thik hoga kya??
Dekho jyadTatar motor gram hoti h lekin kuch jyada gram hoti h to uske bearing or seat ko check kro ....... Other wise koi problem nhi hogi...
@@raojielectricalmotorwinding Bahut jaldi Heat hone lagta hai 5 min mein hi heat ho Jaata hai .. mere pass ek aur motor hai 2 HP ka vo 7Amps leta hai par ye 1.5HP vaala 9-10 amps le raha hai.....
Bhai tumari dukan kha par hai batao
Gurgaon
गुडगाव तो माई 2017 एंड मे aayaa था मेट्रो स्टेशन पर
Bhai mene 3hp chakki motor rewanding kar di hai or me ek ek do do turn kam kar diye par ab wo motor 1 gante me bhut garam ho rahi hai kya karu bhai batao
Turns aakhir kam kyu kiye? Agar pehle motor sahi chalta thha toh utne hi turns rakhne thhe. Gauge bhi same rakhna thha. Kuchh bhi parameter change karne se dikkat aa jati hai. Ekadh turns faaltu daal doge toh bhi heating ki dikkat nhi hoti. Winding resistance itna kam hota hai ki motor ke turns ka load par fark nhi padta.
@@Dave_en dikkat aa rahi thi jada turn dalne me to ek do turn kam kari diye sabi coil me se
@@technicalrajsingh7183 Ab ek hi upaay hai ki ab wires nikaal kar sahi turns daalna padega jaisa pehle thha. Thoda extra wire ki jarurat padegi. Ummeed hai ki aap ne varnish nhi daala hoga warna wire kaatna pad sakta hai.
bhai capacitor thoda bda do heating bahut kam ho jaegi
@@omprakashtechnician4383 starting capacitor hai lage hai running nahi bhai
Very nice bro