भाई चलती हुई गाड़ी का हल्की सी ब्रेक लेने पर ही आगे के शोकर टूट गए है इंश्योरेंस कंपनी ने क्लेम देने से मना कर दिया है और टीवीएस कंपनी भी जिम्मेवारी भी नहीं ले रही है क्या करे
bhai mere scooter wrong side pe ane wala chapri se dhakka hoke gir gaya mudguard me 2 scratches hua & foot rest ke side ke plastic me thoda thoda scratch & silencer dent hua.... Kya में insurance claim kar sakti hun
Thik yese hi meri bike gir gayi hai aur kuchh yesa bi damage hua hai new bike hai insurance bhi hai mager mere pas DL nahi hai bike mere name pe hi hai. Kya claim me koi dikkat aayegi ? Please reply me .
Hlo bhai please reply mere paas TVs Jupiter hai 2019 model uska 5 years ka insurance Mila tha & or first party 2020 tak tha ab third party chl rha h uska But aj mera accident hogya h to kya agr m phone ya paytm se online first party insurance krlu to kya muje claim milega please reply sir 🙏🙏
bhai sahab abhi meri gadi ka bhi nuksan hua hai jaisa apki is gadi me hua hai same meri hero passion me hua hai ise insurance me free of cost me ho jayega
Bhai Mera bhi nhi hua 20 days hogaya tvs mein parts nhi hai bolre sirf time pe time dere zabaan sahi nhi inloga ki showroom se inchrance nhi karana kuch bhi hojao mere pass all prove hai tata inchrance ke kuch nhi sirf tvs showroom pe parts aane time lagta bolre koi bhi response nhi dere
Service centre me gaadi le jane k Baad gaadi me jitne tut fut huye honge uska inspection Kiya jata h aur jitna rs ka bill bnega utna rupees apko pay krna hoga service centre me aur pay krne k baad apko ek document me sign krna hoga wo document insurance company ko di jayegi aur usme jitna bill apne pay kiya h utne rupe apko de denge but Labour charge CGST SGST Washing polishing tax Other tax Ka paisa apko Dena pdega
भाई चलती हुई गाड़ी का हल्की सी ब्रेक लेने पर ही आगे के शोकर टूट गए है इंश्योरेंस कंपनी ने क्लेम देने से मना कर दिया है और टीवीएस कंपनी भी जिम्मेवारी भी नहीं ले रही है क्या करे
bhai mere scooter wrong side pe ane wala chapri se dhakka hoke gir gaya mudguard me 2 scratches hua & foot rest ke side ke plastic me thoda thoda scratch & silencer dent hua.... Kya में insurance claim kar sakti hun
Thik yese hi meri bike gir gayi hai aur kuchh yesa bi damage hua hai new bike hai insurance bhi hai mager mere pas DL nahi hai bike mere name pe hi hai. Kya claim me koi dikkat aayegi ? Please reply me .
DL nahi hai claim ho gya aapka
Bhai ho jayga kisi or ka DL la jayo
Bhai.. Accident kaise hua..or accident ke hisab se build quality kaise lgi..kyuki ishse pta chla hoga aapko..plss btana bhai..or hann bhai safe ride kro..take care
Hlo bhai please reply mere paas TVs Jupiter hai 2019 model uska 5 years ka insurance Mila tha & or first party 2020 tak tha ab third party chl rha h uska
But aj mera accident hogya h to kya agr m phone ya paytm se online first party insurance krlu to kya muje claim milega please reply sir 🙏🙏
Kya kiya apne
Insurance ka bare mein baat karana hai.... Aap se connect kar sakte hai....
Bhai plactic part ka insurance mila h kya
Bhai mujhe to claim de hi nhai rahe o log
3 month huye sir dagi liya to oe 3000 km chali sirf
Are m bhi hu isme to 😅😅😊
Bhai kya insurance jb tk valid hota hai uski last date ko claim Kiya ja skta hai plz reply..
Nhi
bhai sahab abhi meri gadi ka bhi nuksan hua hai jaisa apki is gadi me hua hai same meri hero passion me hua hai ise insurance me free of cost me ho jayega
Bhai apka cashless hai ki ye phir nahi
Bhi 1 saal mai ham kite Bar Clem le skte ha pless replay
Bypass change karne ka Paisa tumhare pass se bhi Laga tha kya
Bhai Mera bhi nhi hua 20 days hogaya tvs mein parts nhi hai bolre sirf time pe time dere zabaan sahi nhi inloga ki showroom se inchrance nhi karana kuch bhi hojao mere pass all prove hai tata inchrance ke kuch nhi sirf tvs showroom pe parts aane time lagta bolre koi bhi response nhi dere
Mera 2 month ho gya abhi tak claim nhi hua hai gadi bhi bana nhi hai
Konsi bike h
Bhai Mera accident ho gaya hai meine insurance insurance karaya tha tvs raider hai aejensi wale kuch nahi Bata rahe
Extra pay karna padega kya?
Bhai Mera clutch toot gya aur indicator to kya karu
Insurance kese check kre cashlesh he y nhe
Job card ke pese lete he ?
Bhai itni Awaaz Aa rahi hai back sa
Kisi or k licence se claim le sakte h kya
Yes
Learning licence chlega kya
@@ytpropertybhai6180chalega kya??
bro kiske license se hua aapka ???
Linsans bhai का चलेगा क्या बाईक मेरे नाम पे है मेरे पास लाईन्सन्स नही है
bhai aapne kiska license lgaya pls tell ?
Bhai free m part change hote h yaa kuch charge lgta h
Service centre me gaadi le jane k Baad gaadi me jitne tut fut huye honge uska inspection Kiya jata h aur jitna rs ka bill bnega utna rupees apko pay krna hoga service centre me aur pay krne k baad apko ek document me sign krna hoga wo document insurance company ko di jayegi aur usme jitna bill apne pay kiya h utne rupe apko de denge but
Labour charge
CGST
SGST
Washing polishing tax
Other tax
Ka paisa apko Dena pdega
Kya bhai
Insurance k under handle bar ata hai ki nahi?
Ata h bhai
File charge kitna lga tha tumara
What if mere husband ke naam pe gafo hai n wife ne accident karaya
Same question bhai
Bhai kitne rupay lgg gye
Bhai ye video to nazafghar ki hai na nangloi ki
Mera sbi insurance hai...ghuma r hai .15 din se.. showroom wale b......sb mc hai...khud leke bahr lgwana pdega...paisa west hai bs
Bhai mera RC nahi hahi he.. Phir bhi chalega kya?
Driving licence na ho to chaliga
Oo
Mera to pura bike damege hai 75% damege
Abe sound kuchh nhi pata chalta kya bol rahe ho
Bhai agar licence nhi hoga to....
Kya insorence me ban sakta hai.......bhaiyya reply dena...plz
bhai kisi jankar ka de doge license to bhi insurance claim ho jaega Dont Worry
@@ridewithakkiog kyuki kal hi mera accident hua hai isliye puchh rha hu bhaiyya .... Abhi bike ko agency le kar jaunga
@@ridewithakkioglearning lincence hoga kya
@@umeshjagat4442 bhai kiska license lgaya pls tell ?? hua apka??
Send hai meri
Bhai raider mat lena
Claim mila