👌...."नमस्कार" इमरानभाइ___बहुत अछी जानकारी दी आपने आपका "धन्यवाद"...👌 हमारे यहा इमरानभाइ आेरीजनल बजाज के स्पेर पाटँ मीलने मे बहुत तकलीफ हे क्या करे सर E 1 बजाज के शाे रुम पर भी कभी कभी नही मीलता हे___
Bajaj cargo bs6 ka video bnao khali gadi chadai pr chalne se pick up km ho jata hai or engine me jo acceleration ke setting 2 jagha diya hai to dono ka kya kaam hai kaise 2no ko set krna chahiye
Pahle se to kuch thik ho gaya hai lekin aaj subha me self 8 bar marne par stat liya hai oor kuch sahi tarika bataye bhaiya ki stating sahi se ho bhaiya ji
इमरान भाई एक छोटी सी प्रॉबलम है बट्टा दो गाड़ी का चावी स्वीच ऑफ है फिर भी इंजेक्टर का पाइप निकालो तो ges आता रहेता है तो क्या इसकी रेले वाली पिन जम हो सकती है क्या भाई जो सिलेंडर के पास होती है और भाई ये गाड़ी BS 6 LPG वाली है इसके बजे से गाड़ी भी स्टार्ट नहीं हो रही है
Kaise check Karen ki petrol se gadi ho rahi hai aur CNG nahin ho rahi hai aur bhi dusra ki CNG so rahi hai petrol se nahin ho rahi hai kaise convert Kiya jata hai
भाई मेरे पास बजाज bs6 cngऑटो रिक्शा है उसका 50 55 की स्पीड प्लस होने के बाद ऑटोमेटिक एक्सीलेटर छोड़ देता है और तक तक आवाज आता है और बंद हो जाती है गाड़ी मैं बहुत परेशान हूं भाई और पिकअप भी नहीं दे रही गाड़ी एवरेज भी नहीं दे रही है क्या प्रॉब्लम है भाई प्लीज रिप्लाई
Bhai gas indicator ka joh ghadi hai woh kabhi chaloo hoti toh kabi bund choohey ne shayad wire cut kerdiya tha toh mechanic ne fuse change Kiya hai lekin problem sahi se solve nahi hui hai kuch suggestion do bhai
Aap sabse pehle jo aage fuse box me fuse hote h aap unme se saare fuse bahar nikal li jiye fir 30 n. Fuse lgaiye aur check kariye kya fir bhi fuse ud rha h
Meri gadi piaggio ape cng hi kuch door jane ke bad pickup chhod deti hi phir 10 se 20 ki speed chlti hi phir pickup pakadti aur chhodti rahti hi. Koi bna nhi paa rha hi. Ky karun.
Mere bs4 bajaj auto compact mai head bore ka kaam huwa hai pickup kam hai aur mileage be nahi hai aur vibrate hote hai aur kat kat kat sound aata hai tappet aap jaisa bole ho why Sahi rakka hu carborator side 0.5mm aur exhaust side .10mm kya problem hai thoda se help kardo ya gadi lpg hai bhai please
Imran bhai meri bs4 hai lekin average nahi de rahi bahut setting karaya lekin sahi nahi ho rahi hai full gas par 100 km hi chalti hai kya karu pls mujhe Bataye
Bhai mere paas piggio ape city cng bs6 plus he 2021 modal mujhe isme yahi problem aarahi he rpm kam jada ho raha he thak thak kar ke chalta he or pikup bhi kam he bhai help me
Bhai aaj mere auto me ek problem aai ek said ka indicator band ho gaya par jab parking batan jalata hu to dono indicator jalte he mistri ko bhi problem samjh nahi aai bhai fiuj bhi sare chek kar liye
Bhai mere ko ek baat bataiye mai bhi Agra Shaheed Nagar ka auto wala hu Maine abhi auto ke gas kit se gas kum kar Rakhi hai charhaai per aur savari zyada baitthaane per gaadi bauhaut dab jaati hai kya isse koi nuksaan hai ya isse vaakai mai average barhega please comment ka reply zarur dejiyega
@@imranautotech bhai toh jinn gaariyo ke gas full mechanic khol dete hai kya usse average barhega ya Kam hoga mujhe yeh samajh nahi aata please reply zarur dejiyega
Na jyada kholna cahiye na jyada dbana cahiye vo to gaadi ke hisaab se adjust karte h ki gaadi kha pr ek dum badhiya set ho rahi h kyuki gaadi khulkr chalni cahiye to gaadi mileage bhi accha degi
Palak oor sletar kit chenge ho gaya hai sudhar ho gaya hai kal subha me pura rijalt miljayega thank you so much sir
Your welcome ji
Bahut achi jamkari
Thanks ji🙏
Nice video..👍👍👍❤️❤️
👌...."नमस्कार" इमरानभाइ___बहुत अछी जानकारी दी आपने आपका "धन्यवाद"...👌 हमारे यहा इमरानभाइ आेरीजनल बजाज के स्पेर पाटँ मीलने मे बहुत तकलीफ हे क्या करे सर E 1 बजाज के शाे रुम पर भी कभी कभी नही मीलता हे___
नमस्कार राजू भाई कैसे है आप
मेरी तो कोशिश यही है की मे ऐसे ही जानकारी आप सभी तक पहुँच सकु 🙏🙏
@@imranautotech j
@@imranautotech bs6 auto rickshaw mein pluck wire mein current kam kyon aata hai
Mashallha
cng सेटिंग की विडिओ बनवो
Ok
Gas setting bs6 kaise karte hai video banao plz
Right
Plz
Brathar lmran ponnamar Bless
Bajaj cargo bs6 ka video bnao khali gadi chadai pr chalne se pick up km ho jata hai or engine me jo acceleration ke setting 2 jagha diya hai to dono ka kya kaam hai kaise 2no ko set krna chahiye
Bhaut hi acchi jankari bhai maine suna hai ke bs6 ke wall apane aap tight ho jate hai kya ye sahi hai
Ha bs6 ke valve jyada overheat hone pr tight ho jate h lekin uska reason hota h sahi tarah se tappet Adjusment na hona
bajaj maxima c cng chalte chlte sletor chhod deti h, fir 2 minute bad chalu hoti h. 3 in 1 sensor bhi badal kr dekh liya...
Check o2 sensor curcuit
Pahle se to kuch thik ho gaya hai lekin aaj subha me self 8 bar marne par stat liya hai oor kuch sahi tarika bataye bhaiya ki stating sahi se ho bhaiya ji
Kya kiya tha jo pehle se thik huyi
Thank you guru g ham Nepal se 🙏🙏🙏
Welcome🙏
Bhai LPG bs6 aato 2023 modal gadi ke gas filtar kese saf kare bateye
Bajaj Maximo Z rickshaw diesel bs6 obd1 60 kilometer per engine band Hota Hai kya problem hai bai
Nice vidio sar
Thanks ji
Professional mechanic
Thanks🙏
Bhihya mera bs4auto hi slo kartat y hi mising kar taha hi pleas bataiy
Very gud
Bhai bs6tvs duramax front wheel Jada patkta hi or right me khichta hi
Check tha hubpin
Nice सर thx
🙏🙏🌷🙏🌷🙏🌷
Super bro allaka dhuva
Thanks
Reeksha me konsha balp lga sak tehe
Bajaj ka original laga sakte h ya comet ka bhi lga sakte h
Sir ji Bajaj CNG maxima belding krte samay betri ke tar htay wa ECU hatna padega bataya
Pehle black fir red wire nikale
Sir had ke tapit set karna bhi batao
Bhai bajaj maxima z 60 km band Hota Hai kya problem hai
Good work all the time
Thanku
इमरान भाई पचस तेज गेंदबाज मैं कितना किलो गैस आटा है
1 kg
Amazing 👍👍👍💯💯💯👌👌❤️❤️❤️
Subha tel ke chalu karte hai to fir Sara din chalu karte hai to chalu hota hai oor engin Tanda ho jata hai to fir telna parta hai
Sir gas ki settings ka video bhi dalo
Ok zald hi
Imran Bhai meter kitna hota hai check karne ke liye
Ye meter to abhi a nahi rha h lekin mobile se connect hone bala obd ata h vo aap use kar sakte ho
इमरान भाई एक छोटी सी प्रॉबलम है बट्टा दो गाड़ी का चावी स्वीच ऑफ है फिर भी इंजेक्टर का पाइप निकालो तो ges आता रहेता है तो क्या इसकी रेले वाली पिन जम हो सकती है क्या भाई जो सिलेंडर के पास होती है और भाई ये गाड़ी BS 6 LPG वाली है इसके बजे से गाड़ी भी स्टार्ट नहीं हो रही है
Check wiring and solonoid
Bhai bs6 cng me spark plug kitne km per change karna chahiye
20000 km pr spark plug change karne cahiye
❤❤❤❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉
सर जी मेरी गाड़ी bs4 है मेरी गाड़ी रनिंग में स्पीड स्लो होने पर पीछे से फैट करके आवाज आता है मैकेनिक नहीं समझ पा रहे हैं कुछ बताइए
Check gas setting proper and air intake system check
Kaise check Karen ki petrol se gadi ho rahi hai aur CNG nahin ho rahi hai aur bhi dusra ki CNG so rahi hai petrol se nahin ho rahi hai kaise convert Kiya jata hai
Gas petrol switch se malum chal jata h aur meter me bhi light jal jati h
Bhaiya sai filter kay working karta hai
Baitri bhi Naya dal diye jai
Wah imranbhai wa
Thanks
gadi start ho jaega Bajaj Maxima z bs6 accelerator dene per band ho ja raha hai
Good imran bhai
Thanks bhai
इसमे कळीच टाइट रखे या ढीला??
Na tight na dheela
Bs clutch lever me 3 se 5 mm free play hona chahiye
Basic auto rickshaw mein Black wire mein current kam kyon a raha hai
Kon se black wire me
Masaallah subhanallah
Shukriya bhai
Imranbhai to stock pe video banaye na 🙏
Meri auto bs4 hi rat me had light chalu karna per chaltay chaltay band ho jati hai hall video digiay
Ok
Assalamu alaikum imran Bhai ps6 auto ka MI light aake Ruk ja Raha iske upar kuchh video hai kya
Gaadi ki starting me to koi problem nahi h
Good sir
Pitrol oor gaish dono par
Check spark plug
Ham Bihar se hai Piaggio bs 4 stating me dikkat ho raha hai
Gas pr problem h ya petrol pr
Good✌
Thanks🙏
Spark palak oor sletar kit jabab nahi diye bhaiya
Injector aur check kra lijiye
chekh kar ke fhir bataye ge
gadi start ho ja raha hai bada nahin Raha hai kya Karen
Bhai starting me self zeyada leri hai running me sahi hai bs6 obd 2 maxima hai
Check spark plug. And tappet adjustment
Tappet ka adjustment kaise krna
Roker set krna padega kya
Uske upar detail video h aap ek baar dekh lijiye
भाई मेरे पास बजाज bs6 cngऑटो रिक्शा है उसका 50 55 की स्पीड प्लस होने के बाद ऑटोमेटिक एक्सीलेटर छोड़ देता है और तक तक आवाज आता है और बंद हो जाती है गाड़ी मैं बहुत परेशान हूं भाई और पिकअप भी नहीं दे रही गाड़ी एवरेज भी नहीं दे रही है क्या प्रॉब्लम है भाई प्लीज रिप्लाई
ધોધર બોરી સર્વિસ કરીએ sir
If fifty pacer me kitana kilometer chahani then average setig hota sahi hai
40 km in 50 pressure cng is good milege
CNG me bhi same hoga kya
Ha
@@imranautotech thanks bhai,
Super...
Thanks
Bhai gas indicator ka joh ghadi hai woh kabhi chaloo hoti toh kabi bund choohey ne shayad wire cut kerdiya tha toh mechanic ne fuse change Kiya hai lekin problem sahi se solve nahi hui hai kuch suggestion do bhai
Bs 4 h ya bs6
sir is guage ka naam link batayiye
Filler gauge
Imran Bhai bs6 loading 30 number fuse uda rahi hai
Aap sabse pehle jo aage fuse box me fuse hote h aap unme se saare fuse bahar nikal li jiye fir 30 n. Fuse lgaiye aur check kariye kya fir bhi fuse ud rha h
Gauges ka online Buy Link dena :D
Assalamualaikum Bhai meri BS 6 Auto hai Gaadi Pickup nhi leti hai tho kya kare
Walekumasslam bhai
Kitne km chali h apki gaadi
Meri gadi piaggio ape cng hi kuch door jane ke bad pickup chhod deti hi phir 10 se 20 ki speed chlti hi phir pickup pakadti aur chhodti rahti hi. Koi bna nhi paa rha hi. Ky karun.
Gaadi bs4 h ya bs6
@@imranautotech bs6
Apne gaadi kisi ko dikhayi thi kya aur kya kya kraya h gaadi me.
@@imranautotech usne sensor aur plug change kiya bus
Check o2 sensor
Mere bs4 bajaj auto compact mai head bore ka kaam huwa hai pickup kam hai aur mileage be nahi hai aur vibrate hote hai aur kat kat kat sound aata hai tappet aap jaisa bole ho why Sahi rakka hu carborator side 0.5mm aur exhaust side .10mm kya problem hai thoda se help kardo ya gadi lpg hai bhai please
Piston new dala h kya.
Yes
Mashallah
Shukriya ji
Bcclpg total body ke bare mein batao
Ok
4 stroke mai esa hota ?
Bilkul hota h
Imran bhai meri bs4 hai lekin average nahi de rahi bahut setting karaya lekin sahi nahi ho rahi hai full gas par 100 km hi chalti hai kya karu pls mujhe Bataye
Kha se h bhai aap.
@@imranautotech mumbai thane
Ok
To sabse pehle aap gaadi ko start karke a se z tk Sare point check kraiye ki kahi gas leakege to nahi ho rahi h lekin start gaadi me check kranan h
Ok check kar ke phir reply deta hu
Very nice
Good video
Thanks
Bhai gas jayada kha rahe ha auto bs6 sating bata do please
Check gas leakege. Spark plug. Tappet adjust
Bhaiya mera auto lpg bs4hai lngan thodi door chal nay par over hit hogaya hai
Reply day
Check engine oil pressure in head cover. Tappet check. Spark plug check
Kya agra se finance ho skta h
Bs6 gadi engine overheat idling problem
Bhai aap ka workshop kha hey
Agra
BSc auto rickshaw mein pluck wire mein current kam kyon aata hai
Bhai mere paas piggio ape city cng bs6 plus he 2021 modal mujhe isme yahi problem aarahi he rpm kam jada ho raha he thak thak kar ke chalta he or pikup bhi kam he bhai help me
To sabse pehle aap uska spark plug check karaiye ya to gap set nahi hoga ya spark plug kharab ho gya hoga
@@imranautotech ok
Bhai gadi avreg kaam de rahi he jab nai thi tab 45 ka avreg de rahi thi par ab 30 ka de rahi he kya karu
Sabse pehle aap gas lekage check kariye proper.
Gaadi start karne ke baad jese mene apne video me check karke btayay h
Bhai aaj mere auto me ek problem aai ek said ka indicator band ho gaya par jab parking batan jalata hu to dono indicator jalte he mistri ko bhi problem samjh nahi aai bhai fiuj bhi sare chek kar liye
Gadi chalu kiya to but bur karati hai sab check kiay
Thanks 🙏
Welcome
nive
👍👍✨✨✨💕💕💕
Sir mere gadi slow karne pe baar baar band ho jati hai bajaj cns auto bs 6
Check tappet adjustment & throtlle body wire
Bhai mere ko ek baat bataiye mai bhi Agra Shaheed Nagar ka auto wala hu Maine abhi auto ke gas kit se gas kum kar Rakhi hai charhaai per aur savari zyada baitthaane per gaadi bauhaut dab jaati hai kya isse koi nuksaan hai ya isse vaakai mai average barhega please comment ka reply zarur dejiyega
Isse engine pr jyada load padega aur mileage bhi km ayega.
@@imranautotech bhai toh jinn gaariyo ke gas full mechanic khol dete hai kya usse average barhega ya Kam hoga mujhe yeh samajh nahi aata please reply zarur dejiyega
Na jyada kholna cahiye na jyada dbana cahiye vo to gaadi ke hisaab se adjust karte h ki gaadi kha pr ek dum badhiya set ho rahi h kyuki gaadi khulkr chalni cahiye to gaadi mileage bhi accha degi
@@imranautotech thanks bhai aap ke suggestion ke liye
Hi
Engine overheat at ling jyada kam
सरस
bs 3 raat me laith Dale toh jhatke mar rahi hai kya karna chahiye
subha me 5 self mare to jab chalu horahi hai
Check tha spark plug
petrol pe sahi chal raha hai. CNG pe ye problem hai jhatke mar na pickup suba start problem hai.petrol me sub sahi hai
Check tha spark plug & gas injector
Aap kha se h kaleem ji
Gadi chalu karne ke bad gadi ki battery light chalu
Check battery charging
@@imranautotech battery charging check ki ya he
Charge ho rahi h ya nahi
@@imranautotech chalu karne ke bad chalu rahata hai light battery ka
Hii
Hello
SIR MERI GADI ME PICKUP PROBLEM HE PALAK NAYE DALE HE TAYAR BHI FREE HE FIR BHI GADI BAHKTI NAHI HE
Konsi gaadi h apki
@@imranautotechBAJAJ AUTO BS 6 1 SAAL PURANI
Start hone pr mil light a rahi h kya
NAHI
Jhatke lekar to nahi chalti h na
Bhaiya ya fikar gage kaha milaga
Tools ki shop pr mil jata h asani se.
Namesth sir j
Namaste ji 🙏
plugisparc
बँटरी कि लायिट गड़ी चालू रेहती
Coil plate ya charger check krao or battary ko bhi👍🙏
Hello sir
Hii
Bhai mi light Jali hai kya krna
Obd lgakr dekhiye kya code a rha h
Nahi dekhe obd nahi hai
Automatic chala gaya light
CNG auto mileage nahin jhatake maar se kya vaste video
Uske upar already mene detail video di h aap channel pr dekhiye
Henthe nake Brathar
Bhai subha subha starting me paresani aati h 40. 50 selp lagane padte h apna number dedo
ALSO DROP YOUR EMAIL TO CONTACT BROTHER