Bahut acchi Jankari Di Hai doctor sahab thank u Mera bhi abhi bhi spine ka operation Hua Hai Thoda Thoda Pyar Mein Suna Pan rahata Hai 6 month Ho chuke hain
Sir aap jo video banaye hai bahut acha banaye hai q ki sem to sem Aisa hi mere sath ho raha hai aur mere dar khatam ho nahi ho raha hai please koi sakah dijiye
Namaste sir 🙏 sir mere husband ka spine ka operation hua tha 20 days pahle ab unke dono pair mein pawer nhi aa rahi h kya physiotherapy karne se vh chalne lagenge?? plz physiotherapy ki video share karen missed vh chalne lagena plz🎉🎉
डॉक्टर साहब हमारे मरीज की ऑपरेशन हो चुकी है दोनों पैर कमर अभी भी नहीं काम कर रही है नाही लैट्रिन बता पाते हैं नहीं पेशाब बता पाते हैं पर दोनों सुन रहे फिजियोथैरेपी भी होती है डेली लेकिन फायदा नहीं है डॉक्टर साहब कोई उपाय बताइए कब तक चलने लगेंगे
Hello sir Mere papa ne 7 October ko ACCF surgery karai hai.Pahle c3 c4 me nas daba hua ,surgery k baad vaha ke nurves swelling ho gayi hai. Pahle papa chal fir to lete the par ab unka left side ka pair aur haanth nahi chal raha hai. Doctor ne bola hai physiotherapy karani hogi.Kab tak thik honge papa.
Hello sir I am 35 years old. 2016 मैं मेरे साथ बाइक दुर्घटना हुई जिसके कारण मेरी स्पाइनल कॉर्ड t12 फ्रैक्चर हो गई थी, मेरी स्पाइनल कॉर्ड में स्क्रू लग गए हैं तब से मुझे लोअर बॉडी पार्ट में नो सेंसेशन है। लेकिन कैलिपर्स और वॉकर की सहायता से मैं रोज सुबह शाम अकेले चल लेता हूं दोनों पैरों में घुटने तक पावर आ गई है लेकिन घुटने से नीचे नहींआई है मैं जल्दी रिकवरी के लिए क्या करूं।
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge. Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Bahut khub . Sir meri age 64 years hei . Meri spine surgery ko 5 mahine ho gaye. Sir mere left foot mei numbness abhi bhi hei. Kabhi kabhi Ese lagta hei mera foot bahut heavy lagta hei
Sir,Better introducing, Excellent Councilingg,I am also a patientn of spine surgery.I have done surgery on 6th of Sept 2024,and I can walk steadily for 100fts, but few stiffness in wright leg. Treatment is continued for 3 months, May I walk as normal as before.Pls tell me as you possible. I am 78 years of age. and found sound physics. Shinde E S, Satara,Maharashtra
Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
neuropathy bhi ho sakta hai. aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Thank you so much! Wish you a healthy spine! Spine tips ke like Aap Hume Instagram par follow Kar sakte hai: drrakeshdhake instagram.com/drrakeshdhake/profilecard/?igsh=MTVucTNsM2k2ZnE4cw==
Dr shab meri age 65 ha ji meri spine ki serjer ko one / half year ho gya ha per mery par main problem a gai ha ji aur fingers main stiffness a gai ha ji aur mera foot drop ho gya ha ji aur par main pain bi ha kya vo theak ho sakta ha Dr shab ji please mujy baty ji main baut paryshan hu ji 🙏🙏🙏🙏🙏
Thank you so much! Wish you a seedy recovery and a healthy spine! Spine tips ke like Aap Hume Instagram par follow Kar sakte hai: drrakeshdhake instagram.com/drrakeshdhake/profilecard/?igsh=MTVucTNsM2k2ZnE4cw==
Kya spine surgery k baad foot main gripping issue aa sakta h meri surgeryko nine months ho gaye h baki aal ok h only gripping issue h kya ye time k sath chala jayga?
Hello sir mera Lumberleminac ki surgery hui h, mujhe kabhi kabhi lower back me pain hota h, so kar utho to kamar hard ho jati h, pls bataiye kyo or sir g niche baith kar utho to darad hota h
Sir maire father ki surgery ko 6 month Ho gye but surgery se pahele jis Pair me dard tha o Thik h aposite side ka pair bahuth dard or buri body me burning ho rhi Sir ji sir burning ka Kya karn h kya krna chiye treatment me se medicine laite itane time relief rheta fir hone LG jati
sir जी जय माता दी , मेरे मरीज़ को ओप्रेसन किया 2 महीना हो गया है अभी तक पैर के तलवे में सुन ही है ओ अभी तक खड़ा होने नही सकता है इसका कोई इलाज बताये ना बहुत परेशान है sir
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Namaskar doctor sahab mere 3 sal Ho Gaye operation ke main chalti hun acche se koi pareshan lekin pair bahut Sun ho jata hai abhi bhi bahut jhanjhanahat si rahti hai yah kya hamesha rahegi ya matlab theek hogi ya nahin hogi
Sar 28 date ko chot laga tha 15 ko opretion hua tha aur doctor ne meri dabi nas kat di thi ab mujhe dard to nai hota lekin payer me sunn pan jhanjhnahat hoti hai aur jis payet ki nas kate the us payet me dard hota yo kab tak theek hoga
Depends on fracture type. Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir,🙏mera spine injury hua he c3,c4 doctor ne 3month neak guard use karneke liye bola or mera age 26 he is month September me 3month complete hoga,Sir 20 days hua he 2hands me jinjin kyu ho raha he please reply me Sir,
Doctor ke experience pr depends karta hai usako kya knowledge hai aaj kal kuchh doctor paise ke lalach me serious case ko halka samajhte hai bina full experience wale doctor serious case ko adhura treatment karte hai
Sir mere unti ka spine opration huwa hai l4 aurl5 me injury huwi thi opration ke bad bhi unke leg me pain rahta hai 2 month before operation huwa tha leg pain kab tak rahega please sir help pas
Spinal cord Fracture Hua Hai Aur nas Tution Gaya Tha to hamne 48 Hrs Baad surgery Ki Aur Kamar Ke Niche Ka Part Sunny Ho Gaya Hai . kya Yeh Recovery Ho Payega Pls tell Us
Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir meri spine surgery d7d8 .4 years but abhi bhi pair sun hai but ab pahle se bahot thik hai pair ki ungli me takat lagao to thodi der me chalti hai..
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge. Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir 2 din pahle main apni maa ka l4-l5 surgery karbaya tha , Aur aaj x-ray karbaya jisme kamar ki do joint touch kar raha tha. Is this dangerous for patient. Please reply sir 🙏🙏🙏
Sir mujhe l4 l5 s1 s2 me problem tha meri spine surgery ek saal pehle hui hai . Mujhe foot pain pehle se tha after surgery bahut jyada bud gaya hai . Kya iska koi treatment nahi hai yadi hai to please bataiye. Please suggest and guide 🙏🙏
Hai sir Mera nam hai Shashikant sen meri age 22 years hai sir meri spine sarzari ho gai hai aur Mai chal nahi para hu mere paro me kuch pata nahi chalta hai latring batrum ko bhi pata nahi chalta hai 6th month hogya hai sir abhi Tak mai nahi chal pa Raha hu kab tak me chal paunga sir kya Karu sir ab kab tak me chal paunga sir please
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge. Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
@@shashikantsen7639 dwai lambi chalege.apke kam se kam 2 saal stick le kar chla suru karo dwa lo time to time pairo ke malish karo excrices karo sab thik ho jaega
Mere mammi ko 10 sal ho gye operation ke 100% sahi hai mere ghr Mai 2 logo ka operation hua hai kisi ko bhi koi dikkat nhi hai Hospital Name:- Kailash hospital Greater Noida Doctor :- Army Ex Retired major general Alok Kumar. Dubey
Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir mera L4 L5 ka opretion Disember 2017 me hua tha us samay per ke panjo me neeche side thoda e sa sunnpan tha is karan kade hone par Ladkhadat hoti thi Lekin ab Lagbhag 10 month se sunnta panjo me badh rahi he plrase bataiye kya kare pura sunnta to thheek nahi hui thi
Sir maine spine surgery karwai thi 3 month pehle tab bhi numbness thi right leg main after surgery bhi numbness hai aur foot drop hai agar us leg par load dalte hai to Pls suggest
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Sir extramedullary intramedullary tumor ka operation karaye hai lekin uske baad pesab par control na ho pa raha hai to kya kare always urine bag laga rah raha hai
Mere mummy ka last year operation hua tha abhi bhi pairo mai foot drop hai 1 saal ho gaya. Dr bole the one week mai thik hoga magar 1 saal ho gaya abhi kya karna padega foot drop ke liye
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge. Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir gardan me chot laga tha ek sal pahele bahut baar mri kara liya hun report me bus muscle spasm aa raha hai bahut exersise kiya nhi gya sir kya ye koi badi problem to nhi ho sakti hai left side rotation bus 20% hi hai
Sir mere accident k do din baad hi surgery hui thi Life line hospital Azamgarh:- Dr.Anoop Singh Surgery k baad se hi Urine urge to samjh aata hai lekin khud se nahi nikal pata hu cic krna padta hai 5 mahine ho gye hai Kab tak khud se urine niklane lagega
Treatment batane ke liye patient ke scans dekhna aur patient ki problem ko samajhna jaroori hai. Aap Hume aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +918668270346 (9AM to 9PM Mon - Sat). Jaise time milega, hum short mein reply karke problem bata sakte hai. Proper treatment samajahne ke liye appointment le kar video consultation karna uchit hoga. Thanks. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Ji, Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, sir reply karenge. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi de sake. Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
सर ऐक साल हुआ है सर मै गव्हैमेट halt department मे जाॅब करती हुआ मै 52 साल की हुआ और मेरा L4 और L5 ऑपरेशन होकर ऐक साल हो गये लेकिन 15 दिन से जादा पानाशी है mRl ऑडर फाॅलो कि उसमे L 2 नस दबी और कितने बार ऑपरेशन करना पडेगा और दुसरा क्या उपाय बचाओ बहुत परेशान है
Sir mujhe 5saal se saictica h .fr. ne operation ke liye bola h .bhut dard rhta h puri leg me . please btye kya mujhe operation krwana chahiye please help sir please koi dwai bi btye please 😢
To aap mujhe kuch yogga tips btye please ..mere bache bhut chote h koi sath nhi deta .kuch exercise krti hu but unse pain jase bdta h .🥺🥺😭😭m kya kru kaam bi Sara Krna padta h ji
Sir papa ji D1-D3 EPENDYMOMA grade 2 tumor tha hamne 2022 me operate bhi karwa liya but ab tumor wapas aa gaya hai pichle 9 mahine se papa ji pareshan hai or chalne me asamarth hai Or raat ko sote waqt peron me jhatke lagte hain, jakadan bhi hai Aap upaye bataye
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge. Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir mera Spondylolisthesis L5 S1 Discbulge ki surgery bahut hi kam age mein yaani mai jab 18 saal ka tha 2014 mein hi ho gya operation se pehle bahut dard rehta tha per operation ke baad sab kuch theek tha abb tak per beetein kuch mahine se mujhe kamar mein operation waali jagah per pain aur pairo mein sunnpan rehta hai jiase ki xray thumbnail mein thik rhi aise hi mere xray mein aati hai
@@vandanazine931 haa jab sahi precautions nhi leta jaise mujhe dr ne bola Western Camode ,jhukna nhi ,weight nhi uthane ko jab mai inn sab mein asaavdhaani karta tab dikkat ho jaati
Yes sir you are right Mareez ko kbi b dair ni karni chahey na hi jogarooo traiqy aur Daise Madison aur dum jharh phonk k chakar man parhna chahey jisny b dair ki ha problem bhara ha jisny b jalad action leya ha successful raha ha.
सर मेरा 2011 में अहमदाबाद में ऑपरेशन हुआ था स्पाइनल में d 12 L 1 मैं अभी तक बेड पर हूं अभी तक पैरों में रिकवरी नहीं आई और मल मूत्र का भी पता नहीं है कैथेटर डाला हुआ है अहमदाबाद में ऑपरेशन किया हुआ वह फाइल मैं जोधपुर में दिखाई न्यूरोसर्जन को तो डॉक्टर साहब ने बोला कि जहां ऑपरेशन किया वहा पर नस को छेडा नहीं है जहां रीड की हड्डी टूटी उसी को दो रोड लगाकर स्क्रू लगा लिए तो क्या करूं 13 साल हो गए राजस्थान से हूं प्लीज मुझे कृपा करके सॉल्यूशन बताइए🙏🙏🙏 अहमदाबाद में जिन्होंने मेरा ऑपरेशन किया वह ऑर्थोपेडिक सर्जन थे मैं यहीं टेंशन में हूं मेरे दिमाग में डिप्रेशन बैठ गया
MAREGO CIMS ( Science City Ahmedabad) me ekbar consult karo, mera 1st operation Orthopedic surgeon ne kiya tha fail hua tha, after 1 month mene Dr Ganapathy jo CIMS me surgeon hai unse fusion surgery karai jo successful hua or ab me normal life jeeta hu
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge. Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai. Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete. Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Mere meri ke ripot me 6dikh raha hai dor bole 12-13 hona chahiye nas itna dab Gaya hai koi salah de q ko dor bole hai operation karne ko nas ka rasta kholne ke liye 😢
बहुत अच्छी जानकारी के लिए धन्यवाद सर
Most welcome! 🙏
ok sir , thank you for your response
Most welcome
बहुत अच्छी जानकारी है dr साहब आपके द्वारा दी गई 👏🌹
Bahut acchi Jankari Di Hai doctor sahab thank u Mera bhi abhi bhi spine ka operation Hua Hai Thoda Thoda Pyar Mein Suna Pan rahata Hai 6 month Ho chuke hain
Sir aapne kaha par kiya opretion
Thank you so much sir for kind information
Sir mera right ka talvay sun hai foot ka toh age 69 hai harbakht burning lagti hai tou surgery karwani jaruri hai ja Kia karun.please reply me
Mere papa ka 4 month phle spine surgery ki aajkl chalan chalu nh huwa hai.. Operation ke pahle chal fr skte the. Bt ab. Kuch nh don't spine surgery
Sir aap jo video banaye hai bahut acha banaye hai q ki sem to sem Aisa hi mere sath ho raha hai aur mere dar khatam ho nahi ho raha hai please koi sakah dijiye
Kya surgery ke baad net boult nikal sakte hain
Good evening sir me papa ka spin sarjary ki hai our pair me zinzini atta hai please treatment batana
Namaste sir 🙏 sir mere husband ka spine ka operation hua tha 20 days pahle ab unke dono pair mein pawer nhi aa rahi h kya physiotherapy karne se vh chalne lagenge?? plz physiotherapy ki video share karen missed vh chalne lagena plz🎉🎉
Namaste sir ji me dibtise pesant hu meme spine Sarsari karvaya hu. ari k
डॉक्टर साहब हमारे मरीज की ऑपरेशन हो चुकी है दोनों पैर कमर अभी भी नहीं काम कर रही है नाही लैट्रिन बता पाते हैं नहीं पेशाब बता पाते हैं पर दोनों सुन रहे फिजियोथैरेपी भी होती है डेली लेकिन फायदा नहीं है डॉक्टर साहब कोई उपाय बताइए कब तक चलने लगेंगे
Spine fixation hua tha ?
😊😊😊ß😊😊😊😊
Same problem 😢😢
Same problem
Same problem
Doctor sahab hamare patient ka operation ho chuka hai Magar 2 mahine Ho chuke hain abhi tak peshab nahin a Raha
Hello sir
Mere papa ne 7 October ko ACCF surgery karai hai.Pahle c3 c4 me nas daba hua ,surgery k baad vaha ke nurves swelling ho gayi hai. Pahle papa chal fir to lete the par ab unka left side ka pair aur haanth nahi chal raha hai.
Doctor ne bola hai physiotherapy karani hogi.Kab tak thik honge papa.
Same problm meri mummy ko hui hai unke left hand mei hai phsyothrpy chal rhi hai
Sir muje L3L4 mien dard hai or tail bone mien bhi dard rehta hai ab kandhe or baju bhi drd krti hai plz batie kya operation jaruri hai
Sar aapki Jankari bahut acchi lagi lekin main yah Janna chahti Hun Ki surgery Ke Mere Ek Sal Ho Gaya Hai Uske bad bhi abhi Pairon Mein
Hello sir I am 35 years old.
2016 मैं मेरे साथ बाइक दुर्घटना हुई जिसके कारण मेरी स्पाइनल कॉर्ड t12 फ्रैक्चर हो गई थी, मेरी स्पाइनल कॉर्ड में स्क्रू लग गए हैं तब से मुझे लोअर बॉडी पार्ट में नो सेंसेशन है।
लेकिन कैलिपर्स और वॉकर की सहायता से मैं रोज सुबह शाम अकेले चल लेता हूं दोनों पैरों में घुटने तक पावर आ गई है लेकिन घुटने से नीचे नहींआई है मैं जल्दी रिकवरी के लिए क्या करूं।
Same problem but bijli shurt sharkit karant laga h sir please advise
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Bahut khub . Sir meri age 64 years hei . Meri spine surgery ko 5 mahine ho gaye. Sir mere left foot mei numbness abhi bhi hei. Kabhi kabhi Ese lagta hei mera foot bahut heavy lagta hei
Sir, what is the cure for that.. after surgery
Dr sir mera cervical c1 c2 ka operation hua hai 1 saal ho aab muje kon excise karna hoga or muje life style karna hoga
Aapke surgeon se discuss karna uchit hoga. Har patient alag hota hai.
Sir,Better introducing, Excellent Councilingg,I am also a patientn of spine surgery.I have done surgery on 6th of Sept 2024,and I can walk steadily for 100fts, but few stiffness in wright leg. Treatment is continued for 3 months, May I walk as normal as before.Pls tell me as you possible. I am 78 years of age. and found sound physics. Shinde E S, Satara,Maharashtra
Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sar aapka bahut bahut dhanyvad but mujhe batao surgery ke bad pair mein jo Sun pana hai mujhe 5 sal Ho Gaya operation karva ke
neuropathy bhi ho sakta hai. aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Sir mera l4-5 dice bluge hai to hum kya kare sir please e
Same plbm he.. Doctor ne surgery krle bola. .. Abtak medicine letiho..
@@naturalbeauty5915mat kara bhai surgery
Dr.sasab excellent information thanks 👍🙏
Thank you so much! Wish you a healthy spine!
Spine tips ke like Aap Hume Instagram par follow Kar sakte hai: drrakeshdhake instagram.com/drrakeshdhake/profilecard/?igsh=MTVucTNsM2k2ZnE4cw==
Dr shab meri age 65 ha ji meri spine ki serjer ko one / half year ho gya ha per mery par main problem a gai ha ji aur fingers main stiffness a gai ha ji aur mera foot drop ho gya ha ji aur par main pain bi ha kya vo theak ho sakta ha Dr shab ji please mujy baty ji main baut paryshan hu ji 🙏🙏🙏🙏🙏
Thank you so much sir
Thank you so much! Wish you a seedy recovery and a healthy spine!
Spine tips ke like Aap Hume Instagram par follow Kar sakte hai: drrakeshdhake instagram.com/drrakeshdhake/profilecard/?igsh=MTVucTNsM2k2ZnE4cw==
Kya spine surgery k baad foot main gripping issue aa sakta h meri surgeryko nine months ho gaye h baki aal ok h only gripping issue h kya ye time k sath chala jayga?
Doctor aapke yha clinic me aayushman card lgta h kya scoliosis surgery me .....or sara surgery ka charge aayushman card me hi ho jata h kya ?
Aap ne opret kiye logok rewive bataye taki achhe se samj aaye
Hai reviews Chanel pe, dekho
Hello sir mera Lumberleminac ki surgery hui h, mujhe kabhi kabhi lower back me pain hota h, so kar utho to kamar hard ho jati h, pls bataiye kyo or sir g niche baith kar utho to darad hota h
Sir mere bhai ka spinal ka operation hua h uski pury body kam ni kar rhi h sir kuch btaye kese sahi hogi or kya krna hoga
Bina scans dekhe nahi bata payenge
hello sir do you have any work for video editing ??? I can edit your youtube videos
Will let you know if we do, thanks
Sir, Cervical ka operation per bhi video dijiyr
Sir mere Bhai ke L-3 spine surgery hui h Ek par Tach karte he to pta chalta h ek par me pta nai Calta h kiya sir ji mera bhai thik ho jayega Sir Ji
Sir maire father ki surgery ko 6 month Ho gye but surgery se pahele jis Pair me dard tha o Thik h aposite side ka pair bahuth dard or buri body me burning ho rhi Sir ji sir burning ka Kya karn h kya krna chiye treatment me se medicine laite itane time relief rheta fir hone LG jati
Sir stifness k liye kya kare
Sir maina surgery ki thi after 1 month later abhi mara legs mai Jan nahi hai subha sham ko chalta bi hoo pasina niklata hai sir abhi kitna time lagega
Dr pl. About kyphoplasty....
Father ko surjari ke baad foot me dard hai sir
sir जी जय माता दी , मेरे मरीज़ को ओप्रेसन किया 2 महीना हो गया है अभी तक पैर के तलवे में सुन ही है ओ अभी तक खड़ा होने नही सकता है इसका कोई इलाज बताये ना बहुत परेशान है sir
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Sir muje 2020se L5 S1 disc problem tha or mene abhi 1week pehle hi operation krwaya pr mere foot k talve pr sunn pan rehta he or per dard rehta he
Contact number bro
Sir muze bhi karna he
क्या करू
Namaskar doctor sahab mere 3 sal Ho Gaye operation ke main chalti hun acche se koi pareshan lekin pair bahut Sun ho jata hai abhi bhi bahut jhanjhanahat si rahti hai yah kya hamesha rahegi ya matlab theek hogi ya nahin hogi
Spinal surgery ke baad ager infection hota hai to kub tek
exercise kar sakte hai or derd kub tuk band hoga
Sar ji merai pati ko bathroom or lettering pata nhi chal rha h
Sar 28 date ko chot laga tha 15 ko opretion hua tha aur doctor ne meri dabi nas kat di thi ab mujhe dard to nai hota lekin payer me sunn pan jhanjhnahat hoti hai aur jis payet ki nas kate the us payet me dard hota yo kab tak theek hoga
Sir mera d2 fecture h m kitne dino m chal skta hu koriya btaye
Depends on fracture type. Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir mujhe 1 pasent hai aae se contact Kase hoga
Sir,🙏mera spine injury hua he c3,c4 doctor ne 3month neak guard use karneke liye bola or mera age 26 he is month September me 3month complete hoga,Sir 20 days hua he 2hands me jinjin kyu ho raha he please reply me Sir,
Bahatar ha apny doctor ko check Karwa lo.
Check kya thaa Sir Doctor sir ne bola kuch nehi thik hoga medicine de raha hu abhi 10days hoga kuch nehi ho raha he😭
Doctor ke experience pr depends karta hai usako kya knowledge hai aaj kal kuchh doctor paise ke lalach me serious case ko halka samajhte hai bina full experience wale doctor serious case ko adhura treatment karte hai
Sir mere unti ka spine opration huwa hai l4 aurl5 me injury huwi thi opration ke bad bhi unke leg me pain rahta hai 2 month before operation huwa tha leg pain kab tak rahega please sir help pas
Spinal cord Fracture Hua Hai Aur nas Tution Gaya Tha to hamne 48 Hrs Baad surgery Ki Aur Kamar Ke Niche Ka Part Sunny Ho Gaya Hai . kya Yeh Recovery Ho Payega Pls tell Us
Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Disc bulag protrusion hai sir Keya karma hai
Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir muje app se bat Karni h
Sir meri spine surgery d7d8 .4 years but abhi bhi pair sun hai but ab pahle se bahot thik hai pair ki ungli me takat lagao to thodi der me chalti hai..
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir 2 din pahle main apni maa ka l4-l5 surgery karbaya tha ,
Aur aaj x-ray karbaya jisme kamar ki do joint touch kar raha tha.
Is this dangerous for patient.
Please reply sir 🙏🙏🙏
Sir hmare releative ko 4 din huye girne se unki rid ki hadi tut gyi hai or opertion hona hai abi pr unki taage bgera nhi ch rhi plz reply help kro
Sir mujhe l4 l5 s1 s2 me problem tha meri spine surgery ek saal pehle hui hai . Mujhe foot pain pehle se tha after surgery bahut jyada bud gaya hai . Kya iska koi treatment nahi hai yadi hai to please bataiye. Please suggest and guide 🙏🙏
Vh apne pair bhi hila nhi sakti hn sir help me
Hai sir Mera nam hai Shashikant sen meri age 22 years hai sir meri spine sarzari ho gai hai aur Mai chal nahi para hu mere paro me kuch pata nahi chalta hai latring batrum ko bhi pata nahi chalta hai 6th month hogya hai sir abhi Tak mai nahi chal pa Raha hu kab tak me chal paunga sir kya Karu sir ab kab tak me chal paunga sir please
D3,d4,d5 naso me dikkate hai sir please sir kuch sir batiye sir jis se Mai chal pahu
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
@@shashikantsen7639 dwai lambi chalege.apke kam se kam 2 saal stick le kar chla suru karo dwa lo time to time pairo ke malish karo excrices karo sab thik ho jaega
Mere mammi ko 10 sal ho gye operation ke 100% sahi hai mere ghr Mai 2 logo ka operation hua hai kisi ko bhi koi dikkat nhi hai
Hospital Name:- Kailash hospital Greater Noida
Doctor :- Army Ex Retired major general Alok Kumar. Dubey
Sir meri bhi spine problem hai doctor bola surgery korna porega , meri foot k tolbay me sunapon hai hai kya koru please reply
Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir mera L4 L5 ka opretion Disember 2017 me hua tha us samay per ke panjo me neeche side thoda e sa sunnpan tha is karan kade hone par Ladkhadat hoti thi Lekin ab Lagbhag 10 month se sunnta panjo me badh rahi he plrase bataiye kya kare pura sunnta to thheek nahi hui thi
Lagta hai aapne after surgery exercise nahi kari
कितना दिन तकपैरकासचनवपनरहगा
Sir maine spine surgery karwai thi 3 month pehle tab bhi numbness thi right leg main after surgery bhi numbness hai aur foot drop hai agar us leg par load dalte hai to
Pls suggest
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Sir extramedullary intramedullary tumor ka operation karaye hai lekin uske baad pesab par control na ho pa raha hai to kya kare always urine bag laga rah raha hai
Mere mummy ka last year operation hua tha abhi bhi pairo mai foot drop hai 1 saal ho gaya. Dr bole the one week mai thik hoga magar 1 saal ho gaya abhi kya karna padega foot drop ke liye
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir mujhe L4 L5 disc Problem hai maine kamar me injection lgvaya dard kam hua pura aaram nhi milta
L4 L5 S1 Nerve pressure he.. Kya karo sir . Doctor ne surgery krle ko bolla
Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, reply karenge.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Sir gardan me chot laga tha ek sal pahele bahut baar mri kara liya hun report me bus muscle spasm aa raha hai bahut exersise kiya nhi gya sir kya ye koi badi problem to nhi ho sakti hai left side rotation bus 20% hi hai
Sir mere accident k do din baad hi surgery hui thi
Life line hospital
Azamgarh:- Dr.Anoop Singh
Surgery k baad se hi Urine urge to samjh aata hai lekin khud se nahi nikal pata hu
cic krna padta hai
5 mahine ho gye hai
Kab tak khud se urine niklane lagega
Abhi kaise ho bhai
सर मला 2012 पासून सायटीका प्रॉब्लेम आहे, उजव्या पायात वेदना होतात काय करावे लागेल
Sir maire pair main buht sujn hn ab main kya karo
Treatment batane ke liye patient ke scans dekhna aur patient ki problem ko samajhna jaroori hai. Aap Hume aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +918668270346 (9AM to 9PM Mon - Sat). Jaise time milega, hum short mein reply karke problem bata sakte hai. Proper treatment samajahne ke liye appointment le kar video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Spine surgery k baad agar scar ho jae to kaise theek hoga
Sir mera operation kiya hua hai lekin meri thodi galti k hisab se mera ek screw tut gya hai me kya karu
Ji, Scans dekhna jaroori hai, you can call or whatsapp your scans on +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, sir reply karenge.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi de sake.
Proper treatment samajhne ke liye video consultation karna uchit hoga. Thanks.
I had spine TB and after the operation it is still paining even after 25 days
सर ऐक साल हुआ है सर मै गव्हैमेट halt department मे जाॅब करती हुआ मै 52 साल की हुआ और मेरा L4 और L5 ऑपरेशन होकर ऐक साल हो गये लेकिन 15 दिन से जादा पानाशी है mRl ऑडर फाॅलो कि उसमे L 2 नस दबी और कितने बार ऑपरेशन करना पडेगा और दुसरा क्या उपाय बचाओ बहुत परेशान है
th-cam.com/video/G0sRfdhNmI8/w-d-xo.htmlsi=_gNI4AdYWnGUcFUr
Sir mujhe 5saal se saictica h .fr. ne operation ke liye bola h .bhut dard rhta h puri leg me . please btye kya mujhe operation krwana chahiye please help sir please koi dwai bi btye please 😢
Operation mt karwana aap.other comment dekh lijiye.opration k baad bhi dikkat km nhi hoti.
Yoga karo
To aap mujhe kuch yogga tips btye please ..mere bache bhut chote h koi sath nhi deta .kuch exercise krti hu but unse pain jase bdta h .🥺🥺😭😭m kya kru kaam bi Sara Krna padta h ji
th-cam.com/video/G0sRfdhNmI8/w-d-xo.htmlsi=_gNI4AdYWnGUcFUr
After Spine Surgery
Can it 100% Successful or What is Success Rate?
90-95 % fail spine surgery
Fir kese hoga mujhe dec 23 me pelvic fracture our l5 s2 fixation hua acetabulum wall bhi fix hua h foot drop h@zenspine
Sar pair ka jhanjhanahat kaise jaega day operation ka dedh Mahina Ho Gaya Abhi Tak jhanjhanahat talva mein jhanjhanahat ho raha hai
Ha. Sar. Mere operation ko 2 Mahina ho chuka hai spine ka aur mera right taraf ka bhag Sun ho jata hai
Sir L4L5 slip dice tomy laminectomy micro surgery howa but abhi vi sunpon o right ankle up down nahi hora hai
Hi
Sir papa ji D1-D3 EPENDYMOMA grade 2 tumor tha hamne 2022 me operate bhi karwa liya but ab tumor wapas aa gaya hai pichle 9 mahine se papa ji pareshan hai or chalne me asamarth hai Or raat ko sote waqt peron me jhatke lagte hain, jakadan bhi hai
Aap upaye bataye
What type of tumor intermedullary or extramedullary
Sir meri bhi surgery Hui hai 6manth ho gaye fir bhi kabhi kbhi pair me sunna pn aata hai to kya kr sakte ??
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
I am 37 I could not do the operation for Rs
Mera 1year hogaya hai spinal fusion ka per complications bahut hai
sorry to hear. discuss with your dr
Sir mare 2 month hoga par suna rhata rat ko
Sir mera Spondylolisthesis L5 S1 Discbulge ki surgery bahut hi kam age mein yaani mai jab 18 saal ka tha 2014 mein hi ho gya operation se pehle bahut dard rehta tha per operation ke baad sab kuch theek tha abb tak per beetein kuch mahine se mujhe kamar mein operation waali jagah per pain aur pairo mein sunnpan rehta hai jiase ki xray thumbnail mein thik rhi aise hi mere xray mein aati hai
Ti ab kya treatment Kiya sir ne apko kuch salah di
@@vandanazine931 haa jab sahi precautions nhi leta jaise mujhe dr ne bola Western Camode ,jhukna nhi ,weight nhi uthane ko jab mai inn sab mein asaavdhaani karta tab dikkat ho jaati
Yes sir you are right
Mareez ko kbi b dair ni karni chahey na hi jogarooo traiqy aur Daise Madison aur dum jharh phonk k chakar man parhna chahey jisny b dair ki ha problem bhara ha jisny b jalad action leya ha successful raha ha.
Thanks for your kind reply! 🙏
Sir maine spine surgery karwai thi ab se eighat month pahle lekin abhi tak reed ki haddi mai dard hai karpya dabai bataye
@@sureshvishwakarma3810 combiflam 1 subah 1sam
Sir mera operation 2 month pahle huaa h mere paro me sunpan h stool and urine problem h
Sir spinal cord injury ismein stem cell therapy use kar sakte hain kya
Some people claim it to work. But currently it is experimental and we do not have enough evidence.
@@zenspineaap bilkul sahi bole mera v ek baar mera v stem sell hua tha Mumbai k sayan k hospital me dr Alok Sharma se bt koi v fark nhi pada ek v 1%😢
ACDF surgery k bad majye pain hai surgery may 2021 may hoi thye
सर मेरा 2011 में अहमदाबाद में ऑपरेशन हुआ था स्पाइनल में d 12 L 1 मैं अभी तक बेड पर हूं अभी तक पैरों में रिकवरी नहीं आई और मल मूत्र का भी पता नहीं है कैथेटर डाला हुआ है अहमदाबाद में ऑपरेशन किया हुआ वह फाइल मैं जोधपुर में दिखाई न्यूरोसर्जन को तो डॉक्टर साहब ने बोला कि जहां ऑपरेशन किया वहा पर नस को छेडा नहीं है जहां रीड की हड्डी टूटी उसी को दो रोड लगाकर स्क्रू लगा लिए तो क्या करूं 13 साल हो गए राजस्थान से हूं प्लीज मुझे कृपा करके सॉल्यूशन बताइए🙏🙏🙏
अहमदाबाद में जिन्होंने मेरा ऑपरेशन किया वह ऑर्थोपेडिक सर्जन थे मैं यहीं टेंशन में हूं मेरे दिमाग में डिप्रेशन बैठ गया
MAREGO CIMS ( Science City Ahmedabad) me ekbar consult karo, mera 1st operation Orthopedic surgeon ne kiya tha fail hua tha, after 1 month mene Dr Ganapathy jo CIMS me surgeon hai unse fusion surgery karai jo successful hua or ab me normal life jeeta hu
Ye aapke surgeon se discuss karna better rahega kyuki woh acche se jaante hai ki kaise surgery hui hai. Woh patient ko bhi acche se jaante honge, toh better bata payenge.
Hum se opinion chahiye toh aap hame aapke MRI scan aur report whatsapp kar sakte ho +91 8668270346 (9AM to 9PM Mon -Sat). Jaise time milega, hum reply karke problem bata sakte hai.
Note: Hum patient ko bina consult kiye WhatsApp par treatment nahi dete.
Proper treatment janna hai toh video consultation karna uchit hoga. Thanks.
Mera pair ke talva mein sunapan hai kab kaise jaega
अपेक्षित के बाद कितने दिन तक आराम करना चाहिए और
koi aram ki waise specific jaroorat nahi hoti hai.
Mere meri ke ripot me 6dikh raha hai dor bole 12-13 hona chahiye nas itna dab Gaya hai koi salah de q ko dor bole hai operation karne ko nas ka rasta kholne ke liye 😢
Kaha se ho bhai
Please reply 🙏🏻🙏🏻
okay🙏🏻
3 बार sargury हुवी हैं 3 बार इन्फेक्शन निकाला ओर 4 बार surgury करी है उसमे स्क्रू डाले हैं अब तो मैं ठीक हों जाऊंगा sir 😢
@@ParmarKaushik-zz8gr kaisa infection ho gaya tha konse Dr k pass surgery kara li
सर जी मेरा एक्सीडेंट हुआ था जिसके 6 घंटे बाद ऑपरेशन हो गया लेकिन फिर भी अभी तक सुंपन खत्म नहीं हुआ 14 साल हो
Aap chal lete ho??
sorry to hear. could be nerve injury. discuss with your surgoen.
Mujhe sciatica hua tha medicine and injection se totally cure hogaya
Knsi medine li apne
@@English_practice.64doctor ne Diya tha bola tha pura cure hojayega guarantee deke bola tha
doctor give me medicine and injection