Bajaj wale ka yahi scam hai.showroom walo ko bas bike sell karne se matalab hai. Ek bar sell ho gaya uske baad kuch bhi problem ho wo log dekhne wale nahi.
Bhai maine gaadi li new sahi se kuch n dekhne dete h n btate h jldi jldi nikal di show room se or ak screw nhi tha voh bhi ant shnt kuch bhi lgane lg gye dusra maine chila kr sahi lgwaya dusri gadi ka niklwakr
Ye Indian bike company ka yehi haal hai isliye hamesha prefer karo honda ya yamaha kam se kam 4 - 5 saal kuch sochna nahi padta hai. Suru mei Deshbhakti dikha ke bike kharid lo aur uske baad chakkar katate raho service centre ka.
I have n160 for atleast 5 month 4 problem i have faced till now 1st - pannels noice ( kahi bike ny giri h) 2nd - sometimes horns nhi bajte 3rd - mai long ride pe gya tha and traffic me fas gya tha mere engine ki packing khul gyi thi and engine oil leak hori thi ( gasket and 300ml top up krwaya tha ) 4th- throttle response is not as good as other bike, missing krti h kabhi kabhii.
Bhai NS 125 mai bich bich Mai sound ka horn mera v kaam nahi karta aap ek kaam kar sakte ho ki horn ka tuning karwa lo... Bacha engine wo to bajaj ki engine mai 1 saal ke baad ajib sa awaz chalu ho jati hai jaise mere NS 125 ka
Bhai dekho Mai yahi bolunga indian market chahe two wheeler ho ya 4 Wheeler, yeh Japan ke tarah engine kabhi v bana nahi sakti kyuki bhale hi Inka build quality achi nahi hoti chahe aap suzuki ke 4 wheeler lo, ya honda ke bike and yamaha ke fzsv4 looks utne kuch khash nahi hai nahi build quality but engine and mileage badiya hai... Jaha Indian brand ke bajaj, tata, Mahindra, tvs and hero ke gaadiyo ke looks ache hai but engine bekar aur hm youth uspar jyada attract hote hai islie jo uncle 4 saal purani sp 125 chalate hai unka 10 saal tak gaadi Aram se chal jayengi aur hm youth jo looks dekh kar n160 ya ns 125 lete hai 1 saal mai gaadi mai ajib sa awaz aati hai and ns 125 ki to mileage tu tu...
Bajaj shirf sells no's par jyada dhyan dete hain lekin castomar satisfaction ki taraf 5 % bhi dyan nahi dete ... They are just scamming with us ... Ham sab Bajaj owers ko ek juth hokar complain korna chahiye
Bhai test mai itna nahi pata chalta hai jo log 2 mahine mai bike ko judge karna suru kar dete hai na ki n160, n150 achi hai mileage achi hai, unse sirf ek baat kahunga kisi bi bike ki 1- 2 saal ke baad koi v gaadi apni asli rang dikhati hai
Bhai maine bhi Pulsar N150 Li hai. Mere engine mein aisi koi problem nahin hai aapke engine mein problem hai typid ki awaaz a rahi hai. Iski tapid Sahi karao
Video me saf saf dikha rha ki Manager khud bol rhe ki tumhare bolne par fender ko change kiya gya aur uske baad bhi sahi se baat kr rhe support kr rhe aur tum bol rhe ki dealership bekar hai kya yrr views ke liye kuch bhi
Kya yaar agar dealership ko Badnaam karna hota to Naam Liya hota dealership ka kahin bhi Naam Maine nahin mention ki Kiya hai video me . Main Bus bike ko change karne ka request karne ke liye aaya tha nahin hua main bhi chala Gaya Jo Mera experience tha voh maine dikhaya. Aap vahan job karte hain aapko thoda Bura lagega but meri jagah ek bar apne aap ko rakh kar dekh Lena aap new bike lekar aate aapke sath Aisa problem hota to aap kya karte?. Aap Try nahin karte ek bar bike change karane ka. Mai us din main engine sound and overheating ke liye aaya tha ke liye aaya tha. 🙌
@@CaptainRishuIndia change bhi ho jata agar invoice nhi hua rehta to main khud karata Bike change .... Aur rhi baat badnam krne ki to bhai video me nhi bole but comments jo tum reply kiye ho jara uspe dhyan do fir khud smjh jaoge
Bhai Bajaj wale v aise harami hai, wo kisi aur dusre service centre walo ko bhej denge and sach bolu to india jitne v technician jo v service centre mai kaam karte hai wo sab jhola chaap hai usse acha to raste ke technician sahi hai kyuki kuch service centre wale ko yeh nahi pata hai ki brake fluid ki oil bleed v ki ja sakti hai
Bhai timing change adjust karvaya ya FIR change karvaya kya karvaya exact detail de do ya to fir aap mujhse baat kar lo Instagram per ya FIR telegram channel per please yaar bahut logon ko problem ho raha hai mujhe bhi ho raha hai bahut logon ka help ho jaega 🙏
Bhai dekho Mai yahi bolunga indian market chahe two wheeler ho ya r Wheeler, yeh Japan ke tarah engine kabhi v bana nahi sakti kyuki bhale hi Inka build quality achi nahi hoti chahe aap suzuki ke 4 wheeler lo, ya honda ke bike and yamaha ke fzsv4 looks utne kuch khash nahi hai nahi build quality but engine and mileage badiya hai... Jaha Indian brand ke bajaj, tata, Mahindra, tvs and hero ke gaadiyo ke looks ache hai but engine bekar aur hm youth uspar jyada attract hote hai islie jo uncle 4 saal purani sp 125 chalate hai unka 10 saal tak gaadi Aram se chal jayengi aur hm youth jo looks dekh kar n160 ya ns 125 lete hai 1 saal mai gaadi mai ajib sa awaz aati hai and ns 125 ki to mileage tu tu...
Bajaj wale ka yahi scam hai.showroom walo ko bas bike sell karne se matalab hai. Ek bar sell ho gaya uske baad kuch bhi problem ho wo log dekhne wale nahi.
Bhai bilkul sahi baat h
Bhai maine gaadi li new sahi se kuch n dekhne dete h n btate h jldi jldi nikal di show room se or ak screw nhi tha voh bhi ant shnt kuch bhi lgane lg gye dusra maine chila kr sahi lgwaya dusri gadi ka niklwakr
Mere bhi second day se engine se sound aarha h garam hone ke baad
Ye Indian bike company ka yehi haal hai isliye hamesha prefer karo honda ya yamaha kam se kam 4 - 5 saal kuch sochna nahi padta hai. Suru mei Deshbhakti dikha ke bike kharid lo aur uske baad chakkar katate raho service centre ka.
Bai is bike me 3 logh baitetho seat nichee tyre ku laktha he kya
Bai bolo yarr
Abhi check nahin kiya hai uske upar ek jarur video banaunga
I have n160 for atleast 5 month 4 problem i have faced till now
1st - pannels noice ( kahi bike ny giri h)
2nd - sometimes horns nhi bajte
3rd - mai long ride pe gya tha and traffic me fas gya tha mere engine ki packing khul gyi thi and engine oil leak hori thi ( gasket and 300ml top up krwaya tha )
4th- throttle response is not as good as other bike, missing krti h kabhi kabhii.
Yes yaar main bhi pareshan hun n150 leke 🤦 . Dimag ka dahi ho gaya hai
@@CaptainRishuIndia Maine to aap ki video dekh kr bajaj se dil tut gaya accha hua hm nhi lie.. n150
Mai apache le liya ja kar aaj
Bhai NS 125 mai bich bich Mai sound ka horn mera v kaam nahi karta aap ek kaam kar sakte ho ki horn ka tuning karwa lo... Bacha engine wo to bajaj ki engine mai 1 saal ke baad ajib sa awaz chalu ho jati hai jaise mere NS 125 ka
Main n150 lete lete Xtreme 125R le liya
Fully sintatik engine oil dalo its normal heat hone k bad sound change hota he
Thik hai agli baar dhekta hu
Bhai dekho Mai yahi bolunga indian market chahe two wheeler ho ya 4 Wheeler, yeh Japan ke tarah engine kabhi v bana nahi sakti kyuki bhale hi Inka build quality achi nahi hoti chahe aap suzuki ke 4 wheeler lo, ya honda ke bike and yamaha ke fzsv4 looks utne kuch khash nahi hai nahi build quality but engine and mileage badiya hai... Jaha Indian brand ke bajaj, tata, Mahindra, tvs and hero ke gaadiyo ke looks ache hai but engine bekar aur hm youth uspar jyada attract hote hai islie jo uncle 4 saal purani sp 125 chalate hai unka 10 saal tak gaadi Aram se chal jayengi aur hm youth jo looks dekh kar n160 ya ns 125 lete hai 1 saal mai gaadi mai ajib sa awaz aati hai and ns 125 ki to mileage tu tu...
Yes you are absolutely right 👍
Han bhai very sad
Bajaj shirf sells no's par jyada dhyan dete hain lekin castomar satisfaction ki taraf 5 % bhi dyan nahi dete ... They are just scamming with us ... Ham sab Bajaj owers ko ek juth hokar complain korna chahiye
You are right
भारत में इस n150 की कीमत कितनी है? How much does this n150 cost india
₹150000
@@CaptainRishuIndia Thanks for the info, greetings from Europe जानकारी के लिए धन्यवाद, यूरोप से शुभकामनाएँ हमारा 208 हजार है
Meri bike 15 din say service centre pr hai 1 sal purani hai unke smj hi nh ara start ku nh hori
N150 hai
N160 same problem lekin abhi tak koi solution nhi kya roj bajaj wale time pe time de rhe hai
Ya to timing chain hai ya fhir tappet
Bhai meri bike n150 me bhi same problem h please jaise hi iska solution ho plz video bnake dikhana taaki aapke viewers ko bhi help mile
Thik hai bhai
Kya hua Bhai kuch solution hua kya us engine sound ka agr ho to btana plzz
Camera kanha laga rakha tha showroom ke andar jab gaye
Shirt pe
Bhai test ride nahi liye the kya
Bhai short ride like test ride me kuch problem nhi pata legega toda long chalaoge tabhi sab clear hoga
Bhai test mai itna nahi pata chalta hai jo log 2 mahine mai bike ko judge karna suru kar dete hai na ki n160, n150 achi hai mileage achi hai, unse sirf ek baat kahunga kisi bi bike ki 1- 2 saal ke baad koi v gaadi apni asli rang dikhati hai
Bhai wallpaper kon sa h mare ko chahiye ❤
Telegram channel pe massage karo send karta hu🙌
Iska dukh ,aapka question koi sense hai Bhai
Chain tensioner change krwao aawaj thik jo jaegi
Ok bhai
Are you sure bhai ,ki tensioner se ho jayega, bcz,u am facing same problem
Mera bhi Engine sound hai😢😢
Sach baat to ye india mai sirf aap 100cc k a hi bike le sakte hai iske uper ka technician hi nh hai inke service centre pr
Kabhi kabhi lagta hai aap apne Jo kaha sahi hai
Showroom service is not good.
Yes bro
Bhai tapet ki awaj h tumhari bike me
Bhai set kara liya fir bhi a raha hai ab kya karun . Timing chain hai kya?
@CaptainRishuIndia Bhai tum kha se ho bhai tumhari bike ka head cylinder pura change hoga tab hogi yhr problem shi kyuki ese bike yhe problem h
Bro mileage testing video lao ❤
Lena sa pehla test drive lo,2/3 bike or pura check kor k la
Bhai diwali ke din thaa isi liye nahi ho paya
Dealership Apko bol rhi thi ki bike ek din baad le lijiye lekin apko same day bike chahiye
Bhai us din Diwali thi kya karte batao🙌
@CaptainRishuIndia thik hai but dealership se support nhi mila ?
Bhai maine bhi Pulsar N150 Li hai. Mere engine mein aisi koi problem nahin hai aapke engine mein problem hai typid ki awaaz a rahi hai. Iski tapid Sahi karao
Tappet Adjustment kara liya fhir bhi nahi hua . Ab lagta hai timing chain se problem hai
Tappet sound ayega hi.
Justice for you ❤
Video me saf saf dikha rha ki Manager khud bol rhe ki tumhare bolne par fender ko change kiya gya aur uske baad bhi sahi se baat kr rhe support kr rhe aur tum bol rhe ki dealership bekar hai kya yrr views ke liye kuch bhi
Kya yaar agar dealership ko Badnaam karna hota to Naam Liya hota dealership ka kahin bhi Naam Maine nahin mention ki Kiya hai video me . Main Bus bike ko change karne ka request karne ke liye aaya tha nahin hua main bhi chala Gaya Jo Mera experience tha voh maine dikhaya. Aap vahan job karte hain aapko thoda Bura lagega but meri jagah ek bar apne aap ko rakh kar dekh Lena aap new bike lekar aate aapke sath Aisa problem hota to aap kya karte?. Aap Try nahin karte ek bar bike change karane ka. Mai us din main engine sound and overheating ke liye aaya tha ke liye aaya tha. 🙌
@@CaptainRishuIndia change bhi ho jata agar invoice nhi hua rehta to main khud karata Bike change ....
Aur rhi baat badnam krne ki to bhai video me nhi bole but comments jo tum reply kiye ho jara uspe dhyan do fir khud smjh jaoge
Mene vi liya hai bahat kharp bike hai pulsar n150
Bro Mera bhi kall bike gire gaya 😂😂 kiaa Karu please help me Bhai 🙏🙏
Insurance se repair karao
Bike bahut achha hai bas bike ka sab kuch teda hai 😂😅
Meri hai proper 11 months hua leke 12k chala hai!
Bhaiya milege kitna deti h please bta do ❤
40 se 42
@@Earningwith2.0 40-45 ke bich mai proper rpm Chalaya to !
Bro bike sahi nahi hue 😢
lakh rupaiya deke yehe result, math lo bhailog bajaj, logon ke paison ki koi value nahi hai inhe
Ye to uday bajaj ka showroom hai
Ha bhai vahi hai
@randomrishu Bhai mai bhi lene wala hu lekin aap ka video dekh kar dar lag raha hai😅😅😅
Kon sa bike Lena hai?
Bhai ye kaha se liya tha Apne madhuadih wale showroom se??
Bhai thoda assist krdo yarr mai bhi lene wala hu n150
My home in Mughalsarai pddu
Kaha se lena chahiye mujhe
Bhai tumhe OTP nhi batani chaiye thi
Ha yaar
2 log baithne par chu chu ki sound aati hai
Abhi to nahi
Accidental bike resale kardete hn Bajaj?? ..... Build quality, Sound, heating mileage sab ke lode lage pade hn
Yahi ho raha
Bhai pahli baat To yah aapko Diwali ke din bike hi nahin leni thi dusra naam se ladkr ki dusri bike lo
Kya matlab samjha nahi?
बाईक बदल के देणी चाहिये
Sahi kaha bhai
Tum sidha Bajaj Company me esse showroom aur aapke bike ki complaint karo. Tum time waste kar raha ho.
Bhai Bajaj wale v aise harami hai, wo kisi aur dusre service centre walo ko bhej denge and sach bolu to india jitne v technician jo v service centre mai kaam karte hai wo sab jhola chaap hai usse acha to raste ke technician sahi hai kyuki kuch service centre wale ko yeh nahi pata hai ki brake fluid ki oil bleed v ki ja sakti hai
Bhai same sound mere pulser N160 me v aa rha hai ,koi solution mile to plz btana
Ok bhai
ankh bandh krke bike liya tha tune
Bakwas Bajaj bike
bhai bajaj ki quality bohot tatti hai bas loha hi loha hai just like tata cars
Bhai mere new bike mai bhi aise hi awaj aati thi mujhe bahut irritating hota tha to maine timing chain set karwaya ab thik ho gaya hai sound.
Bhai timing change adjust karvaya ya FIR change karvaya kya karvaya exact detail de do ya to fir aap mujhse baat kar lo Instagram per ya FIR telegram channel per please yaar bahut logon ko problem ho raha hai mujhe bhi ho raha hai bahut logon ka help ho jaega 🙏
Mare pass bhi N150 hai lekin itna sound to nehi aata
No doubt bike bahut achha hai engine ko chodd ke 😂😂😅
Bhai dekho Mai yahi bolunga indian market chahe two wheeler ho ya r Wheeler, yeh Japan ke tarah engine kabhi v bana nahi sakti kyuki bhale hi Inka build quality achi nahi hoti chahe aap suzuki ke 4 wheeler lo, ya honda ke bike and yamaha ke fzsv4 looks utne kuch khash nahi hai nahi build quality but engine and mileage badiya hai... Jaha Indian brand ke bajaj, tata, Mahindra, tvs and hero ke gaadiyo ke looks ache hai but engine bekar aur hm youth uspar jyada attract hote hai islie jo uncle 4 saal purani sp 125 chalate hai unka 10 saal tak gaadi Aram se chal jayengi aur hm youth jo looks dekh kar n160 ya ns 125 lete hai 1 saal mai gaadi mai ajib sa awaz aati hai and ns 125 ki to mileage tu tu...
Chapri Bike😂😂😂😂😂😂
You can't even afford 😂
@DevSahu-nh4hc Son i have Yamaha Fz-s version 3.0 & Honda Hornet 2.0 BS6. U never see & Afford it. 😂😂😂😂
@@BenudharSahoo-bh5ke tu to aise bol rha h jaise 5 lakh ka aata h fz ar honda 🤡🤡