Namaskar didi 🙏 , kripya ek strategy ya time table working aspirants ke liye bhi batae jo office mein 10 to 6 job krte hai ..agar abhi se seriously padhna start kare toh final selection tak kaise pahuche.
Mam question ka bhandar chie subject wise kon si test series le adhi m previous year bhare pade hai ghatna chakra k bas bhut pareshn hai question k lie😢
Ma'am ek question hai ki bahot log TH-cam par bol rahe hain RO ke liye ki ab ap log Pre ke saath saath Mains ke liye bhi taiyari kare jaise Letter, essay apke hisaab se abhi aisa karna cahiye ya nahi kyonki 1st priority humko abhi PRE ko deni hai please bataye ki kya Mains par bhi focus kare?
Nice book's.
Mam aapka margdarshan ham sbhi ke liye bahut kargar sabit hoga ❤🙏🏻
Thank you so much for your efforts. It keeps us motivated.
You're welcome! Happy to help. 😊
Mai hindi ko lekar bhut confused tha,aj apne meri confusion door krr di😊tq Ma'am
😊
Thank you so much mam 💓💓☺️❤️☺️
Thank you ma'am
Y books pcs k liye bhi h kya ma'am
Ha ji
@@Shwetapandeyupsachivalaya ok thanks 🙏
👌👌👌
Parishvani ki books kaise h preparation k liye sabhi subjects ki
Kuchh subjects ki bahut achchi hai....kuchh ki utani achchi nhi.
Ma'am Prashsnik sbdavali kaha se kis book se taiyar kre mere pass hrdev bahari ki book hindi ki hai please maam btaiye
Usme di hui h aap shuru kare usi book se...sari hindi ki books k last me diya rahata h.
Thank you didi
Most wlcm
Ok mam thnk you for guidance mam ap ise phle koi or job krti thii ki ye 1st job hee apki
Ji nahi
Namaskar didi 🙏 , kripya ek strategy ya time table working aspirants ke liye bhi batae jo office mein 10 to 6 job krte hai ..agar abhi se seriously padhna start kare toh final selection tak kaise pahuche.
@@vishalagarwal419 ok ji
Spectrum nhi shi h mam
Mam question ka bhandar chie subject wise kon si test series le adhi m previous year bhare pade hai ghatna chakra k bas bhut pareshn hai question k lie😢
Q&ans vlog me reply krti hu
@ ji mam kyuki ab question ka level jo hisab s hai us m ap thoda batiega ki ab naya kya kre jissse uppsc k question trackle ho pae 🙏
@utkarshp2819 ok...sure
Up gk
Pariksha vani/ tathyasar
❤
Ro aro ka exam date kya h expected......
After kumbha
Didi aap pcs ka exam deti hai?
Pcs aur Ro ka full comparison video banayiye please 🙏
Nahi, ok mai bna dungi.
Ma'am ek question hai ki bahot log TH-cam par bol rahe hain RO ke liye ki ab ap log Pre ke saath saath Mains ke liye bhi taiyari kare jaise Letter, essay apke hisaab se abhi aisa karna cahiye ya nahi kyonki 1st priority humko abhi PRE ko deni hai please bataye ki kya Mains par bhi focus kare?
Ji bilkul 1st priority is pre lekin agr jyada time mil gya h to mains ko bhi sath le kar chal skte h.
@Shwetapandeyupsachivalaya han week meai 1 din Mains ki cheeze dekh sakte hain priority Pre ko dekar
Itni book bata diye hi.
3 sal padhte hi rahege.
@@vinaysingh116 😆🤣 depends on you...chahe 3 years me padhe ya 3 months me
😂😂😂😂