Motor ka watt jitne badega aapka battery backup bhi utna kam ho jaega. To ap jab motor ko lagaenge thoda soch samajh kar lagaiye kyunki jyada wat hone ke Karan aapko mileage acche se nahin milega.
Hi sir Sir mai electric racing car bana raha hu to mujhe High speed ke liye kitne watt ka motor lagaye aur load ke liye kam se kam 3 kwaental tak load carry kar sakte
Sir me new eloder liya usme 1200 wt motor diya gya tha but controller 48v ka tha bad me motor achha se nhi chl pa rha h machenic ko bhi smjh me nhi aaya to kya krna chahiye controller chang krne se 1200 wt ka moto run krega...
@@akasherickshawtech sir e- rickshaw 1200W moter,12000W controller और ईस्टमैन 150amp की 4 battery me charger Kitna एम्पीय ka अच्छा होगा please sir bataeye
Ecotron hd 48v60v 60 amp me 1200 watt ka motor lagane se sahi hoga n controller to 4 battery or 5 battery me lag jaega lekin motor me 48 v likha h controller 48v60v dono likha h to 5 battery me 48v likha hua motor chalega ya 60 v likha hua motor hi lagana hoga
Bhai nera cotroller 1848 ka hai terra motor 1100 watt pickup kam lag raha uchai me ruk jata hai kya kru kal hi new kharidi hai aur 9 ghante me full charge nahi hua kya karu
Motor chalega lekin controller bahut jyada hit hoga aur aapko mileage ekadam nahin milega. 1500 wat motor lagane ke liye 1500 wat hisab ka Controller lagana hoga 65 ampere ka
Ji nahin vah aap change nahin kar sakte usko change karne ke liye aapko pura controller ko hi change karna hoga. Lekin 1200 wat motor ke sath 24 tube controller bhi chal jata hai Lekin vah controller thoda halka heat hoga
Sir mera pass 1100 watt di motor a speed only 30 Ki ha controller change kr bro kehdi company da lagea high speed controller daso veer speed jadya chide ha
Bhai Maine City green auto ka e rickshaw Liya hai jismein lithium battery 102h ka charger 16 empier ka motor controller 1150 hai per mileage bahut kam deti hai 70 se 80 km ka mileage deti hai speed se bhi 26 se jyada nahin hai to aisa kya karna padega thoda bataiyega please
Intelligent controller Mein indicate show hota hai aapka gadi mein kya problem hai ki nahin Or intelligent controller Mein aur bhi feature hota hai high medium Lo system rahata hai
Axiom ka 18amp charger hai mere pass gadi ful charge bta rha hai malege nhi de rha hai or Engineer bol rha hai charger ka problem hai sir aap reply dijiyega sir 🙏🙏
Same motor same controller se speed badhaya nahin ja Sakta. Abhi kam kar sakte ho pichhla wala Jo tyre hai vah 3-75-12 MRF tyre lagaiye speed 100% increase hoga
Sir mera mahindra e alfa riksha h, m jab chalata hu to bich m horn, light,indigater kam karna band ho jate h fir dobara key laga ker chalata hu to sab chal jata h thodi der baat fir band ho jata h, sir update bataeye
Yah problem jyadatar driving seat ke niche Jo DC converter hai vah converter main kharabi hone ki vajah se hota hai. Ya Jack mein agar problem hota hai tab hota hai. Aap pahle ek dusra converter Laga kar dekhiae agar problem solve ho jata hai to fir theek hai
Akash ji controler me 51 ampr lekha hua hai Speego inteligent controler hai Too ea kitna woat ka controler hai samaj me nehi ara ha hai Tora bataea Motor 1200 w kahai Is me koi problem nehi hoga
Bohut sare Content is channel per upload kiya hua hai aapko agar iske alava agar kuchh Janna hai to aap vah mujhe comment Mein mention kijiye main use related video banane ki koshish karunga
Controller ke hisab se agar motor heavy ho jaega to fir controller heat hone ka chances rahata hai. Controller agar 50 empier ka hoga to fir koi problem nahin Hai. Vaise 900 wat ka motor normal koi bhi controller Mein hi chal jaega.
Ji ha chalega. Lekin controller halka heat ho sakta hai kyunki yah 50 empier ka controller hai. Aur agar halka garam hota bhi hai to ismein koi problem nahin Hai ok🤗👍
Dekhiae yah configuration bolna bahut hi mushkil hota hai kyunki एक-एक manufacturer company एक-एक type controller manufacture karta hai. Or Uska configuration bhi alag hota Hai. 🛑 50 ya 51 ampr with 1000 watt 55 ampr with 1100 watt 60 ampr with 1200 watt
Mera erickshaw on ho raha per gadi chal nahi raha. Maine converter ka connection nikaal diya tab gadi chal raha hai.lekin Converter se 12volt so ho raha hai wiring fault ya converter
Bhai nera cotroller 1848 ka hai terra motor 1100 watt pickup kam lag raha uchai me ruk jata hai kya kru kal hi new kharidi hai aur 9 ghante me full charge nahi hua kya karu apna no. Dijiye call karunga
Gari free chal Raha hai ki nahi wo 1k bar check karwa lijiye. Ok. Agar free chal raha hai then motor ko kholkar check kar lijiye ki andar oil giya hai ki nahi ok.
Dekhiae gadi agar chalta hai to motor thoda bahut hit hona yah natural hai. Agar motor bahut jyada overheat hota hai motor mein hath Dene se heat bahut jyada lagta hai tab yah problem hai ok. Aur Mahindra gadi Mein 6 month ke andar motor heat ho jana yah problem bahut rare hota hai theek hai aap fir bhi neerrest koi mechanic ke pass le jakar motor khol kar dekhen uske andar oil chala Gaya Hai ki nahin oil motor ke andar agar jata Hai tab heat hota Hai
Oil seal leak hone se to motor main oil jatai hai. Ap mishri ke pass le jakar motor ko khulvakar petrol wash karva lijiyega dekhega ho sakta hai aapka yah Jo problem hai yah solve ho jaega
Dekhiae aapke upar depend hoga aap agar acche se isko setting kar sakte ho to 900 watt ka Moto ya 1000 wat ka Moto lagaiye. .. Normal riksha ka jo motor kit set hota Hai uska total kit ka price hota hai 4000/4500 rs.
Controller mein jo MOSFET laga hua rahata hai uske hisab se hota Hai. Iske liye alag karke kya video banaun? 36 or 24 tube jo hota hai. Wo controller ke andar Jo mosphate laga hua raheta hai wohi hai. Ok.
Controller heat hone ka bohut sare reason hota hai. 🛑 controller low quality hone se 🛑 Controller se Jayda heavy motor hone se 🛑 Gari agar jam mein chalta hai 🛑Joni box main agar 8mm nut loose rahega 🛑 Motor controller connection wrong hone se 🛑Motor magnet pressure agar week ho jata hai 🛑Motor coil agar short raheta hai 🛑Motor k andar oil rehene se 🛑Main 48 volt positive or negative wire loose hone se Etc .. eahi sab reason ke waje se controller heat hota hai. Aur iske ilawa bhi bohut sare reason ho sakta hai ok. Thank you 😊😊🤗🫡
I riksha mein 1000 watt motor lagane per backup achcha a raha tha
Motor ka watt jitne badega aapka battery backup bhi utna kam ho jaega. To ap jab motor ko lagaenge thoda soch samajh kar lagaiye kyunki jyada wat hone ke Karan aapko mileage acche se nahin milega.
👍👍
🤗🌹🌹
Thanks bhaiya
👍👍👍😊😊
Good bhai ❤
Thank you so much
Bahot atsa laga bhai video
Thank you so much 👍😊
Good topic
1500 watt ki motor gane par kya defresyel bhi chen krna pdega ya nhi
1500 watt Motor lagane ke liye differential change karne ki koi jarurat nahin Hai ,
Lekin controller change karna padega
bhaiya 999 GOLD jo controller hota hai na kya ye lena accha hoga? performance kysa hai kuch boliye.
999 gold accha motor hai. Feedback bhi accha hai
Hi sir
Sir mai electric racing car bana raha hu to mujhe High speed ke liye kitne watt ka motor lagaye aur load ke liye kam se kam 3 kwaental tak load carry kar sakte
1000 watt ki motor ki sath 72volt 52 ampere battery wala bike build karna hain mujhe , ab iska speed 100kmph lene ke liye konsa controller lagaun ?
Sir kya 1000wt controller me 1200-1250wt moter fit ho jati h kya or konsi moter nhi lagegi
Sir me new eloder liya usme 1200 wt motor diya gya tha but controller 48v ka tha bad me motor achha se nhi chl pa rha h machenic ko bhi smjh me nhi aaya to kya krna chahiye controller chang krne se 1200 wt ka moto run krega...
Apka e lodar volt ka battery hai 48 ya 60 volt?
Sir Allfin ka 60 volt 1200 wat ka motar lagahuva hai kiya ye lag Sakta hai
48 volt ka agar gadi hoga to 60 volt ka motor to chalega nahin. Aur agar chalta bhi Hai To fir bahut slow chalega.
Op❤❤❤
Naveed Ansari
Jai shree Ram ❤❤
🤗🤗🤗🤗🌹🌹🌹🌹🌹☺️
Sir 145amp ki 4 battery (e rikshaw ) me charger kitna Ampiyar ka lena achha hoga
18 ya 21 ampere
@@akasherickshawtech sir e- rickshaw 1200W moter,12000W controller और ईस्टमैन 150amp की 4 battery me charger Kitna एम्पीय ka अच्छा होगा please sir bataeye
21 empier charger best hoga
@@akasherickshawtech 21amp charger Kon si company Ki aarti Hai Eastman me aarti Hai
@Robinuthappa2 micro tech 21 ah
Dada pother sathi toto to eseche wiring details a jodi video banaten valo hoto
😊😊😊😊 thik a6e. Inshaallah Ebar korbo. Asole kajer onek chap thake to . Tai hoy othe na. .
@@akasherickshawtech hmm bujte parchi but aktu chesta korunna khub valo hoi details a bole dile
Ecotron hd 48v60v 60 amp me 1200 watt ka motor lagane se sahi hoga n controller to 4 battery or 5 battery me lag jaega lekin motor me 48 v likha h controller 48v60v dono likha h to 5 battery me 48v likha hua motor chalega ya 60 v likha hua motor hi lagana hoga
60 volt motor lgega.
48 volt motor lagane se bhi unload main chalega lekin motor jal jaega
Vai 1200 watt na 1000 watt valo. Konta kinle pore valo milege pabo. Vai ektu janbe vai
Sir mera pass kinetic Ericka h jo 1500 wallta motors h jo pura jal Gaya h wo rapringa hi jayga
Repairing Na Karna hi behtar hai.
Sir if the motor is like 1500, how will the speed and performance be after installing the 1500 controller
The speed will definitely increase but you need to put as much ampere battery as the motor. Then you will get 70-80 km average mileage
Mere pass exide neo Usme 1200 vatt ki motor laga sakte hai kya
Ji ha laga sakte hai
Atul main 1200 watt ka moter laga saktey hai kya
Ji hai lakin controller 55 ah ka hona chahiye
Hello bhai Agar 1000 w ka kantroller he or mortar 1250 w ka he to ewreg Kam ho jayega kya
Nahi controller heat hoga.
Bhai nera cotroller 1848 ka hai terra motor 1100 watt pickup kam lag raha uchai me ruk jata hai kya kru kal hi new kharidi hai aur 9 ghante me full charge nahi hua kya karu
भाई मेरे ए rikha मे shinewab की मोटर लगी है और बो खराब हो गई है क्या नई आना बंद हो गई 1000wat
Sineweb normal quality motor hai
Bay meri allfine co,ki eriksha hei es mei 1000 watt ki motar hei agar mei 1500watt ki motar lgha lu to chlegi
Motor chalega lekin controller bahut jyada hit hoga aur aapko mileage ekadam nahin milega.
1500 wat motor lagane ke liye 1500 wat hisab ka Controller lagana hoga 65 ampere ka
Bhai mere gadi mein 1200 watt ka motor hai controller 1000 wat ka kya controller change karna padega please bolo 😢
Ji han karna hoga. Controller heating problem hoga
Hello bro cy gold ka 1100 watt ka moter thik h kya passanger m
Ji ha bohut accha hoga. .
Bhai jan 24 tube ko change kar ke 36 kar sakte haibkea jo mosfet bolte hai usko
Ji nahin vah aap change nahin kar sakte usko change karne ke liye aapko pura controller ko hi change karna hoga.
Lekin 1200 wat motor ke sath 24 tube controller bhi chal jata hai
Lekin vah controller thoda halka heat hoga
Mahindra e mini alfa me ka speed badh sakte hai
Nhi
Achchi quality ka motor or controller sahi rate se kaha milega delhi me?kuchh idea dijiye
I have No idea
1200 ki moter & controller kitne price ka aata h please tell
1200 watt ka motor peak current kitna leta hai aur running current kitna leta hai ???
Nagpur Maharashtra
Sir mera pass 1100 watt di motor a speed only 30 Ki ha controller change kr bro kehdi company da lagea high speed controller daso veer speed jadya chide ha
Sorry aap thoda acche se sawal kijiye aapka question main samajh nahin Paya 😞
Mahindra e alfa super ka speed badh sakta hai
Bhai e rickshaw kaun sa achcha hoga lithium battery wali ya lead acid battery wali apna Rai jarur de
Lead acide
Lead acid battery easy available . Rate low. Low maintenance cost
Bhai Maine City green auto ka e rickshaw Liya hai jismein lithium battery 102h ka charger 16 empier ka motor controller 1150 hai per mileage bahut kam deti hai 70 se 80 km ka mileage deti hai speed se bhi 26 se jyada nahin hai to aisa kya karna padega thoda bataiyega please
Bhai 24 tube controler me 1200w motor lagwa sakte hai
Ha laga sakte ho. Lakin controller heat hone ka chance rahe ga
Mera controler main likha hai 48v/60v, 50A
Ishme 1200w motor chalega kaya?
Ji ha chalega.👍 O intelligent controller hai.
@@akasherickshawtech intelligent controler kya hota h
Intelligent controller Mein indicate show hota hai aapka gadi mein kya problem hai ki nahin
Or intelligent controller Mein aur bhi feature hota hai high medium Lo system rahata hai
Axiom ka 18amp charger hai mere pass gadi ful charge bta rha hai malege nhi de rha hai or Engineer bol rha hai charger ka problem hai sir aap reply dijiyega sir 🙏🙏
Aapka gadi mein kitne empier ka battery hai?
1000 wat moter 1500 wat mailez kitne kilo miter ka anter h plz ri
Bohut farak hota hai. 25 se 30 km
Sir mera mahindra super ka speed badh sakta hai kya
Same motor same controller se speed badhaya nahin ja Sakta.
Abhi kam kar sakte ho pichhla wala Jo tyre hai vah 3-75-12 MRF tyre lagaiye speed 100% increase hoga
Sir mera mahindra e alfa riksha h,
m jab chalata hu to bich m horn, light,indigater kam karna band ho jate h fir dobara key laga ker chalata hu to sab chal jata h thodi der baat fir band ho jata h, sir update bataeye
Yah problem jyadatar driving seat ke niche Jo DC converter hai vah converter main kharabi hone ki vajah se hota hai.
Ya Jack mein agar problem hota hai tab hota hai.
Aap pahle ek dusra converter Laga kar dekhiae agar problem solve ho jata hai to fir theek hai
Hello sir mahindra alfa min or treo ka spare kaha se milega jarur batana
Ye only authorised work shop par hi milega. Pre ordar karna hoga.
Or front wheel ka brake bearing or brake chasing normaly bahar available hota hai
Meri gadi me cy gold ka controller h
Or battery 130 amp ki
Kya m 160 amp ki battery lga sakta hu
Ji han Laga sakte ho lekin aapko 18 ya 21 empier ka charger se charge karna hoga battery ko
Akash ji controler me 51 ampr lekha hua hai
Speego inteligent controler hai
Too ea kitna woat ka controler hai samaj me nehi ara ha hai Tora bataea
Motor 1200 w kahai
Is me koi problem nehi hoga
Ye 1000 watt ka controller hai.
Aur ismein 1200 wat Moto lagane se controller heat hone ka chances rahega
Ha akash ji Mera mottor aur controller dono hi heat bohot hota hai edike waja se sayed
Kitna "AMPR" hone se controller 1200w hota hai please batea ga
Ji han ho sakta hai. 🧐
Bhai mera controler hai
53 ampr 24 tube
Aur motor hai 1100 w koi problem hoga
Ji nahin ekadam hi problem nahin hoga
Riksha ka repairing ke Puri Jankari ke video bnao
Bohut sare Content is channel per upload kiya hua hai aapko agar iske alava agar kuchh Janna hai to aap vah mujhe comment Mein mention kijiye main use related video banane ki koshish karunga
1200 watt ka motor ka satt 1200 ka controller lagaye ga toh ho jayage 60 volt ka toto ma
60 volt toto main 60 volt motor Lage ga. 1200 watt motor k sath 60 ampere controller lagega. . Ok .
Vai Mera controllar 850 hai, or motor 900ka hai, koi problem hoga Kiya ?
Controller ke hisab se agar motor heavy ho jaega to fir controller heat hone ka chances rahata hai.
Controller agar 50 empier ka hoga to fir koi problem nahin Hai.
Vaise 900 wat ka motor normal koi bhi controller Mein hi chal jaega.
1500 wat ki motor lagani hai aur 1100 wat 48 volat lagi hai kiya krna hoga plz samjhae
1100 lagane per motor backup kam hone ka Karan kya ho sakta hai
Kiya ealfhamini main 1200 watt Kam krega motor
Ha Karen ga.
kitne ki speed me chal raha hai
Yah lagane se meter Mein high speed 53 dikha raha hai lekin utna speed to hota nahin Hai Lekin jitna bhi hai bahut jyada hi hai
1000moter 5:56
vai kada millage kono si motor me milega,850 w,1000w,1200w.
1000 watt motor best hai
Dada Mera controler main likha hai
"Voltage DC 48v 60v Current 50 +_ 1A"
Ishme 1200watt motor chalega kaya?
Ji ha chalega. Lekin controller halka heat ho sakta hai kyunki yah 50 empier ka controller hai.
Aur agar halka garam hota bhi hai to ismein koi problem nahin Hai ok🤗👍
E alfa super ka speed badh sakta hai
Ji nahi.
Bai meri 1150 watt controller he 1200 watt motor cholega
Ji han chal jaega
Cy 1200w motor er shap paoa Jabe?
Mil jayega lekin market mein bahut rear milta hai.
Bhai jan 53 ampr controler kitna watt hota hai
Mera controler 53 ampr lekha hua hai
Dekhiae yah configuration bolna bahut hi mushkil hota hai kyunki एक-एक manufacturer company एक-एक type controller manufacture karta hai.
Or Uska configuration bhi alag hota Hai.
🛑
50 ya 51 ampr with 1000 watt
55 ampr with 1100 watt
60 ampr with 1200 watt
Mera erickshaw on ho raha per gadi chal nahi raha. Maine converter ka connection nikaal diya tab gadi chal raha hai.lekin Converter se 12volt so ho raha hai wiring fault ya converter
Controller mein jo break switch ka sensor connection hai vah khol dijiye uske bad converter Laga dijiye dekhiaega gadi chalega ok
@@akasherickshawtech 👍
A controller Kitna Watt ka vai
Yah controller 60 watt ka hai
Cy ka 1100 Watt motor kaysa he sir?
Brother cy gold 1000watt moter aur cy controller ka price kitne ka h batna brother ok ji
Motor price 5500
Controller price 2950
Bhaiya cy ka 850 w motor price kya he?
3200 to 3700
Bhai nera cotroller 1848 ka hai terra motor 1100 watt pickup kam lag raha uchai me ruk jata hai kya kru kal hi new kharidi hai aur 9 ghante me full charge nahi hua kya karu apna no. Dijiye call karunga
Sir mere moter 12wat laga hai phir bhi speed nahi deta hai
New motor heating problem 999 1200 Walt please sir city life e loading
Meri e riksha men kai piroblams h 1 to gadhi ispid kam h 2 gadhi ki betri 9 kharab ho chuki h
Kon sa model ka gari hai. Battery mileage kitna milta hai?
Sir e rickshaw ka motor heat ho raha hai 6mahine purani gadi hai e alfa mini
Gari free chal Raha hai ki nahi wo 1k bar check karwa lijiye. Ok. Agar free chal raha hai then motor ko kholkar check kar lijiye ki andar oil giya hai ki nahi ok.
Nahi sir jaisa chalna chahiye waise hi chal rahi hai
Dekhiae gadi agar chalta hai to motor thoda bahut hit hona yah natural hai.
Agar motor bahut jyada overheat hota hai motor mein hath Dene se heat bahut jyada lagta hai tab yah problem hai ok.
Aur Mahindra gadi Mein 6 month ke andar motor heat ho jana yah problem bahut rare hota hai theek hai
aap fir bhi neerrest koi mechanic ke pass le jakar motor khol kar dekhen uske andar oil chala Gaya Hai ki nahin oil motor ke andar agar jata Hai tab heat hota Hai
Ok thank you wase oil seal bhi tut gai thi
Oil seal leak hone se to motor main oil jatai hai.
Ap mishri ke pass le jakar motor ko khulvakar petrol wash karva lijiyega dekhega ho sakta hai aapka yah Jo problem hai yah solve ho jaega
Kaha milega? Hum ko lenaa hi e motor.
App nearest area parts k dokan main serch kijiye
two wheeler bike me kitne watt ki motor kit lagega aur kit kitne ka milega
Dekhiae aapke upar depend hoga aap agar acche se isko setting kar sakte ho to 900 watt ka Moto ya 1000 wat ka Moto lagaiye. ..
Normal riksha ka jo motor kit set hota Hai uska total kit ka price hota hai 4000/4500 rs.
Controller ki tube ki bareme video banaiye
Controller mein jo MOSFET laga hua rahata hai uske hisab se hota Hai. Iske liye alag karke kya video banaun? 36 or 24 tube jo hota hai. Wo controller ke andar Jo mosphate laga hua raheta hai wohi hai. Ok.
Loader gadi mein controller kaise empier ka lagana chahie
Shri motor mujhe chahie Kahan milega
Mahindra e alpa mini mai hoga kya
Mahindra ka controller bhi achcha hota maybe support ho jayga.
E rickshaw me front ya rear wheels me disk brake kaise lagega plz kisi video me jankari do
Cy 1200 watt ka price kitna hai??
5000
Around 4900 to 5200 ( market hisab se ) CY HD ORIGINAL BLUE COLOUR
Hello 900volt motor ke chakkar ketna hota he
48v 750 watt motor and controller price
750 watts mmoter price kethnyai
3000 - 3500 rs
Hi
O pulsar e baik bnana he kit milegi
Nearest ev parts k shop pe dekhiye
Manual charger charge dene se Tino light so ho Raha hai Lekin charge nahi le Raha hai Kya fault hai sir
Charger connection main problem ho sakta hai
Or 4 ro battery main se 1k ya do battery agar kharap ho jata hai tab bhi esa problem ho sakta hai
@@akasherickshawtech thank you
Almost welcome
Ampere check karao aap clamp meter se
Aur volt bhi check karana battery short hone se 60 volt aa jate hain phir charge nhi hoti battery
5 btty lagain to
1200 wat ki motor controller control donon lagaya to
Ji han
Kitna price hai is motor ka
5000 to 5500
Us me bettry change karna h
All prices
1200watt ke mortar par ketan Watt ka kantrolar lgana chay
1000 ya 1200 wat ke andar hone se hi chalega. 1200 watt hone se performance Better hoga.
Controller heat hone ka koi chances hi nahin rahega 🤗
Cantroler garm kiyu hota hai
Controller heat hone ka bohut sare reason hota hai.
🛑 controller low quality hone se
🛑 Controller se Jayda heavy motor hone se
🛑 Gari agar jam mein chalta hai
🛑Joni box main agar 8mm nut loose rahega
🛑 Motor controller connection wrong hone se
🛑Motor magnet pressure agar week ho jata hai
🛑Motor coil agar short raheta hai
🛑Motor k andar oil rehene se
🛑Main 48 volt positive or negative wire loose hone se
Etc .. eahi sab reason ke waje se controller heat hota hai.
Aur iske ilawa bhi bohut sare reason ho sakta hai ok.
Thank you 😊😊🤗🫡
Parts provide karte hai aap
Ji nahi
सर मेरी गाड़ी की स्पीड और गाड़ियों से कम है ऐसा क्यों है लोड पर स्पीड घट जाती है
Kaha milta hi
Motor ,Controller ,cost how much
5500 -6000 rs motor
3500-4000 rs controller
Moter ki fiting kase karen video thekhan
Iss related video hai app bldc motor related play list main jakar dekh sakte hai.
Bhai ya Mera gari jabse kharida hai Kashi 120 km nahi chala 5 batry ka gari hai
Aapka gadi mein kaun sa company ka battery?
aur Kitna empier ka battery hai ?aur
kitna empier charger se battery charge hota hai?
Vah pahle bataiye
Humko pata chalega kese gaari main 36 tube MOSFET hai?
Ł😮😢
Controller Mein mention Kiya hua rahata Hai 24 tube 36 tube ya 24 MOSFET 36 MOSFET Aisa kuch karke.
Mosfet mtlb kya hota h bhai
Controller ke andar black color square type kuchh ic laga hua rahata hai vahi mosphate hai
Mere paas Mahindra ka e mini rikhsa h
Bhaiya 1500 watt Erikshaw loader winding data please