Apke mobile mein ek security app hoga aap us security app par click Karo aapko agree aur disagree do option aayenge aap agree kar dena uske baad apne phone ko ek baar restart ya reboot kar lena fir karna ho jayega
Hlo Brother mai online hdfc ka e mandate karna Chahta hu but mere otp nahi aa raha hai mere pnb hai or loan hdfc de liya hai emi auto deduct nahi ho rahi hai charges lag rahe hai 😢 Branch vale kuch nahi kar rahe
Agar apko 24hour ki problem aa rahi hai to aap 24hour ke baad try karna lekin us se pehle aap apne message app ka clear cache kar dena aur phonepe app ka bhi clear cache kar dena aur apne phone ko ek bar reboot ya restart kar ke fir try karna
Kya error aa raha hai apko। Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
Bhaiya maine new mobile liya usme phone pay mai yhi problem arahi hai balance check nhi ho rha number link hai sab kuchh hai phir bhi nhi chal rha phone pay kya dikkat hai
Bhai aapne jitna kuch bataya meine sab kuch karke dekh liya ab to mein Phonepe se Bank ko bhi unlink kar diya aur mera Bank link karte samay bhi wahi problem aa rha hai help kar do
Aapke mobile me security naam se ek app show ho raha hoga aap us security app par click kar dena aapko agree aur disagree do option aayenge aap agree kar dena aapki problem solve ho jayegi
Thnku brother I’m solving my phonepe problem as per your guidance 😊
Mera bhi Vahi problem hai reset marne ke bad Nahin ho raha hai phone per
Aap ye video bhi dekh lo th-cam.com/video/a9_H_6RDvS4/w-d-xo.html
Recharge bhi sahi hai , sim bhi correctly placed h , bank bhi link hai pehle ye problem nhi tha, phone reset hua tab se hai
Apke mobile mein ek security app hoga aap us security app par click Karo aapko agree aur disagree do option aayenge aap agree kar dena uske baad apne phone ko ek baar restart ya reboot kar lena fir karna ho jayega
@@Mstechparveen ONE PLUS me koi security app nhi h
Aap apne Bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nhi
@@Mstechparveen Ho rha hai
@@Mstechparveen But kisi bhi UPI app me sms verification nhi ho rha hai
Bhai likh raha hai ki we couldnot process your request for security reason please try after 24 hours...liki 3din hogaya hai...
Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
Bank register sim konsa hai aur apne recharge kitne rs ka karwa rakha hai
Airtel ka 799 recharge kia tha...
Please reply bhai....
Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
Hlo
Brother mai online hdfc ka e mandate karna Chahta hu but mere otp nahi aa raha hai mere pnb hai or loan hdfc de liya hai emi auto deduct nahi ho rahi hai charges lag rahe hai 😢
Branch vale kuch nahi kar rahe
Apko phonepe ko login karte time OTP nahi aa rahi hai ya jo maine video me dikhaya hai vo problem aapko aa rahi hai
Bhai meri bhi ek problem hai sim card is not available bta raha hai plz aapka phone number de do me aapko photo send kar dunga ok Bhai@@Mstechparveen
Sir Mera bsnl sim h nai ho rha kia karu massage bhi send ho rha h fir bhi nai ho rha h
Jo message phonepe ki taraf se aata hai kya vo message aapka send ho raha hai ya failed dikha raha hai
भाई सब कुछ कर चूके दो कुछ बच्चे हो रहा है
Bhai jis Sim me recharge nhi hai kya isliye to nhi ho rha h
Message jarahai phir 24hrs wait bolrahai
Same problem yerr
Mer OnePlus ka ph he me out of India me hu but mera sms send or receive hot he but mer 24 hr ka problem ho raha he
Agar apko 24hour ki problem aa rahi hai to aap 24hour ke baad try karna lekin us se pehle aap apne message app ka clear cache kar dena aur phonepe app ka bhi clear cache kar dena aur apne phone ko ek bar reboot ya restart kar ke fir try karna
Bhai mera phir bhi nhi ho raha hai 2 din baad try kiya phir bhi
Kya error aa raha hai apko। Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
Bhai Mera sms nahi ja raha hai Kya problem hai batao bhai
Bank register sim konsa hai Vodafone Airtel jio BSNL aur apne recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
Bhaiya maine new mobile liya usme phone pay mai yhi problem arahi hai balance check nhi ho rha number link hai sab kuchh hai phir bhi nhi chal rha phone pay kya dikkat hai
Mera bhi paint dikha raha hai message nahin ja raha hai
Unable to proceed somthing went wrong.please try again later bata Raha hai 😢😢😢 help
Kaise hua solve bhai pls reply
24 ghante baad bhi try kiye fir bhi nahi ho raha hai
Aapka bank register sim konsa hai aur recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@@Mstechparveen299ka sir mera bhi same problem dekh rha hai
Oneplus ka hai sir
Aapka Bank register sim konsa hai aur apne recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
भाईमैने सिम पोर्ट किया था तो मेरा भी ऐसे ही दिखा रहा है 😢
Sim konsa hai aapka aur recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@@Mstechparveen jio se Vi me karaya hai
Recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@@Mstechparveen 349 का मैसेज वाला पैक है
Aap apne bank register mobile number se apne kisi aur mobile par message send kar ke dekho ki apka message send ho raha hai ya nahi
Jio ki sim h to balance ka issue nhi hota
Aapne apne bank register mobile number par recharge kitne rs ka karwa rakha hai
Bhai aapne jitna kuch bataya meine sab kuch karke dekh liya ab to mein Phonepe se Bank ko bhi unlink kar diya aur mera Bank link karte samay bhi wahi problem aa rha hai help kar do
Aapka bank register sim konsa hai Vodafone Airtel jio BSNL aur apne recharge kitne rs ka karwa rakha hai us par
@@Mstechparveen jio
Recharge konsa karwaya hua hai us par
Nhi ho raha
@@Mstechparveenmera artel ka hai 299 ka same problem dekh rha hai
Bosab to malum he
Waste time
Hello Bhai plz yarr mera problem teek kar do
Kya problem aa rahi hai
@@Mstechparveen bhai aapka phone number de do uss per mai photo send kar Dunga sim card is not available bta raha hai
Aapke mobile me security naam se ek app show ho raha hoga aap us security app par click kar dena aapko agree aur disagree do option aayenge aap agree kar dena aapki problem solve ho jayegi
@@Mstechparveen nahi ho rahi hai bhai
Aap insta pe photo send kar do