Bhai mein 2007 se swaraj Mazda use kar raha hoon 101 hp kam hai kya light segment me tata to pehle 85 hp deta tha light segment me abhi bs 6 me 110 kiya hai sml ki sab gaddi success hai 2007 ke baad 2 gaadi aur sml hi liya light segment king hai swaraj Mazda
Madhan ji. Ye brand ka customer hoon main. Aapka truck segment shahid acha hoga. Patha nahi mujhe. Ye jo video mein ye Banda Bol raha hai na sirf video main acha hai. Asli bus Maine bhi kharidi hai. Same waali lekin bs4. Zyada kuch difference nazar nahi aa raha hai mujhe. Aur ye jo Bhol raha hai ki headlamps itne ache diye hai or easily available hai. Ganta available hai. Itna complicated hai inka ki woh electrician ko hi ithni thakleef hui thi wo teek Karne main. Aur woh bhi authorised dealer ke yahan hua tha. Repair karne ke liye koi provision hi nahi chodi in logo ne. Aur ek bath is company ke paas parts ki tho availability hamesha kamm hi hothi hai. Ek baar aap ye bus kareedh ke dekhlo.
@@Rahul-po9lg bhai sahab mein 2007 se sml ka customer jab sml swaraj Mazda ke naam se aata tha mere pass 3 gaddi hai abhi bhi ek nat bolt lagta hai wo bhi sml ka hi lagta hai hamare pure Chhatisgarh me RME Works ka dealership hai kabhi koi pareshani nahi hui ho sakta hai aapke yahan dealership bekar ho par gaadi me koi kami nahi hai
Sml Wow...
👌👌👌
Wau 😵
I love sml
Bus itna bata dijiye sir ki overcast weather me winter jacket pheni hai toh shoot kab kia agar launch ab hui hai toh?
Super 👍👍
Nice Features
Super bus
...... thanks for the review......
.......... SML FR1318 Bus ki bhi Review kijiyea.....
Thanks.
Mountain par easily chala skate hae kya
Ji bilkul
Nice
Please make some videos on 4x4 trucks. Not on amry vehicles. Trucks which are available for public.
very nice
Mini volvo
Please force shaktiman 200 ka review karein
डाउन पेमेंट कितना है
Nice Review With A Very Calm And Peaceful Voice / Tone 👌👍
How is this price
Leyland 250 HP bus ke upor vedio banou....
Bus price kya hai pl batao
Bhai Eicher pro 5019 tipper truck kaa review kara please 🥺
Sir plz sml s7 ka review dikhaiye
May lena chahta hu... Assam me milega kiya
Bus achchi hai but iska starring stylist dena chahiye tha.
Sir eicher 10 Wheeler ki video or infomaison de please
Lock down hai...upperse paise bhi nahi...cashless hai...28lks 🙈🙉🙊
iska mileage q nahi batate ho video m
Buses me alloys kaam nahi karnewale wo tut sakte hai load ki wajah se.
Passenger bus of eicher review plzz
कितने की आती है यू बस ये बता
Driver khai mae bathta h
Tata starbus ultra
jai shree ram
Volvo jaisa power kaha milega
The steering design of the bus is not good it's should be made like Volvo bus steering
Their engine specifications are below average
Bhai mein 2007 se swaraj Mazda use kar raha hoon 101 hp kam hai kya light segment me tata to pehle 85 hp deta tha light segment me abhi bs 6 me 110 kiya hai sml ki sab gaddi success hai 2007 ke baad 2 gaadi aur sml hi liya light segment king hai swaraj Mazda
Aap pehle aadmi ho jo swaraj Mazda ke engine ko kam power bole ho tata aur Eicher se to lakh guna acha hai
Madhan ji. Ye brand ka customer hoon main. Aapka truck segment shahid acha hoga. Patha nahi mujhe. Ye jo video mein ye Banda Bol raha hai na sirf video main acha hai. Asli bus Maine bhi kharidi hai. Same waali lekin bs4. Zyada kuch difference nazar nahi aa raha hai mujhe. Aur ye jo Bhol raha hai ki headlamps itne ache diye hai or easily available hai. Ganta available hai. Itna complicated hai inka ki woh electrician ko hi ithni thakleef hui thi wo teek Karne main. Aur woh bhi authorised dealer ke yahan hua tha. Repair karne ke liye koi provision hi nahi chodi in logo ne. Aur ek bath is company ke paas parts ki tho availability hamesha kamm hi hothi hai. Ek baar aap ye bus kareedh ke dekhlo.
@@Rahul-po9lg bhai sahab mein 2007 se sml ka customer jab sml swaraj Mazda ke naam se aata tha mere pass 3 gaddi hai abhi bhi ek nat bolt lagta hai wo bhi sml ka hi lagta hai hamare pure Chhatisgarh me RME Works ka dealership hai kabhi koi pareshani nahi hui ho sakta hai aapke yahan dealership bekar ho par gaadi me koi kami nahi hai
@@bhaktimeinshakti8873 dealership thik nahi hai shayad.
Sliper bus hi es me
Lagta hai jaise kisiki terawi me Katha padi ja rahi ho
Shilajit Khao thodasa
Al
Baat karaneka style very boring
Koshish karenge improve karne ki sir
Sml kbad sab bakwas
Goodbas.mobilnojankairliasahia.thanks.