Hum ekadashi ke din karenge or hum ekadashi karte hai to chawal or lava ke jagha kya ushe kare???. White til srif use kar shakte shree radhe 🙏.. Radhey kripa karke utar dijiye
Maharaj ji तुलसी जी का विवाह एकादशी या द्वादशी कौन सी तिथि को होता है । शास्त्रों में द्वादशी तिथि लिखा है । और अपने बोला प्रायः एकादशी को होता है परन्तु एकादशी तो १२ नवंबर को है और आप १३ नवंबर की डेट बता रहे उस हिसाब से तो द्वादशी को हुआ तुलसी विवाह १२ नवंबर को एकादशी और मंगलवार हैं तो मंगलवार को करते नहीं है । एकादशी तो तुलसी जी को भोग नहीं लगाते पानी नहीं देते फिर एकादशी को कैसे कर सकते है । १३ नवंबर को द्वादशी है एकादशी नहीं क्या तुलसी विवाह तभी होना चाहिए ओर उदया तिथि के हिसाब से तो १३ को ही द्वादशी आ रही है कृपया मार्गदर्शन करे ।
Guru ji pranam ....apki bahut hi sarl hoti h isliye jitna dhanyawad kare kam h pr yadi aap samgri ki list bhi discription m dal de to aur bhi asani ho jayegi
Panditji, ek madad ki aavashyakta. Us granth puraan ka naam bataye jisme kanyadaan je vishay me varnan ho. Kaun sa kanyadaan upyukt hai aur kaun sa nahi.
Guruji....13 ko mera pradosh ka vrat h toh tulsi Vivah subah krna sahii rahega ya shaam ko krna uchita rahega...plzzs timing bta de kyu ki mai shaam ko pradosh vrat ki puja krti hu
Guru ji mujhe mata parvati ji ka havan karna hai uske liye mantra bata dijiye ki kis mantra se kare apne vivah ke liye karna hai taki wo khus ho jaye. Please
Ekadashi ke din chawal khana aur sparsh karna varjit mana jata hai Aur aap vishnu ji ki murti ko chawal k upar rkhe hai aur puja me bhi chawal ka prayog kar rhe hai Kripya karke galat baat na batayen Dhanyawad
Bcz Deep ki breast ko kavi vi khali nahi rakhna chahiye... Hum bachpan sehi ehi sunte aa rahe hain... Kisi vishesh vishesh time pehi 4 mukhi deep jalaya jata h... Vivah kavi nahi suna h k 4 mukhi deep jalayo eya esa hi kuch...
Dhanyawad guruji. Ek baat aur bata dijiye kya hum lal ek naya tulsi paudha lakar uske sath vivah kara sakte h.. kynki meri tulsi bahut badi h aur unhe ma mandir mein nshi rskh paungi. Aur chatt par pooja nahi kar sakti .. please margdarshan kariye🙏
@@yogirajmanojSach guruji apki Awaaz me jadu hai...bahut hi karnpriya ,or jab aap shlok ucharan krte hain to mantramugdh ho jate hain...I must say pure divine soulful voice you have..🙏❤😇
Hari Om bhaiya ji 🙏 apne tulsi vivah ka bahut achha vidhi btaya bahut bahut dhanyawad 🙏🙏🙏🙏🙏
Apko bahut bahut dhanyabad hai guru ji aap sda esi trh logo ko marg dikhate rhe om. Nmo narayana,🙏
Ap bahut hi saralta se samjhate h hame shastr k har vidhan ko jisse ham prerit hote hai pujan karne k liye jo ap batate ho🌹🌹
Yogi ji bahut bagut dhanyavad, aapka video laga kr tulsi vivah sampann huaa, badhaee hou badhaee hou badhaee hou, dhanyavad
Om Namah shivay.Om Namo Bhagavate Vasudevay.Jai Tulsi Mata.Atisunder Tulsi vivah Guruji.Nice.Thanks.c u.
Bahut helpful video bnaye h aap❤
Mai kb se wait kr rhi thi es video ki
Thanks you bhaiya 🙏🙏
Hare krishna pravuji Kya ye kuwari ladkiyan kar sakte hai
Bahut sundar❤
bahut sunder
जय जय श्री राधे राधे राधे गोविंद राधे गोविंद राधे गोपाल राधे 🙏🙏🙏
Gaint
ॐ श्री विष्णु प्रियाय नमो नमः जय श्री हरि 🙏🙏🙏🌹🌷🌺
Hum ekadashi ke din karenge or hum ekadashi karte hai to chawal or lava ke jagha kya ushe kare???. White til srif use kar shakte shree radhe 🙏.. Radhey kripa karke utar dijiye
ओम नमो भगवते वासुदेवाय
Bahut bahut dhanyawaad maharaj ji
Om namo bhagwate vashudevay namah
Hare Krishna ❤radhe Radhe
Jai Tulasi maa❤❤
Thanks for sharing 🙏
Bahut bahut dhanyawad 🙏🙏
Is baar ekadashi tuesday ko hai 12 nov
Toh kalash sthapana kar sakte hai &
Tuesday ko tulsi maa ko touch kar sakte hai
Mamgal gan bahut sundar hai kon sa short hi
Devistotr
🙏 राधे राधे गुरूजी 🌹🌿
Saama ke chawal ka use kar shaktey hai.
Maharaj ji तुलसी जी का विवाह एकादशी या द्वादशी कौन सी तिथि को होता है । शास्त्रों में द्वादशी तिथि लिखा है । और अपने बोला प्रायः एकादशी को होता है
परन्तु एकादशी तो १२ नवंबर को है और आप १३ नवंबर की डेट बता रहे उस हिसाब से तो द्वादशी को हुआ तुलसी विवाह
१२ नवंबर को एकादशी और मंगलवार हैं तो मंगलवार को करते नहीं है । एकादशी तो तुलसी जी को भोग नहीं लगाते पानी नहीं देते फिर एकादशी को कैसे कर सकते है ।
१३ नवंबर को द्वादशी है एकादशी नहीं क्या तुलसी विवाह तभी होना चाहिए ओर उदया तिथि के हिसाब से तो १३ को ही द्वादशी आ रही है कृपया मार्गदर्शन करे ।
Hare Krishna 🙏🪔 Jay tulasi Mata Di Jai ❤
Thankyou 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bhaot sunder may jarurkarugi❤
Jai siya Ram
Guruji kis time Tulsi Vivah karana hai time bataye ❤
Hari om Guru Dev ji Om Om Om Om Om Om Om Om 🙏🙏🙏🙏🙏
Hare Krishna 🙏🙏
Manoj Bhai Hari Om ham durga MAA ka or shivji or ganesh ji ki alag alag foto rakh sakte hai kya
Hari om...guru bhai kripya mujhe bataiye hum dwadashi tithi ko tulsi ji ko sparsh kr skte hai ya nhi???
Jai Shree RamJi❤
🙏 guruji deep Kalash rakh sakte hai
Hare krishna guru g...pooja ghr k ps yaani ghr k ander krna h ya angan me ???pls pls pls btaye guru g 🙏🙏
Guru ji pranam ....apki bahut hi sarl hoti h isliye jitna dhanyawad kare kam h pr yadi aap samgri ki list bhi discription m dal de to aur bhi asani ho jayegi
Guruji chota hawan nhi kr sakte he,aapne btaya vo sb kr ke,mandir me hwan bhee krte he, please reply kijiyega, namaste
Guru ji deli pujan kase kre es pr bhi video bnaye namaste
Guru जी हमारे यहां तुलसी विवाह पूर्णिमा को होता है क्या ये सही होता है
मैं बहुत कन्फ्यूज हु कृपया समाधान करिए,🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sahi h…. Ekadashi se purnima tak kabhi kar sakte hain
हरि ऊँ
Yogiraj bhaiya aapne itna sub kuchh kahan se seekha . Bapu ji to yeh sub satsang mey nahin batate thhe. Apse bahut kuchh seekhne ko mil raha hei.
Jay jay shree Sitaram
shaligraam ko rkh sakte h kya
Tulsi ji k vivah saligram ji se hi hua tha.
Ekadashi mein chawal ka aasan dena hai?
Guru ji ya jo aapna navghra aam ka patto ka rup ma rakha ha to kya Har puja ma Asa he navghra rakh sakta ha 🙏
🙏🙏
Guru ji ham log satyanarayan Pooja 12 ko kr skte hai
vivah sandhya ke smay sham ko krna hai ya subh bhiya?
Tulsi Vivah ka time bta dijiye Bhai
Guruji itni saral vidhi se puja batane ke lie aap ko bahut Dhanybad 🙏 meri ek prashn hai agar hum kisi karan se puja kar na pae to kya kare
Tab kya kar sakte hai
Hum mansik bhav se kar sakte hain
Kl chaval to use nhi krte h tobkya use kre
Hum to shaligram ji ke sath krte h tulsi vivah
हनुमान जी का यज्ञ विधि का भी विडियो जल्द से जल्द अपलोड किजिए सरल विधि 🙏🙏
Panditji, ek madad ki aavashyakta. Us granth puraan ka naam bataye jisme kanyadaan je vishay me varnan ho. Kaun sa kanyadaan upyukt hai aur kaun sa nahi.
After vivah will tulsiji pot stay in the home
Guruji....13 ko mera pradosh ka vrat h toh tulsi Vivah subah krna sahii rahega ya shaam ko krna uchita rahega...plzzs timing bta de kyu ki mai shaam ko pradosh vrat ki puja krti hu
Bhai ji dev uthan ekadshi ka bare kuch video
Thank you praphuji bahut achhi bataya pujan ghar me kare या agan me agan me kare to bhagawan agan me leja sakate kya
Jahan par bhi jagah ho waha aap kar sakte hain
Guru ji mujhe mata parvati ji ka havan karna hai uske liye mantra bata dijiye ki kis mantra se kare apne vivah ke liye karna hai taki wo khus ho jaye. Please
Gurudev ki puja kiye sabaki puja hoye to kya etne devo ki murti Rakhna jaruri hai batane ki kripa kijiye Hari om🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
गुरुजी आप यह बताइए की तुलसी माता को विष्णु भगवान के किस साइड में बैठना है दाएं या बाएं कृपया उत्तरदीजिए
Radhe Radhe agar tulsi vivaah nhi kerna chahe toh kya ker skte hai?
Guru ji kya dona ka patta aor ful roj Hari ka Sara rupo ko chada sakta ha aor shaligram ji ko bhi please batya 🌸🙏🙏🙏
Maharaj ji Tulsi ki lakdi ka diya kab aur kese lagaye...marg darshan kare
Deepak me char mukhi deepak per aak he kyu jalate hai kya reason hai Pl cfm
Guruji aapse kaise contact ho sakta hai
Ekadashi ke din chawal khana aur sparsh karna varjit mana jata hai
Aur aap vishnu ji ki murti ko chawal k upar rkhe hai aur puja me bhi chawal ka prayog kar rhe hai
Kripya karke galat baat na batayen
Dhanyawad
🙏🙏🙏
Maharaj thi dev deepali kse banaye or 365 batti ka diya jalate h kse kre .. uski bhi vedio banaye
Or yeh bhi puchna tha ki Tulsi Vivah ghar ke andr kr skte hai kya ya khule asman ke nicha he Krna hai
Jaha par aapko sthan mile waha aap kar sakti hain
Ekadashi ke din chawal ka upyog nahi karte hai
Pan ke patte per bhog lagane mein dental aur piche Poonch dhundhne Tod Di jaati hai kya
Jay shree krishna, Guru ji ghar me shaligram rkhna chahiye ya nhi pls btaiye
Rakhna chahiye
Aap salgram ji ka poora video bnaiye plz @@yogirajmanoj
Diya char mukhi h pr jalaya ek kyu????
Bcz Deep ki breast ko kavi vi khali nahi rakhna chahiye... Hum bachpan sehi ehi sunte aa rahe hain... Kisi vishesh vishesh time pehi 4 mukhi deep jalaya jata h... Vivah kavi nahi suna h k 4 mukhi deep jalayo eya esa hi kuch...
Dhanyawad guruji. Ek baat aur bata dijiye kya hum lal ek naya tulsi paudha lakar uske sath vivah kara sakte h.. kynki meri tulsi bahut badi h aur unhe ma mandir mein nshi rskh paungi. Aur chatt par pooja nahi kar sakti .. please margdarshan kariye🙏
Ha la sakte hain
Pranam. Saligram ji ko rakh sakte hai
Hanji
Radhe Krishna bhaiya ji ham bhi Tulsi Vivah karte hain shaligram ke sath mein rakhkar Puja karte Hain
एकादशी को चावल अक्षत का प्रयोग कर सकते क्या??
Ha
Guruji bahot log bata rhe h ki tulsi vivah 12 nov ko hi h
Kya Tulasi ji ka pujan abhishek gamale direct karsakte
Ha kar sakte hain
Maharaj ji ghar ke andar karna hai ki angan me karna hai kripa karke bataye
Jaha par bhi sthan mile wahan aap kar sakte hain
Hariom yogirajbhai mera sadi nehihorahahe kyakaru
Dev uthan एकादशी का शॉर्ट वीडियो नहीं आया है
Abhi kuch ghanto me ayega
Bhaiya shaligram ji rakh sakte hai
Ha
Shaligram jee bhi murti rakh sakte hai.
Ha
Mandap kaha par lagaye ..??
Aapko jaha bhi paryapt jagah mile
Tulsi ko bhi mandir me bhej de kya
Guruji apko singing try krni chahiye...soulful voice.❤
Are mujhe kaha gana wana aata hai bas aise hi gunguna leta hu
@@yogirajmanojSach guruji apki Awaaz me jadu hai...bahut hi karnpriya ,or jab aap shlok ucharan krte hain to mantramugdh ho jate hain...I must say pure divine soulful voice you have..🙏❤😇
Maharaj ji nepal me to devuthani akadashi k din tulsi bibav karteh bahar aagan me jaha tulsi ji ko ugate h kya ya shi h ?????
Ha sahi hai
@yogirajmanoj dhanybad prabhu 🙏🙏
Meri chacheri jethani ke pota hua hai hum Deep daan nahi kar sakte hai kya
@@priyagupta-bc5flnhi suwa laga he to nhi krsate
Devidhan ki vidhivat Pooja ka video banaye sir
Shiva ko lal kalar nahe kala til jau chandan lagtha sab aaxa laga par namak wala chamal ka vuja nahe lagata jaya pasupayati nipal
Tulsi Vivaah toh aaj hi karte hain na! Aaj 12 November
Guruji dipawali ko Puja nahin kar sake to Ganesh Lakshmi ka Puja kab kar sakte hain
Dev dipawali ke din
Agar Shiv linga par kumkum haldi nahi charta to bare bare dev mandir pe Purohit jivi nahi abhishek karwate ...
Puja subh ko karni hai ya saam me ??
Sham ko
Dev oothane honge naa pehle, vo video bhi bhej dijiye
Ok
Pandit jiii mai unmarried hu to mai bhi Tulsi Vivah kr skte hu kya
Ha kar sakti hain
Kumari larki kr skti h
Phool nha ke tod dakte h