Me abhi BCA third year me hu and agar muje iit me Jana he to bachelor ka program karna padega ya aur ya master ka program and uske liye konsi entrance exams hoti he
Kay bhai aysa ho sakta hai ki may abhi polytechnic मैकेनिकल इंजीनियरिंग कर रहा हूं तो IIT ki yari kar sakta hoon kay bhai our may 12 biology sabject se hun 12 th me mere 72% the to kay may tayari kar sakta hun Please Ripley Me 🙏 ❣️👑🤞
Thanks for making informational video sir🙏🙏🙏🙏
Always welcome
IIt start kaise kerte hai sir
Thank sir IIT ka pura jankari dene ke liye
I'm glad you like it. 🤗
Sir aapne mera dil khus kar diya 😊❤
Thank you sir ❤ 10:37
Please sir bataye
master in data science ke liye IIT me kaise admission le
3:39 sir disability person ko kitne percentage chayia
Thank you sir🎉🙌
Sir diploma complete karke iit me entery mil sakti hai?
sir dono exam hindi me hote hai Kiya? kyuki sir mai Hindi medium se hu
Han bhai mai Kota se Hindi medium se hoo
Dono exam Hindi me bhi hote hai
Sare language me hota hai
Bhai English me hota hai paper Mai bhi Hindi medium se hu or mujhe bhi IIT krni hai
Bhai koi fee lgti h kya
Jee k do exam kis kis mahine m hote hai
Accha presentation want to learn how you made this video...pls help
Go through videoscribe
Hello sir IIT ki study koun koun si language me hoti h JEE / main to hindi hota h kya IIT ki study bhi hindi language me hoti h
Jee mains ka exam Dene par vo nahi niklta h to IIT college me admission kese Kara sakte h sir please bataiye
Entrence form sir kis month me bhara jata aur peper kab hota haii iit ka plzz sir telle
Kab taiyari start kre 12bad?
Jee mains me kitane n. Lana padta hai piz bataye
Sir jee main ke do exam dene hote hai kya phir iske baad jee advanced dena hota hai
Bhiya I inter me physics chemistry biology se hu kya I IIT ka taiyari kar sakta hu please bataye
Extra me maths hona chahiye
Sir sc condidate ka selection kitne number par hota
Jee advance.. likhna compulsory hain kya iit mein jaane ke liye
haa
HELLO SIR I HAVE A QUESTION
I M A BSC CS STUDENT I M ELIGIBLE FOR MSC IN CS FROM IIT JAM SIR REPLY PLEASE
Sir exam crack karne ke bad kitne year tak padae karna padhata hai
Sir CET ke exam se IIT collage me addmission ho sakta he kya?
Nice video sir
Thanks
Bhai jee mains or advance crack karne ke baad college me fee bhi lete he kya ya free hota hai
Me abhi BCA third year me hu and agar muje iit me Jana he to bachelor ka program karna padega ya aur ya master ka program and uske liye konsi entrance exams hoti he
Make video on hoW mAny mArks in jEE main And jEE Advanced for admission in IIT khAragpur
Kya 12 private karke iit jee me name bhai sakte hai
Haa
Haa
Sir MHT CET se iit kr sakte he kya
Ha chahiye
Kay bhai aysa ho sakta hai ki may abhi polytechnic मैकेनिकल इंजीनियरिंग कर रहा हूं तो IIT ki yari kar sakta hoon kay bhai our may 12 biology sabject se hun 12 th me mere 72% the to kay may tayari kar sakta hun
Please
Ripley
Me 🙏
❣️👑🤞
thanks sir
Most welcome
Sir paper 1 me kitte questions aate hain ????
Bhai isme software engineer ban sakte h iske baad
haa
1:14
Sir IIT Engineer hota he ya IT engineer hota he
IIT College hai aur IT field hai
Sir phle aapne 12th kha only fir 75 Percent ye kya chakar h.
First comment
Tq sir
Kya 12th private karke iit Kar skate hai sir
haa bilkul
haa bilkul
Private means
Private kase kare 12th
Bhaiya Bina jee ki exam ke iit me admission kar sakte hai kya
Ha 3 year polytechnic karni hogi
Sir 12th ma 58 % number ha admission ho sakta ha
Same percentage bro
Aapane fees nahi batai
Bhaiya maine 10th ke baad diploma kiya hai..kya ham iit ke liye fight kar sakte hai
Ha
Kya bina 12pass iit pass nhi kar sakte
nahi
🙏🚩🥰🙏🙏🙏
Beautiful
IIT main ia form kab se milna start hota hai
Diploma bala
confuse kar diya
ثوكرن
Bhai channel hack ho gya aapka
haa, lekin ab sab kuch wapas apne hath me aa gaya
Sir bça krne ke liye konsa exam Dena hoga
Beautiful