Bro fan ko tolet ke bad smell ko pipe ke under kichnaa hai,fan ki direction sahe hai ya blade pipe ke under ki Taraf lagegaa jis se pipe ke under Ka air pressure ko upper ke Taraf push mile gaa n exhaust bhi Sahi kaam karegaa,comment kare aap kayaa kahte hai,pls.
Jese apne washroom me pipe me adjost lagaya he ese hi me lagwa raha hoon per mere washroom ke upar ek washroom or he pipe 12feet upar jayega 12feet upar hawa fek dega ya nahi sir bataiye
Hello bhaiya Ye fan bathroom ke andar lagana acha h ya 6 inch pipe dekr isko bahar nikalkar last me fan laga de .. Actually me apke jaise bathroom me lagana chahta hu but mere yaha electrician fan ko bahar lagane ka bol rha h pls advise dijiye
Bhai aap se help leni thi same chiz h bathroom m koi ventilation nhi h.......to koi fb, ya Instagram ya or koi contact detail de dete to m baat KR leta aapse
Thank u so much sir itna time nikalkr link provide kiya apne...agr apne is pipe k upr ka part bhi shoot kiya h to plz btaye k pipe ko upr se kaise rkhna h
Hello sir namaste mere bathroom ke side mein ek room hai 12 peat ka hai use ke andar pipe jaiga bathroom mein koi ventilation Nahi hai ka pipe mein adjust fan laganese bathroom gas jaiga Nahi to aap koi solution batao please sir aap batatao aap ka channel subscribe karunga please, please, please
@@ElectricianRoshan mere bedroom wale bathroom me bhi same problem he bhai door opne karte hi bahut buri smells aati he.. 8×6 bathroom me ye kaam karega 6" wala?
elbow hata h direct pipe pe laga do. ceiling ho jaega
Bohot achha laga, yeh video hame bohot hi faide mand laga, thank you🙏
Kya baat hai ....shudh Hindustani jugaad....thank you janab 🙏🙏
Pipe main Ventilator fan keise lagate hain, aapne achhe tarah samjhaya
Bro fan ko tolet ke bad smell ko pipe ke under kichnaa hai,fan ki direction sahe hai ya blade pipe ke under ki Taraf lagegaa jis se pipe ke under Ka air pressure ko upper ke Taraf push mile gaa n exhaust bhi Sahi kaam karegaa,comment kare aap kayaa kahte hai,pls.
Ye system 12feet upar hawa fek sakta he
Ye 12 foot exact fan pipe se hawa fek sakta hai kya.
Ha
Bhaiyya muze lagta hai fan ka face pipe ke andar hona chahiye...
ye kitne foot kak hwa khich sakta hai kuch idea hai ?
Namaskar
Modular kitchen me exhaust fan konsa and kitne inch ka sahi rahega? 10*8 ka kitchen hai
Kitchen me lohe ka 9 inchi fan
Bed rum my bhi set ho jayeg kiy aur 6"paip kisye fhiting kare pure ditel my video bano 👌👌👌
Kitchen me kitne inch kaa pipe lagega
Jese apne washroom me pipe me adjost lagaya he ese hi me lagwa raha hoon per mere washroom ke upar ek washroom or he pipe 12feet upar jayega 12feet upar hawa fek dega ya nahi sir bataiye
Ha ho jayega
1 no...
Kitne door se dhoowa bahar fek sakta hai
Hello bhaiya
Ye fan bathroom ke andar lagana acha h ya 6 inch pipe dekr isko bahar nikalkar last me fan laga de ..
Actually me apke jaise bathroom me lagana chahta hu but mere yaha electrician fan ko bahar lagane ka bol rha h pls advise dijiye
Bathroom ke andar lagayge to jyada best hai
Kyo ki fan bahar se Hawa Khichdi nhi payega
Is pipe ko rasoi m bhi lga skta hai kya
Ha
Nice video
Sir kya10 feet lamba pvc pipe main a fan lag sakta ha
Ha
Bhai aap se help leni thi same chiz h bathroom m koi ventilation nhi h.......to koi fb, ya Instagram ya or koi contact detail de dete to m baat KR leta aapse
mere ghar me toilet 30 feet andar h..only one side open ...bake side closed h..koi aisa exhaust system btaiye jo kaam kre
Ye wala काम करेगा
@@ElectricianRoshan ISKA AIR THROW 30 FEET HAI?
Good
Isko kitchen me use kar sakte hai
Kitchen me ye etna kaam nhi krega
Bhai 3 bathroom me kaise isko connect kare
Jeh kon sa fan ha is ka name kiya ha
Cement ceiling me exhaust fan kaise lagega???
Bro the smell will go into pipe
Pipe ki length kitno hai
Bhai pipe ka size kya hai
Kya ye achhe se
kam karta h ki nhi
Fan spped bhut km hoti h
छोटा बाथरूम है तो काम करेगा
@@ElectricianRoshan सर 6इंच पाइप के द्वारा किचेन में लगाना है तो कोन सा फैन सही रहेगा 6इंच में जो पाइप में लग भी जाये और काम भी करे।
6 इंची पाइप में किचन में ये fan kaam nhi krega
Eske kiye आपको चिमनी लगानी पड़ेगी चिमनी 6 इंची पाइप में लग जाएगी
Agar upar celling khula hai to kya isme pani jakar fan kharab nhi hoga?
Nhi uper pipe me elbow lg rha hai
Thank u so much sir itna time nikalkr link provide kiya apne...agr apne is pipe k upr ka part bhi shoot kiya h to plz btaye k pipe ko upr se kaise rkhna h
Kitna mm ka hai?
Sar kitne mm ka pipe hai
NYC
Bhai ye kitne feet tk kaam krta hai
30 - 40feet
Tape ki bajay cycle ki tube istemal kro , fitting bhi badhiya aayegi aur saath hi aawaj nhi aayega pipe-fan joint ka
Thanks my dear for advice
@@ElectricianRoshan kya y ground floor ki kitchen me chimni pipe me LG kr 1or 2 floor ki chhat pr exoust kr Sakta h ?
Ha
@@ElectricianRoshansar kya yah exhaust fan 20 foot pipe se hawa fek sakta hai pls reply🙏🙏🙏
Ye w.c me bhi work kar sakta hai
Ha
Usme koi aur ventilation nahi hai w.c hall me hai smell hall me to nahi aayegi
Ha usme aap इसे लगा skte हो
Hello sir namaste mere bathroom ke side mein ek room hai 12 peat ka hai use ke andar pipe jaiga bathroom mein koi ventilation Nahi hai ka pipe mein adjust fan laganese bathroom gas jaiga Nahi to aap koi solution batao please sir aap batatao aap ka channel subscribe karunga please, please, please
Bathroom se ek pipe laga kr pipe ko roon se hoye huye bahar nikal lo or pipe me exhaust fan laga lo ese bathroom ki gesh bahar nikal jayegi
@@ElectricianRoshan bathroom ke bhita ya room ke bahar adjust fan lagega or utna power Bala fan batao👍👍
Bhai kiya renj he iski
Bhai ye hawa kheenchega kaise ye to hawa fenkta hai na
Ye Hawa bhekne wala exhust fan hai
@@ElectricianRoshan to ye kya krega ....baahr ki hawa andar fekega .. bathroom main
Bathroom ki Hawa ko bahar nikalta hai
4inch pipe ka exhaust fan hai kya ji
Mil jayega
Konsa company ka or mrp kya he ji
Isse kya garmi kam hoga?
Ha
Kya kitchen mein jeh lga skte hain please reply
Ha laga skte he
@@ElectricianRoshan jeh wla fan Fume le skkta hai kya
Ha agar aapke paas ese lagane ki jagah he to aap le skte he
@@ElectricianRoshan sir 2 mtr pvc pipe lga kr distance mein lgana hai
Ha laga skte ho
Ham ko kichan me lagana hai
Adjust fan kis naam se milega
Pipe exhaust fan
Bhai ky ye successful hy
हा सक्सेस फूल हे
पहले से प्लान ना करके पूरे bathroom का लुक खराब कर दिया यार
Bhai app kahan se ho muje isko lagwane me apki help chahye
Chittorgarh
Kitne ka hai ye 6inchi exhaust .... Please answer me..
भाई यह कितने का आएगा
1300 rs afrox
4 inch me kese lagaya exhaust fen
4inch ka exhaust fan alg milta hai
@@ElectricianRoshan bhai kaha se miley ga jeh fan aur kitney ka
Sb thik pr ligt ke wir kee vja se show khrab ho gya bath room ka
Exhaust pahale palan nhi tha waha pr tiles lagane ke bad exhaust lagaya esliye wiring open krna pda
@@ElectricianRoshan mere bedroom wale bathroom me bhi same problem he bhai door opne karte hi bahut buri smells aati he.. 8×6 bathroom me ye kaam karega 6" wala?
Ha
Same bhai
Sir ye fan chahiye
Kine inch ke pipe me lagya ye exsust fan
6 inch pipe
Elbow size kya h?
6 इंची
@@ElectricianRoshan ok
🙏
@@ElectricianRoshan sir Elbow 5 inch le to kaisa rhega*? Koi fitting issue?
Aur bhai kye e pipe chimney wale pipe me laga jaa sakta he bathroom ke liea
Ha
@@ElectricianRoshan thanks bro
Bina L-Bow lagaye exhaust ko direct upar se aayi pipe me laga do to jyada acha dikhega.
Pipe diwaar ke pass jyada he jagah banane je liye elbow lgaya he
Mera 1 rokom re dusura room se hote hua harar kar na hy lagbhag 7-8 feet
Ha ho jayega
बहुत ही गंदे तरीके से लगाया है बहुत गंदा दिख रहा है पूरे बाथरूम को खराब कर दिया आपने
Good