Sir ap reasoning ke lecture bhi liya kro sir apko bhut pyar milega abhi 2025 m Jo alp ki vaccancy niklegi tb se class sir start kre bus 1 ghanta teach kro sir aur reasoning ke most important topic batao sir please sir mera exam hai 27 Tarik ko
Nearest railway station is far away from my current location. Can I eligible for free pass from another location (another line ) to exam center location.
तेरा सूचना पत्र निकाल, एनरोलमेंट नंबर से, उसमे दिया है की तू किस जगह से बैठ जाएगा और कहा उतरेगा, तेरे घर के पास से रेल नही है तो सूचना पत्र में देख from कहा लिखा है, मूर्ख तू पायलट बनेगा
RRB technician grade 3rd me medical me kya kya check hota hai sir. Mere shoulders par scratch hai usse medical me unfit to nhi krenge. Please technician grade 3rd par medical ki ka video bnao
Sir a jo abhi city information Aya a usse lakar nearest station main ja kar reservation karne se hoga ki .. jab admit card aayega tab ja kar karna hoga ?
Sir, I wrongly put other railway station at the time of form fill up. Can I do travel pass at my nearly railway station in the place of other railway that I fill at the time of form fill up. Please sir reply
Hello sir mene rrb form m nearest station Jaipur dala hai (kyo ke us time m jaipur m coaching kar raha tha) but coaching khatm hone ke bad main Apne bade bhai ke yahan shri Ganganagar (Rajasthan) self study kar raha hu or mera centre Kota aaya hai to kya main Ganganagar se Kota ke liye ticket karva sakta hun pass se
Sir , ALP exam city download Kiya usme likha hai ki aadhar card ke atirikta ek aur I'd card lana hai ... Kya ye shi hai ya aadhar card se ho jayega ...❤
Sir, mera nearest Station se exam city tak direct train nahi hai, mujhe dusre station se phir train bdalna hoga,kya main apne nearest station se or phir jaha se mujhe train badal na hai 2 bar reservation kra sakta hun. Please 🙏 help me
सर जी मैं 1 zone में नौकरी करता हूं जहां से मैं इस जॉन के अंदर आने वाले दूसरे डिवीजन में अपना ट्रांसफर चाहता हूं तो मैं किस तरीके से अपना ट्रांसफर करवा सकता हूं और कितना समय लगेगा मुझे ❓ जैसे NCR से NR में जाना है
Sir mere exam Centre tak pahuchne ke liye 3 train change krna pdega to uske liye reservation hoga, aur mere nearest station se memu chalti hai koi express yaa aur koi train nhi chalti isliye mujhe 3 train change krna pdega
Hello sir, mere station se ek bhi train direct us city me nhi jati jaha mera exam hone wala hai... To kya muje multiple reservation ticket mil sakta hai ? Sir..help... from yavatmal Maharashtra.
Sir hame Jo centre Mila hai aur hamne Jo nearest railway station hai waha se to exam centre ke city tak koi train hi nahi jati to ye pass ka kya fayda.
Sir main ntpc ka online kara liya hoo, lekin sc/st free travel option me yes kiya hai ki nahi mujhe jankari nahi.kaise pata kare sir, main st category se hoo
Sir ap na bhut accha guide krte hai 😊😊
Sir ek request hai ki RRB ALP ke har exam ka analysis video jarur upload kijiye ga jisse hamari help ho jaegi
Sir ap reasoning ke lecture bhi liya kro sir apko bhut pyar milega abhi 2025 m Jo alp ki vaccancy niklegi tb se class sir start kre bus 1 ghanta teach kro sir aur reasoning ke most important topic batao sir please sir mera exam hai 27 Tarik ko
Zone Applied - Mumbai (Maharashtra)
Exam Centre - Ghazipur (UP)
Home Town- Patna (Bihar).
Distance - 200 km
Date of exam - 27/11/24.
Travel pass le liya
@Mr_Prashant_143_ bro general category se hai
Kya ? Admit card ka hi wait karna padega reservation ke liye ya..fir city intimation slip se hoga 🙏🙏 plz reply
City information slip se bhi hoga reservation
@LocoPilotSantosh ok sir.... Thank you so much🙏
@@LocoPilotSantoshsir city intimation slip se nahi show kar raha hai
From prayagraj to Gawalior
Mentioned kiya hai.
Kya mai from New delhi to gwalior ticket banwa sakta hu. Kripya bataye??
Sir Kya Tatkal me ticket ho jayegi pass se kyunki seat available nhi ha to
Zone - ranchi
Exam centre - patna
Home town - MADHUBANI
Distance - 150 km
Exam date - 27/11/2024
❤😊🙏 Radha Radha 🙏❤
Cast ?
Sir nearest railway station se koi direct train nahi hai exam city ke liye to
Sir agar ham ticket book na karaye to sirf city information slip se sleeper ya ac me travel kar sakte hai hame seat nhi chaiye...
Nearest railway station is far away from my current location. Can I eligible for free pass from another location (another line ) to exam center location.
Sir nearest railway station se direct train na ho exam centre ke liye to reservation kese hoga
तेरा सूचना पत्र निकाल, एनरोलमेंट नंबर से, उसमे दिया है की तू किस जगह से बैठ जाएगा और कहा उतरेगा, तेरे घर के पास से रेल नही है तो सूचना पत्र में देख from कहा लिखा है, मूर्ख तू पायलट बनेगा
Sir my mp se hu jankari dene ke liye sukriya
What happen if aadhar biometric verification in alp exam is fail? Thumb not verifiy due too heavy dryness
मतलब फिर obc और general वालो के साथ अत्याचार😡😡 सालों कुछ तो देदो हमको भी।
😂😂😂
Bhai tum general dibba leleo
@@swimmingbeast9759 rhne de bhai . OBC GENERAL EK HI BAAT HAI. 1,2 NO. KA HI FARK HAI🤣🤣🤣
@@Aiworld1-q8r bhai kya kare apan log ab me bhi obc me aata hu lekin me kya karu
@@Aiworld1-q8r bhai kya kare apan log ab me bhi obc me aata hu lekin me kya karu
Sir admit card pai pass ki details mention hai bina ticket liye SC vale general coach main ja sakte hai
Yes ja sakte hain
Thank you so much sir g ❤❤❤
Thank you sir. 2025.ka. Railway. Calender jari hoonva kya sir 😊
General me to bina seat reserve karye yatra kar sakte h kya
General CBT Form fil up ₹500
₹400 refund
Exam centre ticket price
Up+down ₹270+₹270 😂
Sir agar train shatabdi ho usmai sleeper coch hi nhi ho toh kya chair class ke ticket booking ke liye hai ye pass
Yes kar sakte ho
Sir ji exam center per login karne ke liye kya kya dana hoga ek video is per bhi bana dijiye
Sure jaldi hi is par video bana dunga
Sir agar jo train hai regret ho jaye to kya free travel kar aakte hai..?
Or kya sirf general me ya sleeper me bhi ja sakte hai..?
Sir railway स्टेशन par admit card lekr jana hai exam city detail m jo pass diya usko lekr jana hai
Alternate train se travel kr sakte hai kya please bataiye
Thenk you sirji
RRB technician grade 3rd me medical me kya kya check hota hai sir.
Mere shoulders par scratch hai usse medical me unfit to nhi krenge.
Please technician grade 3rd par medical ki ka video bnao
Sir kisi bhi railway station me Jake travel pass se reservation Kara sakte hai kya ki journey starting station se hi karna hoga
Sir a jo abhi city information Aya a usse lakar nearest station main ja kar reservation karne se hoga ki .. jab admit card aayega tab ja kar karna hoga ?
Tickets book karana hai but slpeer coch wali train nhi jati only chair class toh ticket booking ho jsyegi sc ke candidate ke liye
Thank you 🙏
Sir reservation m train no to dalna hoga na tbhi to confirm hoga ki ish train m seat milegi vrna confirm kese hoga kisme seat hai......
SIR MERA CENTER KOTA GYA HAI AND DIRECT TRAIN NHI HAI TOH KYA MULTIPLE TICKET KARWA SAKTE HAI
Travel pass direct train nahi hey tho kaisakarna
Sir, railway travel pass abhi nikal sakte hai kya, aur kaise nikale, ya fir hall ticket ane k bad...plz bataiye...
St/sc pass sai 2s seat le sakta hai sir
Yeah General mai jane padega
Kindly clear doubt sir
Ap reservation krte ho to 2S sleeper m ja skte ho....
हॅलो सर मैं secunderabad zone मे भरा था तो अब exam city gulbarga दिखा रहा है
सर अगर रिजर्वेशन पास टिकट वेटिंग में है।।।तो क्या हम स्लीपर में यात्रा कर सकते हैं।।।।
Sir, I wrongly put other railway station at the time of form fill up. Can I do travel pass at my nearly railway station in the place of other railway that I fill at the time of form fill up.
Please sir reply
Bahut sundar
Station par nhi banta hai kya sir
Hello sir mene rrb form m nearest station Jaipur dala hai (kyo ke us time m jaipur m coaching kar raha tha) but coaching khatm hone ke bad main Apne bade bhai ke yahan shri Ganganagar (Rajasthan) self study kar raha hu or mera centre Kota aaya hai to kya main Ganganagar se Kota ke liye ticket karva sakta hun pass se
Sir kal exam city download kiye usime free travel paas karke aaya hai,, please sir check karke bataye kya vahi free travel paas hai??
Gm sir, hum scheduled caste se aate h, ranchi me rahte h, kaun kaun sa document leke reservation counter me Jaana hoga
Only aapka admit card aur caste certificate lekar jao
Sir sc st ke railway pass se train ke kis coach me reservation kara sakte h. ex- sleeper,3rd ac ya 2nd ac ka v kara sakte hai, please reply ll
Sleeper ka pass hota hai but aap AC me bhi reservation karwa sakte ho but aapko diffidence bharna padega
Sir , ALP exam city download Kiya usme likha hai ki aadhar card ke atirikta ek aur I'd card lana hai ... Kya ye shi hai ya aadhar card se ho jayega ...❤
सर मैंने आपको बेलापुर स्टेशन पर देखा है
Sir mere pass birth certificate nahi tho dv me my lc 12 kha dikha sakta huu. Naaa
Mera bhi 29 ko exam h dono taraf ka reservation kara liya hun second class mein S1 26 seat
Sir Alp ki exam centar par jatey time ky ky docement lakar jana padyga ispar video banay
Ha batao na sir
Ticket form bhrne ke bad kb tk milega sir g❤
Love from jharkhand ❤
Obc walo ko bhi milega koi benifit ya nahi...?
सर में जो रेलवे एग्जाम के लिए नियर बाय रेलवे स्टेशन दिया है तो मै किसी अन्य राज्य में जॉब करता हूं तो क्या वहां से फ्री यात्रा कर सकते हैं
sir mera pass state leval ka cast certificate hai wohi sath mein leka jana hai
Yes sath me lekar jana
Sir me naam ka first letter small me h or baki sb capital me baad koi dikkat hoga kya or iska solution bta dijiye please sir 🙏🙏🙏🥺
Please reply 🙏🙏
Kya sir divyang person ko koi pass nhi diya jata hai kya please reply sir
Sir agar seat confirm nhi hui to kya fir b hm sliper dibbe me jaa skte h kya
Sir Mere Station se sidhi train nahi hai wo free pass nahi de rahe hai mera station Nagarsol hai
Are bhaiya tecnician me bhi hoga Esa ya na
Sir, mera nearest Station se exam city tak direct train nahi hai, mujhe dusre station se phir train bdalna hoga,kya main apne nearest station se or phir jaha se mujhe train badal na hai 2 bar reservation kra sakta hun.
Please 🙏 help me
Yes aap multiple reservations le sakte ho us pass par
सर जी मैं 1 zone में नौकरी करता हूं जहां से मैं इस जॉन के अंदर आने वाले दूसरे डिवीजन में अपना ट्रांसफर चाहता हूं तो मैं किस तरीके से अपना ट्रांसफर करवा सकता हूं और कितना समय लगेगा मुझे ❓ जैसे NCR से NR में जाना है
Sir mere exam Centre tak pahuchne ke liye 3 train change krna pdega to uske liye reservation hoga, aur mere nearest station se memu chalti hai koi express yaa aur koi train nhi chalti isliye mujhe 3 train change krna pdega
yes kar do 3 train me reservations
@LocoPilotSantosh thankyou so much sir,
Sir travel pass se chair car me reservations kara sakte h ki nhi
yes kar sakte ho
अन्य स्टेशन से रिज़र्वेशन करवा सकते है क्या?
Hello sir, mere station se ek bhi train direct us city me nhi jati jaha mera exam hone wala hai... To kya muje multiple reservation ticket mil sakta hai ? Sir..help... from yavatmal Maharashtra.
yes aap multiple reservations brake journey ke sath karwa sakte ho
your village name bro.and exam centre kuthe ahe.
@@LocoPilotSantosh Thanks sir for information.
Sir return ticket bhi krwa sakhta hai na?
Admit card ane se pehle waiting agya tub kya hoga sir
Yadi mai duse state me hu to apne state me exam dene ke liye pass kam kare ga
सर अगर जो स्टेशन फार्म में भरे हैं वहां से exam citi तक अगर सिधी ट्रेन नं जाती हो तो क्या करें तब पास कौसे बनेगा
Pass wale kisi bade station se ticket le sakte ho
Sir mera exam mumbai me he 3rd shift me mujhe jejuri pune se mumbai train se jana he me kabhi train se nahi gaya
Is diploma eligible for RRB Group D?
Sir hame Jo centre Mila hai aur hamne Jo nearest railway station hai waha se to exam centre ke city tak koi train hi nahi jati to ye pass ka kya fayda.
Hello Good morning
Error aa raha hai
Dear candidate city slip ia not yet live 😔😔😔
Sir bina ticket liye sc student 2nd class coach ya genral coach m ja skta h kya reply me 🌟🌟🌟🌟
Yes ja sakte hain but aapke pass admit card hona chahiye jisme pass print hona chahiye
Waiting me ticket hai to
Sleeper ke dibbe me baith sakte hai kya ???
Baith jaana fir TT aaye toh unse baat kr lena
Confirm seat nahi mil rahi to Kya paas lekar sirf General coach me travel kar sakte hai??
Yes kar sakte ho
Vande Bharat me book krwa sakte hai kya ?
Vande Bharat me hoga kya
No
Hello sir mera score 40 to 45 aa raha hai 5 to 7 wrong answer ka minus marking kat ke kya mai safe hoo exame ke liye
Yes cbt 1 clear ho sakta hai aapka
@LocoPilotSantosh thank you so much sir 🥰❣️
Sir mera adhar biometric ma finger nahi aa rahay par meri ratina sa verify hoo Raha ha Kay musha
Paper ma bethna diya jayaga ya nahi
yes baithne diya jayega aadhar ke sath aur bhi koi id proof lekar chale jana
@LocoPilotSantosh thankyou sir
Sir apna meri tensions khatam kar dii
Sir Sunday ko reservation counter open rohega ?
Sir kya mai tusre ko bhi le ja sakte h
Nearest railway station ke alawa dusre station 🚉 se book nhi kar sakte hai please reply me sir 😢
Ha kar sakte hai
Sir PWD candidate ko ye pass diya jata hai
Sir ITI fitter tred se railway me apprentice karna chahiye k nai
Ha
Sir maine dhamangove se travel ki form me diya hain to mujhe nagpur re jana hai to ja sakta hun?
Bhava tuza exam kuthe ahe
Yes ja sakte ho
Thanks you sir
But mera center nanded hi aaya hain accha hain yha se jyada dur bhi nhi hain 28th ko 1st shift me hain paper
@@vaibhav.ramtekenanded la aahe aani tuza?
Sir mera name small letter pe agaya..problem hoga
Sir me dusre station me travel karke Jana chahatanhnu..kya hm ja sakte...?? Please reply 🙏
Same question bro
Yes ja sakte ho but wo station aapke exam centre ke route par hona chahiye
Sir mera other state me exam hai aur direct train me sirf Vande Bharat hai to Free travelling pass se ja sakta hu ?
Nhi bhai😂, only sleeper class
Sir ji muze travel pass mila he tatkal ticket mil skta kya
Admit card hi nai aya sir abi tak
Kisi v station se reservation kra sakte h
Travel pass se sleeper mein free sheat mill jyega?
Yes mil jayega
Obc vale bhi ja sakte hai
😂😂😂 majak accha hai OBC wale ko koi faida nhi hai
सर हमें एग्जाम सेंटर पता चल गया है जयपुर है तो हम कैसे जाएं कैसे पता चलेगा एडमिट कार्ड से पहले रिजर्वेशन करासकते हैं क्या
Yes admit card se pahle reservation karwa lo aapka Exam Jaipur ke kisi college me rahega
@LocoPilotSantosh सर अब रेलवे स्टेशन जाकर करना पड़ेगा या सर ऑनलाइन हो सकता है
@LocoPilotSantosh सर उसमें दे रहा तो रखा है सर टीवी से 29 तक
Sit रिजर्व करने के लिए पैसा भी लगेगा
Nhi
Koi paisa nahi lagega
sir kya mujhe jis din jana hain usi din reservation kara sakta hu? ❤
Bina reservation se pass chalega kya?
Sir main ntpc ka online kara liya hoo, lekin sc/st free travel option me yes kiya hai ki nahi mujhe jankari nahi.kaise pata kare sir, main st category se hoo
फॉर्म भरे हो तो डाउनलोड किए होंगे उसमें देखना लिखा होगा
RRB ZONE-BHOPAL
HOME - MP(ujjain)
EXAM CITY - AHEMDABAD
City distance 500km+
Omg
Exam date btao bro
@RakeshDawar-k4o 26 ko 1 shift me
2 log ka reservation kara sakte hai