DJ SHARPY ||PROBLEM||
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 5 ก.พ. 2025
- DJ SHARPY ||PROBLEM||#solutionkhan
#djlighting
#solution
#neonlight
#dj
#djvlog
दोस्तों यह वीडियो है डीजे लाइट का और स्टैंड कंपनी की 10 दिन लाइट प्रॉब्लम सॉल्व कि हमने जो अटक अटक के चल रही थी उसके अंदर कुछ पास डैमेज हो गए थे गिरने की वजह से तो हमने इस वीडियो में उसको अच्छे से रिमूव कर के न्यू पार्ट एंटर कर दिया एंड हमारा डीजे शार्पी लाइट प्रॉपर वर्क कर रहा है
Great video
Shukriya bro
very nice video
Super
Greet
Good
Bahut achha laga aapki video hamare light me yahi problam hai muving nahi kar raha hai
Thnx bro
cad neb
Sensar ke baare me bataye pan/ til
अगर सेंसर प्रॉपर्ली वर्क नहीं कर रहा है तो सरपी को मूवमेंट करने में दिक्कत
Jiya sharfi 218tenerka man pcp kharb hoga to kayshe ripering karenge
Bro dekhne ke baad he pata chlega na kya problem hai wase agr jyda khrab hai to new lega lo Delhi mai jiya ka shop number 1677 hai. Or Power supply ka priz 2200 hai
cod arar
pan ,, ,,,
focas ,,,,,
Kab se
Ye jo aap chenj kiye iska nam kiya hai
Bro iska naam hai moving gair jo moment krti hai puri sarfi ko
Sir Delhi me saten ka sop kha par hai mere sharppy ka v gear kharb ho gyea hai
bhi 551 n .shop lal kila ke saamne Market
Bhiya baisun ka side card mil jayega
Aabhi nhi bro
Sar ji mene new sarpy a pro 12 r ussame led light safed ho gye usake liye kya kare sar
😂😂😂 सफेद ही होता है
sensor left right ka badiya se work nai kar raha hai
Senser ka program hai ya gair ka program hai ho sakta hai gair ka problem ho ak bar big size ka fairwel chak kre aap
Contract no
Delhi me kon se shop me milega sir
Delhi mai shop nambar 432 ESTON WALE KE PASS CHIYE THO CONTACT KRO MAI RAJASTHAN SE HU BRO
@@solution_khan sir aap se help chahiye tha sir
@@Soundlight00 ok kasi help mai kya kr sakta hu
@@solution_khan mera sharpy ka serf bulb jal raha hai
Move nhi kar Raha hai
Sar mere pass ek CRP 200 bim vali hai usmein Bheem wale belt aur garari tuti hui thi donon chijen Maine Dal Di hai Lekin vah ghumne mein atak thodi si help me sir
Hello sar namaskar Vijay ji main aapki kaisi help kar sakta hun
Aapane belt aur girari donon Badal Di fir bhi vah अटक-अटक ke chal Rahi hai to aap Aisa kijiye uske sensor check kijiye Jo छोटे-छोटे right side left side mein cancer Lage Hain Shayad ho sakta hai unko proper work nahin karva rahi hai ya FIR belt tight ho sakti hai ya dusra ho sakta hai ki aapane jo girari Dali hai vah uska nahin hun sem brand ka nahin hun
Dusra problem vah attack kaise rahi hai left right ghumne mein atak rahi hai 360 degree per ghoom rahi hai ya nahin ghoom rahi hai usmein problem a rahi hai ya FIR Lance ko ab down karne mein a rahi hai
@@solution_khan sar power on karte hi 360 degree mein thodi si upar uth FIR atak jaate Hain
Baisan ka sharpy me ghumte samay latk jata hai gol nhi ghumta hai
Bro a problem sensor aur Gair ka hai jo es video mai dikhaya gya hai. Aap safty ke sath open kro or dekho kya dikat hai balt be khrab ho jata hai
sharpy bandh matlab of ke taim me sahi ghumta hai on ke taim me problem aata hai
Sharpy ka part kha milta hai
सप्लाई का पार्ट से अच्छा ह आप सप्लाई बदल दो
Dehli mai bhi
Sir mera sharpy nonstop move ho raha hai stop nahi ho raha please solution bataiye
Bro I think tumhari sharpie mein do problem ho sakti hai first problem aati hai sensor ki ho sakta hai by chance kahin se aapke sensor luse ho gaye ho ya FIR kahin gir Gaye Ho theek hai dusra options aata hai aapka Jo gear laga hua hota hai na jo aap is video ke andar dekh rahe Ho use Ghar mein ek stopper aata hai to ho sakta hai vah stopper lag lag ke Tut gyaa
Msg ka reply dena bhi ok. I help u
Stopper tut kr gir gya hai aur dusra mil nahi raha
@@skdjamaldiha8743 ok aap kha se ho
@@skdjamaldiha8743 kon se company ka hai
Mujhe 12r ka belt chaiye 351 3m
Ok sir online try kro aap ya aap ko दिल्ली से मिलेगी
Sir mere pass stan monster king sharpy hai mai usko dmx 512 se chlata hu... But kal maine usko function me lgaya to wo chalte chalte apne ap working kar rhi hai ek sharpy usme dikat ye aa rhi hai ki wo ek sath work nhi kr rhi. Ek sharpy alg hi moving kar rhi hai or apne ap color prism work kr rhi hai...... Reply zrur krna sir
@@djchandan2440 ok bro kal aap ko aap ki problem ka solution deta hu
@@djchandan2440 Dekho bhaiya aisa hai agar aap DMX per aapko usko connect karna aata hai ya nahin ki 001 karke acche se connect karna aata hai to fir aisi dikkat nahin aani chahie
@@djchandan2440 dusra Bata rahe the ki ho sakta hai aapke DMX 512 mein koi problem hogi ya ho sakta hai kam voltage ka Ishu ho sakta hai dusra hi ho sakta hai ki aap unko reset karne sabhi ko aur fir se unko connect karke chalayen I think problem solve ho jayegi
@@djchandan2440 aur jo automatic colour prism kar rahi hai usko aap reset karke fir se lagaen
@@djchandan2440 agar aapko fir bhi samajh mein nahin a Raha to aap comment box mein Apne number dijiye main aapko direct call karunga Main Apne number ya show nahin kar sakta theek hai
Sir BM 300 repear karbana h 4 pic contact number
Aap kha se hai pehle y bataye sir
Apana nambar dal deai khud contact kr lu ga
Sir stan ki 7r sharpy 15 second ke bad cut mar rhi fir researt ho jati plz problem solutions btai
Sar aap uske power supply mein jo lagte Hain capacitor vah check kijiye kahin fhule hue to nahin hai ya fir wo week ho gye hoge
Stan company ka shop ka number aur Naam send Karen
Ji bhi deta hu Delhi ka number hai
9891964447 stn ke nambar
Bhaiya ji apka number chahiye tha ap se kuch kam h plzzz number dijiyega
Boliye na
Sar aapka contact number