Pawanbhai ki jai ho. Kya bat he bhai bohot dino ke baad video dal rahe ho. Bhai sukam ka Sinewave 12v inverter he jisme 3205,mosfet he 6-6 uske bajume jo zenerdiode hote he o kitne volt ke he 4 diode our resister ki valu kya he 6 please btaye thanks
Thank u very much sir very useful and nice video sir please inverter repairing par ek basic book likhe taki learners ko sikhne main aasani ho please dhayan de thank you very much sir
Hello sir Ek vidio luminus nxg1500 pe bhi banao charging amp bahut kam aaraha he or bahut jaldi bettery low show kar deta he Puri step by step bataye pls
Kya kya chek karu... Pls koi video ka link do sir... Agar aapki video es topic par bani h to.... Muje video mili nhi sir aapki totally video chek kiy the
Sir microtek sine vave inverter h... Load bhadane par output voltage down ho jati h 180 tak aa jati h agar ham 400 watt tak load dete h to... Battery voltage pura mentan hota h... Fir b
Mere paas microtek e2+ inverter aur luminous 150ah ka 12volt battery hai to battery 13.30volt par aate hi charge cut off kar raha hai to kya battery full charge ho raha hai aur 12volt ka battery full charge karne ke liye kitane volt par inverter ne charge cut off karana chahiye? Please sir reply 🙏
Sir mare pass lumunanc ka sine wave 875 Va ka invarter hai o bar bar battery low ka Indicat dikha raha hai or bip deke stop ho raha hai problem bata sakte ho sir
Namasty I have a inverter of Microtek hybrid HB 1125 . 24*7 Problem / fault When the input supply connect with the inverter . Light blinking / flactuating and when it disconnect the out put supply it runs normal. PlZ convey the remidy of it
sar ji inviter m jo jo chej lagta hai jo jo saman lagta hai unn sabhi chego ka nam are kam (kya kam karta hai . bataye . inviter m kya problam rahne par kon sa saman . dimage kharab ho sakta hai🇮🇳☘👍👌👨👩👦👦
Sir good evening sir 24*7me charging m ampier Nhi aate h 1amp se jyada nhi ate h micro mene Lm 358ic 2bar change kar di r2r3 mene check kr le h Fir Bhi amp Nhi aaya h
Namaskar sar mere pass appro Birla boost 1500 ka inverter repair ke liye aaya hua hai usmein problem yah hai na to charging Karta hai output aati hai band Ho jaati hai 2 second ke bad
Sar ji mere pass Microtek ka inverter hai sign web 1100 model ka hai ismein charging ka problem a raha hai samne charging ki light aur mance indicate kar rahe hain parantu charging Ho nahin raha hai aur men aane per output cut ho ja raha. Humne 358 IC change karke bhi dekh liya hai parantu mens per yah output bhi nahin de raha hai aur charging bhi nahin kar raha hai kripya samadhan bataen
Sir, aaj mere pass Microtek ka Sine wave inverter aaya hai usme ek gajab hi fault mila.jab inverter ko battery se joda gaya to automatic on hoke output de raha hai Aur jaise hi mains or on button chalu karta hu output band ho jata hai halaki button thik tarah se kam kar raha hai please help me
मेरे पास भी माइक्रोटेक्स का 24x 7 HB 950 मॉडल है और मुझे उसकी बैटरी चार्जिंग बंद करना है क्योंकि मैं सोलर से बैटरी चार्ज करता हूं, कृपया बताएं की मैं इस इन्वर्टर की चार्जिंग सिस्टम को कैसे बंद करूं?
sir, i work in UTL inverter company as a Testing Engineer, i watch all of your videos because i get so much to learn from your content.😊👍👍
Always welcome
Ka se ho bhai
👍👍👍👍👏👏👏👏👏good inverter and online ups sir UTL is my favourite company sir
Hi sir
आप के वीडियो हर किसी के लिए ज्ञान वर्धक हैं। मै लगता है उम्र में आप से बडा हूं इस लिए आपको आशिर्वाद एवं हार्दिक शुभकामनाएं
आशिर्वाद के लिए धन्यवाद
आपका जोश और ज़िंदादिली यूं ही बनी रहे उम्रभर
लुधियाना, पंजाब से
Very common problem but discretion is very very deeply...... In short lajavab......👏👏👏👌👌👌❤️❤️❤️
Thanks
My pleasure
very good explanesation . sae ji kon sa problam rahne par kya chej kharab ho sakta hai are usse kis prakar se chek karenge.
Informative video thi sir thanx for sharing sir is inverter ki drive ic bar udne ke uper bhi video banaye
Pawanbhai ki jai ho. Kya bat he bhai bohot dino ke baad video dal rahe ho.
Bhai sukam ka Sinewave 12v inverter he jisme 3205,mosfet he 6-6 uske bajume jo zenerdiode hote he o kitne volt ke he 4 diode our resister ki valu kya he 6 please btaye thanks
15 volt Zener
Thank you sir sir mera ek help kijiye mere pass ek.. Sukam sine wave aaya h jisme darive.ic 2110 laga huwa h iske jagah pe kon sa ic use kare
Thanks a lot for your videos to give as more parctical example to check LM358 for charging section
Sir eak video apne work place ka aur spare store ka banaye please
❤❤❤❤❤❤
Sir aap repairing me use hone wale component bhi sell Karte ho?
सर आप के वीडियो बहुत अच्छे होते है! बस वीडियो को टाइटल दिया करे जो कि जरूरत के वक्त सर्च करने में आसानी हो जाये
I will try
Thanks
sir आप किस जगह पर practice करते हैं ?
सर 🙏 microtek jumboo 4000 ka same fault hai. Uska low battery sence pin bata sakte hai kay.
Battery se inverter tk lead me joint lga skte hai ya nahi kia difference prega
Nahi laga sakte voltage drop hoga charging time badega backup kam hoga
Thanks
बहुत बहुत धन्यवाद गुरूजी 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Hello sir muzhe aapke jaisa testing board with dimmer bnanana h kripya bataye yeh market redimade mil jayega ya asemble Krna padega
Thank u very much sir very useful and nice video sir please inverter repairing par ek basic book likhe taki learners ko sikhne main aasani ho please dhayan de thank you very much sir
Sir sookam shark model ch charging lgan te slow slow chargi ful ho jandi h
Hello sir
Ek vidio luminus nxg1500 pe bhi banao charging amp bahut kam aaraha he or bahut jaldi bettery low show kar deta he
Puri step by step bataye pls
Thanks nice video sir ji.
Components selling karie Sir.
Acctual components milne me aasani hogi.
Can I replace the PCB of 24*7 1100 with sebz 900
First like and first comment thank you video upload karne ke liye
First like from my side also
Hi Pawan sir..,how are you..?
Please make a detailed video on SCR gate protection circui in square wave inverter.
Thank you. Good night 🙏
Sir aapka shop kaha hai kya inverter repair ho jayega
Mera microtek hybrid 2 min me battery full show hone lgta hai.. Kya issue hai
Main aap ka har video dekhta hoon very interesting video sir
Sir ji ise inv m charging amp ka fault aa rha h AMP 25 tk puch Jate h Kya fault ho skta h
Sir apne shop ko ak vedio me dekha ka try kre pls. 👍
Yes
CAN YOU RELAIR MY SUKAM 1000VA FALCON ECO PCB IF YES THEN I WILL SEND YOU THROUGH COURIER
Sir battery leads ki length and size and joint pr b ek video banaye please
Ok sir
Gud night
Kya kya chek karu... Pls koi video ka link do sir... Agar aapki video es topic par bani h to.... Muje video mili nhi sir aapki totally video chek kiy the
Thanks for your Video..... Sir.,.. inverter scr how to chargeing 150 tap. Inv TR details explain..white board ... Plz.
Sir namaskar 174_875 me battery se connect karne par overload ka led jalne lag ta hai jabki MOSFET OK hai kripya sir sujhav de
Sir microtek sine vave inverter h... Load bhadane par output voltage down ho jati h 180 tak aa jati h agar ham 400 watt tak load dete h to... Battery voltage pura mentan hota h... Fir b
Is inverter ki microcontroller IC ko maximum kitne DC volt tak operate Kiya ja Sakta
5volt
SIR MERA 1125HB INVERTOR HAI JO BATTERY FULL KARNE SE PAHLE HI CUT KR DE RHA HAI KRIPYA KUCHH BATAYE
Very very nice video thank you sir 👏👍🌹💐
Mast video sir
Thanks
Sir apke videos hgazab ke hote hai
Mujhe bahut pasnd aate hai
Sorry sir apse kuch baat kerna chahta hun kya apka no. Milega
❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Sir aap ki shop khan pe h? Kay aapke worshop ki visit kar skte h.
Thanks sir for knowledgeable video.
Phone no pls
Mere paas microtek e2+ inverter aur luminous 150ah ka 12volt battery hai to battery 13.30volt par aate hi charge cut off kar raha hai to kya battery full charge ho raha hai aur 12volt ka battery full charge karne ke liye kitane volt par inverter ne charge cut off karana chahiye? Please sir reply 🙏
Sir transistor se charging fhalt pe video bnaea
Sir mare pass lumunanc ka sine wave 875 Va ka invarter hai o bar bar battery low ka Indicat dikha raha hai or bip deke stop ho raha hai problem bata sakte ho sir
Sir when you arrange what appgroup last time you have told noe
Good information sirji ji👍👍👍👍👍
Thanks
Aapki shop kaha par sir
Namasty
I have a inverter of Microtek hybrid HB 1125 .
24*7
Problem / fault
When the input supply connect with the inverter .
Light blinking / flactuating and when it disconnect the out put supply it runs normal.
PlZ convey the remidy of it
Bhai ji 24 Guna 7 inverter Mein Mel Lagane se MOSFET turant Ud Jaate Hain Kya V hai
Nice video ji
Sir very nice video and very useful
Thanks
Thankyou for your explain bhai
Always welcome
Sir kha par hai apki shop
24×7 DG900 microtec inverter. sir charging indicet nahi kar raha hai relye ka sound bhi nahi aa Raha konsi side 1st check kare?
Very useful video sir ji 🙏
Very good
Thanks
Sir hume apse sikhna h aap kab apna institute khol rhe h
Informative and deep analysis in easy way. Thanks
Thanks
Gud night
@@TotalPowerSolution p
sar ji inviter m jo jo chej lagta hai
jo jo saman lagta hai unn sabhi chego ka nam are kam (kya kam karta hai . bataye . inviter m kya problam rahne par kon sa saman . dimage kharab ho sakta hai🇮🇳☘👍👌👨👩👦👦
LM358 badl kardiya likin same problem mera inverter me. Transistor kounse wala check kar sakta hai abhi.
Sir cpu power supply ke bare mein ek video banaye.
Very nice....
Aapko sadar namaskar
Sir 24×7 1650 va 358
Pin no.7 par volt nahi ban rahe jiske karan charging amp high hai
Kaafi mehnat karli
Please halp
Hlo sir main punjab se hoan new sine wave market kit insttal karne ke liye btain
Sad solar PCU sharing charging kaise karta ha espar video banaye
Sir Ji 24×7me main 4 capcitor Ku fool jate he
Very good sir thank you
Bhi mera hamesha charging hota rhata hai to kya problem hoga isse mere bijali bil bhi jyada aata h bataiye ki kya karu mai
Sir lm358 me 11.67 volt input ho Raha hai per 7no pin se out nahi ho Raha hai aur koi bhi pin se input supply nahi dikh raha hai to kya kare
sir inverter sarvis ke liye start components par ek video banaye please
Shop very good
Thanks
Sir ji aap kis city hai
Sir good evening sir 24*7me charging m ampier Nhi aate h 1amp se jyada nhi ate h micro mene Lm 358ic 2bar change kar di r2r3 mene check kr le h Fir Bhi amp Nhi aaya h
Is there an English version of this?!
Namaskar sar mere pass appro Birla boost 1500 ka inverter repair ke liye aaya hua hai usmein problem yah hai na to charging Karta hai output aati hai band Ho jaati hai 2 second ke bad
Sir livguard inverter pr ek video bnaye
Ok
Sar ji mere pass Microtek ka inverter hai sign web 1100 model ka hai ismein charging ka problem a raha hai samne charging ki light aur mance indicate kar rahe hain parantu charging Ho nahin raha hai aur men aane per output cut ho ja raha. Humne 358 IC change karke bhi dekh liya hai parantu mens per yah output bhi nahin de raha hai aur charging bhi nahin kar raha hai kripya samadhan bataen
Microtek 24×7 mein 300 watt dene par over load ho jaata , kya karen batayen.
Viry nice sir Amit electronics Basti up
Sar ji aapka inverter check karne ka jo system hai uska ek bar video bana ke full detail mein diagram ke sath dijiye video banaye
Already in playlist
Very good jobe sir
Sir luminous eico wath drave rileted video banalo na
Ok
Sir microtek inverter ki 26 no pln par 4.73 bollt aa rahe he tiger bali kit he
Sir, aaj mere pass Microtek ka Sine wave inverter aaya hai usme ek gajab hi fault mila.jab inverter ko battery se joda gaya to automatic on hoke output de raha hai Aur jaise hi mains or on button chalu karta hu output band ho jata hai halaki button thik tarah se kam kar raha hai please help me
Hello sir ji Kaise ho
microtek 24,*7Hb725=12v me konse no. Ke mosfet lgenge. Bataiye sir
Kantrolar me 12v aa rhe h kya kharab h
MOSFET h sar B7545 lge h
Kanntolar me 5v nhi 12v aa rhe h kya kharab h batana sar abhi
Pawan ji app kha se ho
Nice video sir
Thanks
Kaise hain aap
@@TotalPowerSolution bahut badiya hu aur aap sir?
Sir mere eesi. inverter card me no backup current or no charging ho reha please sir solve btae
Inverter same model hai charging volt 13.68 de raha hai charging off nahi ho rahi Dey /Night.
Thanks sir video upload Kar ne ka liya
My pleasure
Sir microtek inverter ke microcontroller ke pin no26pe koi volt nahi aa rahi charger nahi kar raha h
Sir is model me mains output aur chargiing nahi ho raha hai
Can you tell me how horn relay works
Yes soon
Nice video 👌 sar ji
Over load kya ho sakta hai
Pahelay usi load pe chal raha thaa
47mfd/25volt Capacitor change karein
Very fine chanel
मेरे पास भी माइक्रोटेक्स का 24x 7 HB 950 मॉडल है और मुझे उसकी बैटरी चार्जिंग बंद करना है क्योंकि मैं सोलर से बैटरी चार्ज करता हूं, कृपया बताएं की मैं इस इन्वर्टर की चार्जिंग सिस्टम को कैसे बंद करूं?
Good information sir
Sir Inverter 25 minutes charging dikhata h Or 25 minutes backup deta hai kya problem hogi
Long time blinking charging indicater problem.How can solved it.Plece.
sir mere pass intex ka ups hai vo na to input le rha hai aur na hi output de rha hai kya karun