Barelvi se Ahle Hadees (Talashe Haq Ka Safar) | Shaikh Azimuddin Rizvi

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 19 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 63

  • @sohailahmed4542
    @sohailahmed4542 3 ปีที่แล้ว +1

    Mashaa Allah bohot umdah paigam diye shaikh Sahab ne

  • @سلیماللہقاضی
    @سلیماللہقاضی 3 ปีที่แล้ว

    ما شا ۶ اللہ بہت جامع بیان ہے ۔

  • @abumohammad2156
    @abumohammad2156 5 ปีที่แล้ว +2

    ماشاءاللہ
    جزاك اللهُ‎
    سبحان الله
    الحَمْدُ ِلله

  • @jamiat-e-shubbanbhadrakguj826
    @jamiat-e-shubbanbhadrakguj826 6 ปีที่แล้ว +10

    Masaallha Allaha subhan o tala aap ka Ilm mein aur Ijafa karay

  • @islamiyadualu1617
    @islamiyadualu1617 5 ปีที่แล้ว +2

    Masha allah jazak allah khair. Allah aap ke qoishon ko qhubuul kare ameen

  • @RashidpakAlb2
    @RashidpakAlb2 5 ปีที่แล้ว +1

    JazakAllah khair Azimuddin Rizvi bhai, peace and mercy upon you.

  • @maqsoodalam59952
    @maqsoodalam59952 5 ปีที่แล้ว +3

    Mujhe aap pe naaz hai.Masha Allah.

  • @Sam-tm4he
    @Sam-tm4he 5 ปีที่แล้ว +4

    subhanALLAH behtareen bayan.

  • @amirsiddiqui914
    @amirsiddiqui914 5 ปีที่แล้ว +2

    taqrir simpal hai dil ko chunai wali hai jiz ko na chuwai us k dil mar gaya

  • @akmalansari7211
    @akmalansari7211 ปีที่แล้ว +1

    Ma sha Allah

  • @afusat5888
    @afusat5888 3 ปีที่แล้ว +1

    مَا شَاءَ ٱللَّٰهُ

  • @इंडीयन
    @इंडीयन 5 ปีที่แล้ว +4

    Allah aapko lambi umar de shek

  • @shanealam2202
    @shanealam2202 6 ปีที่แล้ว +8

    Masha Allah

  • @mohammedvazeer7688
    @mohammedvazeer7688 5 ปีที่แล้ว +2

    Allah ki ummar may sehat may barkat de. Allah Saccha pakka dayi banae Aapko

    • @mohdsheeban6191
      @mohdsheeban6191 3 ปีที่แล้ว

      Pahle likhna to seekh ley khabees. Umar to makhlooq ki hoti hai Allah ki

    • @mohdsheeban6191
      @mohdsheeban6191 3 ปีที่แล้ว +1

      Pahle likhna to seekh ley khabees. Umar to makhlooq ki hoti hai Allah ki

  • @sabiravlogs4785
    @sabiravlogs4785 3 ปีที่แล้ว +1

    Subhanallah

  • @naushadnaushad5600
    @naushadnaushad5600 5 ปีที่แล้ว +1

    Very nice

  • @abdurraqeebkhan4377
    @abdurraqeebkhan4377 5 ปีที่แล้ว +7

    الحَمْدُ ِلله

  • @محمدمحمد-ص3ج7ط
    @محمدمحمد-ص3ج7ط 6 ปีที่แล้ว +6

    sub han Allah

  • @mumtazansari2641
    @mumtazansari2641 5 ปีที่แล้ว +1

    masha Allah vere good

    • @mumtazahmad1124
      @mumtazahmad1124 2 ปีที่แล้ว

      ماشاللہ ممتاز انصاری صاحب
      میں بھی ممتاز ہو اور انصاری v

  • @CommonLifeThings
    @CommonLifeThings 3 ปีที่แล้ว +1

    hahaha mashallah, wo barhana wala mast tha hahaha

  • @AbdulAziz-en2uz
    @AbdulAziz-en2uz 5 ปีที่แล้ว +1

    mashallah

  • @musharafalijatoi8960
    @musharafalijatoi8960 5 ปีที่แล้ว +1

    اهل الحدیث هم اهل الحق

  • @MK-ml1qd
    @MK-ml1qd 5 ปีที่แล้ว +5

    *Anwar Shah Kaashmiri Devbandi ne Hanafiyat ki tarjeeh sabit karne ke liye apni Umar Zaaye kardi*
    *Maulana Mufti Muhammed Shafee Devbandi apni kitab Wahdate Ummat me ek baab ke tahet Anwar Shah Kaashmiri Devabndi ka ek Waqiya bayan karke likhte hai* :
    *Hanfiyat ki Tarjeeh saabit karne ke liye saari Umar Zaaye kadri*
    Ek ahem waqiya bhi aap ke goshe guzar kardu jo ahem bhi hai aur barkat khaiz bhi, Qadiyan me har saal hamara jalsa huya karta tha aur *Sayyedi Hazrat Maulana Sayyed Anwar Shah (Kaashmiri) Sahab* bhi is me shirkat farmaya karte the, Ek saal isi Jalse par tashreef laaye, mai bhi aap ke saath tha, ek subah namaz Fajr ke waqt andhere me haazir huya to *dekha ke hazrat sar pakde huye bahot maghmoom baithe hai, mai ne poocha hazrat kaisa mizaj hai*❓
    kaha haa! Theek hi hai, miya mizaj kiya poochte ho, *Umar zaaye kardi*!
    Mai ne arz kiya hazrat! Aap ki saari umar ilm ki khidmat me deen ki ishaat me guzri hai, hazaro aap ke shaagird ulma haiñ, mushahir haiñ jo aap se mustafid huye aur khidmate deen me lage huye haiñ, aap ki umar agar zaaye huyee to phir kis ki umar kaam me lagi❓
    Farmaya : *mai tumhe sahih kehta hu, Umar zaaye kardi*!
    Mai ne arz kiya, Hazrat baat kiya hai❓
    Farmaya : *hamari umar ka, hamari taqreero ka, hamari saari kad o kaawish ka khulasa ye raha hai ke doosre maslak par Hanafiyat ki Tarjeeh qayem kardeñ, Imam Abu Hanifa ke masail ke dalail talash kareñ aur doosre aimma ke masail par aap ke maslak ki tarjeeh saabit kareñ, ye raha hai mehwar, hamari koshisho ka, taqreero ka aur ilmi zindagi ka*.
    *Ab gaur karta hu to dekhta hu ke kis cheez me umar barbad ki*❓
    Abu Hanifa hamari tarjeeh ke mohtaj haiñ ke ham un par koi ahesan kareñ, un ko Allah Taala ne jo muqam diya hai wo muqam logo se apna loha manwayega, wo to hamare mohtaj nahi. Aur Imam Shaafai, Imam Malik aur Imam Ahmed bin Hanbal aur *doosre masalik ke fuqaha jin ke muqable me ham ye tarjeeh qayem karte aaye haiñ kiya haasil hai is ka*❓
    is ke siwa kuch nahi ke ham ziyada se ziyada apne maslak ko “صواب محتمل الخطاء” ( *durust maslak jis me khata ka ahetemal maujood hai*) saabit kardeñ aur doosre ke maslak ko “خطاء محتمل الصواب” ( *ghalat maslak jis ke haq hone ka ahetemal maujood hai*) kahi is se aage koi nateeja nahi, in tamam baheso, tadqeeqat aur tehqeeqat ka jin me ham masroof haiñ.
    Phir farmaya :
    “Are miya! Is ka to kahi hashar me bhi raaz nahi khule ga ke kon sa maslak Sawab tha aur kon sa khata, Ijtihadi masail sirf yahi nahi ke duniya me in ka faisla nahi ho sakta, duniya me bhi ham, tamam tar tehqeeq o kaawish ke baad yahi keh sakte haiñ ke ye bhi sahih hai aur wo bhi sahih, ya ye ke ye sahih hai, lekin ahetmal maujood hai ke khata ho aur wo khata hai is ahetemal ke saath ke sawab ho, duniya me to ye hai hi qabr me bhi munkar nakeer nahi poocheñge ke rafayadain haq tha ya tarqe rafayadain haq tha❓
    Aameen biljahar haq thi ya bissir haq thi, barzakh me bhi is ke mutalliq sawal nahi kiya jayega aur qabr me bhi ye sawal nahi hoga.”
    Hazrat Shah Sahab ke alfaz ye the.
    “Allah taala Shaafai ko ruswa karega na Abu Hanifa ko na Malik ko na Ahmed Bin Hanbal ko, jin ko Allah taala ne apne deen ke ilm ka ina’am diya hai jin ke saath apni makhlooq ke bahot bade hisse ko laga deta hai, jinho ne noore hidayat chaar su phailaya hai, jin ki zindagiya sunnat ka noor phailane me guzaree, Allah taala in me se kisi ko ruswa nahi karega ke waha maidane maheshar me khada karke ye maaloom kare k eke Abu Hanifa ne sahih kaha tha ya shaafai ne ghalat kaha tha ya is ke baraks ye nahi hoga.”
    To jis cheez ko na duniya me kahi nikharna hai na barzakh me na maheshar me, *isi ke peeche pad kar ham ne apni umar zaaye kardi apni quwwat sarf kardi* aur jo sahih islam ki dawat thi, mujma alaih aur sabhi ke maabain jo masail muttafiqa the aur deen ki jo zarooriyat sabhi ke nazdeek ahem thee, jin ki dawat Anbiya Kiram le kar aaye the, jin ki dawat ko aam karne ka hame hukm diya gaya tha aur wo munkirat jin ko mitane ki koshish ham par farz ki gayee thi, aaj ye dawa continue:
    aur wo munkirat jin ko mitane ki koshish ham par farz ki gayee thi, aaj ye dawat to nahi di jaa rahi, ye zarooriyate deen to logo ki nigaho se ojhal ho rahi haiñ aur apne wa aghiyaran ke chahere masakh kar rahe haiñ aur wo munkirat jin ko mitane me hame lage hona chahiye tha wo phail rahe haiñ, gumrahi phail rahi hai, Ilhad aa raha hai, shirk o but parasti chal rahi hai, haram o halal ka imtiyaz uth raha hai, lekin ham lage hote hai in fari’e o furo’ee baheso me.
    *Hazrat Shah Sahab ne farmaya yuñ ghamgheen baitha hu aur mahesoos kar rah ahu ke umar zaaye kardi.*
    [Wahdate Ummat : Page 29-32]

  • @abumohammad2156
    @abumohammad2156 5 ปีที่แล้ว +1

    اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎

  • @drsajjad228
    @drsajjad228 5 ปีที่แล้ว +3

    Subhan allah

  • @asifahamad213
    @asifahamad213 5 ปีที่แล้ว +1

    Mashaallah

  • @ringbell9686
    @ringbell9686 5 ปีที่แล้ว +6

    Allah Tala qabar paraston ko hidayt den ameen

  • @rajjullakhan5234
    @rajjullakhan5234 5 ปีที่แล้ว +1

    Mashallah sir

  • @RajVlogs27121
    @RajVlogs27121 3 หลายเดือนก่อน

    Ham log aaj kal kaam ko maynmant nhi kar pate. Jannat may 72 hur ko kise manaj kare gay molbi shahab❤

  • @hasantauheed8356
    @hasantauheed8356 5 ปีที่แล้ว +13

    Masha allah
    Allah aapke jaise tamam qabar paraston aur aqabir paraston ko hidayat de

  • @DanishAli-um4ml
    @DanishAli-um4ml 5 ปีที่แล้ว +1

    Bhaiyo inka nambet mil sakta hai kya

  • @sanaullasharief5319
    @sanaullasharief5319 5 ปีที่แล้ว

    ’’شیخ الاسلام‘‘ تقی عثمانی صاحب لکھتے ہیں۔
    ’’اور اگر مقلد کو کوئی حدیث اپنے امام کے مسلک کے خلاف نظر آئے تب بھی اسے اپنے امام کا مسلک نہیں چھوڑنا چاہئے‘‘ (تقلید کی شرعی حیثیت ص ۹۲ سطر نمبر ۷، مطبوعہ مکتبہ دارالعلوم کراچی نمبر ۱۴)

  • @Irshadkhan-kp5he
    @Irshadkhan-kp5he 5 ปีที่แล้ว

    Masha-Allah

  • @sanaullasharief5319
    @sanaullasharief5319 5 ปีที่แล้ว

    اطاعتِ رسول ﷺکا حکم الٰہی یا تقلید امام؟........................اللہ تعالیٰ فرماتا ہے:
    اور تم اللہ کی اطاعت کرتے رہو اور رسول کی اطاعت کرتے رہو اور احتیار رکھو، اگر تم (اُن کی اطاعت سے) روگردانی کروگے تو جان لو کہ ہمارے رسول (صلی اللہ علیہ وسلم) کی ذمہ داری تو بس صاف صاف پہنچادینا ہے۔ (المآئدہ : ۹۲)
    ترجمہ : اور اللہ اور اس کے رسول کی اطاعت کرتے رہو اگر تم واقعی مومن ہو۔ (الانفال : ۱)
    اس آیت پر غور کیجئے کہ اللہ تعالیٰ نے فرمایا اگر تم مومن ہو یعنی ایمان کا دعویٰ کرتے ہو تو رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کی اطاعت کرو ورنہ تمہارا یہ دعویٰ ایمان کیسے صحیح ہوسکتا ہے؟ اللہ تعالیٰ فرماتا ہے:
    (اے نبی صلی اللہ علیہ وسلم) آپ کہہ دیجئے کہ تم اللہ اور رسول (صلی اللہ علیہ وسلم) کی اطاعت کرو پھر اگر وہ منہ پھیریں تو اللہ تعالیٰ ایسے کافروں کو پسند نہیں فرماتا۔ (آل عمران : ۳۲)

  • @अजनबीखान
    @अजनबीखान 5 ปีที่แล้ว +1

    subhanAllah

  • @sanaullasharief5319
    @sanaullasharief5319 5 ปีที่แล้ว

    0) مولانا محمد تقی عثمانی حنفی دیوبندی فرماتے ہیں کہ ہر حال میں تقلید ہی واجب ہے اور اپنے امام یا مفتی کے قول سے خروج جائز نہیں، خواہ اس کا کوئی قول ان کو بظاہر حدیث کے خلاف ہی معلوم ہوتا ہے۔ (درس ترمذی… جلد ۱، صفحہ ۱۲۲)

  • @RajVlogs27121
    @RajVlogs27121 3 หลายเดือนก่อน

    Mujhe kuch smaj may nhi aaye bhai ameen❤

  • @gmqureshi4870
    @gmqureshi4870 5 ปีที่แล้ว +3

    The meaning of ahle Hadees is ahle haggis

    • @gmqureshi4870
      @gmqureshi4870 5 ปีที่แล้ว

      @M. M Kashyap alhe sunnat Wal jamat or Sunni

    • @MK-ml1qd
      @MK-ml1qd 5 ปีที่แล้ว +1

      @M. M Kashyap
      Achha sawal hai sir...

    • @karimakhtarhussain522
      @karimakhtarhussain522 5 ปีที่แล้ว

      @M. M Kashyap bhai plzz ye number pe whats app ya call kijiye aapko bahot acchi tafseer se smjha diya jaega In sha Allah👉8788630407

    • @quraanwasunnath755
      @quraanwasunnath755 5 ปีที่แล้ว

      G M Qureshi Sahab aap firqaparasthi me itne maghlub ho gaiy ke quraan aur hadees per chalne waalon ki tazleel kar di Allah tala se maafi mangiey warna qayamath me pakad hogi

    • @SahidKhan-ns9pz
      @SahidKhan-ns9pz 5 ปีที่แล้ว

      +G M Qureshi bahi bade bade barelby molana musalman nahi he pagal kutte he apne mhu se kuch bi bhukdete or suchai se logo ko gumrha karte he

  • @nashirsheikh913
    @nashirsheikh913 3 ปีที่แล้ว

    Mallik Allah Pak ji Ne Apne mukam se makluk insaan feku or Irani ki harekat se makluk insaan Deobandi wahabi Ahlehadees Tablighi ko payeda Kiya ji matelab mallik Allah Pak ji Ne makluk insaan Deobandi wahabi Ahlehadees Tablighi ko payeda Kiya ji sunnate makluk insaan feku or Irani ke waseele se ji

  • @FirozKhan-bp2yi
    @FirozKhan-bp2yi 5 ปีที่แล้ว

    मुनाफिक पक्का मुनाफिक

    • @MK-ml1qd
      @MK-ml1qd 5 ปีที่แล้ว +1

      Kala HaGrat shiya tha

    • @abumohammad2156
      @abumohammad2156 5 ปีที่แล้ว

      اللہ مشرکوں کو ہدایت دے

  • @mohdzubairmohdzubair1722
    @mohdzubairmohdzubair1722 5 ปีที่แล้ว +5

    Masha allah

  • @drsajjad228
    @drsajjad228 5 ปีที่แล้ว +3

    Mash allah

  • @drsajjad228
    @drsajjad228 5 ปีที่แล้ว +3

    Mash allah

  • @azmatullah4534
    @azmatullah4534 5 ปีที่แล้ว

    Masha allah