Sir polity me repeat hota puri tarah se but history ka section kaha se puchta hai samjh nai aata keval modern samjh aata hai..geography me bhi ab naya jheel,jal prapat utha raha hai yehi 2 paper main hai baki to ho jaate hai lekin iske baad bhi pichle 2 saal se 2022 me 79.33 aur 2023 me 88 aaye ab samjh nai aata kaise 95 tak sahi karu..kripya maarg darshan kre
@@Gunja863 current affairs aap kitna bhi Acha kr le 40 ya 35 me se 25 se lekar 30 questions se upar nai ja sakti..maine pichli bar current me 29 questions sahi kiye the aur 5 galat kiye the..aap ko 90 questions sahi karna hai to traditional subjects ko lekar chalna hoga..aap current k liye kya padhti ho
Na to YCT Pyq me mile..na hi Latest Ghatnachakra me mile apke btaye question.????
Please wait.।।।
Bilkul shi bat , Maine bhi milaya nhi mile .
Thank You sir aap apna 10 min video session pls continue rkhiye and Pls Aise hi PYQ ka margdarsan krate rhe
English mai v questions dikhy plz
Thank u sir
Guru ji bs margdarshn krte rhiye rasta apne aap bn jata hae❤
Thanks
Please share the video
Maan gye sir, Maan gye sir aapko, Lajawab efforts hai aapke.❤
Thank you. 😊
🙂🙂🙂🙂🙂
Sir polity me repeat hota puri tarah se but history ka section kaha se puchta hai samjh nai aata keval modern samjh aata hai..geography me bhi ab naya jheel,jal prapat utha raha hai yehi 2 paper main hai baki to ho jaate hai lekin iske baad bhi pichle 2 saal se 2022 me 79.33 aur 2023 me 88 aaye ab samjh nai aata kaise 95 tak sahi karu..kripya maarg darshan kre
अगला वीडियो आपकी समस्या को लेकर ही बनाऊंगा
@@Theupscstudyofficial ek cheez aur sir jo iss baar r.o me science pucha tha ek bar usko bhi spast kr dijiyega 🙏
@@Gunja863 current affairs aap kitna bhi Acha kr le 40 ya 35 me se 25 se lekar 30 questions se upar nai ja sakti..maine pichli bar current me 29 questions sahi kiye the aur 5 galat kiye the..aap ko 90 questions sahi karna hai to traditional subjects ko lekar chalna hoga..aap current k liye kya padhti ho
@@VivekSingh-gf6mv telegram pr ho aap ???
@@VivekSingh-gf6mv dm me
Kitne questions aaye