Beat the Heat with Sattu Ka Sharbat

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 10 ก.ย. 2024
  • Beat the Heat with Sattu Ka Sharbat#Shattu ka Sharbat jo Garami me De Thandak Ka Ahsas#tasty sattu ka Sharbat #chana sattu sharbat #sattu drinkrecipe #desi chana sattu ghol#namkin sattu ka Sharbat #Desi chana sattu #cooking with swad and sehat sath-sath @kiranshrivastava2938#sattu ka bahut hi sehatmand sharbat garmi me thandhak ka ahsas pahuchaye @made chana sattu ka Sharbat #cooking with swad and sehat sath-sath @kiranshrivadtava2938@villagefoodchannelOfficial@villagecookingchannel@nishamadhulika @sanjeevkapoorkhazana@BristiHomeKitchen@RakshakiRasoi1@foodandflavor silpi@cookwithparul @kiranshrivastava2938 #upload video, subscribe reels
    Chana sattu ka Sarbat banane ka samagri--
    1,chana sattu -200gm
    2, kala namak -swad ke anusar
    3,,bhuna jeera or bhuna ajwain powder
    4,bhuna badam chote tukre kiye 4spoon
    5, neembu -2
    6, pudina ptta-10
    7,pani-4,5 glass
    8.piyaj barik kata -1
    banane ka bidhi --
    bare bowl me sattu ko dalkar Thora -thora Pani dalkar gholna hai,yek bar pura Pani dalne se guthliyan ban jayegi,jab achhe se ghol ban jaye pura jitna sharbat banana hai mila lenge uske bad kalanamak swad ke anusar, jeera or ajwain powder -1 spoon,barik kate piyaj or 2.nimbu ka ras.pudina ka patta Thora chhote tukre kiye huye sabhi ko sharbat me mila lenge phir gilas me dal lena hai or upar se badam ke tukare dal denge.Thora pudina patta or nibu ke patle tukre gilash ke uppar laga.denge ab healthy and tasty sattu ka Sarbat taiyar hai.
    • Irresistible Dish: Bin...

ความคิดเห็น • 3

  • @narendrakumarshrivastava5989
    @narendrakumarshrivastava5989 4 หลายเดือนก่อน +1

    Sattu ka sarbat is very beneficial in summer season. It protect from heat wave. It is very popular in Bihar and Jharkhand.

  • @BubbleBerryKitchen
    @BubbleBerryKitchen 4 หลายเดือนก่อน +1

    Tasty and healthy recipe I am new subscribe