Sir mere papa ki death 2017 me brain tumor hui thi Mere ko nhi pata tha policy ke baare me ab pata chala hai lekin policy ab matured ho gayi hai 2022 me to kya hme claim ka paisa ab milega Ya sirf bonus milega
Maturity year 2022 Death year 2017 Aise me death claim file karna tha... Death claim within the 90days of death nominee ko file karna hota hai..... Ab vo time period bhi over ho chuka..hai.... Aur Maturity claim karne ke liye Policy holder/life assured ka hona jaruri hi hota hai with original policy bond... Ab apke paas ek option hai kisi full time experienced LIC agent se contact kare ya fir aap seedha jis branch se policy issue ki gayi thi (uska address policy bond me likha hua raheta hai) waha visit kare aap .
Sir, my father had purchased a life insurance in 2005 but due to some financial reasons he couldn't give installment after 2016, and my father died in 2018. And our LIC agent decline to do death claim.Can we apply for death claims??? Sir please reply
Aise case me insurance company thoda time leti hai policy ki details check karti hai investigate karti hai to thoda time lag jata hai.... exactly insurance company hi apko inform kar sakti hai iske bare me.. Wese 72 working hours to 30 plus days Tak bhi lag jate hai..
Sir mere father ki lic policy me sister ka naam childhood naam h claim nhi ho pa rha h death claim 5 year ho gya h 1 me mother thi uska ho gya lekin sister ka nhi ho parha h plz help kardo kaise hoga
Sir mera ak ristedar bo lagata 4sal tak lagatar insurance ke paisa jama keye or 5 kiste nehi vare or useke bich me accident me mot hogaye hai.key lic ka death claim ka paisa melega.
Iske bare me us insurance company ka koi agent (full time) agar apke contact me ho toh vo apko bata skta hai ....ya insurance company khud support kre.... Kyoki Kai baar Aisa hota hai ki hum kuchh aur bataye aur vo kuchh aur maang le ....
Claim TB hi milta hai jb aap formalities complete karte hai uske Bina claim nahi mil skta.. Apke aas paas koi na koi LIC agent hoga hi...unki help le aap kyoki apko help lagegi apke case me.. Bhagwan apke pujya pita ji ko apke sharan de 🙏
Sir, Mr. Shiva का Simple सवाल है .. उनके पापा की death के 4 साल बाद बॉन्ड पेपर मिला, तो क्या वह अब claim कर सकते हैं..? या claim करने की भी कोई समय-सीमा हैं..?? यही वह जानना चाहते हैं.
Shree Hari 🙏 apke pita ji apni charn sharn de 🙏 aur apko ek swasth jeevan de 🙏 * Time limit hoti hai ....date of death se within 90 to 180 days... * Lekin aap near by branch visit kar ke ye kahe sakte hai ki Hume pata hi nahi ki unki koi policy bhi hai, jb Ghar safayi kar rahe toh Hume ye policy bond Mila, Hum formalities complete kar skte hai... To kya pata koi rasta nikal aye aise me....
Policy bond is must... If original policy bond is missing then duplicate copy of policy bond can be asked to insurance company by making a request with first premium receipt & latest premium receipt.
Han chal skta hai lekin aise me agar possible ho ki aap unko branch le ja skte ho?? Ya fir LIC ka advisor ho? Kya Koi development officer ho Agar unko process me involve kr lenge to sare kaam asani se ho jayenge
Sir mere papa ko cancer hua 2 years Pehle, and policy 17 year's ki thi, abhi 15th premium chal rha tha to kya paise milenge? Bcs agent abhi bol raha hai k cancer main paise nhi milte And if i took any loan on policy woh maaf hota hai ya amount se cut hota hai Please reply Need your help
I am sorry for your loss 🙏 Paramita Parmeshwar apke Bhai ko apni sharan de 🙏🙏 Apke question ka answer policy bond me hai.. Agar aap read kare to apko pata chalegaa.. Agar death kisi bhi aisi wajah se Hui jo ki pahle se thi aur policy lete time policy form me mention nahi ki gayi to claim nahi milega, Agar death kisi aisi wajah se Hui hai jo policy bond me likhit sharton ke khilaf hai toh bhi death claim nahi milega, Baki normal condition me claim toh milta hi hai.. Aur kisi kisi plan me ye term hoti hai ki agar within 1 year me death hoti hai toh Kam se kam Total Paid Annualized Premiums ka 105% toh milta hi hai....
Reason kya diya claim reject karne ka?? Agar aapko lagta hai wrong reason se claim reject Kiya hai toh aap Grievance team ko contact kare insurance company ki...fir wait 7 days agar 7 days me apko sahi answer ya response nahi milta hai toh bima Lokpal (IRDAI ki website se) ko contact kar skte hai....
Han agar direct plan insurance company se liye hoga toh .. Kyoki 3rd party me through agar lete hai toh jyadatar 90days ya 60 days ka waiting period hota hai.. Aur vo policy bond me likha raheta hai... Aap check kre.. Agar Term Plan tha to fir claim mil jayega..
Death sabhi under cover hai but kuchh base exclusions hote hai jinke bare me policy bond sample copy me bhi likha rahe tha hai .. Channel par already video hai.. Baki agar "YouTheReal Life insurance exclusions " ya "life insurance exclusions YouTheReal" search karenge toh apko video mil jayegi m
Ye btaye aap , LIC ka sara premium bharane ke baad yadi maturity date se 20 days pahale inshan ki mrityu ho jaati hai to kya mature amount milega ya basic amount plz btane ka kasht karian 🙏
@YouTheReal nhi hai actually 34 thousands ka tha total premium aur maturity hone per 68thousands withdrawal krne ke liye letter agya tha lekin 20 days baad mature hota uske pahale hi death ho gyi to claim krne per sirf 34 thousands hi mile hain
Agar term plan hai to mil sakta hai... Mode of premium yearly hai aur term plan nahi hai aur plan lete time medical examination/test hue the jisse medical health status declare kar ke hi plan liya tha toh bhi claim mil skta hai..... Aur early death claim me approve hone thoda time jata hai... Aur agar pre existing dease ke chalte death hui hai toh claim nahi milta hai...
(¹) Read Policy bond death claim section, (²) Khud ek dum formality complete naa kare LIC ke customer care hai jiski details policy bond me hai unse baat kare guidence ko follow kare, Khud se direct krne se kuchh na kuchh rahe hi jata hai... Kyoki insurance company khud se query karti hai apko un query ke answer karne hi hote hai...
Nominee ko death claim nahi milta hai ... Policy holder (life assured)/ bima dharak ki death par claim milta hai... Nominee ko death par nominee change Kiya jata hai...
@@YouTheReal kya policy surrender ya terminate ki jaa sakti he, mere case me nominee has expired. Mujhe aage ke premium bharne nahi jamega. Mai policy holder hun
I am sorry for your loss 🙏 Bhagwan unko apne Shree charno me isthan de 🙏🙏 Ji aap Aisa kar skate hai ..... iske liye apko insurance company se direct contact karna chahiye
Sabse pahle direct insurance company se puchho ki kya query hai... kyo itna delay kar rahe hai... Grievance team ko contact Karo... Aur direct insurance company ke head office ko contact karna Agar fir bhi sahi solution na mile toh aap IRDAI ki website par visit kar ke unki grievance team ko contact karna... Agar yaha bhi apko satisfactory solution na mile toh aap Bima lokpal ko bhi contact kar sakte hai
Aap insurance company se regular communicate kare....aur agar insurance company satisfy reply na mile to Grievance team se contact karna grievance team ki contact details policy bond me aur insurance company ki website par raheti hai..
Sar mere fufa ji ki policy mature ho gaya hai maine sari instalment pay kia hai lockdown wali nahi kari thi lockdown ke bad usko bii kar di fufa ji ki death ho gyai HAII to claim nahi mil raha hai iska koi solution hai kya mujhko paisa milega ya nahi milega
Fufa ji ki policy me agar aap nominee hai toh hi apko claim milega... Death Claim sirf Nominee ko hi milta hai ... Aur death claim death within 90 days file karna hi hota hai..
Original policy bond chahiye hi hoga... Aur aap claim kar sakte hai... Lekin jo time limit hoti hai vo death ke baad ke maximum 90 days Tak ki hoti hai...ki death 90 days baad aap claim kar sakte hai.... Ab apko pata chala hai policy ke bare me to aap jarur claim file kare....jo reason ho late claim file karne usko ek application me likh kar bata dena.... Aur reason aisa hona chahiye jo poori family har ek mamber ki Nazar me... Kahi agar investigation hui aur normally puchh liya kisi bhi family member se reason wahi ho jo likha ho...matlab genuine...
@@YouTheReal डेट सच मे हुई है बिजली से करंट लगने से डेट हुई थी उनको बीमा के बारे मे मालूम नहीं था कि बीमा किये है घर के सभी लोग अनपढ़ है कुछ काग़ज़ खोजते टाइम पता चला कि वो Lic मे बीमा किए है बाद मे एक अदमी को दिए Lic ब्रांच मे ले जाकर चेक करवाने के लिए वो ग़ायब कर दिया रसीद का फ़ोटो कापी है
@@YouTheReal डेट सच मे हुई है बिजली से करंट लगने से डेट हुई थी उनको बीमा के बारे मे मालूम नहीं था कि बीमा किये है घर के सभी लोग अनपढ़ है कुछ काग़ज़ खोजते टाइम पता चला कि वो Lic मे बीमा किए है बाद मे एक अदमी को दिए Lic ब्रांच मे ले जाकर चेक करवाने के लिए वो ग़ायब कर दिया रसीद का फ़ोटो कापी है
Sir mera papa ka death hua gai policy ke 3yrs ke andar early death claim mai ne sara documents branch ko diya hu or abhi lagbag 4 month complete hua hai lekin abhi tak claim payment nhi mila
Aap insurance company ke sath proper communication me rahe aur apne email check karte rahe kyoki bahut baar aisa hota hai e-mail par insurance company query karti hai aur claim karne wale individual ko pata hi nahi hota hai jisse claim process ruk jata hai.... Online policy number se insurance company ki website par claim status bhi check kar sakte hai....aur direct insurance company ko contact kar ke puchhete rahe.....
Agar plan lete time insurance policy form me health medical history and life style habits ke answers honest nahi diye gaye aur un reasons ki wajah se death ho jati hai toh koi bhi insurance company ho claim me bahut dikkat aati hai aur ho sakta hai Mile bhi na... Baki normally claim approved hota hai
सर मेरे भाई का एक्सीडेंट हुआ था 3 अप्रैल 2022 को अभी तक डेथ का क्लेम नहीं मिला है कितना प्रक्रिया टाइमिंग है सर यह बताएं 1 साल से ऊपर हो गया अर्जेंट बार बार आकर पैसे ले जाता है और अभी मिलेगा अभी मिलेगा करके 1 साल से ऊपर
@@YouTheReal सर कभी यह डॉक्यूमेंट नहीं है कभी वह डॉक्यूमेंट नहीं है कभी बताता है 1 महीने में मिल जाएगा कभी बताता है 3 महीने में मिलेगा कोई फिक्स टाइमिंग बता नहीं रहे
Seedha aap apna policy bond read kare fir nearby branch visit kare.... kyoki policy bond ko read karne se apko pata chal jayega ki ab tak jo Kiya Gaya hai vo kitna sahi hai.....fir aap branch visit kar ke seedha pata kar payenge....agar agent se nahi baat ban paa rahi hai apke anusar toh...
Sir mere grandfather ka lic tha and he passed in 1976 ke around.mujhe ab jake unka ek receipt Mila hai 1972 ka jo paisa jama krte the .kya wo money claim kr skte hai?
Bhagwan apke pujiya pita ji ko apne shreecharno me istha de 🙏🏼 om shanti 🙏🏼 💐 🙏🏼 policy bond me death claim section aap read kro usse apko pata chal jayega ki kya kya document ka need hai.... Aur uske baad jo document ka details policy bond me death claim section me diya gaya hai vo sab collect Karo aur insurance company ki support team se contact karo licindia.in/phone-help-line ...wese agar koi full time lic agent se aap contact kre to easily sab kaam ho jaayega... Nahi customer support team bhi apko guide karti hai....
*Sir आप कुछ help करेगे* Son दलपत सिंह Mother कृष्णा कंवर 2 इंश्योरेंस policy (LIC),, कृष्णा कंवर जी के नाम पर बिना nominee किए 2022 में expire हो गए,,,, पीछे बचे है सिर्फ Son (Dalpat Singh) अभी क्लेम जब भेजा तो रिप्लाई आया की "हमें सक्षम न्यायालय से उतराधिकार प्रमाण पत्र की आवश्यकता है जिसमे उपरोक्त पॉलिसी का उल्लेख हो" *अब बताए मुझे क्या करना चाहिए*
Sir Death claim form में मृत्यु स्थान hospital लिखे हैं लेकीन death certificate में mistake से मृत्यु स्थान गांव लिखाया हुआ है । Lic bond paper ke sath सभी documents ko 29 may को submit कर दिए हैं । इस से कोई परेशानी तो नहीं होगी ?🙏🙏🙏🙏🙏🙏
"Death of Place me mistake" Ye doubtful bana dega ise.... Lic advisor ki help li thi ya khud se kiya?? Lic advisor ki help li hogi fir toh vo dekh lenge.... Nahi toh branch visit kar ke waha seedha branch manager se mile aur unko inform kare...
Agent se puchhon ki ye mistake apke hote hue kese Hui?? Ab agar Claim me dikkat ayi to main apko pakdunga... Aur contact me raho... Nahi to seedha branch jaye
Sir mere paas thoda confuse wala question hai agar ho sake to reply de dena Mera sawal ye hai ki mera jou mousa the unka pehela jo wife the woh mar chuke hain unka 3 beti the and uske baad or ek shadi hua jo ki mere mousi se hui uske baad mera mousa ka death hogaya corona lekin unka lic mein ek policy tha and usme nomineee mere mousi hin hai lekin unka pehele wife ka beti ne case karke claim rukwa diya phir 2 saal bad case solve hua abhi claim kiye hai to kitne dino lag sakta hai?agar time hoga to sir reply de dena plz help hojayega
Claim 7 days to 90 days main mil jata Ye time frame itna isliye ki as per cases insurance company investigation karti hai uske baad hi approve krti hai case.. Kisi kisi case me within 48 hours to 72 hours me bhi claim approved hue hai....
Sir my father and mother expired. I am nominee in father lic policy. My father was central government employee. I claim only pension lic. I will get pension monthly. But I have no witness. . My relatives don't go to lic office . What I do. I don't claim lic policy full amount . I claim only pension monthly. Is there compulsory witness. Please reply . What should I do. Please help
Ab to lic ka customer care number bhi hai jo inki website par hai aap uske through pata kar skte hai... Nahi to inki hi website par death claim check karne ka Link hai uske through bhi aap check kar skte hai... Nahi to apne apne lic advisor se bhi contact kar skte hai.. Is tarah aap pata kar skte hai..
Sir mere father ki lic thi jiska two premium jama nahi tha unki death ho gayi aur lic agent bol raha h ki lic ek month pehale close ho gayi to kya death claim milega ki nahi. Sir please reply 🙏
Agar 2 saal se premium nahi pay Kiya Gaya tha to aise policy in-force nahi rahi to complete death claim nahi mil sakta .. Aap policy bond check karo agar policy bond me paid-up policy benefits / reduced paid-up benefits / paid-up value Inme se koi bhi ek heading hai toh usko read Karo uske according death Claim milega... Aur uske liye apko khud insurance company ki nearby branch visit kar ke batana hoga ki paid-up policy benefits isme hai toh aap kyo nahi de rahe hai.... Aur agent ko sath le jana... Agar Paid-up Policy benefits/reduced paid-up policy/paid-up value Inme se koi heading policy bond me nahi hai toh death claim nahi milega...
सर, मेरी माता जी ने सन् 2011 जनवरी में LIC NEW BIMA GOLD पॉलिसी कराई थी, पॉलिसी करते वक्त एजेंट ने Date of Birth 3 साल कम लिख दी | Original D.O.B. in Aadhar / 10th Marksheet : 04/11/1971 , Policy Bond D.O.B. : 09/11/1974 जून 2022 में पॉलिसी लेने के 12.5 साल बाद मेरी माता जी का देहांत हो गया है, अब मुझे Death Claim लेना है और मेरे पास माता जी का death certificate भी उपलब्ध है | क्या different date of birth के कारण claim प्रक्रिया में कोई बाधा आयेगी? और अगर आयेगी तो उसे कैसे दूर किया जाए । कृपया मदद करें।
Aap kisi se kuchh mat puchho social media par to bikul nahi... Sidha LIC branch jaye... Kyoki aise case Branch hi sahi solution de sakti hai...aur koi nahi..
Very very nice video sir ❤❤
Glad to know that you find it worth watch...
All credit goes to viewers queries 🙏🏼
Stay connected for more useful informative videos.
Thank you 🙏
Knowledgeable Video
Credits goes to all viewers questions 🙏
Glad to know you find it useful
Very useful video....
All credit goes to our viewers,
Glad to know you find it worth watch..
Sir mere papa ki death 2017 me brain tumor hui thi
Mere ko nhi pata tha policy ke baare me ab pata chala hai lekin policy ab matured ho gayi hai 2022 me to kya hme claim ka paisa ab milega
Ya sirf bonus milega
Maturity year 2022
Death year 2017
Aise me death claim file karna tha...
Death claim within the 90days of death nominee ko file karna hota hai.....
Ab vo time period bhi over ho chuka..hai....
Aur Maturity claim karne ke liye Policy holder/life assured ka hona jaruri hi hota hai with original policy bond...
Ab apke paas ek option hai kisi full time experienced LIC agent se contact kare ya fir aap seedha jis branch se policy issue ki gayi thi (uska address policy bond me likha hua raheta hai) waha visit kare aap
.
Thanks sir
Your welcome 🙏🏼
Sir agr kisi lic krwaya hai or 3 sal tk uski kist jma kiya h bs 1 kist jma nhi ki gyi or us vyakti ki death ho gyi to kya claim ka paise milega
Agar policy ka status "In-Force" hai toh jarur milega
Sir, my father had purchased a life insurance in 2005 but due to some financial reasons he couldn't give installment after 2016, and my father died in 2018.
And our LIC agent decline to do death claim.Can we apply for death claims???
Sir please reply
Aap bas 2 Simple steps le...
1st Policy bond Read kare
2nd fir point to point direct insurance company ko branch Jaa kar visit kar ke baat kare....
Is 6 month the maximum time it will take to get the claim?
Agree
Hello sir non early death claim me kitna time lagta hai
Death claim process complete hone me hi 3 days to upto 30 days Tak lag sakte hai....
@@YouTheReal sir jese 2 kist bharne ke bad deth ho jati to kya clim kr skte h
Sir why not getting money after applying for after 3 months
You should ask to insurance company what more formalities they want to fulfill??
Sir mere papa ka cancer se death hua tha ab Early claim kob milega
Aise case me insurance company thoda time leti hai policy ki details check karti hai investigate karti hai to thoda time lag jata hai.... exactly insurance company hi apko inform kar sakti hai iske bare me..
Wese 72 working hours to 30 plus days Tak bhi lag jate hai..
Sir mere father ki lic policy me sister ka naam childhood naam h claim nhi ho pa rha h death claim 5 year ho gya h 1 me mother thi uska ho gya lekin sister ka nhi ho parha h plz help kardo kaise hoga
Insurance company jo jo query kare use complete Karo aur full time lic advisor ki help lo apne nearby....yaha se nahi hoga kuchh bhi...
Sir kewal 4 kist hi jama hua h kya death' claim milega
On time claim process complete kare with all required documents.... Bilkul as plan jo bhi claim amount hoga vo milega
Nominee death hua hai meri maa. Aab Bank ka logo aara tha. Kiya Bank se aadmi aata hai. Docomec dekh ne ke liye .plz sir bataye
Nominee ki death Hui hai??
To nominee Change ho Jayega...
Sir mera ak ristedar bo lagata 4sal tak lagatar insurance ke paisa jama keye or 5 kiste nehi vare or useke bich me accident me mot hogaye hai.key lic ka death claim ka paisa melega.
Agar policy bond me Reduced paid-up policy benefits hai toh jarur milegi... Kyoki 4 years lagataar pay Kiya Gaya hai premium
Bhai death certificate par marne wale ka surname nhi hai. Toh koi problem toh nhi hogi ...aaadhar no. Bhi nhi mention kiya toh koi samsya toh nhi hog...
Complete name hona chahiye jo insurance policy ke bond par hai..
@@YouTheReal affidavit se kaam nhi chalega kya?
Iske bare me us insurance company ka koi agent (full time) agar apke contact me ho toh vo apko bata skta hai ....ya insurance company khud support kre....
Kyoki Kai baar Aisa hota hai ki hum kuchh aur bataye aur vo kuchh aur maang le ....
@@YouTheReal ji thanks sir
Your welcome ji 🙏
Sir mere papa ki deth huye 4 saal ho gye ..uska lic policy ka pepar mughe ab mila hai kya uska paisa milega
Claim TB hi milta hai jb aap formalities complete karte hai uske Bina claim nahi mil skta..
Apke aas paas koi na koi LIC agent hoga hi...unki help le aap kyoki apko help lagegi apke case me..
Bhagwan apke pujya pita ji ko apke sharan de 🙏
Sir,
Mr. Shiva का Simple सवाल है ..
उनके पापा की death के 4 साल बाद बॉन्ड पेपर मिला,
तो क्या वह अब claim कर सकते हैं..? या claim करने की भी कोई समय-सीमा हैं..??
यही वह जानना चाहते हैं.
Shree Hari 🙏 apke pita ji apni charn sharn de 🙏 aur apko ek swasth jeevan de 🙏
* Time limit hoti hai ....date of death se within 90 to 180 days...
* Lekin aap near by branch visit kar ke ye kahe sakte hai ki Hume pata hi nahi ki unki koi policy bhi hai, jb Ghar safayi kar rahe toh Hume ye policy bond Mila,
Hum formalities complete kar skte hai...
To kya pata koi rasta nikal aye aise me....
any alternative of policy bond
Policy bond is must...
If original policy bond is missing then duplicate copy of policy bond can be asked to insurance company by making a request with first premium receipt & latest premium receipt.
Yes
Meri mother signature nhi kr paa rhi h thumb impression chl skta h.??????
Han chal skta hai lekin aise me agar possible ho ki aap unko branch le ja skte ho??
Ya fir LIC ka advisor ho?
Kya Koi development officer ho
Agar unko process me involve kr lenge to sare kaam asani se ho jayenge
Sir mere papa ko cancer hua 2 years Pehle, and policy 17 year's ki thi, abhi 15th premium chal rha tha to kya paise milenge? Bcs agent abhi bol raha hai k cancer main paise nhi milte
And if i took any loan on policy woh maaf hota hai ya amount se cut hota hai
Please reply
Need your help
Loan maaf nahi hota hai....
Plan kon sa hai?
I pray to God for your father speedy recovery 🙏🏻
sir mere bhai n 15/11/22 ko lic ki 02 policy purchase ki, 10/07/23 m us ki death ho gyi claim milega ya nhi, LIc baale kh rhe h nhi milega,plz tell
I am sorry for your loss 🙏
Paramita Parmeshwar apke Bhai ko apni sharan de 🙏🙏
Apke question ka answer policy bond me hai..
Agar aap read kare to apko pata chalegaa..
Agar death kisi bhi aisi wajah se Hui jo ki pahle se thi aur policy lete time policy form me mention nahi ki gayi to claim nahi milega,
Agar death kisi aisi wajah se Hui hai jo policy bond me likhit sharton ke khilaf hai toh bhi death claim nahi milega,
Baki normal condition me claim toh milta hi hai..
Aur kisi kisi plan me ye term hoti hai ki agar within 1 year me death hoti hai toh Kam se kam Total Paid Annualized Premiums ka 105% toh milta hi hai....
Apko milega
Sir mera papa ko sasa ki problem hai magra ab unki death ho magar claim reject kar diya hai
Reason kya diya claim reject karne ka??
Agar aapko lagta hai wrong reason se claim reject Kiya hai toh aap Grievance team ko contact kare insurance company ki...fir wait 7 days agar 7 days me apko sahi answer ya response nahi milta hai toh bima Lokpal (IRDAI ki website se) ko contact kar skte hai....
Hlo sir humne apne papa ka bima kara tha bima karne ke 1 mahine baad hi unki death ho gyi kiya Hume claim milge
Han agar direct plan insurance company se liye hoga toh ..
Kyoki 3rd party me through agar lete hai toh jyadatar 90days ya 60 days ka waiting period hota hai..
Aur vo policy bond me likha raheta hai...
Aap check kre..
Agar Term Plan tha to fir claim mil jayega..
Kon si conditions ki death mai claim mil skta hai
Death sabhi under cover hai but kuchh base exclusions hote hai jinke bare me policy bond sample copy me bhi likha rahe tha hai ..
Channel par already video hai..
Baki agar "YouTheReal Life insurance exclusions " ya "life insurance exclusions YouTheReal" search karenge toh apko video mil jayegi m
Ye btaye aap , LIC ka sara premium bharane ke baad yadi maturity date se 20 days pahale inshan ki mrityu ho jaati hai to kya mature amount milega ya basic amount plz btane ka kasht karian 🙏
Death Benefit milega...
Death Benefit aise me maturity benefit se jayada hi hoga...
Jahan tak mujhe jankari hai....
@YouTheReal nhi hai actually 34 thousands ka tha total premium aur maturity hone per 68thousands withdrawal krne ke liye letter agya tha lekin 20 days baad mature hota uske pahale hi death ho gyi to claim krne per sirf 34 thousands hi mile hain
Kon sa plan hai ???
Plan ka naam batao aap....
@YouTheReal Jeevan Sathi
Sir agar policy ki ek preemiyam bharne k 6 manth baad agar deth ho jaye to kya pura benifits melega ya ni
Ni milega
Agar term plan hai to mil sakta hai...
Mode of premium yearly hai aur term plan nahi hai aur plan lete time medical examination/test hue the jisse medical health status declare kar ke hi plan liya tha toh bhi claim mil skta hai.....
Aur early death claim me approve hone thoda time jata hai...
Aur agar pre existing dease ke chalte death hui hai toh claim nahi milta hai...
Tech term aajkal online aa raha toh online kaise claim krte h
(¹) Read Policy bond death claim section,
(²) Khud ek dum formality complete naa kare LIC ke customer care hai jiski details policy bond me hai unse baat kare guidence ko follow kare,
Khud se direct krne se kuchh na kuchh rahe hi jata hai...
Kyoki insurance company khud se query karti hai apko un query ke answer karne hi hote hai...
Sir death claim jama karne ke baad
Kya post office se koi letter aata hai kya.. please reply
Document submit krte hi ek reciving slip toh milti hai....ya ek msg aa jata hai.....
Sir agar nominee expire ho jata he, to policy holder policy amount claim kar sakta he. Kya procedure hoga pls batayein
Nominee ko death claim nahi milta hai ...
Policy holder (life assured)/ bima dharak ki death par claim milta hai...
Nominee ko death par nominee change Kiya jata hai...
@@YouTheReal kya policy surrender ya terminate ki jaa sakti he, mere case me nominee has expired. Mujhe aage ke premium bharne nahi jamega. Mai policy holder hun
I am sorry for your loss 🙏
Bhagwan unko apne Shree charno me isthan de 🙏🙏
Ji aap Aisa kar skate hai ..... iske liye apko insurance company se direct contact karna chahiye
Sir agar lic policy hm ek saal ka hi jama kiye h or death ho jay 1 saal k ander hi to nomnni wala ko milega k nhi milega please help me
Claim Milega.
@@YouTheReal kitna tk milega , 2 lakh ka h to
Ye to apke policy bond me likha hua hoga aap read kare apne policy bond ko..
@@YouTheReal agent boal raha h l bond pr likh kr nhi deta h k kitna dega
Aap read karo to sahi....
Usme "Death Benefit" Heading hogi
Aap read karo...
Har ek policy ke policy bond par likha hota hai...
no calls pls actually i am looking forwad /matter on world muslma lic . after this I will attend all calls
*We(YouTheReal)* *don't work for any insurance company*
Do your own work related to that issue....
Arlee claim Ki file Mene sambit Ki hui h Abhi tak koi information NHi hui 6 mhine hoge Kya Karna chiye sir help me please
Sabse pahle direct insurance company se puchho ki kya query hai... kyo itna delay kar rahe hai...
Grievance team ko contact Karo...
Aur direct insurance company ke head office ko contact karna
Agar fir bhi sahi solution na mile toh aap IRDAI ki website par visit kar ke unki grievance team ko contact karna...
Agar yaha bhi apko satisfactory solution na mile toh aap
Bima lokpal ko bhi contact kar sakte hai
Sir mere Dad ki policy thi mgr usmai pending 2 saal primium tha .. Unki death hui .. Jo hunne paise bhare hai kya aj wo hum le skte hai
Policy bond ko read kare agar usme Paid-up Policy Benefit diye hue hai toh aisa kar skte hai....
Sir deth k kitna din bad Paisa milta hai meri ma ki deth 5 month hogaya abhi tak prosesimay hai abhi tak Paisa nahi diya
Aap insurance company se regular communicate kare....aur agar insurance company satisfy reply na mile to Grievance team se contact karna grievance team ki contact details policy bond me aur insurance company ki website par raheti hai..
Sar mere fufa ji ki policy mature ho gaya hai maine sari instalment pay kia hai lockdown wali nahi kari thi lockdown ke bad usko bii kar di fufa ji ki death ho gyai HAII to claim nahi mil raha hai iska koi solution hai kya mujhko paisa milega ya nahi milega
Fufa ji ki policy me agar aap nominee hai toh hi apko claim milega...
Death Claim sirf Nominee ko hi milta hai ...
Aur death claim death within 90 days file karna hi hota hai..
Murder case me claim milta hai ya nahi
After complete investigation (insurance company + Police) mil jata hai...agar Gangwar nahi hai toh...
सर मेरे साले का 2020मे डेट हुआ था लेकिन अभी तक क्लेम नहीं किया गया है क्या अभी क्लेम कर सकते है लेकिन ओरिजनल रसीद नहीं है
क्या अभी क्लेम कर सकते है
Original policy bond chahiye hi hoga...
Aur aap claim kar sakte hai...
Lekin jo time limit hoti hai vo death ke baad ke maximum 90 days Tak ki hoti hai...ki death 90 days baad aap claim kar sakte hai....
Ab apko pata chala hai policy ke bare me to aap jarur claim file kare....jo reason ho late claim file karne usko ek application me likh kar bata dena....
Aur reason aisa hona chahiye jo poori family har ek mamber ki Nazar me...
Kahi agar investigation hui aur normally puchh liya kisi bhi family member se reason wahi ho jo likha ho...matlab genuine...
@@YouTheReal डेट सच मे हुई है बिजली से करंट लगने से डेट हुई थी
उनको बीमा के बारे मे मालूम नहीं था कि बीमा किये है घर के सभी लोग अनपढ़ है कुछ काग़ज़ खोजते टाइम पता चला कि वो Lic मे बीमा किए है बाद मे एक अदमी को दिए Lic ब्रांच मे ले जाकर चेक करवाने के लिए वो ग़ायब कर दिया
रसीद का फ़ोटो कापी है
@@YouTheReal sir app ka number mil sakta hii
@@YouTheReal डेट सच मे हुई है बिजली से करंट लगने से डेट हुई थी
उनको बीमा के बारे मे मालूम नहीं था कि बीमा किये है घर के सभी लोग अनपढ़ है कुछ काग़ज़ खोजते टाइम पता चला कि वो Lic मे बीमा किए है बाद मे एक अदमी को दिए Lic ब्रांच मे ले जाकर चेक करवाने के लिए वो ग़ायब कर दिया
रसीद का फ़ोटो कापी है
Sir mera papa ka death hua gai policy ke 3yrs ke andar early death claim mai ne sara documents branch ko diya hu or abhi lagbag 4 month complete hua hai lekin abhi tak claim payment nhi mila
Aap insurance company ke sath proper communication me rahe aur apne email check karte rahe kyoki bahut baar aisa hota hai e-mail par insurance company query karti hai aur claim karne wale individual ko pata hi nahi hota hai jisse claim process ruk jata hai....
Online policy number se insurance company ki website par claim status bhi check kar sakte hai....aur direct insurance company ko contact kar ke puchhete rahe.....
Sir if agar 4 years ke baad death hoti hai tho.. Lic company Konse be reason ke vaja se death ho tho. Company clam pass karthi hai.. ,???
Agar plan lete time insurance policy form me health medical history and life style habits ke answers honest nahi diye gaye aur un reasons ki wajah se death ho jati hai toh koi bhi insurance company ho claim me bahut dikkat aati hai aur ho sakta hai Mile bhi na...
Baki normally claim approved hota hai
सर मेरे भाई का एक्सीडेंट हुआ था 3 अप्रैल 2022 को अभी तक डेथ का क्लेम नहीं मिला है कितना प्रक्रिया टाइमिंग है सर यह बताएं 1 साल से ऊपर हो गया अर्जेंट बार बार आकर पैसे ले जाता है और अभी मिलेगा अभी मिलेगा करके 1 साल से ऊपर
एजेंट पैसे किस चीज के लिए ले रहे है आप से???
आपको सीधा insurance company कि near by branch visit करना चाहिए
@@YouTheReal सर कभी यह डॉक्यूमेंट नहीं है कभी वह डॉक्यूमेंट नहीं है कभी बताता है 1 महीने में मिल जाएगा कभी बताता है 3 महीने में मिलेगा कोई फिक्स टाइमिंग बता नहीं रहे
Seedha aap apna policy bond read kare fir nearby branch visit kare.... kyoki policy bond ko read karne se apko pata chal jayega ki ab tak jo Kiya Gaya hai vo kitna sahi hai.....fir aap branch visit kar ke seedha pata kar payenge....agar agent se nahi baat ban paa rahi hai apke anusar toh...
Sir mere grandfather ka lic tha and he passed in 1976 ke around.mujhe ab jake unka ek receipt Mila hai 1972 ka jo paisa jama krte the .kya wo money claim kr skte hai?
Near by branch visit kare is case me to wahi apko sahi jaankari de skte hai...
Rare case hai apka
@@YouTheReal ok.thank you sir
Sir papa ke insurance tha PNB Bank me to kitne din ka time hota hi clam karne ka बतादे sir pleas
😢😢😢
Kisi tarah ke life insurance policy me from the date of death upto 90 days ka time hota hai claim karne ke liye...
Normally
Sar meri papa police khul ke 2year bad death hua he ab hamko peisa kis tarike se milega
Bhagwan apke pujiya pita ji ko apne shreecharno me istha de 🙏🏼 om shanti 🙏🏼 💐 🙏🏼
policy bond me death claim section aap read kro usse apko pata chal jayega ki kya kya document ka need hai....
Aur uske baad jo document ka details policy bond me death claim section me diya gaya hai vo sab collect Karo aur insurance company ki support team se contact karo
licindia.in/phone-help-line
...wese agar koi full time lic agent se aap contact kre to easily sab kaam ho jaayega...
Nahi customer support team bhi apko guide karti hai....
*Sir आप कुछ help करेगे*
Son दलपत सिंह
Mother कृष्णा कंवर
2 इंश्योरेंस policy (LIC),, कृष्णा कंवर जी के नाम पर
बिना nominee किए 2022 में expire हो गए,,,, पीछे बचे है सिर्फ Son (Dalpat Singh)
अभी क्लेम जब भेजा तो रिप्लाई आया की
"हमें सक्षम न्यायालय से उतराधिकार प्रमाण पत्र की आवश्यकता है जिसमे उपरोक्त पॉलिसी का उल्लेख हो"
*अब बताए मुझे क्या करना चाहिए*
Apko Full time lic agent ki help Leni chahiye apko claim mil sakta hai...
Good sr
Do share with Others too...
Thank you.
open title death claim kaise hoga
Mere papa ki early death ho gai sabhi document jama ho gai hai or investigation bhi Kare aaye the ab kab tak paise aa jayege
LIC ki policy hai to 30 din me aa hi jana chahiye... Mere anubhav ke anusar...
Aab early death claim ka time 5 saal ho gaya hai, Do u have information about it,?
Sir Death claim form में मृत्यु स्थान hospital लिखे हैं लेकीन death certificate में mistake से मृत्यु
स्थान गांव लिखाया हुआ है । Lic bond paper ke sath सभी documents ko 29 may को submit कर दिए हैं । इस से कोई परेशानी तो नहीं होगी ?🙏🙏🙏🙏🙏🙏
"Death of Place me mistake"
Ye doubtful bana dega ise....
Lic advisor ki help li thi ya khud se kiya??
Lic advisor ki help li hogi fir toh vo dekh lenge....
Nahi toh branch visit kar ke waha seedha branch manager se mile aur unko inform kare...
@@YouTheReallic agent ka help liye the
Q.1.death claim reject bhi ho skta hai kya?
Q2.- death claim ka Paisa kitna time ke baad milta hai ?
Q
Agent se puchhon ki ye mistake apke hote hue kese Hui??
Ab agar Claim me dikkat ayi to main apko pakdunga...
Aur contact me raho...
Nahi to seedha branch jaye
Sir mere paas thoda confuse wala question hai agar ho sake to reply de dena
Mera sawal ye hai ki mera jou mousa the unka pehela jo wife the woh mar chuke hain unka 3 beti the and uske baad or ek shadi hua jo ki mere mousi se hui uske baad mera mousa ka death hogaya corona lekin unka lic mein ek policy tha and usme nomineee mere mousi hin hai lekin unka pehele wife ka beti ne case karke claim rukwa diya phir 2 saal bad case solve hua abhi claim kiye hai to kitne dino lag sakta hai?agar time hoga to sir reply de dena plz help hojayega
Claim 7 days to 90 days main mil jata
Ye time frame itna isliye ki as per cases insurance company investigation karti hai uske baad hi approve krti hai case..
Kisi kisi case me within 48 hours to 72 hours me bhi claim approved hue hai....
Sir my father and mother expired. I am nominee in father lic policy. My father was central government employee. I claim only pension lic. I will get pension monthly. But I have no witness. . My relatives don't go to lic office . What I do. I don't claim lic policy full amount . I claim only pension monthly. Is there compulsory witness. Please reply . What should I do. Please help
Take the help of a lic advisor/agent if anyone is available near you...
And All information is required to complete the formalities
খুব ভালো লাগলো
English ya fir Hindi me likh sakte hai??
Bhai lic death claim ka status kaise dekhe
Ab to lic ka customer care number bhi hai jo inki website par hai aap uske through pata kar skte hai...
Nahi to inki hi website par death claim check karne ka Link hai uske through bhi aap check kar skte hai...
Nahi to apne apne lic advisor se bhi contact kar skte hai..
Is tarah aap pata kar skte hai..
Hlo Sir me claim ky hu abhi tk paisa nhi mila hai 20 days ho gya .kitna din tk me milta hai please Sir reply 🙏🙏🙏
20 days me aram se de deti hai Claim LIC...
Nahi mila hai to aap puchho Insurance Company se ki kis wajah se delay kar rahe hai...
Ok Sir thankyou reply dene ke liye 👍
All credit goes to your comment 🙏🏼
Sir mere father ki lic thi jiska two premium jama nahi tha unki death ho gayi aur lic agent bol raha h ki lic ek month pehale close ho gayi to kya death claim milega ki nahi.
Sir please reply 🙏
Agar 2 saal se premium nahi pay Kiya Gaya tha to aise policy in-force nahi rahi to complete death claim nahi mil sakta ..
Aap policy bond check karo agar policy bond me paid-up policy benefits / reduced paid-up benefits / paid-up value
Inme se koi bhi ek heading hai toh usko read Karo uske according death Claim milega... Aur uske liye apko khud insurance company ki nearby branch visit kar ke batana hoga ki paid-up policy benefits isme hai toh aap kyo nahi de rahe hai....
Aur agent ko sath le jana...
Agar Paid-up Policy benefits/reduced paid-up policy/paid-up value
Inme se koi heading policy bond me nahi hai toh death claim nahi milega...
सर, मेरी माता जी ने सन् 2011 जनवरी में LIC NEW BIMA GOLD पॉलिसी कराई थी, पॉलिसी करते वक्त एजेंट ने Date of Birth 3 साल कम लिख दी |
Original D.O.B. in Aadhar / 10th Marksheet : 04/11/1971 ,
Policy Bond D.O.B. : 09/11/1974
जून 2022 में पॉलिसी लेने के 12.5 साल बाद मेरी माता जी का देहांत हो गया है, अब मुझे Death Claim लेना है और मेरे पास माता जी का death certificate भी उपलब्ध है | क्या different date of birth के कारण claim प्रक्रिया में कोई बाधा आयेगी? और अगर आयेगी तो उसे कैसे दूर किया जाए । कृपया मदद करें।
Aap kisi se kuchh mat puchho social media par to bikul nahi... Sidha LIC branch jaye...
Kyoki aise case Branch hi sahi solution de sakti hai...aur koi nahi..
हर सांस के पीछे मैं मौ
Final destinations scenes matching
Abb tak kitne fatwa muslma ka lic ho gaya hai ???
I didn't get that
Hdfc bank ka banaye
th-cam.com/video/XE1xQupMPnc/w-d-xo.html
Ye video hdfc life insurance death claim se related hai
आपको इंश्योरेंस कंपनी का एडवोकेट होना चाहिए था
🙏
Plzzz sir
আপনার সঙ্গে কথা বলা যাবে কি
Hindi ya English me likh sakte hai aap??
@You The Real
He said that Can you talk to him? He was looking your assist.
Ab toh 4 months ho gaye.... Bhai ne khud nahi bataya...
Anyway Thank you for translation
@@YouTheReal hello sir non early death claim me kitna time lagta hai
Death claim process complete hone me hi 3 days to upto 30 days Tak lag sakte hai....
Pagal ho jayega admi
Chit