Sir Maine apni otr profile mein C/O wale column mein father s name nahi fill Kiya hai aur mere modify karne ke 6 attempt ho chuke hai ab modify nahi kar sakta otr no generate ho chuka hai Maine uppcs prelims 2024 ke liye apply bhi kar diya hai C/O wala column Khali rehne se koi dikkat to nahi hogi Mera form reject to nahi hoga please reply sir
otr me email id galat fill ho gai h verify karate time sahi mail fill kiya mail id and mobile no. se otp bhi varify kiya per submit karate time mail id ke starting me numerical digit lag gaya or vo fill ho gaya ab change bhi nhi ho raha any option ??
Bro mera initial registration ho gaya hai lekin jab login karta hoon toh bata raha hai no registration found against this login I'd kya karoon 2 baar registration kiya fir bhi login nahi ho raha hai
Hello sir Sir mera name 10th me Km Nishat Fatma h to kya mera 1st name -Km,2nd name-Nishat, 3rd name-fatma fill krna hoga OTR me But sir mera 12th or graduation me km nhi laga h sirf naam dya h To sir ab OTR kese fill krna hoga km k sath y without km Plzzz sir reply
@@aaishaansari3286 aisa kuch nahi hai jo marksheet me likha hai 10 me same waisa bharo 10 ki marksheet ke according sab me sanshodhan karwao warna aage problem hogi
After selection jab aapka document verification hoga tab aapko problem hogi Because aapke marksheet me actually KM NISHAT FATIMA hi chalega apka Aur ha aapka adhaar card me kya hai name wo bhi matter karta hai Mai Dv karwa chuka Hu isliye experience se bol raha Hu otherwise aapki wish jaisa kare best of luck
@@ujjwalsingh125 bhai sun lo saaf saaf sare documents and marksheet par same name hona chahiye bas ab aap koi bhi name lo chahe adhaar wala ya marksheet wala ho saqe to adhaar card ko sanshodhan karwa lo
@@prakharpatel6956 bro bas ye samjh nhi aa rha ki poora form to mai mobile se fill kar lunga lakin mai pement kese karun yaar kyunki nhi hai mere paas koi bhi online pement option kya Mai kisi ka aur ke number se ya account se Paytm se kar sakta hu peyment
Sir Maine apni otr profile mein C/O wale column mein father s name nahi fill Kiya hai aur mere modify karne ke 6 attempt ho chuke hai ab modify nahi kar sakta otr no generate ho chuka hai Maine uppcs prelims 2024 ke liye apply bhi kar diya hai C/O wala column Khali rehne se koi dikkat to nahi hogi Mera form reject to nahi hoga please reply sir
Bhut hi achhe se samjhaya h aap ne good Work
Other state aur central me obc wale candidates kya category choose krenge obc ya general
मैंने तो OBC ही डाला है क्योंकि जब होम स्टेट दूसरा है तो आप कुछ भी भरो आटोमेटिकली जनरल में शिफ्ट हों जाओगे।
Signature english mein krna haib ya hindi aur english dono mein
Bhai kisme kiya Signature?
Otr mein
@@anuragtiwari688 I mean English aur Hindi dono m krna h signature ya sirf jisme karte ho English ya hindi m se ek mein?
Han...english m sign krna h kya english aur hindi dono m
@@anuragtiwari688 bhai pooch rhe ho ya bta rhe ho
Save and next click krne pe agy kuch nhi ...other state k nhi bhr skte Kya?
otr me email id galat fill ho gai h
verify karate time sahi mail fill kiya mail id and mobile no. se otp bhi varify kiya
per submit karate time mail id ke starting me numerical digit lag gaya or vo fill ho gaya ab change bhi nhi ho raha any option ??
what to do ??
Kya ba vale up pcs ka form bhar sakte hai
Yes last date hai,jaldi bharo
Sir high school me 10th ya 12th ka detail
Chutuiye itna bhi nahi pta, 10th ka
Otr me msg not send dikha raha hai
mera mobile pe OTP nhi aa rha while i am doing OTR. please suggest
Sir final year wale form fill kar skte hain kya bese bhi marksheet upload ka options nahi h yaha par mains k time marksheet mil jaygi meri
Bharke dekhle
Sir Maine Email or mobile no verify kr diya tha but OTR nhi ho paya to kya same Email or mobile no or email dubara dal sakte Hain
Email verification ke kuch bhi bhi clickable nhi otr registration m please help me
Dobara likho detail me Kya issue ara hai
Sir kya abhi 2025 m isko fill kar sakte hai kya.
Sir abhi otr number status pending dikha rha h 🙄
Plzz koi ye bataye, ki pichli baar 2023 OTR kiya tha, kya ye manya h, ye dobara krna hoga 2024 ki vacancies ke liye
Ye high school marksheet pr
Name k phle "KM." laga h
12th marksheet me nhi laga h
Kya fill kre plz tell
According to 10th class name
Sir ye police station wala column empty chod de?
Why,
Ug mein English subject nahi hai kya
Bhaiya maine signature wo waise hindi english wala nhi kra, sirf english ka reh gya kya karun?
Sir hum other details fill krne ke pehle bhi OTR immediately pe click krke generate krliye ab koi prblm toh nhi na hogi
Sign hindi english dono me karne hai???
sir center permanent address se milta hai ya correpondence address se?
Pg mein political science nahi hai kya
Bro mera initial registration ho gaya hai lekin jab login karta hoon toh bata raha hai no registration found against this login I'd kya karoon 2 baar registration kiya fir bhi login nahi ho raha hai
Same problem 😢
Hlo pls muje btaye apki problem solve hui.
@@iamashithakurmaam pls aap bhi btaye kya apka form fill hua
Mera form fill ho gya h😊
@@iamashithakur log in id not found ka kaise kiya apna btaye pls
Category certificate number is required at the time of OTR ?
YES or NO....
NO
sir mere form mai mother k name m . galti se father k name dal gya hai . plz ab edit kese krenge . plz bta djiye
OTR modification par jake
Sir mera registration sb ho gya hai bs mujhe address Sumit krn tha....lekin login krne PE phone pr OTP nhi aarha .. please help
Sir ager mai nager palika tahsil our ward ka colum chod duh toh kohi bhath hai ????
Bharne me Kya dikkat hai?
Isme photo ar signature upload hone k bad bhi photo upload failed dikhata h ar aage k process m n bdh rha
Thank u bhai
Photo and sign upload krne ke liye select file ka option nhi a rha.?
Bhai mene 10 th ki jagah 12th ka roll no. Dal diya edit ho sakta hai kya
Date to nhi daalni??
Maharashtra students apply kr skte h kya
Ha
Yes
Worth watching
Valuable information
Maina 12 ka dal diya h koi dikat to nhi
Kya dala 12 ka., roll no?, please modify it but dhyan se
Cast certificate kitna pura chal sakta hai?
Kya mob se otr nhi ho rha h??
सर फोटो क्रॉप नही हो रहा है
To pehle se, phone se ya kisi software se karlo crop and then upload,nahi to cyber cafe jao turant
Maine generate otr immediately option pe click nhi kiya tha to mujhe otr number kab tk milega or kahan milega
mila ki nhi..aur registration ke kitne din baad mila
Sir block name ka option nahi khul Raha hai
Email par OTP nhi aa rahi hai kya kare
Gmail bhari hogi toh ni aayega
Jaruri hai kya
@@PriyaSingh-g1111 gmail bhri hogi toh ni aata h
@@aspirantkumar9why ?
PSU EMPLOYEE ''Have you served in Government'' VALE column ME YES BHARE YA NO
Issy hoga kiya karky sir
OTR PHONE DEVICE se ragister Kiya ja skta hai na??? kyunki Mera phone number verified to ko gya h but other details fill nhi ho rhi h 😮
Bhar jaaega😊
Same problem
@@PoojaSingh-fq6cf laptop le lo kisi se usse hi hoga fir😐
@@PoojaSingh-fq6cf maine abhi bhara hai forum
Same problem😢😢😢
Agar signature sirf hindi me kiya ho to
c/o means father name
Sine ka size kaise kaise 50 kb ke ander kare
Otr status pending h
Abe step-2 kahan haai
Hello sir
Sir mera name 10th me Km Nishat Fatma h to kya mera 1st name -Km,2nd name-Nishat, 3rd name-fatma fill krna hoga OTR me
But sir mera 12th or graduation me km nhi laga h sirf naam dya h
To sir ab OTR kese fill krna hoga km k sath y without km
Plzzz sir reply
1 में nishat
2 में fatma भरो
@@civilvala ok sir thnk uhh so much
@@aaishaansari3286 aisa kuch nahi hai jo marksheet me likha hai
10 me same waisa bharo
10 ki marksheet ke according sab me sanshodhan karwao warna aage problem hogi
After selection jab aapka document verification hoga tab aapko problem hogi
Because aapke marksheet me actually
KM NISHAT FATIMA
hi chalega apka
Aur ha aapka adhaar card me kya hai name wo bhi matter karta hai
Mai Dv karwa chuka Hu isliye experience se bol raha Hu otherwise aapki wish jaisa kare best of luck
@@ujjwalsingh125 bhai sun lo saaf saaf sare documents and marksheet par same name hona chahiye bas ab aap koi bhi name lo chahe adhaar wala ya marksheet wala ho saqe to adhaar card ko sanshodhan karwa lo
All India kar sakte hai
Ha
मैं मध्यप्रदेश से हूं OBC कैटगरी से
तो UP के लिए OTR में अपनी कैटगरी क्या Fill करूँ।।
OBC या जनरल ??
I think general
Agr 12th ke baad gap ho jaye to kya krna hai
tab bhi registration hi krna hai
Scan kaise kre
i am from bihar which ctegory should i choose in personal details, BC or GENERAL
Kya abhi bhi pcs ke liye OTP generated Kiya ja sakta hai kyunki aybre cafe wala bol rha hai ki nhi hoga
@@Rahul-gv8ge haa krlo ho jayega
@@prakharpatel6956 thanks buddy
@@prakharpatel6956 bro bas ye samjh nhi aa rha ki poora form to mai mobile se fill kar lunga lakin mai pement kese karun yaar kyunki nhi hai mere paas koi bhi online pement option kya Mai kisi ka aur ke number se ya account se Paytm se kar sakta hu peyment
Plz reply sir