करवा चौथ में सास को श्रृंगार सामान नहीं दे पाएं ,या कोई न मिले तो किसको देना चाहिए।saas vidhwa ho to

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 24 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 37

  • @Poonamofficial-uk
    @Poonamofficial-uk 6 วันที่ผ่านมา +2

    मतलब हर सामान दो दो लेने चाहिए या एक सेट ही le सोलह श्रृंगार का सामान

  • @Radhe-k4x
    @Radhe-k4x 9 วันที่ผ่านมา

    बोहोत अछा वीडियो है आपका

  • @priyagupta5765
    @priyagupta5765 9 วันที่ผ่านมา +1

    Mam karva chauth ke din bhdra rhega usme vrat kaese kare btaiye please

  • @BeautyKumari-i9z
    @BeautyKumari-i9z 8 วันที่ผ่านมา +1

    Chandrama Pujan Pati Pujan ki vidhi batao

  • @mummypapakiladlituktuk9487
    @mummypapakiladlituktuk9487 4 วันที่ผ่านมา

    Maa ko de skte h karva chauth ka parsad aor sigar ka saman sas dur hai to

  • @poojasagar6074
    @poojasagar6074 6 วันที่ผ่านมา

    Nand ko de sakte h

  • @divyameghrajani6643
    @divyameghrajani6643 9 วันที่ผ่านมา

    Mam Chand ko arg kese Dene ka hota h ? Please btaiye

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  9 วันที่ผ่านมา

      Jaldi video dungi chinta mat kariye ..ban gya h ..bas jaldi hi aayega

    • @divyameghrajani6643
      @divyameghrajani6643 8 วันที่ผ่านมา

      Ji mam

  • @PramodKumar-d2p3e
    @PramodKumar-d2p3e 3 วันที่ผ่านมา

    छोटी ननद को दे सकते है या नहीं

  • @PujaKumari-dh2hv
    @PujaKumari-dh2hv 8 วันที่ผ่านมา

    Mam bena ka saman kya hum husband ke haton se bhijwa sakte h....agar maai khud turant na ja paun ...

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  8 วันที่ผ่านมา

      हां बिलकुल मैं खुद भी ऐसा ही करती हूं

    • @PujaKumari-dh2hv
      @PujaKumari-dh2hv 8 วันที่ผ่านมา

      Mam Chand ko ardh dete samay..Chand ki puja karte samay Chand ki aur dekhte h ya nahi..?
      Chand ko Puja karne baad chalni se jb dekhte h..sirf isi samay dekhna h..ya isse pahle ardh dete samay Chand ki aur dekh sakte h..please mam batiye

    • @PujaKumari-dh2hv
      @PujaKumari-dh2hv 8 วันที่ผ่านมา

      Mam sargi ka saman kab lete h...sargi jab khana hota h tb..ya 19 (nahay khay ke din hi) lete hai...

    • @PujaKumari-dh2hv
      @PujaKumari-dh2hv 8 วันที่ผ่านมา

      Mam sargi ka saman kab lete h..sagi khane se thodi der phle ya..ek din pehle..nahay khay ke din hi..lete h

    • @PujaKumari-dh2hv
      @PujaKumari-dh2hv 8 วันที่ผ่านมา

      Mam karwa ka sik puja hone ke baad kya krte h..

  • @PoonamMaurya-t6m
    @PoonamMaurya-t6m 7 วันที่ผ่านมา

    Ravivar ko Din Teesra Din Rahega mehnat ke liye Ki Nahin pura taiyari kar liye hain kaise karen

  • @Poonamofficial-uk
    @Poonamofficial-uk 6 วันที่ผ่านมา

    जो श्रृंगार सामग्री अपने लिए लेते h वहीं सामग्री करवा mata ke लिए भी लेनी पड़ती हैं मेम

  • @PoonamMaurya-t6m
    @PoonamMaurya-t6m 7 วันที่ผ่านมา

    Didi Mera Teesra Din Hai Main Apne nanad ko de sakti Hun Ki Nahin

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  7 วันที่ผ่านมา

      नंद पूजा कर सकती हैं आपके बदले

  • @ManojKumar-x5c9s
    @ManojKumar-x5c9s 6 วันที่ผ่านมา

    Ham kabhi Apne SAS ko karva chauth per kuchh nahin diye kya ab kya aapki bar de kya aapki Bal de sakte hain ki nahin aap please hamare comment ka jawab dijiye ham bahut pareshan hai

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  6 วันที่ผ่านมา

      Ha de dijiye
      Jyda nhi ho paye to Kam se Kam blouse piece chudi बिंदी सिंदूर इतना ही de do karwa ke sath

    • @divyaarora2848
      @divyaarora2848 6 วันที่ผ่านมา

      ​@@spiritualwoman79saas vidhva ho to kya kya de

  • @PujaKumari-dh2hv
    @PujaKumari-dh2hv 8 วันที่ผ่านมา

    Chandra devta ki puja ke samay jo sik naklte h karwa se..usse kya krte h us sik ko

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  7 วันที่ผ่านมา

      Hmare yha usko kuch nhi krte visarjit karte hain lakin kayi jagah usko charo dishao me dal dete hain manyta ki chato disha se rakhsa hogi

    • @PujaKumari-dh2hv
      @PujaKumari-dh2hv 7 วันที่ผ่านมา

      Thanku mam

    • @PujaKumari-dh2hv
      @PujaKumari-dh2hv 7 วันที่ผ่านมา

      Mam Chand ko ardh dete samay..Chand ki puja karte samay Chand ki aur dekhte h ya nahi..?
      Chand ko Puja karne baad chalni se jb dekhte h..sirf isi samay dekhna h..ya isse pahle ardh dete samay Chand ki aur dekh sakte h..please mam batiye

    • @PujaKumari-dh2hv
      @PujaKumari-dh2hv 7 วันที่ผ่านมา

      Sasu maa se sargi kab lete h..sargi khate samay..ya 19 ko kv v..

  • @PinkiYadav-iz6nf
    @PinkiYadav-iz6nf 4 วันที่ผ่านมา

    Meri sas nhi leti h khti h nhi chahiye apmaan krti h

    • @spiritualwoman79
      @spiritualwoman79  4 วันที่ผ่านมา

      Aap brahman ko kyo nahi deti fir