Sarbhanga ashram aur Sutikshan ashram ke bich me Siddha parvat hai jaha Sri Ram me Asthi ( haddio ) ka samuh dekha aur pran lia tha ke woh dankaryana se rakhshako ka nash kar denge woh place sarbhanga ashram se bus 3km dur tha
Thanks a lot Sujeet for your valuable guidance. Hanji hamne Siddha Parvat miss kara hai... Hamein wah baad mai pata chala hai. But hamne Kahani mai byaan kiya hai...
Apka video pura dekha ..ek bat samjh aayi apne ache se study nhi kia hai Sri Ram van gaman path ka ...agar apko jankari chahiye mujhse contact karna ..1975 me archeological survey of India ne Ramayan ke places ki survey ki hai jisme 260 places authentic hai mujhse contact kijiye apko bata dunga ....aur Kerala mat jana woh fake place hai ..jatayu real place Nashik ke pas Taked gaon me Sarv thirth hai ....apke iss video me apne bahut sare places miss kar diye ... Sutikshan Muni ashram aur Sita madhi ke bich me 20 places hai
Thanks for watching the video. Poore 260 points hum shayad cover nahi kar paenge... But hum koshish kar rahe hai jitna major points kar paye. Dekhiye hum apni taraf se kisi ko fake nahi keh sakte aur kisi ke aasta ko chot nahi pohcha sakte. Ham Taked cover kar chuke hai. Abhi hum Rameshwaram tak cover kar chuke hai... We are heading towards Lanka. Jo places reh gaye hai as you have pointed out.. Hum woh bhi cover karne ka koshish karenge... It will be great if you can send us the information on our email id contact@travelocracy.in Jai Shri Ram
🙏🙏🙏🙏
Kudos! Doing Great Sewa for all devotees. Bhagwaan Shri Ram Ki kripa bani rahe l Congratulations team Travelocracy. Jai SiyaRam.
Thanks for the appreciation. It really motivates us in this journey... Jai Siya Ram 🙏
what camera?
Sony A7siii and GoPro 11
What camera do you use/
Sarbhanga ashram aur Sutikshan ashram ke bich me Siddha parvat hai jaha Sri Ram me Asthi ( haddio ) ka samuh dekha aur pran lia tha ke woh dankaryana se rakhshako ka nash kar denge woh place sarbhanga ashram se bus 3km dur tha
Thanks a lot Sujeet for your valuable guidance. Hanji hamne Siddha Parvat miss kara hai... Hamein wah baad mai pata chala hai. But hamne Kahani mai byaan kiya hai...
Apka video pura dekha ..ek bat samjh aayi apne ache se study nhi kia hai Sri Ram van gaman path ka ...agar apko jankari chahiye mujhse contact karna ..1975 me archeological survey of India ne Ramayan ke places ki survey ki hai jisme 260 places authentic hai mujhse contact kijiye apko bata dunga ....aur Kerala mat jana woh fake place hai ..jatayu real place Nashik ke pas Taked gaon me Sarv thirth hai ....apke iss video me apne bahut sare places miss kar diye ... Sutikshan Muni ashram aur Sita madhi ke bich me 20 places hai
Thanks for watching the video. Poore 260 points hum shayad cover nahi kar paenge... But hum koshish kar rahe hai jitna major points kar paye. Dekhiye hum apni taraf se kisi ko fake nahi keh sakte aur kisi ke aasta ko chot nahi pohcha sakte. Ham Taked cover kar chuke hai. Abhi hum Rameshwaram tak cover kar chuke hai... We are heading towards Lanka. Jo places reh gaye hai as you have pointed out.. Hum woh bhi cover karne ka koshish karenge... It will be great if you can send us the information on our email id contact@travelocracy.in
Jai Shri Ram