Bhai 140 size mai koi changes toh nahi karwane pade apko bike k sath.. or ab toh 1 saal hogya hai video ko.. 140 tyre size se jo bhi problem Hui ho voh share kar dijiye pls..
Pura ghisa hoga tho chang kardo warna thoda rukh k eksath dono chang karo wo best rahega because fir asa hoga k ageka old raga aur picheka new dono ka set dalo taki handing ashi ho aur chang bhi sath karvana pade
Aisa tho nahi hota tyer change karne k baad bhale size koi bhi ho chain sprocket ka setting karvalo ek baar thik hojayega tyer dalne k baad thoda age piche hota hai wo set hone k baad hoga thik starting mai thoda alag lagta hai bike havey lagta hai thoda...
Bhai koi problem nahi ata hai 140 size mai agar 5000 mai ageka aur piche ka continental tyres ata hai best deal hai aur baki koi brand lete ho tho 140 ka size ka price 6000 se start hota hai kam paise mai mast tyre milta hai continantal.... agar ppaisa hai tho apollo wagera dal sakhte ho wo bhi mast hai MRF mai 130 size milta hai last wo bhi mast hai... size badhane se koi problem nahi hota bas 1ya 2 se mile kam hoga... baki sub ok hai
Tyer utna he dikhta h jitna rim hota h 120 ke jitna he dikhta h maine khud 140 dala tha gool dikhta h khaali mai pactaya khaali bhai 120 he daalna jo daalega bhai kuch chooda nhi dikhta h yr kyuki uske liye rim bhi choda hona chaheye
Are bhai muje accha laga issleye Maine daala...abhi jissko dalna hai wo Dale jisko nahi dalna wo nahi Dale sub ka aapn aapna hota hai aur . . . 120 se 140 kuch jada he accha lagta hai bike thoda badda aur bulky lagta hai mast...
140/80 or 140/70 Which size is best for pulser 180cc
Bhai mere paas pulsar 150 twin disc hai aur usme kya 140 sec tyre fit ho jayega kya.. Swing arm ka issue toh nahi hoga kyaa?
130 tak alo aap size 140 se achha 130 size lagega aur tention bhi nahi rahega koi...
Bhai 140 size mai koi changes toh nahi karwane pade apko bike k sath.. or ab toh 1 saal hogya hai video ko.. 140 tyre size se jo bhi problem Hui ho voh share kar dijiye pls..
Or agar puncture hoga toh side touch toh nahi hongi tyre si side mai???
O front k tyre size kitna rakhu??
Koi problem nahi hai bindaas ho k dalo bike chalane mai aur majja ayega aapko
Nahi hoga
0:02 Best moments
Good vedio bhai
Me ktm alloy ke saath 180mm ka tyer pulser 220 me dalbana chahta hu toh bo set ho jaega
Replay karna bhai
Bhai front mai ya back mai dalna chate ho ....
KTM ka dalna hai tho 180 size k hisabse swing arm bhi change karvana padega aapko
@@bikelifeindia bhai swing arm na change karbana pade tto kitne mm ka tyer dalbau back side
Bhai 180 ka ka size agar daloge tho Chinesespoket bhi jaldi jaldi jayega load ata hai uss pai
@@bikelifeindia bhai 220 ka bina swing arm change kiya kon sa sabse bda mm ka tyer aa sakta h
Kitna km chalega ye tyre bhai
Abhi wo tho text nahi Keya hai jub maira khatam hoga tub bataunga Bhai jarur...
Wese 5000 tho chala leya hai maine ...abhi dekhte hai aage 😅
Meri 220
25k kilometer chal gyi h ab mrko tyre change kr dena chaiye kya ?? Piche wala mrko b 140 size ka lagana h
Pura ghisa hoga tho chang kardo warna thoda rukh k eksath dono chang karo wo best rahega because fir asa hoga k ageka old raga aur picheka new dono ka set dalo taki handing ashi ho aur chang bhi sath karvana pade
Bhai 140 ka tyre dala dia
Bt ab pickup bilkul nahi h
Or tight chal rhi h gaadi
Aisa tho nahi hota tyer change karne k baad bhale size koi bhi ho chain sprocket ka setting karvalo ek baar thik hojayega tyer dalne k baad thoda age piche hota hai wo set hone k baad hoga thik starting mai thoda alag lagta hai bike havey lagta hai thoda...
40 ki speed me gaadi chalta h pr awaj 70 ki speed wala aarha h
Ok chain socket ka setting krwata hu
bhai isme cornering kar sakta hey kyaaa??
Ha bhai aram se kar sakhte hai raine session mai aram se chala sakhte hai..
bro wo chain socket me touch hota hai matlab chalanr waqt noise ata hai kya??
Bro nahi hota touch maime 3000 km use keya koi problem nahi huwa abhi tak...
Thanks you comment karne k leye...
@@bikelifeindia phir ma ye 140 size ka tyre mere pulsar 150 twin disc me lagalu???? bro tum bologe to laga lunga😊😊
Ha bro lagalo bike thoda bulky lagega mast dikhega piche se....
Milage drop kitna hua ?
140/60/17 bethega kya pulser 220 me
Ho aram se baithega
Front tyre? size
Bhai 140 pulsar 220 mai baad mai koi issue tho aa a ga , bhai please aap input do. Bahoot confusion hai and brand k baara mai bhi
Bhai koi problem nahi ata hai 140 size mai agar 5000 mai ageka aur piche ka continental tyres ata hai best deal hai aur baki koi brand lete ho tho 140 ka size ka price 6000 se start hota hai kam paise mai mast tyre milta hai continantal.... agar ppaisa hai tho apollo wagera dal sakhte ho wo bhi mast hai MRF mai 130 size milta hai last wo bhi mast hai... size badhane se koi problem nahi hota bas 1ya 2 se mile kam hoga... baki sub ok hai
Bhaijan mileage ka koi farak pada kya
Nahi bhai koi frak nahi pada hai but bolte hai k 1 ya 2 se kam hota hai muje nahi laga abhi tak
Stock rim pe perfect fit or nahi fit 140 size
Ha hoga aram se
Tyer utna he dikhta h jitna rim hota h 120 ke jitna he dikhta h maine khud 140 dala tha gool dikhta h khaali mai pactaya khaali bhai 120 he daalna jo daalega bhai kuch chooda nhi dikhta h yr kyuki uske liye rim bhi choda hona chaheye
Are bhai muje accha laga issleye Maine daala...abhi jissko dalna hai wo Dale jisko nahi dalna wo nahi Dale sub ka aapn aapna hota hai aur
.
.
.
120 se 140 kuch jada he accha lagta hai bike thoda badda aur bulky lagta hai mast...
bhai mere pass pulsar 180 h usme fit ho jaega BTW nice video
Ha hoga aram se uss mai but mai bolunga 130 dalo aap
Bhai price kiti hoti tayar chi
Front 2000 and back 3000
This tyre shop details
Bro
Performance ya pik ùp me kuch farak padta hai kya?
Nahi bro maja ata hai chalane ko soft material haina issleye...
Gripp mast deta hai cornering karneko maja ata hai
Thanks bhai
price kiti ahe ?₹
Bhai front 2000 la and back 3000
Bhai pulsar ka second hand rear rim kitne me milega?
Bhai kurla market jayega tho 1500 se 2000 tak mile full roneka kam karo kam karo 😝
Front tire ka kya size h
110/70/17
Bro continental tyre life kithna hai???
Plz rply
Wo chalane pai depend karta hai but 2 saal tho chalega aaramse...
Max 20000
& likes are 140 🤣
Bhau main tyre update kr raha hu.. so can fit it on my P220 whithout any altetnation... kuch prblm nahi na ride krne main wide tyre se???
Nahi bro bindaas dalo handling mast hota hai...looks mai bhi accha dikhta hai bike...but 140 size max hai ussko jada size ka maat ladlo..
@@bikelifeindia tysm for ur reply bro.. have a safe ride.. tysm again...
Bro rate kitna
1900 ka frant 2900 ka reaer 4800 mai dono ata hai
cost kya hai ??
Front 1900 and back 2900
bhai price kya h
2700 la bhai baki thikani 3000 la bheto
Akashking29
Tyre name
Continental conti go
Any change in millage bro??
Muje tho nahi lagta k millage mai koi farakp hai but 1 ya 2 se uper niche ho satha hai bro...
Bhai mere palsar 150 twin dick me 140 size tyre lag jaega kya
Ha lagjayega but tum 130 size dalo wo best rahega..
Any alteration needed?
No bro...
@@bikelifeindia ok bro.
Ring bhi change karna padega bhai
130/70 r17 Ka milega kya unke pass Conti Go
Ha milega bhai... koi bhi shop mai milega
Kahi garaj nahi kat karaychi 140 basun jato
Ho bhava
Are mileage to dekh le
Mileage kya dekhna uss mai 😅 thoda compromise karna padta hai 1, 2 se kya hojayega...
🥰❤️🔥
Worst tyre
Aisa aapko lagta hai Mebach mai konsa tyre ata hai Google karlo
@@bikelifeindia I have used this tyre for my gixxer, the grip is not good because it is nylon tyre and also after 9k km the tyre got cracks
Front trye kitna size lagaya bruh bolo please reply
110 size
Akashking29