Na To Butkade Ki Talab Mujhe | Ye Hai Ishq Ishq - Nusrat Fateh Ali Khan Qawwali | Haqiqat حقیقت
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 10 ก.พ. 2025
- THE GREAT KALAM:- Na To Butkade Ki Talab Mujhe Na Haram Ke Dar Ki Talash Hai
Recital:- Nusrat Fateh Ali Khan
FOR MORE VIDEOS "SUBSCRIBE" Haqiqat حقیقت".
UPLOAD BY:- FARHAN SHEIKH (PALSUD)
HAQIQAT APP:- bit.ly/2YKtwgb
FACEBOOK:- / haqiqatrubaru
INSTAGRAM:- / haqiqatrubaru
TWITTER:- / haqiqatrubaru
TH-cam:- goo.gl/3kqYuT
#HaqiqatRubaru #Haqiqatحقیقت
---------------------------------------------------------------------------------------------------
"Na to Butkade Ki Talab - by Nusrat Fateh Ali Khan"
Na tu butkade ki talab muje
Na hi haram k dar ki talash hai hai
Jahan lut gaya hai sukoon-e-dil
Usi Rah guzar ki talaash hai
Tu Haram main jis ko hai dhondhta
Muje butkade(بت کدے) main wo mil gaya
Tuje kia malaal(ملال) hai zahida(ذاہدا)
Yeh nazar nazar ki tlash hai
Muje Sab Qabool falak magar
Gham e dost(غم دوست) muj se talab na kar
Isi kaise dil se juda karun
Meri umar bhar ki talaash hai
Ae Tabib Chor yunhi muje Main Mareez-e-Ishq Hun, La dawa
(اے طبیب چھوڑ یونہی مجھے میں مریض
عشق ہوں لادوا)
Yeh Hain Ishq Ishq Yeh hai Ishq Ishq
Ishq ki Chout(چوٹ) ka dil pe asar ho to sahi
Kam ho ya ziada ho magar ho to sahi
Yeh hai Ishq Ishq Yeh hai Ishq Ishq
Majnun Nazar Ati hai Layla nazar ata hai
Wahshat main har ek naqsha ulta(الٹا) nazar ata hai
Dekho yeh hai ishq ishq yeh hai ishq ishq
Wadi-e-Najd(وادی نجد) se phir kar jo hawa ati hai
Qais ke rone ki ab tak yeh sada ati hai
Dekho yeh hai ishq ishq yeh hai ishq ishq
Ka'aba main gaye ham par na gaya buton(بتوں) ka ishq
Is rog ki khuda k ghar main? nahi
Kafir-e-Ishq huwe to sanā bhool gaye
Naam-e-but yad raha Naam-e-Khuda Bhool gaye
15:04 waah mere ustaad, allah aapko zannat ata kare😍😍
نہ تو بتکدے کی طلب مجھے، نہ حرم کے در کی تلاش ہے
جہاں لٹ گیا ہے سکونِ دل، اُسی رہ گذر کی تلاش ہے
Dil toota aj to ma ustad ko sunny ko agya 💔💔💔
Har Har Mahadev ji 🙏🙏🙏
Sat Shree Akal Ji 🙏🙏🙏
Allah ka Noor 🙏🙏🙏
God is Light 🙏🙏🙏. .......
Mere dil me sirf aap ko chuna❤️ustaad(NFAK)
in Indian film music diadem of qavvali
' NA TO KARWAN KI TALASH HAI (FILM -BARSAT KI RAAT 1960) music roshan based on the fateh ali saheb (father of great maestro ustad nusrat sahab) of this tune .film first handed over to khayyam sahab but he left the film only this reason he can't copy great tune of fateh ali saheb any way his tune paly a vital role to popularised this quwwali till date no one beat this tune and lyrics /kalam by great sahir ludhyanvi saheb and so many classical and regular singers of India .
Thanks for this information
Ye qawwali Shahrukh khan ki favorite h❤
6:40 😍🙏👏👏👏
تمام بہترین سبحان اللہ
HAQ HAI ADMIN
Tere Ishq Nachaiya kar thaiya thaiya 🙏🙏🙏. .......
Khan sahab da koi muqabala nahi
16:16 ❤️
Amazing
KabRA Vicho Jaagan Murde Manu Samaj NA AAVE Ooo vekho Benere Upar Gyan Di Jot Jegave 🙏👁️🙏👁️🙏👁️🌍. .........m...........m For. ........ Maharaj ji........ Ashutosh Bhagwan ki Jai Sache Darbar ki Jai 🙏👁️🙏👁️🙏👁️🌍.
..........
Legend UASTD NUSART Khan Big house OSA HD CAl Pakistan Gujarat ❤🎉 786 Nawaz Qaism Up see you
💔...........🔥🔥🔥
I do not search for the house of beauties,
I do not search for the house of worship
I am trying to find that road on which I lost my peace of mind.
You try to find God in your sacred places,
I have found it in the house of beautiful faces
Why do you resent my find so much O preacher?
Different eyes can find God in different things.
I accept everything but please do not ask me for the pain given to me
by my beloved…
How can I give you that pain- I have found it after having searched
for it for a lifetime.
O doctor leave me alone, my disease of love is beyond your cure…
I am looking for the person who was supposed to cure me
but instead left me with this pain. Maybe that person has my cure.
Today the waves of pain ceased for a while
today the sad people found some solace
It was as if the scent of my beloved’s tresses reaced me from somewhere
it was as if I received a message that I can see her face again
Waaah....waaaah
Does butqada mean temple?
It means a human in poetic manner. @@moneyheaven7549
dil eye mareez 💔ka ilaaz nfak
Please add the english subtitle with each of the line of kalam. It will be easier to the other language people.
Na To Karwaan Ki Talash Hai | Asha Bhosle, Manna Dey, Sudha Malhotra | Barsaat Ki Raat Movie Song...
th-cam.com/video/zVmOqJKmxQA/w-d-xo.html
Roshan based 'Na To Karwaan Ki Talash Hai' on "Na To Butkade Ki Talab Mujhe" which was sung by Ustad Mubarak Ali Khan and Ustad Fateh Ali Khan (Ustad Nusrat Fateh Ali Khan's father). Ustad Mubarak Ali Khan and Ustad Fateh Ali Khan even performed 'Na To Butkade Ki Talab Mujhe' live in India many years before Barsaat Ki Raat was made!
Q a &? 3rd etc