Kuch important cheezein miss ho gyi hai... Jaise coconut bhi toxic h ginuea pig ke liye.. Will keep adding to this comment. Edit 1 - lemon bhi never feed category me ayega 😅
Online bhut mahgi pdegi aur piggies khate bhi nhi jyada maine Oxbow ka liya tha ₹500 me 450g, ek do din ghas na mile tb hlka fulka khate hai nhi to nhi - waste ho gyi - isiliye aap fresh grass ka intjam kro, sabji wale ya doodh wale kisi ko bol do ek do din me le ayega kuch - ghas sukhne ke bad bhi kam hi khate h..
@@ujwalchavhan7458 nhi no need for vaccination. Ginueapigs bhut kam hi beemar hote hai, pr ap yearly vet checkup krwa skte h ki sbkuchh theek hai ya nhi
@@ujwalchavhan7458 ginuea pigs kat te bhi nhi kabhi, mai to kitna bhi pareshan kru kabhi nahi kat te, galti se bhi nhi, kuchh hath se khilata hu to ungli me dant touch hote hi vo samajh jate hai
Mai aajkl apne ghr me nahi hu ...to mujhe ghass dhundne m dikkt hoti h isilie zada quantity m feed ni kra paare...pr din m do baar dedete h .... 2-3 week me hm waps apne ghr chle jaaenge tb unko achhe s ghass feed kra skte h variety me...tbtk koi dikkat to ni h na ki hm veggies p zada dependent h .... Lettuce wgerh hi zada dere h lekiin
Nhi kam chal jayega, pr jyada time nhi, koshis kijiye fibre jyada mile use, jaise makke ka chhilka, ata ka choker (wheat bran), kheera ka chhilka, pumpkin ka chhilka, hlka kele ka chhilka, gobhi patta gobi brocoli ka dhanthal... Etc Lettuce ke sath aap cucumber, kakdi aur Shimla mirch jaroor do, capsicum important hai vitamin c ke liye, baki sab ap availability ke hisab se adjust kar sakte ho, Oxbow ka pallet bhi achha hai, costly hai pr major components unme timothy hay hai.. Waise aap kaha se ho jo lettuce mil raha hai, India me lettuce to kam hi milta hai
Aap thodi bahut jitna ho sake ghas dete rhna, maine bs jugad bataya hai, ghas ka koi replacement nhi hota, main deit whi h, khi space ho to wheat grass bhi uga skte ho aap , 10 din me ready ho jayega, agr utha care krni h apko to
Such a informative and beautifully structured+ edited video. Bgm music selection is osm.
Thank you so much 🙂
So helpful
Glad it was helpful!
The details and information given in this video is so helpful. Please make a video on hay specifically
Yeah sure...
Bahut badhiya ❤
Nice class Piggy guru ji 😂😂
Thanks 😅
This video is masterpiece. Watched again after 6 months. ❤
Thank you so much 💓
Nice dear
Thank you
Please subscribe ❤
Kuch important cheezein miss ho gyi hai... Jaise coconut bhi toxic h ginuea pig ke liye.. Will keep adding to this comment.
Edit 1 - lemon bhi never feed category me ayega 😅
Iceberg lettuce bhi nhi de skte 😊
@@VastvikNastikIndia me milta bhi nhi hai 😅
Hay grass kis company ka lee
Online bhut mahgi pdegi aur piggies khate bhi nhi jyada maine Oxbow ka liya tha ₹500 me 450g, ek do din ghas na mile tb hlka fulka khate hai nhi to nhi - waste ho gyi - isiliye aap fresh grass ka intjam kro, sabji wale ya doodh wale kisi ko bol do ek do din me le ayega kuch - ghas sukhne ke bad bhi kam hi khate h..
@@PiggyPets thanks sir
Medicine ya vaccine karna padega kya
@@ujwalchavhan7458 nhi no need for vaccination. Ginueapigs bhut kam hi beemar hote hai, pr ap yearly vet checkup krwa skte h ki sbkuchh theek hai ya nhi
@@ujwalchavhan7458 ginuea pigs kat te bhi nhi kabhi, mai to kitna bhi pareshan kru kabhi nahi kat te, galti se bhi nhi, kuchh hath se khilata hu to ungli me dant touch hote hi vo samajh jate hai
Mai aajkl apne ghr me nahi hu ...to mujhe ghass dhundne m dikkt hoti h isilie zada quantity m feed ni kra paare...pr din m do baar dedete h .... 2-3 week me hm waps apne ghr chle jaaenge tb unko achhe s ghass feed kra skte h variety me...tbtk koi dikkat to ni h na ki hm veggies p zada dependent h .... Lettuce wgerh hi zada dere h lekiin
Nhi kam chal jayega, pr jyada time nhi, koshis kijiye fibre jyada mile use, jaise makke ka chhilka, ata ka choker (wheat bran), kheera ka chhilka, pumpkin ka chhilka, hlka kele ka chhilka, gobhi patta gobi brocoli ka dhanthal... Etc
Lettuce ke sath aap cucumber, kakdi aur Shimla mirch jaroor do, capsicum important hai vitamin c ke liye, baki sab ap availability ke hisab se adjust kar sakte ho, Oxbow ka pallet bhi achha hai, costly hai pr major components unme timothy hay hai..
Waise aap kaha se ho jo lettuce mil raha hai, India me lettuce to kam hi milta hai
Aap thodi bahut jitna ho sake ghas dete rhna, maine bs jugad bataya hai, ghas ka koi replacement nhi hota, main deit whi h, khi space ho to wheat grass bhi uga skte ho aap , 10 din me ready ho jayega, agr utha care krni h apko to
@@PiggyPets ok... Ugaani kaise h waise 😅
@asmazainab7696 th-cam.com/video/N0rmN0QsgPw/w-d-xo.htmlsi=sB7x_PNKjpv7YIqA
Normal mitti me bhi ug jayegi