Appointment calendar mai koi bhi seat available nahi hai or mujhe orthopaedics department mai dekhana hai Kya mai medicine wale department mai appointment book karke chale jau . Please tell me ❤
Mera aiims ka card bana tha but ab 1 saal ho gya to expire ho gya. Wapas reneiw kaise karay online... Fir mujhe online appointment bhi book krna h. Plzz give me a clear and correct answer
Sir rheumatology department kaun si building mein hai, sir opd card kis jgah bnenge subah kitne bje se opd card bnte h! sabhi online appointment walon ke bnege ya line me jiska no aayega sirf unke plz btayen
Hey, mujhe apni mother ko check krwana hai ortho mein, mobile number maine apna fill Kiya and jo bki details hai woh bhij maine apni hi fill krdi hai, toh kya mein apni appointment slip pr apni mother ko dikwa skti hu? Appointment slip mein meri hi details aa rhi hai. Kindly, confirm me. Plus, maine AIIMS Rajkumari Amrit Kaur OPD Out Patient Dept option choose Kiya tha , ortho ke liye. Yeh shi hai na? AIIMS ke andar hi hai na?
Ortho Mai aap Bina referral ke nhi dikha sakte, jab aap appointment slip dikhakar card banvayenge to counter par sabse pahle referral puchenge agar aapke pass doctor ka referral Nahin hoga to vo direct Ortho ka card Nahin banaenge. Aap medicine ya gynecologist ka appointment lekar unse refer karwa sakte hai. Agar mother ki age adhaar card mein 65+ Hai to ek alag building hai senior citizens ki Usme without referral direct 8 bje jaakar dikha sakte ho.
@archanasingh5825 maine apni mother ke hi naam se appointment le li hai, ab unko hi dikwana hai, not 65+ Rajkumari building mein hi choose Kiya hai. But, refferal kaise bnwatey hai? Like kha se bnwana hai?
@@VarshaSharma7 actually when I went to aiims with ortho appointment, they asked me for the doctor's referral. I showed them then they prepared my Card. But ho sakta hai aapke case mein Esa Na ho. All the best.
Pehli bar jare h patient ko lke phle registration kre ya fr direct appointment lu ... Apne starting me video me kaha ki. Ye sari chize ni hongi to appointment ni le paoge .. direct wahi se appointment start kru na jaha se. Apne kiya first tym krri hu m ..
Tried to book appointment since July 2024 but still not book. Its showing Session expired. Requested you to please share the path for new appointment book for my 6 months old baby treatment (cardiology).
Appointment calender me slot available bhi nahin dikha raha aur booked bhi nahin dikha raha bus kisi kisi din holiday dikha rahe Hain aise mein kya Karen!🤔
main endocrinology me book nhi ho rha slot open show hi nhi ho rha pr booked me 2 sep ko book ho chuka hai pr mera ho nhi rha delhi aiims me pls aap help kar sakte hai mera book kar dijiye
Bhaiya meri ma ke hath me bahut jhujhuni hota hai aur blood fingure me jama ho jata hai...dard v hota hai kis department me dikhwana chahiye...plzz reply kijiyega bhaiya..
New registration me kiske bare m fill Krna h . Patient ya uske sath Wale k bare m or fees kitni h ..or appointment k bad kya kare age ... Plz btaye. . m subscribe krungi tabhi
Ek Mobile number se multiple members add ho skte hai... Aapko patient ke name ppr appointment leni hogi jisko consult krna hai.... Free appointment hai
Gastroenterology Department in Aiims Delhi under Rajkumari Amrit Kaur building... Aap apne Rajye ke Hospital se Refer leke aa sakte hai... Morning Subah 8 baje
Bhai ji arthritis ke liye to option a hi nahin Raha
Aapka to oral health ka tha vah sabse upar a raha hai arthritis ka batao😢😢😢😢
th-cam.com/video/ohW3PfNv6F8/w-d-xo.html ismein milegi appointment
Appointment calendar mai koi bhi seat available nahi hai or mujhe orthopaedics department mai dekhana hai
Kya mai medicine wale department mai appointment book karke chale jau .
Please tell me ❤
Yesss medicine department
Dikhana ortho m h to medicine m kyo ja rahe ho
Offline jakar orthopedics ki appointment le lo
Mera aiims ka card bana tha but ab 1 saal ho gya to expire ho gya. Wapas reneiw kaise karay online... Fir mujhe online appointment bhi book krna h. Plzz give me a clear and correct answer
Book new appointment and carry old OPD card
Sir rheumatology department kaun si building mein hai, sir opd card kis jgah bnenge subah kitne bje se opd card bnte h! sabhi online appointment walon ke bnege ya line me jiska no aayega sirf unke plz btayen
th-cam.com/video/ohW3PfNv6F8/w-d-xo.html
Koi timing fix hai kya slot open hone ka??
Rat ko 12:10 am me try kro 1000% apointment mil jayegi
Your appointment will be honored only after providing relevant referral from primary department within or outside AIIMS
Not mandatory If you don't have referral....
@@JUSTVIVEKTECH Yoga slot book karke neurology Jaa sakte hai ky??
Bhai meri mammi ko gathiya ka problam h to kiss doctor ki appointment leni padegi please bta do 🥺🥺
rheumatology department...
th-cam.com/video/ohW3PfNv6F8/w-d-xo.html ismein milegi appointment
Hey, mujhe apni mother ko check krwana hai ortho mein, mobile number maine apna fill Kiya and jo bki details hai woh bhij maine apni hi fill krdi hai, toh kya mein apni appointment slip pr apni mother ko dikwa skti hu?
Appointment slip mein meri hi details aa rhi hai.
Kindly, confirm me.
Plus, maine AIIMS Rajkumari Amrit Kaur OPD Out Patient Dept option choose Kiya tha , ortho ke liye.
Yeh shi hai na? AIIMS ke andar hi hai na?
Orthopedics Rajkumari building mein hia,
Orthodontics Dental Building mein...
Visit Early Morning 8am to get OPD Card respectively
Ortho Mai aap Bina referral ke nhi dikha sakte, jab aap appointment slip dikhakar card banvayenge to counter par sabse pahle referral puchenge agar aapke pass doctor ka referral Nahin hoga to vo direct Ortho ka card Nahin banaenge.
Aap medicine ya gynecologist ka appointment lekar unse refer karwa sakte hai.
Agar mother ki age adhaar card mein 65+ Hai to ek alag building hai senior citizens ki Usme without referral direct 8 bje jaakar dikha sakte ho.
@archanasingh5825 maine apni mother ke hi naam se appointment le li hai, ab unko hi dikwana hai, not 65+
Rajkumari building mein hi choose Kiya hai.
But, refferal kaise bnwatey hai? Like kha se bnwana hai?
@@VarshaSharma7Aap medicine ya obs and gynae ka appointment lekar doctor Ko apni problem batana. Doctor card ke upar ortho ko refer kar dengi.
@@VarshaSharma7 actually when I went to aiims with ortho appointment, they asked me for the doctor's referral. I showed them then they prepared my Card. But ho sakta hai aapke case mein Esa Na ho. All the best.
Bhai appointment day se 2 din pehle opd card banwa sakte kya? Plz batao
Yes...early morning 8 baje jake..token le lena orr Aadhaar card le jana jiska treatment karwana h
@@JUSTVIVEKTECHjab puri jankari na ho to kisi ko galat information nahi deni chahiye dear
Delhi AIIMS me appointment le ke video call pe kaise consultant kare uspe ak video bna do bhai ❤
Pehli bar jare h patient ko lke phle registration kre ya fr direct appointment lu ... Apne starting me video me kaha ki. Ye sari chize ni hongi to appointment ni le paoge .. direct wahi se appointment start kru na jaha se. Apne kiya first tym krri hu m ..
Tried to book appointment since July 2024 but still not book. Its showing Session expired.
Requested you to please share the path for new appointment book for my 6 months old baby treatment (cardiology).
Site is working now....
If not book please.. Go offline early Morning 8am
Sir online appointment kiya hai lakin aadhar card se koi v option nhi aa raha
Are mera stetus hi ni bata raha hai 21 22 ki appointment li h but dikh ni raha
Server issue hoga...check after few days
Nuclear medicine se 2017se treatment chal rha h ab mujhe 10 September ko dikhana hai to kaise book karun please help me slot open nahin ho raha hai
Bro... ab slot available nhi hai..
To aap 6,7 sept. ko book karlo... Available hai uska slot
Appointment calender me slot available bhi nahin dikha raha aur booked bhi nahin dikha raha bus kisi kisi din holiday dikha rahe Hain aise mein kya Karen!🤔
Aise mein Offline jaye
Diabetes ke liye konsa option choose kren
th-cam.com/video/ohW3PfNv6F8/w-d-xo.html iss video mein h Endocrinology department
Bhaiya aiims delhi m saare slots full h new slots kis timing k bich update hote h
Medicine Department mein book krlo...
main endocrinology me book nhi ho rha slot open show hi nhi ho rha pr booked me 2 sep ko book ho chuka hai pr mera ho nhi rha delhi aiims me pls aap help kar sakte hai mera book kar dijiye
Field khuch choose krlo but department ek hi hona chaiye...
Ex :- Dentistry department mein bhi alag alag fields h
Hlo sir. .skin problem h appointment kis department maie le
Bhai maine appointment mai le li thi pr ABHA card nhi fill kiya tha to kya appointment book ho gyi hogi?
Jarurat nhi Abha card ki
Gynochemestia key liye kon sa department me jaye online appointment karte samay 😢
Endocrinology under Amrit Kaur Building AIIMS
@@JUSTVIVEKTECH lal ishka to option nhi hai online appointment kare keshe
Bhaiya Where is the option of orthopedic surgeon or orthopedist?
Watch this
th-cam.com/video/ohW3PfNv6F8/w-d-xo.html
Rheumatology department mien dikhana hai...koi slot open he nahi dikha raha agle ek saal tak
Updated raho... Ya offline jao subah 8 baje aadhaar card leke...
@@JUSTVIVEKTECHagr online appointment li hui h aiims delhi me to kitne bje subah jana hoga?
Slots not opened yet
Be updated
Bhaiya woh notification de rhey hai ki referal important hai otherwise apointment cancel hojayegi esa hoga?
Not mandatory...
Bhai bina referal k mili appointment ya nahi
@@sunildmaniax6120
Ha mil toh gya...
Ab uss din jakr pta chalega kya hota hai...
@@bloomsters48 aapke appointment ka kab date hai bhaiya
@@bloomsters48kya rha aapki appointment ka. Bina referral k ho gya
Mujhe appointment mil gya tha 11 oct ka cardiovascular department me but wo ab show nhi ho rha hai..portal pe no appointment show ho rha hai aisa kyu
Bhai refferal hona chahiye kya appointment me likha hai appointment me refferal hona chahiye varna appointment cancel ho jayegi
No referral needed
Bhai appointment book krne k timing kiya joti h hmare pass to kuch bhi show hi nhi kr rha h
Yehi to dikkat h kisi kisi department ki appointment book nhi ho rahi
slot not opened yet ho rha h bhai kis time me hoga plz batana
Bhai updated raho.. Otherwise offline jana hoga subah 8 baje
Bhaiya meri ma ke hath me bahut jhujhuni hota hai aur blood fingure me jama ho jata hai...dard v hota hai kis department me dikhwana chahiye...plzz reply kijiyega bhaiya..
Cardiology Department under treatment of Cardiovascular..
@@JUSTVIVEKTECH 🙏
brother mere father ke muh ke ander kafi jakhm hai oral se related toh mughe kis dipartment ko dikhana chayei
Oral and Maxillofacial Surgery
@@JUSTVIVEKTECH thank you
Sir mujhe gyne m dilhana h follow up patient hun but online appointment mil nhi rha h
Koi nhi Offline chale jao.. Subah 8 baje
Gyne डिपार्टमेंट मे फॉलो up पेशेंट का slot not open yet लिखकर आ रहा है क्या फ़ॉलो up का ऑनलाइन book नहीं होता है क्या
FollowUp का book होता है जिस patient का book करना है उसका UHID No से हो जायेगा
M bahut din se try kr rhi . Slots are not opened yet .
Online appointment m kis time open hota h slot
Jis department slot available ho usmein appointment lelo
@JUSTVIVEKTECH dikhana to skin m h.aur open dikhe aisa kbhi dikha nhi
Bhai aiims delhi ke andar online oppointlene par jhajjar hauana hospital aa raha hai ye delhi hai ya haryana
Jhajjar hariyana ko chodkar baaki sab Delhi Aiims ki buildings hai
Bhaiya aiims me doctor ko dikhane ke charges lgte hai ya free hai
Free hai....
Sir aisa toh ni hota hai ki appoitment mil gyi or waha jaakr number hi na lage
8 baje number milta hai
Doston videos sahi me Bina kisi faltu bkvas ke hai isliye like share and subscribe Kr skte h 😅❤
Sir ji
Kya yaha par lower back pain ka ilaaj ho sakta hai
Mai 3 saal se bhut pareshan hu😢
Kai dr ko dikhaya koi aaram ni
No..
Aapko Physiotherapist ki need h bro...
@@JUSTVIVEKTECH ओके सर जी ❤️
Bhaiya hame intestine me tb hai to ham kon sa department choose kare😢 please bhai please jawab dijiyega
TB hospital Delhi Mehrauli mein hai....
AIIMS mein Gastroenterology department check krwa sakte ho
@@JUSTVIVEKTECH bhaiya aapse baat karna hai email please bhai
Bhaiya mera bhai ka ek hath kaam nhi krta toh konsa department choice krna hota
New registration me kiske bare m fill Krna h . Patient ya uske sath Wale k bare m or fees kitni h ..or appointment k bad kya kare age ... Plz btaye. . m subscribe krungi tabhi
Ek Mobile number se multiple members add ho skte hai... Aapko patient ke name ppr appointment leni hogi jisko consult krna hai....
Free appointment hai
@@JUSTVIVEKTECH endocrinology m dikhana h full Ara h slot
Update raho ya offline jana hoga subah 8 baje
Meri mummy ke hath per me dard rehta hai 😢 isko English me kya kehte hai or mujhe ofline appointment lena hai, uski process bata do 😢 please reply 🙏🙏🙏
Aapko Orthopaedic department mein appointment leni hogi Rajkumari building....
Offline subah 8 baje jana hoga
Bhaiya aiims delhi m speech therapy hoti h kya?
Testis problem kis department me jayga bhai
Urology Department
Meri uhid se slot open nahi ho raha h kiy karu
Serevr low hoga...ab ho raha hai... August Sept slot available hai....
@@JUSTVIVEKTECH Sir muje Skin department me doctor dekhana haa bt August, September me appointment nehi dekha raha haa...
1:35 followup appointment lena hai na ofline leta main pehle
Already Registered ho to Followup appointment leni hai..
Bhai ko charge bhi lagta hai kya aiims ke andar mujhe dental mein dikhana hai
No fees,
No referral,
Bhai ji endocrinologist ki appointment dilwa do koi
th-cam.com/video/ohW3PfNv6F8/w-d-xo.html ye dekho
@@JUSTVIVEKTECH bhai slopt bhare hue h
@@JUSTVIVEKTECH kb try Krna chaye
Rajasthan aiims show nHi ho rha
Bhai mujhe mummy ko dikhana hai rheumatology me kese karu sab slots book aarhe hai or baaki ke not yet opened
Update rehna padega...
Agar Urgency hai to Offline jana hoga aadhaar documents leke...
@@JUSTVIVEKTECH ho aaya vahi hu abhi 4 mahine tak slots Khali nhi hai or aage ki pre-booking kar nahi rahe bhai kya karu
Thank you so much bro
Hello emargency me kese admit honge
Agr referal na ho to
No issue
Sir online appointment mil nhi rha h
Website issue hai abhi
Okk 🙏
Ye kb open hota h
Nose surgery k liye appointment book karna hai? Kese kare
Main Hospital Rajkumari Amritkaur OPD ..
Surgery option se book karo appointment
@@JUSTVIVEKTECH slots open hi nhi hai vahan par to
@@JUSTVIVEKTECHnhi ho rha
Offline jao fir subah 8 baje
@@JUSTVIVEKTECH dur rehta hu 😢 (Jharkhand)
Sir kya vha daant ka ilaj ho jaata hai
Haannn... Ho jata hai
Appointment fees kitni hoti hai ?
Freeee
Sir main pehle ofline appointment leta hu ab online lelu kya
Hann... Followup appointment lelo
Otp aane ke Baad login nahi ho raha hai bhaiya
Y open hi nhi ho rha h
Sir mujhe apni ma ka liver ka ilaj krwna h aur other state se hu kse jaau
Apane state ke aiims me chale jayo aap vha dikha sakate ho
Gastroenterology Department in Aiims Delhi under Rajkumari Amrit Kaur building... Aap apne Rajye ke Hospital se Refer leke aa sakte hai...
Morning Subah 8 baje
Slots kab open hote hai? I see slots are not open yet
Be updated
Blood test appointment kaise le
Hematology Department mein appointment leke
Dermatology ka option hi nai hai...
Skin ka hai...
Where is option of dermatology and vd department
th-cam.com/video/ohW3PfNv6F8/w-d-xo.html check out this
Otp nahi aata
Wttts app no. Bhi yahi h
Physical appointment ka option nbi aa rrh hai
No dusra dalke karo
@@JUSTVIVEKTECH aimms Delhi me PRK available hai kya ?... Kitna price hai uska ?