Hi sir apki videos kaafi knowledge wali hoti h Sir thoda jyada technical sawaal h ki apne Jo is video me Jo volt amp meter use Kiya h usme ab 9 led ki seven segment kese connect ho rakhi h agar ho sake to decode karke dikhaye Thanks
Is meter me dual seven display hoti ha Jo ek microcontroller se connect hai 7 segment display ko kaise display mein count Karate Hain main aane wali video mein Bata Sakta hu Thanks
@@totalcircuit sir normal seven segment connection to pata hai but aap dekhenge ki is particular meter me kewal 9 pins hai wo kese hai ye problem hai iska solution help chahiye Thanks
Is metre mein aap 15 amp tak test kar sakte ho 15 amp se adhik test karne ke liye red or black wire mein 10mili ohm ki resistance lagi Hui hai use resistance ke aap Watt bada do lekin resistance 10 Mili Om ki hi honi chahie Example 0.1 ohm 2 watt 10 resistance parallel mein Laga do To iska total hoga .01 ohm yani 10 Mili ohm 20 watt Aap isase 30 40 empier Tak aasani se test kar sakte ho Lekin metre mein pahle wali .01 ohm registence ko hatana hoga Aur main iske upar ek video bhi banaa raha hun jald hi video upload kar dunga Thanks
@@totalcircuit ok thnk you . Ik u tuber power suply bna Raha tha smps se vo bol Raha thaa ke 5 volt he Dena nhi to khrab ho jata h metre yahi confusen thi us ne 5 volt ka adaptor alg se lagaya thaa
Ek Number Sir Ab Mai Backlight Tester Bana Sakta Hu Dhanyawad Sir Video Ke Liye 🙏🙏🙏
Okay 👍
Bhai thankyou very much
Muje isi ki talash thi.
Apane o pura Kiya ❤❤❤
Thank You Sir Mai Hi Aap Se Ye Video Ka Dimand Kiya Tha Aap Ko Tahe Dil Se Dhanyawad Sir 🙏🙏🙏
Thanks have a nice day
Good explanation and practical experiment. I will buy this meter and use accordingly. Thanks 🙏
बहुत सुन्दर
Masking the decimal dot is brilliant trick. Beating the technology !! Great
Thanks
Kya bhayank chiz bana diye ho bhai ❤
Many many thanks. Vai ap kamal ho❤
👌👌🌹GOOD TICHING KARTE HO AP THANKS 👌🌹💖😂😆
Thanks
Nice work and thanks for this trick❤❤
Hi sir apki videos kaafi knowledge wali hoti h
Sir thoda jyada technical sawaal h ki apne Jo is video me Jo volt amp meter use Kiya h usme ab 9 led ki seven segment kese connect ho rakhi h agar ho sake to decode karke dikhaye
Thanks
Is meter me dual seven display hoti ha
Jo ek microcontroller se connect hai
7 segment display ko kaise display mein count Karate Hain main aane wali video mein Bata Sakta hu
Thanks
@@totalcircuit sir normal seven segment connection to pata hai but aap dekhenge ki is particular meter me kewal 9 pins hai wo kese hai ye problem hai iska solution help chahiye
Thanks
❤
Ok
આભાર
Good one
Very Nice
Sir resistor ke bajaye 1meg ka pot istamal karsakte Hain Kya . Sir reply as soon as possible till than take care .and have a nice day.
Ji han aap resistance ki jagah per pot variable resistance Laga sakte hain
Great👍
Thanks
Nice. Es meter se 10 Amp. se adhik napne ka jugad bhi bataye sir.
Is metre mein aap 15 amp tak test kar sakte ho 15 amp se adhik test karne ke liye red or black wire mein 10mili ohm ki resistance lagi Hui hai use resistance ke aap Watt bada do lekin resistance 10 Mili Om ki hi honi chahie
Example 0.1 ohm 2 watt 10 resistance parallel mein Laga do
To iska total hoga .01 ohm yani 10 Mili ohm 20 watt
Aap isase 30 40 empier Tak aasani se test kar sakte ho
Lekin metre mein pahle wali .01 ohm registence ko hatana hoga
Aur main iske upar ek video bhi banaa raha hun jald hi video upload kar dunga
Thanks
Ok, Thanks
@@totalcircuit Thanks for this information.
Never thought this could be happened.
Great work❤️
Input 12 volt Dene se kharab to nhi ho ga. 12 volt 10 amp ki smps se?
5 volt se 30 Volt tak supply de sakte ho kharab nahin hoga
@@totalcircuit ok thnk you . Ik u tuber power suply bna Raha tha smps se vo bol Raha thaa ke 5 volt he Dena nhi to khrab ho jata h metre yahi confusen thi us ne 5 volt ka adaptor alg se lagaya thaa
@@totalcircuit30v ke upar
एस्को सोलर पैनल पर प्रयोग कर सकते हैं
Yes
🌻💐
Sir kya is se hum apne ghar ke board ki bijli check kar sakte hai ac check kar sakte please sir reply me thanks sir
No
Thank you for replying sir 😁
❤❤❤🎉🎉🎉
Sir ct transformer online kahan milega ?
Electrical shop per mil sakta hai
सर जी पॉइन्ट में रीडिंग आणि चाहिए जैसे 999.9
Yah Digital Meter 3 digit ka hi hai 4 digit ka meter dusra aata hai
Thanks
Sir mera Jo amp or volt meter hain usmain chalu karte hai 50 amp dikha Raha hai or o vi red colour main. Iska solution kya hai?
Current resistance kharab ho sakti hai jiska man .018 ohm hota hai
Bhai yah kam se kam kitne volt check kar sakta hai
Meter ko modify karne se pahle minimum 0.1 voltage test kar sakte hain
Modify karne ke bad mein minimum 1 voltage test kar sakte hain
🤝🤝🤝🤝🤝🤝👍👍👍👍👍👍👏🏼👏🏼👏🏼👏🏼👌👌👌👌👌
clarity achi nhi aa rhi sir