Chances hai fuse hone ke kyuki stock indicator halogen type hote hai kyuki uske andr element hota hai or vo ek dm se response nahi karte, or LED bulb ek dam se response kar sakte hai isliye flasher ke sath LED bulb hi chalte hai.
Brother help me pls. I have purchased generic t10 led indicator bulb buw when i installed 4 of them then indicator brightness goes low and does not blink but when i install of the leds then they functions normal. How to solve this issue !
@@RitikVerma321 bro do you have Instagram so I can discuss a bit more on this? With you. I really wanted to install all 4 led indicators into my rtr 1604v
hello bhai i need your help mene aaj apni scooty pe lgwaaya moxi wala hi 16 patterns but vo automatic pattern change krrha h aur muje specific chiye to vo Kuch time tk chlra uske baad patterns change krrha h please reply As soon as Possible brother ❤
Bhai maine same yahi install kiya, but petron change nahi ho rahe on off krne pr Aur dusra flasher slow bohut chal raha hai kaafi jeyaada slow hai Aap logo ne video ki speed tej ki hoti hai kya?
Good explanation and good direction to install in bike ❤️
Thanks bro 😁
@@RitikVerma321 yeh jo tik tik ka awaz band nai ho sakta kya ??
@@skumarsahoo4233 nahi lekin jab aap bike chalaoge tab iski awaz bahut kam ho jati hai
Thanks sir ji for your information
Do you know the difference between relay and capicators
Bro jaise stock nrml left right play kaise hota h isme flasher lgane k bd ?
Switch of karne ke baad hota hai
Bina switch ke lga skte h kya ? Jha se indicator oprate krte h vhi se ho skta h kya ?? 😊
Bhai switch toh lagana hi pdega
Stock indicator bulb laga k rakhne se fuse hoga kya?
Chances hai fuse hone ke kyuki stock indicator halogen type hote hai kyuki uske andr element hota hai or vo ek dm se response nahi karte, or LED bulb ek dam se response kar sakte hai isliye flasher ke sath LED bulb hi chalte hai.
Bhai ..Agar flasher lga te hai to normal jo blink karta hai , only right, ya only left work nahi karega??
@@Whokilledraj right or left tbhi work karega jab yeh flasher off hoga.
@@RitikVerma321 on off ka button laga sakte hai na ?
@@Whokilledraj yes
Bhai shi video h wire cut kare Bina install krna bataya
Ji thank you
Brother help me pls. I have purchased generic t10 led indicator bulb buw when i installed 4 of them then indicator brightness goes low and does not blink but when i install of the leds then they functions normal. How to solve this issue !
@@saikatsadhukhan6896 If you change the flasher of your bike then this problem can be solved
@@RitikVerma321 bro I have purchased a dc flasher (relay) and replaced the stock one beside battery but still this not worked.
@@RitikVerma321 bro do you have Instagram so I can discuss a bit more on this? With you. I really wanted to install all 4 led indicators into my rtr 1604v
@@saikatsadhukhan6896 DM me on Instagram
kitna volt ka hai yeh fkasher??
Ab yeh toh nhi pta bhai par bettery pe load nahi aata
How many patterns it have?
@@reubenmark0 12, 13
hello bhai i need your help mene aaj apni scooty pe lgwaaya moxi wala hi 16 patterns but vo automatic pattern change krrha h
aur muje specific chiye to vo Kuch time tk chlra uske baad patterns change krrha h
please reply As soon as Possible brother ❤
Achaa bhai matlb ki agar aap kisi ek pattern par set karo toh vo thodi der baad apne aap change karleta hai ??
@@RitikVerma321 hnn jii bhai kbhi kbhi esaa nhi hotaa pr jaise hi normal hazard se change krta hoon to ye horha h
@@Abhixeditz normal hazard se change? me smajha nahi bhai
@@RitikVerma321 bhai mtlb ki mei 1 pattern use kraa to automatic change horha h
Bro Flash online hai kya
Good 👍
Bhai maine same yahi install kiya, but petron change nahi ho rahe on off krne pr
Aur dusra flasher slow bohut chal raha hai kaafi jeyaada slow hai
Aap logo ne video ki speed tej ki hoti hai kya?
Ho skta hai bhai aapke flasher me problem ho
With out switch hoga ky
@@SOUTHMOVIEREVOLUTIONREVIEW switch toh lgana hi pdega
Simtac ka milaga without switch flasher
Hello bhai ek question he iska pattern automatic change hota he wo off karna nahi aata kyu ki muje ek pattern pe he rakh na he
Bhai isme koi bhi pattern save nhi rheta
Switch me pattern change wla button hona jaruri h kya ?
Bhai uske liye dusre type ka flasher aata hai is flasher me sirf onn off hi kar skte hai or pattern change onn off karte hi change hojata hai
Dc relay lagane ki jarurat hai kya plz batau
iss flasher me relay ki koi jararut nahi
Without switch bi work kr skta h kya ye flasher?
Switch lgana jruri hai nahi toh yeh flasher ignition On hote hi start hojayega.
Rogers Mountains
Bro kindly upload the USB hazard video. Without cutting wire.
bro wire toh isme bhi khi se Cut nahi hui sirf humne socket nikal kar usme wire lgai hai.
Bhai isme mene meesho per dekha usme ye number of led ka systeem samaj nahi aa rha hai
Ye 🤔 tik tik aavaj band nahi ho sakti bhai❤
Nahi kyuki yeh relay ki sound hai
Bro indicator heat ho rha h koi problem toh nhi h n
Bhai thode toh heat hote hi hai
Humne bhi lagaya hai brother lekin aisa nahi jalta hai jaisa pehle hota ta lagane ki baat bhi aisa hi hai
Bhai switch lagana jaruri hai
haa bhai
Bhai yha to ye same 150bka mil rha hai
Designing Aisa hi rahana Jaise tumhara billing kar raha hai
Ignition switch off karne par bhi, chalu hota hai
nahi
Switch ka price kitna h btao
50 rupee tak ka mil jaata hai market me
@@RitikVerma321 ish hazard se battery m kuch problem aata h ya nhi
@@gyaninspired371 koi problem nahi ata bhai
Moxi hazar flashers link de do bro
Check description
Kya bro
Switch moxi wale dete hain ya alag se lana padega?
@@ScreamF6 alag se lena pdega
@@RitikVerma321 switch lagana jaruri hai kya bhai? Bina switch ke nhi hoga?
@@ScreamF6 haa bhai tabhi toh on off hoga
Bhaiya wo capicitar nai 12 volt relay hai 😂
Switch dono wire kidar connection karna thoda slow bolo
Iska pattern change nhi ho rha mera wale meh pls let me know
Switch off karke onn karne se change hote hai bhai pattern
Super bro
Appreciate bro 🤠
@@RitikVerma321 ♥️
Bhai bike pressure wash krne pr koi dikkat toh nhi hogi?
Nahi bhai koi dikkat nahi
Moxi flasher price
Bhai video ke description me link hoga vhan par check kr sakte ho
Price??
200
Us flashar ka nam
Mera b moxi ka hazard h pr usme 5 hi pattern aare esa q
Ho skta hai ki usme 5 hi patterns aate ho
@@RitikVerma321 16 pattern ka hi h
Bhai Koi Bike Garage Mai Le Jaunga To Woh Log Kar Dega Kya ?? Plz Bollo
Kar denge bhai agar koi acha knowledgeable mechanic hoga toh jarur
@@RitikVerma321 bhai Yar Jo Single Mini Switch Hota Hai Na Black Or Red Wala Wo Kitne Ka Ata Hai
Your visor link
Visor wali video ke description me milega bro
Bhiaya O relay hai ... Capacitor nahi 😊
Haa bhai khi baat galt bhi nikal jaati hai par fir bhi jo log samjh gaye unka dnyawad 🙏
Bhai mera kyo nahi jal raha hai😢😢😢
Bhai dikkat hogi khin
I ordered a moxie flasher, but I didn't receive a switch.
Switch alag se lena pdta hai bhai
Ignetion kya hai bhai
@@AmanKumar-ro8db jisme hum chabi lagate hai usko ignition bola jaata hai
@@RitikVerma321 thanks
Aur 160 4v main Siren kaise lgeye
100?😂 ya 16??
or turn lete wqat
Turn lete waqt off karna pdta hai
Capacitor nahi Relay hai vo
sound kafi irritating hain
Pehle apni bike me lgao toh sahi
Traffic mai sunai nhi degi
Bhai mene ye shop se 200 ka lia 😂
Mil gya hoga bro shop se. mere yahan koi esi shop nahi hai isliye mujhe uss rate me hi lena pda
Battery ko kuch hoga kya??
Nahi bro kuch nahi hoga
@@RitikVerma321 kab se use kar rhe ho
Mox🎉🎉250🎉300🎉😅😊
ghatia flasher ha..mera ek din v nahi gaya....😢 Do not buy❌
Bhai ho skta hai ki sirf aapke vala piece hi khrab hua ho aap fir se buy karlo
@@RitikVerma321 Aaj liya tha ajj he kharab ho gaya😐😐
@@abhijitchetia23 bhai vapis kardo agar shop vale se liya hai toh bolo ki chal nahi rha hai yeh