सालों से जिस नींबू के पौधे में फूल नहीं आए इसे डालते ही, पौधा फलों टूट पड़ेगा
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 5 ก.พ. 2025
- सालों से जिस नींबू के पौधे में फूल नहीं आए इसे डालते ही, पौधा फलों टूट पड़ेगा,
आपके नींबू के पौधे में अभी तक फ्लोरिंग नहीं हुई तो जल्दी इसे डालिए, नींबू तोड़ते तोड़ते थक जाओगे#gardening #fertilizer #gardenplants #garden #organicfertilizer #gardentrees #plants #furtilizer #gardenflowers #flowers @Manjugardening1
❤कुंदा बहुत अच्छा फटीलायजर है
Ajmake dekhte hai hoga sahi to sabko seyar karenge ❤
thank u mai yeh fertilyzer jarur use karungi
Thanks for visit 🙏💐💐💐
Too good I shall try in my garden
Bahut badia 🙏🙏🙏🙏
Thanks for visit 🙏💐💐💐
Too good bs thodi video ko short banaye , thanku
Thank you mam for sharing this valuable information on lemon plant care.🙏🙏🙏
Thanks for visit video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐🌹💐💐🌹🌹💐🌷☘️
Bahut achhi jankari di hai aapne
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐
Nice advice
नाइस इंफोर्मेशन
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏🙏🙏
Thankyou for your information... I will try this
बहुत अच्छा है, आप जरूर ट्राई करें 🙏
Thanks so much for this valuable info.
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐💐
Bahut badhiya jankari di aapne 😊👍
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐
Bahot badiya👌🏻👌🏻👌🏻👌🏻
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐
@@Manjugardening1 mam grow bag ke niche kya rakhe air flow ke liye aapne woh black mat kounsi dali hai
Very well 👏
Thanks for visit 🙏💐
Tq Manju ji nice information 🎉🎉
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐
नमस्ते मंजूजी आप बहोत अच्छी जानकारी देती हो मेरे निंबुके पेड में फंगस हो गई है पेडके पत्तो के नीचे वाले हिस्से मै पत्ता पूरा सफेद सफेद हो गया है तो क्या करना चाहिए
🎉🎉nice😊
Thanks for visit 🙏💐💐
Good video try krungi
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐
Nice information 👍
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏
Very good information 👍
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit 🙏🙏💐🌹💐💐
Bahut sahi
Thanks for visit 🙏💐
thank you ji
Very nice 👍
Thanks dear thanks for visit ❤️❤️❤️❤️❤️💗💗💐
Bahut achha fertilizer
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐
Mere nenbu ke plant mein bahut phal lagte the jab woh gamle mein tha magar jab use zameen(mitti)mein lagaya to us mein phal phool lagna band hogaya. Keya karein ki us mein phir se phal phool aane lage.batain plz.
Video dekhne ke liye dhanyvad plant ko jameen mein jab lagate Hain Na to plant Apne growth pakad leta hai vah time lagata hai adjust hone mein aur jab ham jameen mein chahe grafted lagaen ya hybrid plant lagaen to vah ekadam se fourting ya flowering FIR nahin karta hai usko space jyada milta hai vah failne mein growth mein time lagata hai aap plant ko nutrition Den acche se usko Dhyan Den vah karne lagega flowering aapka
👌😍
💐💐💐💐
Bhut achhi jankari
Video dekhne ke liye dhanyvad
Kya baat hai🎉
Thanks for visit 🙏💐💐💐
Bahut sundr
Thanks for visit 🙏💐💐
मेरे नीबू के पेङ में फूल आ गये है, खिल भी गये हैं। फरवरी शुरू हो गया है। क्या मैं इसे बङे गमले में शिफ्ट कर सकता हूँ?
ખુબ સરસદિદિ આઈડિયા સરસ છે. હુ પણ આજરીતેકરીસ
Bahut hi badhiya aapane bataya fertilizer bahut acchi protein ho rahi hai
💐💐💐💐💐🙏🙏
😊 bahut achcha bahut hi badhiya bataya😊 bahut acchi badhiya shooting ho rahi hai
Thanks dear thanks for visit 💐💐🌹🌹🌹♥️♥️
बहुत ही सुंदर 🙏🙏 जय माता दी 🕉️🕉️🙏
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐
❤❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Thanks for visit 🙏💐💐
very nice information
kya pehla fruit ya fll hta dena chahiye? podhe ki growth ke liye
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han pahle aap plant ki growth hone den tabhi to plant Apne per fal ya phool Ko Rakh payega
🙏👌
Thanks for visit 🙏💐💐
मंजू मॅडम बहोत खूब सूरत बता रहे हैं
Video dekhne ke liye dhanyvad ji 🙏🙏💐💐💐💐💐
Bahut achi jankari hai mam.. plz give online link for buy lemon plant
Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad ji online Maine video Dali hai plant kahan se liye hain aap mere channel per visit Karen aapko latest hi dikh jayegi
Bahut healthy plants🌱 bahut achi jankari 🎉bahut acha fertilizer👍
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit 🙏💐💐💐
Mere nenbu ke plant mein pahle nenbu bahut lagte the jab woh gamle mein tha magar jab us plant ko zameen (mitti) me lagaya to us par phool aur phal lagna band ho gaya. Keya karein? Batain plz.plz.
Nice
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
Bahot acchi jaankari.......very nice......very hardworking.....thanku soooo much.....hmesha aise hi hme acchi jaankari dete rhiyega ❤❤
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹💐💐🌹🌹
Upaaye batao paudha me leman kai aayega
Is video mein upay hetu bataya Hai lemon kaise aaenge kuchh baton ka Dhyan Rakhna hai aur kaun si fertilizer dalna Hai bataya hai
Manju ji...maine 3 mahina pahele nursery se nimbu ka plant lakar 20 litre ke backet me lagaya tha...dhodi growth bhi hui mgr ab usme growth ruk gayi to mane gudai ki to uske roots ki growth hui nahi aur aasani se nikal gayi ....ab usko report karna padega to ...uska tarika batiyiyen plz 🙏
Aapane plant ko Sahi tarike se report nahin kiya, nursery se lae hue paudhe ko sidhe bahut bade pot mein report nahin karna chahie aapko pahle 10 ya 12 inch ke gamle mein hi Kisi bhi plant ko report karna hai, agar aapka plant abhi sahi hai to aap acchi Si soyal banaaiye aur Neem Khali jarur Mila dijiye aur bhangi side bhi Mila yah sahi mein aur FIR usko acche se laga de Pani bahut nahin Dena Hai jab soil Sukh jaaye tabhi dena
Mam hmara mango tree ke flower aate hai or vo jal jate hai uske liye kch bta dijiye
Mango plant pe video Dali hai use dekhen aap, sarson ki Khali mat dena jyada gobar ki khad bhi mat dalna plant mein, Pani bhi jyada nahin dena
Mere nimbu k plant mei brown color ki chipchipi gum nikal rahi hai suggest me plant 6 7 saal ka hai
Video dekhne ke liye aapka बहुत-बहुत dhanyvad ji yah Jo gam nikalta hai iska gharelu Jo Tarika hai aap isko hatayiye aur jis bhi pot mein Jahan per aapka Jo plant Laga hai Na iski mitti ko nikal kar use jagah per laga dijiye vah theek ho jaega
Mere jamun ,ar aavleka podha ५/५ salke ho gaye
Uchi १०/१० feet ho gai lekin fal ful kuch nahi kya upay karu? Please bataiye
Ji aapane plant kahan hai pot mein hai ya jameen mein hai, aur plant grafted hone chahie acchi variety ki unmen to 6 mahine mein Hi flowering hone lagti Hai, aur plant ki aapko root ki training karni hogi jade bahut Ho jaati Hai vah aap Dhyan Den plant ko achcha nutrition Den aur aanwale ka plant ko taiyar Karen aawale July August Se lagne shuru honge, plant aapke itne bade ho gaye hain plant Ne growth Le li hai aur flowering nahin ho rahi hai iske upar Se tip ko cut Karen
Black or yellow gud
Jo aap use karte hain vah le le agar Purana hai vah aur bhi achcha hai
Bhut badhiya jankari Di aapane ❤ m bhe try kar k apni bhiya m dalungi ❤🎉🎉🎉🎉🎉🙏👌
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit dear sister 💐💐💐💐🙏🙏
Gud kaun sa hai
तुमजोबीजडालतेवोबहुतजलदीबतावोजादासेबातबादमेकरो
म
Ji Maine sari kam ki baten batai Hain yah Janna bahut jaruri hota hai jo maine batai Hain, Keval fertilizer dalne se hi achcha nahin hota
Hame. Nimbuke. Bareme. Bata. Mozambique. Tu. Khalena.
Mam mera baromasi pati lemu ka plant hai jab main use nursery se lai thi to usme lemu the aur phool bhi the lemu pekne ke bad maine use tord Lia ab 2 ya 3 mahine ho gaye hai lekin usme phool nahin aarahe hain aur growth bhi nahin ho rahi hai please batayen main kya karoon jis se usme phool aye please batayen na
Video dekhne ke liye dhanyvad baramasi mein ab falaudi aane ka samay ho raha hai aap plant ki gudai karte rahe usmein varmi compost ya gobar ki khad den aur aajkal sarson ki khali ka liquid fertilizer bahut best hota hai use jarur Den usse bahut achcha growth hoga, aur aap meri video aur bhi hai isase pahle wali video hai plant ko taiyar karne ki flowering mein kya khad Maine Dali thi aap dekhen aur apply Karen
काम की बातें कम और फिजुल की बातें जादा !
🌹🌹🌹
मैंने 15"के गमले में नींबू का पौधा 5साल से लगा हुआ है। लेकिन नींबू नहीं आ रहे हैं।
जी अगर आपने बीज से पौधा लगाया है तो 8, 9 साल भी लगा सकते हैं हां अगर आपने ग्राफ्टेड प्लांट लगाया है तो आपको कुछ फर्टिलाइजर प्लांट को देना होगा आपने अगर एक ही पोट में 5 साल सेप्लांट को लगाया है तो आपको प्लांट को बाहर निकाल कर उसकी रूट की ट्रीमिंग करनी होगी और उसमें न्यूट्रिशन डालना होगा नई अच्छे से मिट्टी बना करके तो अभी आने वाले सीजन में फिर आपके प्लांट में फ्लोरिंग हो जाएगी
एक साल बाद अवश्य आयेगे
Madam mujhe ek favor Karoge, main nursery se ek Nimbu ka paudha Lai hun usmein bharpur jhade Bandh Ke rakhe hain, usko toda Kat Ke Rakhna hai kya? Maine aise hi lagaya hai lekin abhi 15 din ho gaya hai growth Nahin hua,kyo batayenge kya.
Ji abhi aap koi bhi plant nursery se lekar aaoge aur usko aap report kar den lekin abhi growth bilkul nahin Ho Gai March ke mahine se new growth shuru hogi, plant ko ful sunlight mein rakhen jyada Pani Na den
Mam star fruit ki potting mix kause banate hai
Kya plant pr spre bhi kr skte h
Ji kar sakte hain lekin chhan ke kijiega jis anupat mein Maine bataya hai dalna usi mein aap spry kar sakte hain
Bahut achchi jaankari di aapne , mam mere anar me phool toh bahut aate hai per jhad jate hai 4 saal purana plant hai kya karu please guide me 🙏
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji Maine anar ke plant ki video kuchh dinon pahle hi channel per Dali hai bahut sari tips batai Hain fertilizer bataye hain aap dekhen aapko bahut achcha result milega
@Manjugardening1 thank you mam 🙏
बहुत बात करती हैं.... काम की बात करे तो अच्छा हैं 😅
वीडियो देखने के लिए आपका बहुत-बहुत धन्यवाद इसमें आप कमेंट करके लिखना कौन सी बात बिना काम की है सारी काम की चीज बताइए जो कि हमें ध्यान देनी होती है केवल खाद ही डाल दो सीधा उससे नहीं चलता है आपको नहीं देखनी है तो आप मत देखिए मेरी मर्जी में कितना बोलूं क्या करूं
बहुत अच्छी है!!!!!!!!!
Ma'm Guawava me flowers & fruit lane ke liye kaun sa fertiliser dalna he kya ise use Kr sakte he
Ji han bilkul ise bhi dal sakte hain bahut hi useful hai
Tanduri chicken daal sakte hai kaa? Girind karne ke baad?
Kripya zarur bataawein behen.
Han dal Lena Hari chatni aur Lal chatni bhi sath mein dalna
झाड बी से है या कलम है ये बताये
Grafted plant hai
Bahut achcha bahut hi badhiya bataen bahut achcha fertilizer bahut sari protein flowering ho rahi hai main radhe-radhe gardening wali aapki friend hun yah Mera news channel hai🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Thanks dear video dekhne ke liye dhanyvad Maine aapka naya channel join kar liya hai
Mem ye fertilizer december january main dal sakte hain
Han
Thank you Mem
Fatelizer ka naam kya hain
Soya bean ki daal
Jasmine star ki care kaise le kya cowdung liquid fertilizer sabhi plants me dale
Ji han cowdung liquid fertilizer sare plant ke liye beneficial hai Jasmine plant ki video hai channel per aap dekhen
Sabji bana rahe h kya
Mam mera lemon kagzi variety 2.5 yrs purana h ...lemon to bahut aate h but pakte nhi h...hard aur hare rehte h
Video dekhne ke liye dhanyvad aapka plant kahan laga hai agar jameen mein Laga hai to agale flowering hone se pahle usmein thodi gehri gurai karna aur acche se nutrition dalna, aur agar kisi pot mein hai to ab usko dhai sal bad aapko uski root ko bahar nikal kar halki halki root cut karni hogi Puri Jo mitti hai na usko acche se report karna hoga plant ko aur FIR acche se nutrition Dena hoga plant ko ful sunlight mein Rakhna hoga
Madam mude par raho fatelizer ka naam kyeon nahi bata raha ho???
Ji video dekhne ke liye aapka dhanyvad video mein sab chij clear kari hai Sara fertilizer ka naam bataya hai kis tarike se banana hai dekhen banane mein bhi time lagta hai sari chijen samjhai hain maine itni mehnat ki hai aap please video to dekhen yah Soya been ki daal hai jisse nutrila bhi banti hai,
माझ्या कडच्या निंबुच्या झाडाला पानाच्या खालच्या बाजूला बुरशी लागती आहे खूप सारी पाने बुरशीनी भरली आहे तर काय करावे
Mai beej se ugaya haipaudha ko 3Saal ho gate abhi tak koi bhi flower fal nahi aaya hai
Acchi variety ka grafted plant linen nursery se 6 mahine mein Hi flowering Hoti Hai bij se lagaya paudha 7 , 8 sal mein flowering karta hai
Mere 3years ke plant me flowers bahut aaye fal bhi laga. But maximum fruits gir gaye kuch bacha hai wo matar ke size sebada nahi ho raha hai..
जी मैंने इसमें सारी कंडीशन बताई है टिप्स बताएं हैं प्लांट में वह जरूर करना है पानी का बहुत ध्यान देना है और न्यूट्रिशन दो आपके फ्रूट बड़े होंगे
Itna bolati hai fatafat kam ki baat Bata de
Pure video mein kam ki baten hi batai hain aur dikhaya bhi hai acchi chij dikhai hai kam ki baten batai Hain,
😂😂😂
😂😂😂
सच कहा बेटा , काम की बात जल्दी बताना चाहिए, वरना वीडियो देखने में बोरियत होती है
Pehle 10min skip karo
Namaste didi ji hamare kathal ka ped mein fal nahin lagte lagte Hain phool jhad jaate Hain upay bataiye Jaise fal lagne Lage
Ji aapka kathal ka ped kitne sal ka hai aur aapane kahan laga rakha hai ho sakta hai abhi usmein Keval Mel phool hi a rahe ho agar नया-नया plant hai to fir female phool aaega
Hello Manjuji... Mere pot mein aur fertilizer ban raha hai usmei choti choti chiti jaise insect ho jaate hai. Woh insect kya hote hai ? Woh kaise jaate hai ? Kya woh pest hai ?
Jis pot mein aap fertilizer banate hain use bilkul air tight karke rakhen
Thank you so much. Mere lemon ke plants mei mustard cake aur gobar + besan wali khaad se zabardast flowering ho rahi hai. Par apna jaise kaha meine sab flowers Tod diye aur ab leaf aa rahe hai. Sirf 4 flower rehne diye... 😅 4 mast bade nimbu aye hai. Mera plant naya hai, 1 mahine pehle nursery se liya tha. Ab healthy ho raha hai
Mam aap kya khate ho,itni energy kaise aati hai😮
Thanks dear video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad energy to aap logon se hi milati hai aap logon ke अच्छे-अच्छे comment se like se
Mere nimbu ka ped badh hi nai raha hai aur usko patte kide kha ja rahe hai kya karu ek bhi phool nimbu nai aaya jaise growth hi nai ho raha please bataiye
Video dekhne ke liye dhanyvad ji Maine fertilizer aapko bataen hain inhen aap daliye ab February manth se aapke usmein fruiting hogi, aur kidon ke liye aap Neem oil ka spry karte rahe Neem oil mein baking soda Mila len aur shampoo Mila le uska spry karte raho to kide nahin lagenge
Madam mere nimbu k plant mein thorn bahut hain kyunki mein ne seeds se lagaya hai kya usme flowering nahi hogi
5 ya 6 sal lag jaenge, flowering your fourting hone mein
Tensalka mango plantme fruiting nahi he 😊to kya karna hoga. Upay batlayeji.
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad, yah paudha aapka jameen mein hai ya kisi gamle mein hai, ji aap apni paudhe ko achcha achcha fertilizer Den uski thoda gahrai se gurai Karen usmein potasium Phosphorus calcium bone mil yah dalen aur sath mein gobar ki khad ya varmi compost jarur dalen plant ko taiyar Karen jab plant mein new growth hone lagegi uske bad aane Wale season mein flowering hogi tab aap gobar ki khad mat dalna lekin aap dekhen ki plant acchi variety ka ho aajkal grafted plan chale hi अच्छी-अच्छी variety yah unhen lagaen yah plant to mujhe bekar hi lag raha hai
Very Yuseful tips for gardening.thank you for it's .बागवानी प्रेमी यों हेतु बहुत ही उपयोगी जानकारी दी है आपने एतद् हार्दिक आभार धन्यवाद शुभकामनाएं!
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹🌹💐🌷🌷
Til ka Khali til ke badle dal sakte hai kya
Ji til ki khali ka aap sem sarson ki Khali ki tarah banakar apply kar sakte hain ismein aapko seeds hi lene hain
Awoid unnecessary comments to shorten the length of the video although the information is useful.
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹🌹💐💐🌹💐🌷☘️🙏💐🌹🌹🌹🌹🌹
Mere mosmi k plant k leaves neeche ki trf mud rhe h .. please reply
Pani kam dalen ful sunlight mein rakhen aur plant ko varmi compost ya gobar ki khad bhi dalen
Leaves ko check karen....kahin back side per black keeda to nahin laga
Hamare lemon ke plant mein growth nahin ho rahi hai growth ke liye kya fertilizer Dena chahie
Video dekhne ke liye dhanyvad yah fertilizer daliye yah growth bhi karte Hain plant ki aur bhi mere channel per video hai use dekhiae aap ek mahine pahle Dali Hain bahut achcha result milega
Mam be pleased to write the names of the ingredients used for your formula, when you mention the names they can't be clearly heard, thanks।
Video dekhne ke liye dhanyvad ji , Maine ingredients ke naam bata diye hain , video ko dhyaan se dekhna aapko samajh aayega. Bahut clear karke samjhaya hai fir bhi aapane kaha hai ki aap kam ki baten kam kar rahe hain fijul jyada is per bhi aapke samajh mein nahin aaya, isliye hi samjhana padta hai detail se jyada batana padta hai
Six sal ka nibu jmin pr lga fool nhi aa rha
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad aapka paudha seed se grow hoga tabhi fal nahin de raha hai ab usmein 7-8 sal lag jaate Hain, aap burai Karen aur yah nutrition Dale to aane Wale season mein flower aane lagenge aur aajkal na grafted plant milte Hain bahut acchi variety ke aap unhen lijiye 6 mahine mein hi phool aane lagta hai plant mein 🙏🙏🙏
Gardenia me dal sakte hai kya kaliya gir rahi hai please
Ji han dal sakte hain aur Pani ka Dhyan Den Pani kam dalen isase phool aur kaliyan gir jaati Hain jyada Pani hone se
Madam Aik poda chahiye tha kumcard mil saktaa hai kya 🙏
Ji mere channel per video hai online plant liye the Maine Dali hai aap vahan dekhen aur aap usse le le
Aap kahan se ho aur aap grafting paudhe kahan se lete ho
Ji Maine channel per video Dali hai online paudhe kahan se lene hain aap video dekhen aur aap Manga sakte hain
Mera mosambi ka paudha lagane ke 2 din mein he sukhne laga. Kya galti ki hogi maine. Please help.
Ji paudha lagate samay uski Jo root ball hai na usko bilkul disturb nahin karna hai aur Pani bahut nahin dalna hai paudhe Ko एक-दो din Chhaya wali jagah per Rakhna tha
Are yaar 100rs ka package milta he bone meal ka wahi dal do
Til or soyabean bhi to costly hai.
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji 50, 50 gram Liya hai yah kafi plant ke liye ho jata hai isase sasta option aur kya hai
मेम मेरे नीबू के आधे पेड़ मे नीबू लगते है और आधे पेड़ मे नीबू नहीं लगते है मेरे को क्या करना चाहिए
वीडियो देखने के लिए धन्यवाद जी जी आधे भाग में नींबू नहीं लगते हैं उसे भाग को आप हटा दीजिए वह खाली प्लाट की एनर्जी ले रहा है काट दीजिए न्यू ग्रोथ होगी तो फिर लग सकते हैं दूसरा यह देखें कि यह पाट कहीं ग्राफ्टेड पोर्शन से नीचे तो नहीं है वह जंगली शाखा होती है उसको तो हटाना ही होता है उसमें फल कभी नहीं लगते हैं
Very long debate
Mam hamare nimboo ke plant mai nimboo to bn gye hai lekin bde nhi ho rhe kewal Bindu jaise hai kya kru please reply
Ji plant ki gudai karte rahe plant mein nutrition Den yah khad Den Jo Aaj Maine batai hai isase pahle bhi mere channel per video hai use aap dekhen,
Thanks
Nutela kya he
Nutrila,( Soya badi,)
मैडम नीबू मेरे 3 साल हो गए है फल नही आ रहे
जी आपने नींबू का पौधा बीच से लगाया होगा शायद इसलिए फूल फल नहीं आ रहा है आप अच्छी वैरायटी का ग्राफ्टेड प्लांट लाइए नर्सरी से या फिर अच्छी वैरायटी के प्लांट से कलम करके या कटिंग करके लगे तो उसमें आपकी फल लगेंगे
Mere star fruit plant par jab fruit ate he to vo kale ho jate he 100 .fruit bante he aur kale ho kar gir jate he kiya karo ?
Ji jab plant mein over watering Hoti hai to fal Kale hokar ke hi girte Hain, Pani jyada na dalen drainage hole Sahi hona chahie plant ful sunlight mein rakhen, fal pure ban jaane ke bad fungisite ka sprayr bhi Karen
Thank you ❤
❤❤❤❤❤❤❤
Thanks 🙏