Hello sir aap ka ye video dekh kar mene bhi amzon se order kiya or aaj aa bhi gaya parcel but me door to aap jesa nahi he colors laga huva he to colors me chipak jayega???
Han Laga sakte hain ismein kya hoga ki jo aapke darvaje ki boundary per tape laga rakhi hai tape lagi rahegi aur jo velcro velcro se nikal jata hai to matlab jab dobara lagana ho to Laga sakte hain
Depend karta hai wall kaise hai agar plastic paint hai to lag jayega.. ya fir aapko iske saath push pins de rakhe hote hain unhe use karna hoga.. ya fir kahin aur like the iron frame of the door
haan ekdum sahi hai .. mein dho chuka hun isse 2 baar sahi kaam kar raha hai.. kharab hone jaisa kuch hai nahin .. bas jaali damage nahin honi chahiye baaki sab set hai
Brother my laptop is Sony Vaio SVE15137CNB, I want to upgrade ram but don't know the max capacity could you please help me out what's the max ram support so I can upgrade it
Bhai bilkul aa sakta hai. Yeh ek option hai unke liye Jo loge ka darwaza lagane ka kharcha nahin kar sakte. Jinhe fast easy and mast hawa waala solution chahiye
Thank You sir your vedio perfect solution ❤
Glad that you liked it
Likin agar alag alag door saij diffrance hay to kayse karke achual saij ayega jara bataiye please
Dost har door aapko alag se naapna padega...
Hello sir aap ka ye video dekh kar mene bhi amzon se order kiya or aaj aa bhi gaya parcel but me door to aap jesa nahi he colors laga huva he to colors me chipak jayega???
Haan araam se chipak jayega bas aap saaf kar lena ek baar geele kapde se aur sookhne dena
@@light_sky ohk thank you
What colour is this? Grey or dark grey?
I really don't remember but it must be grey
Kaya isse nikal kar phir laga sakhate when not in use
Han Laga sakte hain ismein kya hoga ki jo aapke darvaje ki boundary per tape laga rakhi hai tape lagi rahegi aur jo velcro velcro se nikal jata hai to matlab jab dobara lagana ho to Laga sakte hain
@@light_skybhai kya subah nikal ke raat ko laga sakte hai matlab roj roj asa karne se kuch kharab to nahi hoga
@@manishpatro8015 bahut mehnat ho jayegi .. and aisa karne se iski tape kamzor hogi . Aisa karne se mahine tak hi chal payega aapka kaam.
@@light_sky acha asa? fir kya karna sahi rahega batayega humko subah ye net nahi chahiye bas raat keliye,koi aur option he to batayega
@@manishpatro8015 mat lo yaar aap fir 1000 rupaye mahine mein kharab jayenge
Does it is work yaa mesh door i stall krna better hoga
Yaar mast kaam karta hai better than mesh door as yeh na automatically close ho jaata hai ... Haan door overall is better
Thank you sir
Your welcome
SarPathar Ki frame per Chipak sakta hai kya
haan araam se ... yeh tile hi thi rough waali to araam se chipak gaya... agarnormal double tape chipak rahi hai sahi se to yeh bhi chipak jayega
Divar pe tep lagane ke baad push pins lag sakti he kya?
Nahin , kyun lagani hai. Push pins to wooden door frames ke liye hai
@@light_sky to ye divar pe chipak jayega kya?
Mujhe bhi mosquito door net buy kerna hai. Size hai 39 inch width and length 85 inch hai.
Jo aapne dikhaya hai ye hi chahiye. Kua rate hoga idka
Bhai video ke neeche link de rakha hai Amazon ka. Apna size naap kar le lo
Best
Ye direct wall pe stick hota hai kya
Depend karta hai wall kaise hai agar plastic paint hai to lag jayega.. ya fir aapko iske saath push pins de rakhe hote hain unhe use karna hoga.. ya fir kahin aur like the iron frame of the door
Ye milega kya price kya hai
Yaar neeche link de rakhe hai .. amazon se mil jayega
Lohe ke gate pe kaise lagega
dost lohe pe araam se lagta hai maine apne 3 mein se 2 darwazon ke lohe ke frame mein hi lagaya hai
Can this be removed for washing?
Yes it can be washed
Pl price kya h kanha kaise milega reply kare thank
Bhai video ke neeche likha hua hai sab.. Amazon se milta hai link de rakha hai
how it is working after 6 months
It's working just as it was working when new, we washed it 2 times as well
Let's see I am gonna install it today@@light_sky
Sir ye washable hi kya
Yes it is washable
How much for square feet for back door with ss net and ss frame
Links are below the video there are different sizes you can order according to measurement
Bhai 8 months ho gye hai is video ke kya abhi bhi net ka quality acha hai?
haan ekdum sahi hai .. mein dho chuka hun isse 2 baar sahi kaam kar raha hai.. kharab hone jaisa kuch hai nahin .. bas jaali damage nahin honi chahiye baaki sab set hai
Brother my laptop is Sony Vaio SVE15137CNB, I want to upgrade ram but don't know the max capacity could you please help me out what's the max ram support so I can upgrade it
Upto 16gb without any issues.. in any config. Best would be 8 + 8 . Links are provided in the description
Niche se to mosquito ya koi jamvar ja shkta heyyy Khaha achhi heyy
Bhai bilkul aa sakta hai. Yeh ek option hai unke liye Jo loge ka darwaza lagane ka kharcha nahin kar sakte. Jinhe fast easy and mast hawa waala solution chahiye
कहां से मंगवा सकते हैं
Bhai video ke neeche link de rakha hai .. Amazon par available hai
Kote भेटते हे
Samjh nhin aaya dost
👍
Thanks Suresh
Bilkul ganda ...kiyuki nichese to ye khula heyy eska koi upay to hoga vo batavo
Kyun neeche se kyun khula hai, poora cover rehta hai haan pets like cat dog can pass but no insects or mosquitos
Hai brother my desktop hp elaitebook
How upgraded that please explain
Or your number pls
You can see the video my friend it's all mentioned step by step