@@HarshJourneysbhai 1 bje raat ko Taxi mil jae gi Terminal 1 ke liye ??? .... Easier way to reach to the airport from New Delhi railway station??? plz tell
Bahiye new delhi sey old delhi k liye last metro kitne baje hain? Nd new delhi station k konsa plt sey metro tak jaldi pachpaungi. Plz reply. Mein 1st time jaungi delhi. Woh bhi rat ko 11 baje plz reply sir
11:30 Tak aapki metro mil jayegi aapko plate form no 16 ki taraf exit lena hai user skyway he help le Lena is channel par aur bhi video hai jo aapki help ke liye acchi hai
It’s near about 3km. AAP chahe to auto ya rented bike bhi le sakte hai nearest station New Delhi Railway Station NDLS 2 Shivaji Bridge Railway Station CSB 3 Tilak Bridge Railway Station TKJ
Yellow Line New Delhi Rajiv Chowk Patel Chowk Central Secretariat Udyog Bhawan Lok Kalyan Marg Jorbagh Dilli Haat INA AIIMS Green Park Hauz Khas Change Train Magenta Line Hauz Khas IIT Delhi RK Puram Munirka Vasant Vihar Shankar Vihar Terminal 1 IGI Airport Sadar Bazaar Cantonment Palam
Accha lagah.Aisa lagra hai yek pal ke liye mein New Delhi Railway Station mein kada hun aur yeh sareybath ko taalmael karraho hun.
At 7:18 Iconic WAP 5 loco number 3000.The first WAP5 locomotives number 3000 directly imported from ABB factory in Switzerland.
Thanks
very nice #newdelhirailwaystation #newdelhirail station
ye rasta bahuton ko nahi pata tha bahut achha kiya aapne bata diya
Rhanks
Thanks
@@HarshJourneyshmne suna delhi me kapde bahut saste milte hai
@@HarshJourneysbhai 1 bje raat ko Taxi mil jae gi Terminal 1 ke liye ??? .... Easier way to reach to the airport from New Delhi railway station??? plz tell
@@ankush9985 you will find also you can go with Ola Uber
New delhi railway station is in my mind forever
Thanks for comment
Thanks for comment
Me pahli bar new Delhi aa Raha hu isliye jankari bahut zaroori hai 😅
Me bhi isliye dek Raha hu
Same here bruh @@TravelingA876
Mai v
Kaisa rha experience?
@@Chaubeyji12_akele gye the?
New Delhi railway station per ticket kahan milta hai Orr 3 number platform kidhar hai
Bhoth acchi video banai he sar me new Delhi se hu phadganj
Shukriya dost
Nice information
So nice of you
yatriyon ko is video ke madhyam se kafi help milegi
very informative video
Glad you think so!
Thank brother ❤
Morning arrival karne pr fresh or bathing ke liye ky suvidha hai station par new delhi (sleeper ticket hone pr)
thanks
New delhi station main reservation counter kaha hai?
Bhaiya ji entry gate se ticket lete hue platform number 13 ki aur ek video banai hai.... please
Ji
Can you please tell me exactly where is the Ola/Uber pick up point while exiting from Ajmeri Gate side .
Out side of station near parking areas
हमने तो कुछ बार न्यू दिल्ली में ही उल्टी ट्रेन चलते देखी थी
😄😄😄😄
nice video
Thanks
Bahiye new delhi sey old delhi k liye last metro kitne baje hain?
Nd new delhi station k konsa plt sey metro tak jaldi pachpaungi. Plz reply. Mein 1st time jaungi delhi. Woh bhi rat ko 11 baje plz reply sir
11:30 Tak aapki metro mil jayegi aapko plate form no 16 ki taraf exit lena hai user skyway he help le Lena is channel par aur bhi video hai jo aapki help ke liye acchi hai
@@HarshJourneys 11.30 k baad aur nehi hain sir?
nice
Thanks
Bapu dham jane ke liye kaha se bus milega? Paharganj or Ajmer gate? Kaha pe ana padega bus k liye?
Ajmere gate
Bohot achi lagi aap ki video Bhai ❤
Free Faisal Karachi Pakistan
Thanks brother love from Bharat
New delhi railway station se lady Hardings medical and college and hospital kitna dur h please reply waha kaise jayega
It’s near about 3km. AAP chahe to auto ya rented bike bhi le sakte hai nearest station New Delhi Railway Station NDLS
2 Shivaji Bridge Railway Station CSB
3 Tilak Bridge Railway Station TKJ
Don’t forget to subscribe the channel please
@@HarshJourneys ok
Sir platform no 2 pe कैसे जाना है please बता दीजिए
Foot over bridge ki madad se aap kisi bhi platform par ja sakte hai waise aapko paharganj ki taraf se aana chahiye
@@HarshJourneys ok sir ji
Delhi Sarai Rohilla Jane k lye 16 no. Ki trf ana padega ya 1 no. K trf
1 no Paharganj ki taraf se aapko bus mil jayegi
Chennai jane k liye kon si train milegi or uska time kya hoga
Aapko ndls se train mil jayegi aapko IRCTC ki website visit karna chHiye
Bhaiya kya new delhi railway station hi NDLS railway station hai?
Mere reservation mai likha hai boarding from NDLS to Varanasi
Ji sahi likha hai
Ticket ka print out lejane ki zarurat hai ya online ticket dikhake kaam hojata h?
Online ticket valid hai
New delhi se dwarka kitana dur hm sir bataye
approx 20km
❤❤❤❤❤
Lift platform number 5 me kiss side millegi?
Right
Train kis flatform pe aayegi ye kaha se pata krenge
Plateform par lagi led me aap dekh paoge
Bina checking k nhi jaskte kya
Nahi
@@HarshJourneys thanks for replying. Bro mujhe platform 15 se platform 7 pr jana h to kya us beech mai b checking milegi ? 😕
Uber drop off se platform 14 kaise jana hai
16 ki side se
nice
Thanks
Mai haal me hi newdelhi railway station par gaya Lekin 20 food bol kar 80 le liya gaya i hate delhi😡
sorry for this thoda active rahe karen next time se
Yah to hamare Patna mein bhi hai😅
bahar se bhi agar aap bata dete ki kaise jana hai to logo ke liye aasan ho jaya well jo tha bahut acha video tha
Next time will try
Will there be checking I want to take 2gram hash with me
aisa kuch mat karna jo illegal ho nahi to delhi police pustak tod degi
Bhai Kounsa Camera hai ?
iPhone
New delhi metro se palam metro jane ka video
Yellow Line
New Delhi
Rajiv Chowk
Patel Chowk
Central Secretariat
Udyog Bhawan
Lok Kalyan Marg
Jorbagh
Dilli Haat INA
AIIMS
Green Park
Hauz Khas
Change Train
Magenta Line
Hauz Khas
IIT Delhi
RK Puram
Munirka
Vasant Vihar
Shankar Vihar
Terminal 1 IGI Airport
Sadar Bazaar Cantonment
Palam
please subscribe the channel
@@bhartisingh8149 please check on station
dustbin dikha dete zra sa toh kya bigad jata camera ghuma liya
Wo bhi hai
Plhodi jn. Hisar jn Delhi jn.
Auto wale paisa jyada lete hain
Bhai platform se bahr vala video
Jo parking aur skyway hai wo bahar ka he area hai dost
@@HarshJourneys i know that my question was different ............ but Thank you
AP kaha the gyani baba
Ghatiya Dilhi haibest to Mumbai hai
आप तो कूली को कमाने खाने नहीं दीजियेगा
ऐसा नहीं है मित्र लेकिन रेलवे के द्वारा जी सुविधा यात्रियों के लिए है वो बताना कोई ग़लत बात नहीं है