Mere window me subh 7 se 12:30 direct sun ata h then shed. To kya gulab lag jayega aise me??..shed means no direct sun. Din ki roshni rheti h sirf..aap ke rose ko kitna sun milta hai?
Mai apne rose plant ko full time sunlight mei rakhta hoon. Jaisa aapne bataya 5 ghante sunlight aa rha hai baki time indirect aa rha hai tab koi problem nhi hai lg jayega.
Ande ke chhilke ki jagah aap milk aur bonemeal ki jagah bujha hua chuna daliye. Chune ko km quantity mei aur sath mei alum(fitkari) bhi daliyega kyunki chuna alkaline hota hai.
BHAI neem K sukhe patte ko powder bana K daal sakte Hai ki nahi (ghar me hi neem tree patte sukha K rakha hai humne..) plz bata dijega.. Jo stems cut karte hai usko fir se laga sakte hai ya Nhi..?? Humne experiment k liye lagaya hai..
Hybrid rose plant ki cutting nhi lagani chahiye in future woh achhi flowering nhi krega hybrid rose ka root system strong nhi hota hai isiliye usse graft kiya jata hai. Aur aap neem ki jo nimboli hoti hai usse sukhakar daliye patti se aapko jyada achha result nhi milega.
अरे भाई जी बहुत सुंदर जानकारी दी धन्यवाद
Nice flower, best information
Apne soil mix keise bonaya gulab ki
Very Nice & informative video ❤💛💚
Thanks sir
Sir Mai अंडे के chhilke aur bone मिल कभी bhi use नही krti to uske baujd aap दुसरा उपाय suzay
Great video 👌 sir
Thanks
Thanks for nice information
Thank you so much mam
Useful information..
Thank you so much
Plant is nice.😆😆😆😃😃🙅🙅
5:43 aapne khad dalne ke baad pani use kiya..iski jagah liquid furtilizer use kr sakte hai? Kya over furtilize ho jayega aisa krna?
Aap liquid fertilizer ya fir direct dono mei se koi 1 tarike se fertilize kijiye.
Dono ko ek sath try krne pr over ho jayega.
Sir namaste ji, compost khaad mujhe nahi mil rahi hai, sir apne kahaan se purchase Kiya hai?
nice advice
Thanks
Cut side ko kaunsa fungicide lagana chahiye
Nice
Thanks
Superb
Thank you so much sir
@@GardeningUpdate my plsr ☺️
@@GardeningUpdate s
Mere window me subh 7 se 12:30 direct sun ata h then shed. To kya gulab lag jayega aise me??..shed means no direct sun. Din ki roshni rheti h sirf..aap ke rose ko kitna sun milta hai?
Mai apne rose plant ko full time sunlight mei rakhta hoon.
Jaisa aapne bataya 5 ghante sunlight aa rha hai baki time indirect aa rha hai tab koi problem nhi hai lg jayega.
@@GardeningUpdate ji dhanywaad
Sir Mera gulaab kashmiri hai 12month phool deta hai, jaise apne daala hai Kya main apne rose main de sakte hain? Or cutting October main Karin?
Hn de sakte hain aur prunning winter se 10-15 din pehle hi kr deni hai
Calcium ke liye milk use kr sakti hai kya reply me
Hn bilkul mai bhi kabhi kabhi use kr leta hoon.
Mere gulab ki leaves light green colour ki ho gyi hain to kya use keruin
Rose plant ko nitrogen ki kmi hogi ya magnesium ki toh aap pehle koi bhi compost manure daliye fir bhi green n ho toh Epsom salt ya jaggery daliye
Bhaiya bonmeel aur ande k Chhilke mei use nii kr sakti
Ande ke chhilke ki jagah aap milk aur bonemeal ki jagah bujha hua chuna daliye. Chune ko km quantity mei aur sath mei alum(fitkari) bhi daliyega kyunki chuna alkaline hota hai.
BHAI neem K sukhe patte ko powder bana K daal sakte Hai ki nahi (ghar me hi neem tree patte sukha K rakha hai humne..) plz bata dijega.. Jo stems cut karte hai usko fir se laga sakte hai ya Nhi..?? Humne experiment k liye lagaya hai..
Hybrid rose plant ki cutting nhi lagani chahiye in future woh achhi flowering nhi krega hybrid rose ka root system strong nhi hota hai isiliye usse graft kiya jata hai. Aur aap neem ki jo nimboli hoti hai usse sukhakar daliye patti se aapko jyada achha result nhi milega.
Thumbnail mein edited photo 😅
अंडे के छिलके छी:!!
Good
Thank you very much sir 😊
Good